Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Asha Parekh
Home Asha Parekh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


saathiya nahin jaana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage mausam hai suhana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage saathiya maine maana ke jee na lage jee ko tha samjhana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage mere achhe baalma chhodo aaj baiyaan wo jhoota jo saiyaan kal aaye na jaake phir aaogi aake phir jaaogi aane jaane mein jawaani dhal jaaye na hoooo chhodo aana jaana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage saathiya maine maana ke jee na lage jee ka burra haal hai jab se jee lagaya tujhe jee mein basaya tere ho liye jee ka tha khayaal to kaahe jee lagaya mujhe jee mein basaya ae ji boliye hooo ab kaahe pachhtaana ke jee na lage saathiya maine maana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage jaane ki to baalma marzi nahin meri darr lagda ae vairy jag waalon se hoi chhadon vi na soniyon jag se darte ho jag khud darta hai dilwaalon se hooo chhodo ye bahana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey jaane jaana hey jaane jaana ha jaane jaana hey jaane jaana sanam tum jahan mera dil wahan sanam tum jahan mera dil wahan bante ho anjaan kaahe dilbar jaan bante ho anjaan kaahe dilbar jaan kuchh to hai tumhare paas aaye jo laga ke aas arre haan meri jaan hey hey hey hey hey hey hey hey hey sanam tum jahan mera dil wahan bante ho anjaan kaahe dilbar jaan kuchh to hai tumhare paas aaye jo laga ke aas arre haan meri jaan hey hey hey hey haan haan haan haan sanam tum jahan mera dil wahan yaar bhi yahin hai pyar bhi yahin hai yaar bhi yahin hai pyar bhi yahin hai aa gaya mazza chha gaya nasha rang laayi bekaraari ab ye raat hai humari arre haan meri jaan hey hey hey hey hey hey hey hey hey sanam tum jahan mera dil wahan hey jaane jaana na naana ab kahin na jaana chhod do bahaana ab kahin na jaana chhod do bahaana dhal na jaaye raat reh na jaaye baat hai gazab ki shaam aaj bad ke lelo jaam aaj
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tere bin soone tere bin soone nain hamaare tere bin soone baat takat gaye saanjh sakaa re haai tere bin soone nain hamaare tere bin soone ho o o o raat jo aaye dhal jaaye pyaasi raat jo aaye dhal jaaye pyaasi din ka hai dooja naam udaasi nindiyaa na aaye nindiyaa na aaye ab mere dwaare tere bin soone nain hamaare tere bin soone ho o o o jag mein rahaa main jag se paraaya jag mein rahaa main jag se paraaya saaya bhi mera mere paas na aaya hasne ke din bhi hasne ke din bhi ro ke gujaare tere bin soone nain hamaare tere bin soone baat takat gaye saanjh sakaa re haai tere bin soone hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa aa aa aa aa aa aa aa o andekhe o anjaane o andekhe o anjaane chhupke na gaaye prem taraane kaun hai tu mohe kaun hai tu mohe kuchh to bata re tere bin soone nain hamaare tere bin soone baat takat gaye saanjh sakaa re tere bin soone
teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai ye uthen subah chale ye jhuken shaam dhale mera jeena mera marna inhin palkon ke tale teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai palkon ki galiyon mein chehre bahaaron ke hanste huye hain mere khaabon ke kya kya nagar inmein baste huye hoo oooo palkon ki galiyon mein chehre bahaaron ke hanste huye ye uthen subah chale ye jhuken shaam dhale mera jeena mera marna inhin palkon ke tale teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai inmein mere aane waale zamaane ki tasveer hai chaahat ke kaajal se likhi huyi meri taqdeer hai hooo oooo inmein mere aane waale zamaane ki tasveer hai ye uthen subah chale ye jhuken shaam dhale mera jeena mera marna inhin palkon ke tale teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai ye uthen subah chale ye jhuken shaam dhale mera jeena mera marna inhin palkon ke tale teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai teri aankhon ke siva
ye aankhen uff yun maa ye surat uff yun maa pyaar kyun naa hoga ye adaayen uff yun maa ye mausam uff yun maa ye dhadkan uff yun maa kaise dil ko roke koi thaame uff yun maa ye aankhen uff yun maa tum dil ho dilruba ho tum par jahaan fidaa ho tum dil ho dilruba ho tum par jahaan fidaa ho hum to hai kya kuchh bhi nahin tum sa haseen koi nahin tum to chaand kaa tukda ho ye shokhi uff yun maa ye sharaarat uff yun maa pyaar kyun naa hoga ye adaayen uff yun maa ye aankhen uff yun maa kab tak rakhun chhupaaye seene mein aag haaye kab tak rakhun chhupaaye seene mein aag haaye jalne lagaa ye saara badan samjho zara ye dil ki agan tumse jo mile chain aa jaaye ye umange uff yun maa ye tarange uff yun maa kaise dil ko roke koi thaame uff yun maa ye aankhen uff yun maa ye surat uff yun maa pyaar kyun naa hoga ye adaayen uff yun maa ye mausam uff yun maa ye dhadkan uff yun maa kaise dil ko roke koi thaame uff yun maa
ye duniya waale poochhenge ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo ye baat agar koi poochhe kyun nain tere jhuk jaate hain tum kehna inki aadat hai ye nain yunhi sharmaate hain tum logon se ye na kehna sanwariya se laage naina sanwariya se laage naina ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo main to ye pyaar chhupa loongi tum kaise dil ko sambhaloge dil kya tum to deewaron pe meri tasvir laga loge dekho ye kaam nahin karna mujhko badnaam nahin karna mujhko badnaam nahin karna ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo ye poochhenge wo kaun hai jo tere dil ko dhadkaata hai ye poochhenge wo kaun hai jo chhup ke sapanon mein aata hai tum mera naam nahin lena sar pe ilzaam nahin lena sar pe ilzaam nahin lena ye duniya waale poochhenge
ye kali jab talak phool ban ke khile intezaar intezaar intezaar karo intezaar karo ye kali jab talak phool ban ke khile intezaar intezaar intezaar karo intezaar karo intezaar wo bhala kya kare tum jise beqaraar beqaraar beqaraar karo intezaar karo pyaar mein pyaar ki bhi izaazat nahin pyaar mein pyaar ki bhi izaazat nahin berukhi hai aji ye muhabbat nahin aa rahaa hai mazaa tum shiqaayat yahi baar baar baar baar baar baar karo intezaar karo intezaar wo bhala kya kare tum jise beqaraar beqaraar beqaraar karo beqaraar karo husn pe to asar hone waala nahin aaaa husn pe to asar hone waala nahin ishq tum ko na karde deewana kahin hai ye deewangi bhi qubool tum agar humse pyaar humse pyaar humse pyaar karo humse pyaar karo ye kali jab talak phool ban ke khile intezaar intezaar intezaar karo intezaar karo roz hum ne bayaan ye fasana kiya roz hum ne bayaan ye fasana kiya roz tumne naya ik bahana kiya ye bahana magar aakhiri hai sanam aitbaar aitbaar aitbaar karo intezaar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Saathiya Nahin Jaana Aya Sawan Jhoom Ke (1969) 03:50 21198
 
Poster of Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Asha Parekh
Duration : 03:50   Song Number : 21198   

Sanam Tum Jahan Kaalia (1981) 04:59 18260
 
Poster of Kaalia (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:59   Song Number : 18260   

Tere Bin Soone Nain Meri Surat Teri Ankhen (1963) 06:22 12046
 
Poster of Meri Surat Teri Ankhen (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Asha Parekh
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:22   Song Number : 12046   

Teri Aankhon Ke Siva (Male) Chirag (1969) 04:13 21303
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Asha Parekh
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:13   Song Number : 21303   

Ye Aankhen Uff Yun Maa Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 03:45 21394
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 03:45   Song Number : 21394   

Ye Duniya Waale Poochhenge Mahal (1969) 05:12 21066
 
Poster of Mahal (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 05:12   Song Number : 21066   

Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile Aaye Din Bahar Ke (1966) 05:31 21445
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Asha Parekh
Duration : 05:31   Song Number : 21445   
Karaoke Songs of Asha Parekh, Sad Songs of Asha Parekh, Love Songs of Asha Parekh, Dance Songs of Asha Parekh, Hip-hop songs of Asha Parekh, Best songs of Asha Parekh, Super hit songs of Asha Parekh, hit songs of Asha Parekh, duet songs of Asha Parekh, solo songs of Asha Parekh, old songs of Asha Parekh, famous songs of Asha Parekh, Hindi Karaoke Songs of Asha Parekh, Hindi Sad Songs of Asha Parekh, Hindi Love Songs of Asha Parekh, Hindi Dance Songs of Asha Parekh, Hindi Hip-hop songs of Asha Parekh, best Hindi songs of Asha Parekh, super hit Hindi songs of Asha Parekh, hit Hindi songs of Asha Parekh, duet Hindi songs of Asha Parekh, solo Hindi songs of Asha Parekh, old Hindi songs of Asha Parekh, famous Hindi songs of Asha Parekh, Sing Along Songs of Asha Parekh, Sing Along Sad Songs of Asha Parekh, Sing Along Love Songs of Asha Parekh, Sing Along Dance Songs of Asha Parekh, Sing Along Hip-hop songs of Asha Parekh, Sing Along Best songs of Asha Parekh, Sing Along Super hit songs of Asha Parekh, Sing Along hit songs of Asha Parekh, Sing Along duet songs of Asha Parekh, Sing Along solo songs of Asha Parekh, Sing Along old songs of Asha Parekh, Sing Along famous songs of Asha Parekh