Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJuhi Chawla
HomeJuhi Chawla
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Aaina Hai Mera Chehra
aankhon mein akeli raaton mein aankhon mein akeli raaton mein bas gaye pyaar ke ratt jage bas gaye pyaar ke ratt jage gul shabnam mohhabbat ka mausam gul shabnam mohhabbat ka mausam tere bin mera dil naa lagey tere bin mera dil naa lagey aankhon mein akeli raaton mein aankhon mein akeli raaton mein bas gaye pyaar ke ratt jage bas gaye pyaar ke ratt jage hum dono kabhi ke mill jaate ye jahaan beech mein aa gaya hum dono kabhi ke mill jaate ye jahaan beech mein aa gaya pinjare ke ye panchi udd jaate aasama beech mein aa gaya aa aa aa aa aankhon mein akeli raaton mein aankhon mein akeli raaton mein bas gaye pyaar ke ratt jage bas gaye pyaar ke ratt jage chori se chalo ji chupke se kuchh kahen kuchh sune kuchh karen chori se chalo ji chupke se kuchh kahen kuchh sune kuchh karen na ji na hamein darr lagta hai kya kahen kya sune kya karen hmm hmm mm mm aankhon mein akeli raaton mein aankhon mein akeli raaton mein bas gaye pyaar ke ratt jage bas gaye pyaar ke ratt jage
are jo jee mein aaye are jo jee mein aaye tum aaj kar lo chaaho jise in baahon mein bhar lo ang se ang lagana sajan humen aise rang lagaana ang se ang lagana sajan humen aise rang lagaana gaalon se ye gaal laga ke nainon se ye nain mila ke holi aaj manana sajan humen aise rang lagaana ang se ang lagana sajan humen aise rang lagaana ang se ang lagana sajan humen aise rang lagaana uppar uppar rang lagaiyo na kariyo kuchh niche munh se kuchh na bol khadi reh chup se ankhiyan miche hoo bach ke padosan jaane na paaye jaaye to waapas aane na paaye julmi ne aise baaju maroda kajra na gajra kuchh bhi na chhoda rapat likha doooo rapat likha do thaane mein hum bhar denge jurmana ang se ang lagana sajan humen aise rang lagaana ang se ang lagana sajan humen aise rang lagaana kaisi khincha taani bheegi chunari bheegi choli holi ka hai naam are ye to hai aankh micholi aaj bana har ladka kaanha aaj bani har ladki raadha tu raadha main kaanha na na na na kya bijli aur baadal tum
tum aaye to hawaaon mein ik nasha hai tum aaye to fizaaon mein rang sa hai ye rang saare hain bas tumhaare aur kya aur kya aur kya aur kya aur kya aur kya tum aaye to hawaaon mein ik nasha hai tum aaye to fizaaon mein rang sa hai ye rang saare hain bas tumhaare aur kya aur kya aur kyaa ae hey hey aah haa haa ae hey hey aah haa haa tum aaye ho to dekh lo nayaa nayaa sa lage ye jahaan haan haan haan haan oh ho haseen haseen hai ye zameen dhula dhula sa hai ye aasmaan tum ho to hai ye samaa aur kya aur kya aur kya aur kya dhadak raha hai dil mera jhuki jhuki hain palkein yahan haan haan haan haan oh ho jo dil mein ho wo keh bhi do ruki ruki si hai ye dastaan jazbaat maange zabaan aur kya aur kya aur kya aur kya tum aaye to hawaaon mein ik nasha hai tum aaye to fizaaon mein rang sa hai ye rang saare hain bas tumhaare aur kya aur kya aur kya aur kya aur kya aur kya aa ha ha aa ha ha aa ha ha
aye mere dost laut ke aajaa bin tere zindagi adhoori hai aye mere dost laut ke aajaa bin tere zindagi adhoori hai aake to dekh meri haalat ko bin tere har khushi adhoori hai aye mere dost laut ke aajaa ban ke humdard mera humsaaya tu meri zindagi mein aaya tha ban ke humdard mera humsaaya tu meri zindagi mein aaya tha pyaar apnon se bhi zyaada kiya mujhe toone log kehte hain tu paraaya tha log kehte hain tu paraaya tha aye mere dost laut ke aajaa bin tere zindagi adhoori hai aye mere dost laut ke aajaa mere dil se yahi dua nikle tu jahaan bhi rahe khushhaal rahe mere dil se yahi dua nikle tu jahaan bhi rahe khushhaal rahe bhool ke bhi na bhoola paaun main tujhe humdum har ghadi bas tera khayaal rahe her ghadi bas tera khayaal rahe aye mere dost laut ke aajaa bin tere zindagi adhoori hai aye mere dost laut ke aajaa yaad aate hai jab karam tere meri aankhon se ashq behte hain yaad aate hai jab karam tere meri aankhon se ashq behte hain tere ehsaanon ka badlaa mein
tu yaar tu hi dildaar tu hi mera pyaar tera mere dil mein hai darbaar karde ek baar beda paar mujhe ghar baar lage bekaar phiroon main banke tera jogi tu yaar tu hi dildaar tu hi mera pyaar tera mere dil mein hai darbaar karde ek baar beda paar mujhe ghar baar lage bekaar phiroon main banke tera jogi hey la ra ra ra ra ra ra ra ra ra hey aaaaaa kehta hai deewana tera hi afsana tere bin duniya mein kya khona kya paana aarzoo hai dil hai tu hi tuuuu tere sang bana hoon malang to sab hai dang hui ye duniya mujhse tang laayi hai umang ik tarang baaje mirdang to badle dhang phiroon main banke tera jogi tu yaar tu hi dildaar tu hi mera pyaar tera mere dil mein hai darbaar karde ek baar beda paar mujhe ghar baar lage bekaar phiroon main banke tera jogi dharti ke aangan mein ambar ke daaman mein suraj ki kirnon mein saagar ki lehron mein har kahin har su hai tu hi tuuuu sab log manaye sog kahein ye jog hai mere mann ka koi rog hai ye prem aag to belaag raat ko jaagata hoon
chaahiye milne kaa phir bahaana koi chaahiye milne kaa phir bahaana koi sochiye ab ke hum kiss bahaane milen sochiye ab ke hum kiss bahaane milen chhodiye kyun kare hum bahaana koi chhodiye kyun kare hum bahaana koi aaiye bedhadak hum deewane milen aaiye bedhadak hum deewane milen chaahiye milne kaa phir bahaana koi chaahiye milne kaa phir bahaana koi aaiye bedhadak hum deewane milen aaiye bedhadak hum deewane milen reh gayin ankahi kal ki baaten kayi reh gayin ankahi kal ki baaten kayi tum bhi keh naa sake hum bhi keh naa sake raat kaise kati din gaya kis tarah raat kaise kati din gaya kis tarah kya hua kya nahin ye sunaane milen kya hua kya nahin ye sunaane milen chaahiye milne kaa phir bahaana koi chhodiye kyun kare hum bahaana koi sochiye ab ke hum kiss bahaane milen aaiye bedhadak hum deewane milen kis liye khud se hum ye bahaane kare kis liye khud se hum ye bahaane kare kis liye dhadkanon ki sadaa se dare kahiye iqraar hai aapko pyaar hai kahiye iqraar hai
jo bhi chaahun wo main paaun zindagi mein jeet jaaun chaand taare tod laaun saari duniyaa par main chhaaun bas itna saa khaab hai bas itna saa khaab hai chaand taare tod laaun saari duniyaa par main chhaaun bas itna saa khaab hai bas itna saa khaab hai yaar tu bhi sun zara aarzoo meri hai kya main kya ban jaana chaahtaa hoon main kahaan kharaab hoon main to laazawaab hoon main ye manwaana chaahtaa hoon maan jaa aye khuda itni si hai dua main ban jaaun sab se bada main ban jaaun sab se bada mere peechhe mere aage haath jode duniyaa bhaage bas itna saa khawaab hai bas itna saa khawaab hai shaan se rahun sadaa mujhpe log hon fidaa haseenaye bhi dil ho khoti dil ka ye kanwal khile sone kaa mehal mile barasne lage heere moti hey maan jaa aye khuda itni si hai duaa main jyaada nahin maangta main jyaada nahin maangta saari daulat saari taaqat saari duniyaa par hukumat bas itna saa khawaab hai bas itna saa khawaab hai bas itna saa khawaab hai
choodi chori choriiii kuchh kahe kangana kyun hasa kya pata kya huaaa choodi baji hai kahin door chhan chhan chhan chhan kangana baja hai kahin door khan khan khan khan ohh choodi baji hai kahin door chhan chhan chhan chhan kangana baja hai kahin door khan khan khan khan ye tera kajra ye tera gajra loota dun aaj ispe tan mann dhan hoo choodi baji hai kahin door chhan chhan chhan chhan kangana baja hai kahin door khan khan khan khan gin gin taare raat guzaarun din din ghar mein tujhe pukarun saawareeeeeeee gin gin taare raat guzaarun din din ghar mein tujhe pukarun gunjti hai pawan jaise san san san san san hoo choodi baji hai kahin door chhan chhan chhan chhan kangana baja hai kahin door khan khan khan khan khilte khilte gul khilte hain milte milte dil milte hain goriyeeeeeeee khilte khilte gul khilte hain milte milte dil milte hain dil mile to baje saaz jhan jhan jhan jhan jhan haan choodi baji hai kangana baja hai ohh choodi baji hai kahin door chhan chhan chhan
Darwaza Band Kar Lo
dil chahe kisi se pyaar karun dil chahe kisi se pyaar karun phir sochun woh beiman to nahin dil chahe kisi sang bhaag chalun dil chahe kisi sang bhaag chalun phir sochun main nadaan to nahin dil chahe kisi se pyaar karun phir sochun woh beiman to nahin kore kagaz pe haan likh dun main uske naam ye jaan likh dun kore kagaz pe haan likh dun main uske naam ye jaan likh dun jo bole yaar jahan likh dun hooo dil chahe ye dil ka sauda karun dil chahe ye dil ka sauda karun phir sochun kuchh nuksan to nahin dil chahe kisi se pyaar karun phir sochun woh beiman to nahin chunari main zara si chunari main zara si sarka dun uss zulmi ka uss zulmi ka dil dhadka dun phansi pe use main latka dun dil chahe kisi ki jaan le lun dil chahe kisi ki jaan le lun phir sochun wo meri jaan to nahin dil chahe kisi se pyaar karun phir sochun woh beiman to nahin dil chahe kisi sang bhaag chalun phir sochun main nadaan to nahin woh beiman to nahin ho main nadaan to nahin
ek din aap yun humko mil jaayenge phool hi phool raahon mein khil jaayenge maine socha na tha ek din aap yun humko mil jaayenge phool hi phool raahon mein khil jaayenge maine socha na tha ek din zindagi itni hogi haseen jhoomega aasmaan gaayegi ye zamin ek din zindagi itni hogi haseen jhoomega aasmaan gaayegi ye zamin maine socha na tha dil ki daali pe kaliyaan si khilne lagi jab nigaahein nigaahon se milne lagi dil ki daali pe kaliyaan si khilne lagi jab nigaahein nigaahon se milne lagi ek din iss tarah hosh kho jaayenge paas aaye to madhosh ho jaayenge maine socha na tha ek din aap yun humko mil jaayenge phool hi phool raahon mein khil jaayenge maine socha na tha jagmagaati huyi jaagti raat hai raat hai ya sitaaron ki baaraat hai jagmagaati huyi jaagti raat hai raat hai ya sitaaron ki baaraat hai ek din dil ki raahon mein apne liye jal uthenge mohabbat ke itne diye maine socha na tha ek din zindagi itni hogi haseen jhoomega aasmaan gaayegi ye zamin maine socha na
ek sharaarat hone ko hai ek qayaamat hone ko hai hosh humare khone ko hai humko muhabbat hone ko hai lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai ek sharaarat hone ko hai ek qayaamat hone ko hai hosh humare khone ko hai humko muhabbat hone ko hai lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai chalte hain gaate gaate socha naa jaate jaate jaayenge dono hum kahaan haan aankhon mein halke halke sapne hain jhalke kal ke sab ishq ke hain ye nishaan hoo tum ab ye maano yaa naa maano meri jaa aaa aaa aaan lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai lal laai laai laai lal laai lal laai laai ek sharaarat hone ko hai ek qayaamat hone ko hai hosh humare
dhin taak dhinak dhin dhin tin na dhin taak dhinak dhin dhin tin na dhin taak dhinak dhin dhin tin na dhin taak dhinak dhin dhin tin na goriya re goriya re mera dil chura ke le jaa sajna ve sajna ve meri neend udaa ke le jaa tune mujhko bechain kiya ho tune bhi to mera chain liyaa goriya re goriya re mera dil chura ke le jaa sajna ve sajna ve meri neend udaa ke le jaa tere aane ki aahat se chudi meri khanakti hai saari raat mere sapnon mein bindiyaa teri chamakti hai maine tujhko hi maanga hai yaar rabb se main bhi to hoon beqaraar kab se meri saari duniyaa hai tera angnaa goriya re goriya re mera dil chura ke le jaa sajna ve sajna ve meri neend udaa ke le jaa tere nainon ke darpan mein kaajal kyun sharmata hai jab jab dekhe meri taraf tu rang mera khil jaata hai tujhe paane ko mann ki bahaar tarse dekhun jahaan tera pyaar barse tere sang jeena tere sang marna taak dhinak dhin dhin tin na dhin taak dhinak dhin dhin tin na goriya re goriya re mera dil chura ke le
haye haye haye haye dil ki baazi laga humse aankhein mila mere yaar re mere yaar re haye haye haye haye pyaar ki hai umar tu hai kyun bekhabar sun yaar re sun yaar re ruk piya ruk piya ruk piya ruk piya piya piya chala kahan leke jiya leke mera jiya jiya haye haye haye haye dil ki baazi laga humse aankhein mila mere yaar re mere yaar re deewana main nahin dil ka sauda ho tujhse yeh mushkil hai kisi ko bhi de doon dil yeh khilona nahin aakhir yeh dil hai tauba tauba tauba tauba mujhko hi samjhe ho gair piya tauba tauba mujhko hi samjhe ho gair piya tere liye main leloon duniya se bair piya haye haye haye haye dil ki baazi laga humse aankhein mila mere yaar re mere yaar re tujhse bhi badh ke haseen aur bhi hai jahan mein deewani sun mar jaaoon mit jaaoon tere sadke karoon zindagaani sun oh do din hai jeevan ke kisi ke bhi sang hole dil ki hai majboori tujhpe hi dole piya haye haye haye haye dil ki baazi laga naa humse aankhein mila mere yaar re mere yaar re haye haye
koi hero yahan koi zero yahan koi star hai koi bekaar hai koi hero yahan koi zero yahan koi star hai koi bekaar hai main kaun hoon tumse main kya kahoon hai sach to ye dosto i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best dosto mujhe tum dekh lo main number ek hoon koi kaam ho tez hoon bada smart hoon main phir bhi nek hoon ye tum bhi kaho kisi ne ye kiya kisi ne wo kiya koi ye ban gaya koi wo ban gaya main kaun hoon tumse main kya kahoon hai sach to ye dosto i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best mujh mein hai ajab jaadugari ke mujhsa charming koi hai kahan kya karoon hai deewani meri kahe mujhe darling sabhi ladkiyaan koi aisa yahan koi waisa yahan magar koi nahin mere jaisa yahan main kaun hoon tumse main kya kahoon hai sach to ye dosto i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best oh yes yes yes yes yes say it again yeah
ishq hua kaise hua achchha hua jaise hua ishq hua kaise hua achchha hua jaise hua na main jaanun na tu jaane kyun ho gaye hum deewane na main jaanun na tu jaane kyun ho gaye hum deewane arre heyyyyy ishq hua kaise hua achchha hua jaise hua jhuki jhuki nazren hain ruki ruki saansen hain dhak dhak karta hai dil jaage jaage armaan hain soya soya yeh jahaan hai chori chori aake mujhe mil sun sun sun sun sun sun sun zara gun gun gun gun gaati hai hawa sun sun sun sun sun sun sun zara gun gun gun gun gaati hai hawa hoo phaili hawaaon mein apni khabar pyaar kiya hai to phir kya hai dar joshili baaten yun na kar pyaar hai to josh bhi hai hona hai kya hosh bhi hai na main jaanu na tu jaane kyun ho gaye hum deewane oooo na main jaanun na tu jaane kyun ho gaye hum deewane are heyyyyy ishq hua kaise hua achchha hua jaise hua lalalalala lalalalalaaaaaa nananana ahahahahaaaaa dheere dheere haule haule haule haule dheere dheere dil ko mili hai manzil bheegi bheegi raaton mein
jaata hai tu kahan jaata hai tu kahan re baba jaata hai tu kahan sun pyaare ruk ja re duniya ke bade tedhe medhe raaste khatre hi khatre hain tere vaaste re baba jaata hai tu kahan duniya mein aaj kal aisi bhi loot hai kehne ko pyaar hai samjho to jhoot hai tere haath hai kis ke haathon mein re baba jaata hai tu kahan pyaar ka karte hain jo shor dhyaan hai tera jinki or aa main bata doon kaun hai woh raat mein daaku din mein chor re baba jaata hai tu kahan haath main jodoon tore padoon main balma tore paiyaan chhod ke tu mohe na jaa karoon main vinnati more saiyaan ohoo sun le mori arj sajanwaa poochhe tose mora manwa o jaanewale ye to bata o jaanewale ye to bata re baba jaata hai tu kahan jaan le tu jo baat kahoon main ishaaron mein bikte hain imaan yahan bazaaron mein anjaane tu na jaane koi jaal phaila teri raahon mein hai koi baat hai jo meri baaton mein hai tu ye jaan le baaton baaton mein re baba jaata hai tu kahan faisla tujhko aaj karna hai doob jaana hai
jab kabhi chaand na ho andheri raat ho darna kam hoga mujhko agar tum saath ho jab kabhi baadal chhaayen ya ghani barsaat ho hogi khushi har ek boond mein agar tum saath ho iss jahaan mein koi mera ho bhi ya na ho har ik lamha bhar jaayegaa roshni se bas agar tum saath do jab kabhi jab kabhi aansoon aaye aansoon aaye ya buri ya buri saugaat ho saugaat ho muskuraa loongaa main to phir bhi agar tum saath ho tum yahaan ho to saari duniyaan hai idhar saare aramaan khawaab saare ban gaye hain ab tumhaari ik nazar jab kabhi jab kabhi dil ghabraaye dil ghabraaye saamne saamne maat ho jeet ke main dikhlaunga agar tum saath ho jab kabhi jab kabhi hans de aalam hans de aalam khushiyon ki khushiyon ki baaraat ho zindagi hogi jannat agar tum saath ho
jadoo teri nazar khushboo tera badan jadoo teri nazar khushboo tera badan tu haan kar ya naa kar tu haan kar ya naa kar tu hai meri kiran tu hai meri kiran jadoo teri nazar khushboo tera badan tu haan kar ya naa kar tu haan kar ya naa kar tu hai meri kiran tu hai meri kiran mere khaabon ki tasaveer hai tu bekhabar meri taqdeer hai tu mere khaabon ki tasaveer hai tu bekhabar meri taqdeer hai tu tu kisi aur ki ho na jana kuchh bhi kar jaaonga main deewana tu haan kar ya naa kar tu haan kar ya naa kar tu hai meri kiran tu hai meri kiran lala la lala la lala lala lala lala la lala la lala lala lala lala la lala la lala lala lala lala la lala la lala lala lala faanslen aur kam ho rahen hain door se paas hum ho rahen hain faanslen aur kam ho rahen hain door se paas hum ho rahen hain maang loonga tujhe aasmaan se chheen loonga tujhe is jahaan se tu haan kar ya naa kar tu haan kar ya naa kar tu hai meri kiran tu hai meri kiran jadoo teri nazar khushboo tera badan tu haan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaina Hai Mera Chehra Aaina (1993) 05:03 37978
 
Poster of Aaina (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Dilip Sen-Sameer Sen
On Screen Actors- 
Amrita Singh, Jackie Shroff, Juhi Chawla
Duration : 05:03   Song Number : 37978   

Aankhon Mein Akeli Raaton Mein Jhooth Bole Kauwa Kaate (1998) 05:10 32554
 
Poster of Jhooth Bole Kauwa Kaate (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Anil Kapoor
Duration : 05:10   Song Number : 32554   

Ang Se Ang Lagana Darr (1993) 06:45 32774
 
Poster of Darr (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Duration : 06:45   Song Number : 32774   

Aur Kya Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000) 04:58 16850
 
Poster of Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 04:58   Song Number : 16850   

Aye Mere Dost Laut Ke Aajaa Swarg (1990) 07:36 17843
 
Poster of Swarg (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Mohammad Aziz
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Govinda, Juhi Chawla, Madhvi
Duration : 07:36   Song Number : 17843   

Banke Tera Jogi Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000) 04:43 16781
 
Poster of Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla, Johny Lever
Duration : 04:43   Song Number : 16781   

Chaahiye Milne Kaa Karobaar (The Business Of Love ) (2000) 06:07 18593
 
Poster of Karobaar (The Business Of Love ) (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Anil Kapoor
Duration : 06:07   Song Number : 18593   

Chaand Taare Yes Boss (1997) 04:48 18739
 
Poster of Yes Boss (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Abhijeet
Duration : 04:48   Song Number : 18739   

Choodi Baji Hai Yes Boss (1997) 05:07 18740
 
Poster of Yes Boss (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 05:07   Song Number : 18740   

Darwaza Band Kar Lo Darr (1993) 06:06 36746
 
Poster of Darr (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv Hari
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Juhi Chawla
Duration : 06:06   Song Number : 36746   

Dil Chahe Kisi Se Deewana Mastana (1997) 03:40 33043
 
Poster of Deewana Mastana (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Juhi Chawla
Duration : 03:40   Song Number : 33043   

Ek Din Aap Yes Boss (1997) 04:32 18741
 
Poster of Yes Boss (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
Duration : 04:32   Song Number : 18741   

Ek Sharaarat Hone Ko Duplicate (1998) 05:55 13203
 
Poster of Duplicate (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 05:55   Song Number : 13203   

Goriya Re Goriya Aaina (1993) 04:56 20485
 
Poster of Aaina (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Dileep Sen, Sameer Sen
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Jackie Shroff
Duration : 04:56   Song Number : 20485   

Haye Dil Ki Baazi Laga One 2 Ka 4 (2001) 04:32 20511
 
Poster of One 2 Ka 4 (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 04:32   Song Number : 20511   

I'm The Best Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000) 04:15 16784
 
Poster of Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Jalal Malihabadi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 04:15   Song Number : 16784   

Ishq Hua Kaise Hua Ishq (1997) 07:36 37788
 
Poster of Ishq (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Amir Khan
Duration : 07:36   Song Number : 37788   

Jaata Hai Tu Kahan Yes Boss (1997) 05:39 18742
 
Poster of Yes Boss (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Abhijeet
Duration : 05:39   Song Number : 18742   

Jab Kabhi Jhankaar Beats (2003) 04:36 10668
 
Poster of Jhankaar Beats (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Mahalaxmi Iyer
Duration : 04:36   Song Number : 10668   

Jadoo Teri Nazar Darr (1993) 04:26 20604
 
Poster of Darr (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Shahrukh Khan
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:26   Song Number : 20604   
Karaoke Songs of juhi chawla, Sad Songs of juhi chawla, Love Songs of juhi chawla, Dance Songs of juhi chawla, Hip-hop songs of juhi chawla, Best songs of juhi chawla, Super hit songs of juhi chawla, hit songs of juhi chawla, duet songs of juhi chawla, solo songs of juhi chawla, old songs of juhi chawla, famous songs of juhi chawla, Hindi Karaoke Songs of juhi chawla, Hindi Sad Songs of juhi chawla, Hindi Love Songs of juhi chawla, Hindi Dance Songs of juhi chawla, Hindi Hip-hop songs of juhi chawla, best Hindi songs of juhi chawla, super hit Hindi songs of juhi chawla, hit Hindi songs of juhi chawla, duet Hindi songs of juhi chawla, solo Hindi songs of juhi chawla, old Hindi songs of juhi chawla, famous Hindi songs of juhi chawla, Sing Along Songs of juhi chawla, Sing Along Sad Songs of juhi chawla, Sing Along Love Songs of juhi chawla, Sing Along Dance Songs of juhi chawla, Sing Along Hip-hop songs of juhi chawla, Sing Along Best songs of juhi chawla, Sing Along Super hit songs of juhi chawla, Sing Along hit songs of juhi chawla, Sing Along duet songs of juhi chawla, Sing Along solo songs of juhi chawla, Sing Along old songs of juhi chawla, Sing Along famous songs of juhi chawla