Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


rote rote guzar gayi rote rote guzar gayi raat re aayi yaad teri har baat re rote rote guzar gayi neend bhi meri naa meri ho saki ro ke shabnam bhi naa ye ghum dho saki thi main teri par naa teri ho saki rote rote guzar gayi raat re aayi yaad teri har baat re rote rote guzar gayi khaab ki duniyaa ujad kar reh gayi chheen li sooraj ne ghar ki roshni chaand se hoti hai door ab chaandani rote rote guzar gayi raat re aayi yaad teri har baat re rote rote guzar gayi pyaar ki ghadiyaan bahot yaad aayengi yaad aa kar raat din tadpaayengi tum ko ye tanhaaiyaan das jaayengi rote rote guzar gayi rote rote guzar gayi raat re aayi yaad teri har baat re rote rote guzar gayi
rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa jitnee chaabee bhari raam ne utnaa chale khilonaa rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa jitnee chaabee bhari raam ne utnaa chale khilonaa rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa hum do ek humari pyari pyari muniya hai bas yehi chhoti si apni saari duniyaa hai hum do ek humari pyari pyari muniya hai bas yehi chhoti si apni saari duniyaa hai khushiyon se aabaad hai apne ghar ka kona kona rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa jitnee chaabee bhari raam ne utnaa chale khilonaa rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa badi badi khushiyaan hain chhoti chhoti baaton mein badi badi khushiyaan hain chhoti chhoti baaton mein nanhein munne taare jaise lambi raaton mein badi badi khushiyaan hain chhoti chhoti baaton mein aisaa sundar hai ye jeevan jaise koi sapan salonaa rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa jitnee chaabee bhari raam ne utnaa chale khilonaa rote rote hasnaa seekho
roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye kyaa jaane ye chanchal laharen kyaa jaane ye chanchal laharen main hoon aag chhupaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare main bhi itana doob chuka hoon main bhi itana doob chuka hoon kya teri gehraai kaahe hod lagaaye mose kaahe hod lagaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare tujh mein doobe chaand magar ik chaand ne mujhe dubaaya tujh mein doobe chaand magar ik chaand ne mujhe dubaaya mera sab kuchh loot ke chhip gayi chaandani raat ki maaya mera sab kuchh loot ke chhip gayi chaandani raat ki maaya armaanon ki chita saja keee armaanon ki chita saja ke maine aag lagaayi ab kya aag bujhaaye meri ab kya aag bujhaaye roun main saagar ke kinaare saagar hansi udaaye roun main saagar ke kinaare
Round round baby round round Spend the night on me I don''t need no man Got my kicks for free Realise the vibe gonna be down low I don''t need nobody but my honeys when I go Round baby round round Spend the night on me I don''t need no man Got my kicks for free When you stare at my face You''re messing with my brain If you try to convince me Then you better think again If you move to the music The music''s got to give If it''s too complicated That''s the way I wanna live If you hate me, I will show you How to break me Into something new If you want me Run away now If you stop me Then I''ll hit the ground Round round baby round round Spend the night on me I don''t need no man Got my kicks for free Realise the vibe gonna be down low I don''t need nobody but my honeys when I go Explainations no you don''t need one Having a good time getting down to the fun And it''s your time Just tonight he''ll be mine Then he''s gone yeah People moving bodies grooving Never ending
Row Row Row A Boat
roya karenge aap bhi pehron isi tarah roya karenge aap bhi pehron isi tarah atka kahin jo aap ka dil bhi meri tarah roya karenge aap bhi pehron isi tarah naa taab hijr mein hai na aaraam vasl mein naa naa aa aaa naa taab hijr mein hai na aaraam vasl mein kambakht dil ko chain nahin hai kisi tarah atka kahin jo aap ka dil bhi meri tarah roya karenge aap bhi pehron isi tarah mar chuk kahin ke tu ghum e hijraan se chhoot jaaye aa aa aa aa aa aa mar chuk kahi ke tu ghum e hijraan se chhoot jaaye kehte to hain bhale ki wo lekin buri tarah atka kahin jo aap ka dil bhi meri tarah roya karenge aap bhi pehron isi tarah naa jaaye waan bani hai naa bin jaaye chain hai naa jaaye waan baniiiiiii naa jaaye waan bani hai naa bin jaaye chain hai kya keejiye hamen to hai mushkil sabhi tarah atka kahin jo aap ka dil bhi meri tarah roya karenge aap bhi pehron isi tarah hoon jaan balab butaan e sitamgar ke haath se hoon jaan balab butaan e sitamgar ke haath se kya sab jahaan mein
tanhaai sang dil tanhaayi sang laayi yaad teri sang laayi baar baar wo bahaar phir se yaad aayi sooni sooni raah dil ki jisne thi sajaayi tanha dil roya re dil roya re roya re dil roya re roya re dil roya re roya re dil roya re har taraf bikhre hai teri hi yaad ke hi nishaan meri har ik cheez mein hain teri hi parchhaaiyaan tu hi hota hai tu hi rehta hai mujh mein har dam sada paas bhi tu hai door bhi tu hi hai ye kaisi khala yaad ban ke ashq teri aankhon mein samaayi yaad ban ke ik hansi honthon pe bhi aayi tanha dil roya re dil roya re roya re dil roya re roya re dil roya re roya re dil roya re chaand suraj bhi wahin hain hain wahin aasmaan zindagi bhi chal rahi hai chal raha hai jahaan main hi thehra hoon khud mein simta hoon dil hai ghum se bhara bin tere kaise jiyun main kuchh to de mashwara zindgani aisi rehguzar pe mujhko laayi saaye se bhi ab tere ho gayi judaayi tanha dil roya re dil roya re roya re dil roya re roya re dil roya re roya re dil roya re
roye jiya aan milo more piya aa aa aa aa roye jiya aan milo more piya aa aa aa aa ooo panchhi gaaye kahin pyaar se pee kahaan pee kahaan tere liye dil thaam ke reh gayi main yahaan panchhi gaaye kahin pyaar se pee kahaan pee kahaan tere liye dil thaam ke reh gayi main yahaan o saathiya aan milo more piya aa aa aa aa roye jiya aan milo more piya aa aa aa aa thandi hawa chalne lagi kya karun kya karun main akeli jalne lagi kya karun kya karun thandi hawa chalne lagi kya karun kya karun main akeli jalne lagi kya karun kya karun o beliya aan milo more piya aa aa aa aa roye jiya aan milo more piya aa aa aa aa oh ye sandesha mera ja kaho baadlo baadlo raah takun piya aa milo aa milo aa milo ye sandesha mera ja kaho baadlo baadlo raah takun piya aa milo aa milo aa milo more piya aan milo more piya aa aa aa aa roye jiya aan milo more piya aaaaaaaaa
roz akeli aaye roz akeli jaaye roz akeli aaye roz akeli jaaye chand katora liye bhikaran raat roz akeli aaye roz bichari jaaye motiyon jaise taare aanchal mein hain saare motiyon jaise taare aanchal mein hain saare haaye re phir kya maange bhikaran raat roz akeli aaye roz akeli jaaye chand katora liye bhikaran raat roz akeli aaye roz bichari jaaye jogan jaisi laage naa soye na jaage jogan jaisi laage naa soye na jaage gali gali mein jaaye bhikaran raat roz akeli aaye roz akeli jaaye chand katora liye bhikaran raat roz akeli aaye roz bichari jaaye roz lagaaye phera hai koi nanha savera roz lagaaye phera hai koi nanha savera god mein bhar do aayi bhikaran raat roz akeli aaye roz akeli jaaye chand katora liye bhikaran raat roz akeli aaye roz bichari jaaye
roz roz aankhon tale roz roz aankhon tale lala la lala la lala la la la la la roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale ho roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale ho roz roz aankhon tale jab se tumhare naam ki misri hont lagaayi hai meetha sa ghum hai aur meethi si tanhaayi hai jab se tumhare naam ki misri hont lagaayi hai meetha sa ghum hai aur meethi si tanhaayi hai roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale ho roz roz aankhon tale chhoti si dil ki uljhan hai ye suljha do tum jeena to seekha hai mar ke marna seekha do tum chhoti si dil ki uljhan hai ye suljha do tum jeena to seekha hai mar ke marna seekha do tum roz roz aankhon tale roz roz aankhon tale lala la lala la lala la la la la la roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale
roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara kaliyon ke naam koi likhe paigaam koi kaliyon ke naam koi likhe paigaam koi baanwara bhanwara baanwara roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara beete huye mausam ki koi nishani hogi pa ma pa ma ga ma ga re ga ni re ni ma ga re pa beete huye mausam ki koi nishani hogi dard puraana koi yaad puraani hogi dard puraana koi yaad puraani hogi koi to daastaan hogi na roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara hoga koi waada hoga waada nibhata hoga haaannnnn hoga koi waada hoga waada nibhata hoga shaakhon pe likh kar yaad dilaata hoga shaakhon pe likh kar yaad dilaata hoga yaad to aati hi hogi na roz roz dali dali roz roz dali dali roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara
roz shaam aati thi magar aisi naa thi roz roz ghata chhaati thi magar aisi naa thi ye aaj meri zindagi mein kaun aa gayaaaa roz shaam aati thi magar aisi naa thi roz roz ghata chhaati thi magar aisi naa thi daali mein ye kiss kaa haaath kare ishaare bulaaye mujhe jhoomti chanchal hawaa chhoo ke tan gudgudaayen mujhe haule haule dheere dheere koi geet mujhko sunaaye preet mann mein jagaaye khuli aankh sapne dikhaaye dikhaaye dikhaaye dikhaaye khuli aankh sapne dikhaaye ye aaj meri zindagi mein kaun aa gayaaaa roz shaam aati thi magar aisi naa thi roz roz ghata chhaati thi magar aisi naa thi armaanon ka rang hai jahaan palken uthaati hoon main hans hans ke hai dekhti jo bhi murat banaati hoon main jaise koi mohe chhede jiss or bhi jaati hoon main jagmagaati hoon main deewani huyi jaati hoon main deewani deewani deewani deewani huyi jaati hoon main ye aaj meri zindagi mein kaun aa gayaaaa roz shaam aati thi
tu mere rubaru hai tu mere rubaru hai meri aankhon ki ibaadat hai yeh zamin hai muhabbat ki yahaan mana hai khata karna sirf sajade mein girna hai aur adab se duwa karna tu mere rubaru hai tu mere rubaru hai meri aankhon ki ibaadat hai bas itni ijaazat de kadmon pe jabin rakh doon hoo phir sar na uthe mera yeh jaan bhi wahin rakh doon ik baar toh deedaar de mere saamne reh ke bhi tu ojhal hai tu poshida hai mere haal se haabida hai bas itni ijaazat de kadmon pe jabin rakh doon phir sar na uthe mera yeh jaan bhi wahin rakh doon ek maasum si dil ki tajjabiz hai ishq mein jaan de de badi cheez hai deewaana bana apna deewaangi yun bhi hai pairon mein padi gardish aur sar mein junoon bhi hai jaan saunp de jaan waar de iss baar to deedaarde gar tu nahin yeh zindagi kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin yeh bandagi kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin yeh zindagi kuchh bhi nahin yeh zindagi kuchh bhi nahin yeh bandagi kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin
ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de ab na kar intezaar kyun ke hum tum mein pyaar hone waala hai aaj kal mein ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de dil ko banaye saaz aaj ki hum dil ko banaye saaz aaj ki raat hum dil ke uthaye naaz aaj ki raat hum kehlen wo jo na kaha sun le wo jo na suna ye umar na guzar jaaye aaj kal mein ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed deeeeee ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de nazren chura ke hum kya karenge sanam nazren chura ke hum kya karenge sanam daaman bacha ke hum kya karenge sanam dil kabhi khona to hai ye sitam hona to hai hona hai to ye ho jaaye aaj kal mein ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed deeeeee ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de aisi ho koi baat jo bahaana bane aisi ho koi baat jo bahaana bane aur iss bahaane se ye fasaana bane ye nazar hai beqaraar kyun ke hai ye intezaar ek paiyaam aane wala hai
ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara ladki hai ya hai jaadu khushboo hai ya nasha ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara ladki hai ya hai jaadu khushboo hai ya nasha paas wo aaye to chooke main dekhoon zara ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara dekhein wo idhar haske bekhabar thaam ke dil hum khade hain gum sum si nazar uski hai magar honthon pe shikve bade hain baat ban jaaye to main baat chhedoon zara ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara ladki hai ya hai jaadu khushboo hai ya nasha sharma wo gaayi ghabra wo gaayi maine jo usko pukaara ye dil le liya usne kar diya ankhon hi ankhon mein ishaara jaan bhi jaaye to ghum na karoon main zara ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara ladki hai ya hai jaadu khushboo hai ya nasha mehfil mein haseen tu hi to nahin ruthi tu kis liye akeli jispe yoon fidaa ye dil ho gayaa wo to hai teri ik saheli maan wo jaaye to baahon mein leloon zara ruk jaa o dil deewaane poochoon to main zara ladki hai ya
hoooo oooo ooooo oooo ruk jaaaaaaa ruk jaaaaaaa ruk jaaaaa udd ke pawan ke rang chalungi main bhi tihaare sang chalungi ruk jaaaa aye hawaaa tham jaa aye bahaar ruk jaaaa aye hawaaa tham jaa aye bahaar udd ke pawan ke rang chalungi main bhi tihaare sang chalungi ruk jaaaa aye hawaaa tham jaa aye bahaar ruk jaaaa aye hawaaa tham jaa aye bahaar parbat parbat teri mehak hai latt meri bhi door talak hai dekho re daali daali dekho re daali daali khili mere tann ki laali ooooo oooo oooo oooo oooo oooo ruk jaa jo tu hai wo hi main hoon ruk jaaaa aye hawaaa tham jaa aye bahaar ruk jaaaa aye hawaaa tham jaa aye bahaar jharna darpan le ke nihaare boondon ka gehna tann pe sanwaare lehre jhula jhulaayen lehre jhula jhulaayen mere liye geet gaayen ooooo oooo oooo oooo oooo oooo ruk jaa panghat ki main hoon gori ruk jaaaa aye hawaaa tham jaa aye bahaar ruk jaa jaaaa aye hawaaa tham jaa aye bahaar hooo oooo oooo hooo oooo oooo dekh zara sa tu mujhe chhoo ke pag bajte hain bin
ruk jaa o jaane waali ruk jaa main to raahi teri manzil kaa nazron mein teri main bura sahi aadmi bura nahin main dil ka aadmi bura nahin main dil ka dekha hi nahin tujhko surat bhi naa pehchaani tu aake chali chham se jyun dhoop ke din paani dekha hi nahin tujhko surat bhi naa pehchaani tu aake chali chham se jyun dhoop ke din paani ruk jaa ruk jaa o jaane waali ruk jaa main to raahi teri manzil kaa nazron mein teri main bura sahi aadmi bura nahin main dil ka aadmi bura nahin main dil ka mudaddat se mere dil ke sapnon ki tu raani hai ab tak na mile lekin pehchaan puraani hai mudaddat se mere dil ke sapnon ki tu raani hai ab tak na mile lekin pehchaan puraani hai ruk jaa ruk jaa o jaane waali ruk jaa main to raahi teri manzil kaa nazron mein teri main bura sahi aadmi bura nahin main dil ka aadmi bura nahin main dil ka aa pyaar ki raahon mein baahon ka sahaara lein duniyaan jise gaati hai uss geet ko dohraa lein aa pyaar ki raahon mein baahon ka sahaara lein
ruk jaa raat thehar jaa re chandaa beete naa milan ki belaa aaj chandani ki nagree mein armaanon kaa melaa ruk jaa raat thehar jaa re chandaa beete naa milan ki belaa aaj chandani ki nagree mein armaanon kaa melaa ruk jaa raat thehar jaa re chandaa pehle milan ki yaadein le kar aayi hai ye raat suhaani pehle milan ki yaadein le kar aayi hai ye raat suhaani doharaatein hain phir ye sitaare meri tumhari prem kahani meri tumhari prem kahani ruk jaa raat thehar jaa re chandaa beete naa milan ki belaa aaj chandani ki nagree mein armaanon kaa melaa ruk jaa raat thehar jaa re chandaa kal kaa darnaa kaal ki chintaa do tan hain mann ek humaare jeewan seemaa ke aage bhee aaoongi main sang tumhaare aaoongi main sang tumhaare ruk jaa raat thehar jaa re chandaa beete naa milan ki belaa aaj chandani ki nagree mein armaanon kaa melaa ruk jaa raat thehar jaa re chandaa beete naa milan ki belaa aaj chandani ki nagree mein armaanon kaa melaa ruk jaa raat thehar jaa re chandaa ruk
ruk jaaaaa o ruk jaa rokta hai ye deewana ruth ke mujh se na jaana dekhne waale samjhenge ke tu hai meri mehbooba o ruk jaa rokta hai ye deewana ruth ke mujh se na jaana dekhne waale samjhenge ke tu hai meri mehbooba o ruk jaa ye mausam ye nazaare inn phoolon ke ishaare teri soorat pe aashique ye saare sanam ye mausam ye nazaare inn phoolon ke ishaare teri soorat pe aashique ye saare sanam kabhi mast hawaa chhedegi tujhe kabhi hum aa jaayenge o ruk jaa rokta hai ye deewana ruth ke mujh se na jaana dekhne waale samjhenge ke tu hai meri mehbooba o ruk jaa baithi hai haseena tu sabse juda kyun aye shokh adaa uth jhoom zara naa jal humare pyaar se baithi hai haseena tu sabse juda kyun bikhra zulfen maayus na ho koi tujhse bhi kahega ruk jaa rokta hai ye deewana ruth ke mujh se na jaana dekhne waale samjhenge ke tu hai meri mehbooba o ruk jaa zulf naa aise uljhe duniyaa galat naa samjhe mashhoor ho naa jaaye afsaana koi zulf naa aise uljhe duniyaa galat naa samjhe
ruk jaa saathi ruk jaa saathi ho oo oo ruk jaa saathi chala hai akela kahaaan milegi na manzil koi yun akele ruk jaa saathi ho oo oo ruk jaa saathi taar se taar mile nahin jab tak kya nikale jhankar taar se taar mile nahin jab tak kya nikale jhankar tanha tanha jiya na jaye kehte hain jisko pyaar ruk jaa saathi chala hai akela kahaan milegi na manzil koi yun akele ruk jaa saathi ho oo oo ruk jaa saathi lahar mile dhara ban jaye dhara mile to sangam lahar mile dhara ban jaye dhara mile to sangam tu aur main ka farak rahe na aa mil jaayen hum ruk jaa saathi chala hai akela kahaaan milegi na manzil koi yun akele ruk jaa saathi ho oo oo ruk jaa saathi sahar ke baad shaam aati hai shaam saher ke baad sahar ke baad shaam aati hai shaam saher ke baad shaam sahar har ek pehar mujhe aati hai teri yaad ruk jaa saathi chala hai akela kahaaan milegi na manzil koi yun akele ruk jaa saathi ho oo oo ruk jaa saathi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Rote Rote Guzar Gayi Buzdil (1951) 02:43 12292
 
Poster of Buzdil (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 02:43   Song Number : 12292   

Rote Rote Hasnaa Andhaa Kaanoon (1983) 05:48 21176
 
Poster of Andhaa Kaanoon (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rajnikant, Hema Malini
Duration : 05:48   Song Number : 21176   

Roun Main Saagar Ke Kinare Nagina (1951) 04:49 16458
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 04:49   Song Number : 16458   

Round Round In the Style of Sugababes 04:00 11112
 
Poster of Sugababes
 
Category
English
Singer- 
Sugababes
Duration : 04:00   Song Number : 11112   

Row Row Row A Boat Nursery Rhymes (English) 02:28 40289
 
Poster of Nursery Rhymes (English)
 
Duration : 02:28   Song Number : 40289   

Roya Karenge Aap Bhi Pehron Isi Tarah Ghulam Ali 06:51 39165
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 06:51   Song Number : 39165   

Roya Re Dhokha (2007) 04:40 21177
 
Poster of Dhokha (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Shiraz Uppal
On Screen Actors- 
Tulip Joshi, Muzamil Ibrahim
Duration : 04:40   Song Number : 21177   

Roye Jiya Aan Milo More Piya Sitaron Se Aage (1958) 04:04 17640
 
Poster of Sitaron Se Aage (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 04:04   Song Number : 17640   

Roz Akeli Aaye Mere Apne (1971) 04:44 12390
 
Poster of Mere Apne (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Vinod Khanna
Duration : 04:44   Song Number : 12390   

Roz Roz Aankhon Tale Jeeva (1986) 08:17 10687
 
Poster of Jeeva (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Mandakini
Duration : 08:17   Song Number : 10687   

Roz Roz Dali Dali Angoor (1982) 04:05 12268
 
Poster of Angoor (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Deven Verma
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:05   Song Number : 12268   

Roz Shaam Aati Thi Imtihaan (1974) 03:15 21178
 
Poster of Imtihaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 03:15   Song Number : 21178   

Ru Ba Ru Maqbool (2003) 05:56 40669
 
Poster of Maqbool (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
On Screen Actors- 
Imran Khan, Tabu
Duration : 05:56   Song Number : 40669   

Ruby O Ruby Chahat (1971) 05:34 16214
 
Poster of Chahat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Mumtaz, Mala Sinha
Duration : 05:34   Song Number : 16214   

Ruk Ja O Dil Deewane Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 05:29 12331
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 05:29   Song Number : 12331   

Ruk Jaa Aye Hawaa Shagird (1967) 07:54 12487
 
Poster of Shagird (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 07:54   Song Number : 12487   

Ruk Jaa O Jaane Waali Kanhaiya (1959) 05:18 21181
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 05:18   Song Number : 21181   

Ruk Jaa Raat Dil Ek Mandir (1963) 04:17 21179
 
Poster of Dil Ek Mandir (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:17   Song Number : 21179   

Ruk Jaa Rokta Hai Ye Mr X In Bombay (1964) 03:54 12401
 
Poster of Mr X In Bombay (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:54   Song Number : 12401   

Ruk Jaa Saathi Chala Hai Gehri Chot (Door-Desh) (1983) 04:21 36628
 
Poster of Gehri Chot (Door-Desh) (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Sharmila Tagore
Duration : 04:21   Song Number : 36628