Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJagjit Singh
HomeJagjit Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum itna jo muskuraa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho aankhon mein nami hansi labon par aankhon mein nami hansi labon par kya haal hai kya dikha rahe ho kya haal hai kya dikha rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho ban jaayenge zehar peete peete ban jaayenge zehar peete peete ye ashq jo peete ja rahe ho ye ashq jo peete ja rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho jin zakhmon ko waqt bhar chala hai jin zakhmon ko waqt bhar chala hai tum kyun unhein chhede ja rahe ho tum kyun unhein chhede ja rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho rekhaaon ka khel hai muqaddar rekhaaon ka khel hai muqaddar rekhaaon se maat kha rahe ho rekhaaon se maat kha rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho
tumhaari anjuman se uth ke deewaane kahaan jaate tumhaari anjuman se uth ke deewaane kahaan jaate jo ba basta huye tum se wo afsaane kahaan jaate tumhaari anjuman se uth ke deewaane kahaan jaate tumhaari berukhi ne laaj rakh li baada khane ki tum aankhon se pila dete to paimaane kahaan jaate jo ba basta huye tum se wo afsaane kahaan jaate chalo achchha hua kaam aa gayi deewaangi apni chalo achchha hua kaam aa gayi deewaangi apni wagarna hum zamaane bhar ko samjhaane kahaan jaate jo ba basta huye tum se wo afsaane kahaan jaate tumhaari anjuman se uth ke deewaane kahaan jaate
wo firaaq aur wo visaal kahaan wo firaaq aur wo visaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan thi wo ik shakhs ke tasavvur se thi wo ik shakhs ke tasavvur se ab vo raanaai e khayaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan aisaa aasaan nahin lahu ronaa aisaa aasaan nahin lahu ronaa dil mein taaqat jigar mein haal kahaan dil mein taaqat jigar mein haal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan fikr e duniyaa mein sar khapaata hoon main kahaan aur ye babaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan wo firaaq aur wo visaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan
wo khat ke purze uda raha tha wo khat ke purze uda raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha kuchh aur bhi ho gaya numaaya kuchh aur bhi ho gaya numaaya main apna likha mita raha tha main apna likha mita raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha usi ka eemaan badal gaya hai usi ka eemaan badal gaya hai kabhi jo mera khuda raha tha kabhi jo mera khuda raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha wo ek din ek ajnabi ko wo ek din ek ajnabi ko meri kahani suna raha tha meri kahani suna raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha wo umr kam kar raha tha meri wo umr kam kar raha tha meri main saal apne badha raha tha main saal apne badha raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha
woh jo hum mein tum mein qaraar tha tumhen yaad ho ki na yaad ho wohi yaani waada nibaah kaa tumhen yaad ho ki na yaad ho woh jo hum mein tum mein qaraar tha woh naye gile wo shikayaten woh maje maje ki hiqaayten woh har ek baat par roothna tumhen yaad ho ki na yaad ho koi baat aisi agar huyi jo tumhare jee ko buri lagi koi baat aisi agar huyi jo tumhare jee ko buri lagi to bayaan se pehle hi bhoolna tumhen yaad ho ki na yaad ho woh jo hum mein tum mein qaraar tha jise aap ginte the aashna jise aap kehte the baavfaa main wohi hoon monin e muqtala tumhen yaad ho ki na yaad ho woh jo hum mein tum mein qaraar tha
tere waade par jiye hum to yeh jaan jhooth jaana tere waade par jiye hum to yeh jaan jhooth jaana ke khushi se mar na jaate agar aitbaar hota yeh na thi humari qismat ke visaal e yaar hota agar aur jeete rehte yahi intezaar hota ye na thi humari qiismat ye kahaan ki dosti hai ke bane hai dost naa se ye kahaan ki dosti hai ke bane hai dost naa se koi chaara saaz hota koi ghum gusaar hota ye na thi humari qismat ke visaal e yaar hota ye na thi humari qismat kahoon kis se main ke kya hai shab e ghum buri balaa hai kahoon kis se main ke kya hai shab e ghum buri balaa hai mujhe kya bura tha marna agar ek baar hota ye na thi humari qismat ke visaal e yaar hota agar aur jeete rehte yahi intezaar hota ye na thi humari qismat
yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath rishte wafaayein dosti sab kuchh to paas hai kya baat hai pata nahin dil kyun udaas hai har lamha hai haseen nayi dil kashi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath chaahat bhi hai sukoon bhi hai dilbari bhi hai chaahat bhi hai sukoon bhi hai dilbari bhi hai aankhon mein khaab bhi hai labon par hansi bhi hai dil ko nahin hai koi shikaayat kisi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath hmmm hmmm hmmmm socha tha jaisa waisa hi jeevan to hai magar abb aur kis talaash mein bechain hai nazar kudrat toh meherbaan hai dariya dili ke saath phir bhi koi kami si hai
zindagi kya hai jaanne ke liye zinda rehna bahut zarruri hai aaj tak koi bhi raha to nahin saari waadi udaas baithi hai mausam e gul ne khud kashi kar li kisne barood boya baaghon mein aao hum sab pahan le aaine saare dekhenge apna hi chehra sab ko saare haseen lagenge yahaan hai nahin jo dikhayee deta hai aaine par chhapa hua chehra tarjuan aaine ka thik nahin hum ko gaalib ne yeh dua di thi tum salamat raho hazaar baras ye baras to fakat dino mein gaya lab tere meer ne bhi dekhe hain pankhadi ik gulaab ki si hai baat sunte to gaalib ho jaate aise bikhare hain raat din jaise motiyon waala haar toot gaya tumne mujhko piro ke rakha tha tumne mujhko piro ke rakha tha hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
zindagi tujhko jiya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin maine mujrim ko bhi mujrim na kaha duniya mein maine mujrim ko bhi mujrim na kaha duniya mein bas yahi zurm kiya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin meri kismat mein jo likhe the unhi kaanton se meri kismat mein jo likhe the unhi kaanton se dil ke zakhmon ko siya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin ab gire sang ke shishon ki hoon baarish faakir ab gire sang ke shishon ki hoon baarish faakir ab kafan odh liya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin zindagi tujhko jiya hai koi afsos nahin
zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin tere daaman mein mere waaste kya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin mere in haathon ki chaho to talaashi le lo mere in haathon ki chaho to talaashi le lo mere haathon mein lakeeron ke siwa kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin humne dekha hai kayi aise khudaon ko yahaan humne dekha hai kayi aise khudaon ko yahaan saamne jinke wo sach much ka khuda kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin ya khuda ab ke ye kis rang mein aayi hai bahaar ya khuda ab ke ye kis rang mein aayi hai bahaar zard hi zard hai pedon pe hara kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin dil bhi ek zid pe ada hai kisi bachche ki tarah dil bhi ek zid pe ada hai kisi bachche ki tarah ya to sab kuchh hi ise chahiye ya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin tere daaman mein mere waaste kya kuchh bhi nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Itna Jo Arth (1982) 05:48 21359
 
Poster of Arth (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Shabana Azmi
Duration : 05:48   Song Number : 21359   

Tumhari Anjuman Se Uth Kar Chitra Singh 03:59 19354
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:59   Song Number : 19354   

Wo Firaaq Aur Wo Visaal Kahan Jagjit Singh 04:26 40803
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:26   Song Number : 40803   

Wo Khat Ke Purze Jagjit Singh 05:16 38096
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:16   Song Number : 38096   

Woh Jo Hum Mein Tum Mein Chitra Singh 03:18 36759
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Momin Khan Momim
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:18   Song Number : 36759   

Yeh Na Thi Humari Qismat Chitra Singh 04:28 15694
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Year- 
1954
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 15694   

Yun To Guzar Raha Hai Jagjit Singh 06:31 36749
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:31   Song Number : 36749   

Zindagi Kya Hai Koi Baat Chale (2006) 05:00 16921
 
Poster of Koi Baat Chale (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh, Gulzar
On Screen Actors- 
Jagjit Singh
Duration : 05:00   Song Number : 16921   

Zindagi Tujhko Jiya Hai Chitra Singh 04:42 19743
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 04:42   Song Number : 19743   

Zindagi Tune Lahoo Leke Diya Jagjit Singh 06:24 39763
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rajesh Reddy
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:24   Song Number : 39763   
Karaoke Songs of Jagjit Singh, Sad Songs of Jagjit Singh, Love Songs of Jagjit Singh, Dance Songs of Jagjit Singh, Hip-hop songs of Jagjit Singh, Best songs of Jagjit Singh, Super hit songs of Jagjit Singh, hit songs of Jagjit Singh, duet songs of Jagjit Singh, solo songs of Jagjit Singh, old songs of Jagjit Singh, famous songs of Jagjit Singh, Hindi Karaoke Songs of Jagjit Singh, Hindi Sad Songs of Jagjit Singh, Hindi Love Songs of Jagjit Singh, Hindi Dance Songs of Jagjit Singh, Hindi Hip-hop songs of Jagjit Singh, best Hindi songs of Jagjit Singh, super hit Hindi songs of Jagjit Singh, hit Hindi songs of Jagjit Singh, duet Hindi songs of Jagjit Singh, solo Hindi songs of Jagjit Singh, old Hindi songs of Jagjit Singh, famous Hindi songs of Jagjit Singh, Sing Along Songs of Jagjit Singh, Sing Along Sad Songs of Jagjit Singh, Sing Along Love Songs of Jagjit Singh, Sing Along Dance Songs of Jagjit Singh, Sing Along Hip-hop songs of Jagjit Singh, Sing Along Best songs of Jagjit Singh, Sing Along Super hit songs of Jagjit Singh, Sing Along hit songs of Jagjit Singh, Sing Along duet songs of Jagjit Singh, Sing Along solo songs of Jagjit Singh, Sing Along old songs of Jagjit Singh, Sing Along famous songs of Jagjit Singh