Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBaharon Ki Manzil (1968)
HomeBaharon Ki Manzil (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaja re piya khilne lage tann mann mein phool tu jo nahin to rang mein jaise pad gayi dhool jaun main kidhar teri dhun mein sanam rasta gayi bhool raahon mein dole jaise sharaabi main rahi jhool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool gulshan gulshan main teri tasveer dhundha karti hoon daali daali pyaar ki zanjeer dhundha karti hoon vaadi vaadi jungle jungle aahein bharti hoon jaaun main kidhar teri dhun mein sanam raasta gayi bhool raahon mein dole jaise sharaabi main rahi jhool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool har dum teri yaad ki khushboo basaaye aanchal mein khoyi khoyi dolti rehti hoon ghum ke baadal mein kisko pukaarun pad gayi yun main kaisi halchal mein jaaun main kidhar teri dhun mein sanam raasta gayi bhool raahon mein dole jaise sharaabi main rahi jhool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool
aaaa aaaaa nigahen kyun bhatakti hain kadam kyun dagmagate hain nigahen kyun bhatakti hain kadam kyun dagmagate hain hami tak hai har ek manzil chale aao chale aao chale aao chale aao nigahen kyun bhatakti hain kadam kyun dagmagate hain hami tak hai har ek manzil chale aao chale aao chale aao chale aao nigahen kyun bhatakti hain tum apne har kadam ka silsila is dil se paaoge tum apne har kadam ka silsila is dil se paaoge kahin jaao magar mere hi jaanib chal ke aaoge aaaa thehar jaane se kya haasil chale aao chale aao chale aao chale aao nigahen kyun bhatakti hain aaa aaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaa tumhe har mod par ik yaad aaina dikhayegi tumhe har mod par ik yaad aaina dikhayegi khayalon mein hamari hi koi tasveer aayegi aaaaaa bhulana hai bahut mushkil chale aao chale aao chale aao chale aao nigahen kyun bhatakti hain ye kaisa dard hai aankhon mein kaisi sogwari hai ye kaisa dard hai aankhon mein kaisi sogwari hai junu ho jayega ek din yahin jo beqarari hai
ye daaman ab na chootegaa kabhi chaahe khafaa tum ho ye daaman ab na chootegaa kabhi chaahe khafaa tum ho kahaan jaaoon ke meri zindagi ka aasraa tum ho ye daaman ab na chootegaa kabhi chaahe khafaa tum ho kahaan jaaoon ke meri zindagi ka aasraa tum ho ye daaman ab na chootegaa usi ne dukh diya jisko pukaraa meri aahon ne usi ne dukh diya jisko pukaraa meri aahon ne unhee se zakhm paaye jinko dekha in nigaahon ne maseeha mere ab in saare zakhmon ki dawaa tum ho kahaan jaaoon ke meri zindagi ka aasraa tum ho ye daaman ab na chootegaa main sar se paon tak apne hi ashqon mein nahaayee hoon main sar se paon tak apne hi ashqon mein nahaayee hoon larazte kaampte dil se tumhaare paas aayee hoon chhupaa lo apni baahon mein mere ghum aashnaa tum ho kahaan jaaoon ke meri zindagi ka aasraa tum ho ye daaman ab na chootega kabhi chaahe khafaa tum ho kahaan jaaoon ke meri zindagi ka aasraa tum ho ye daaman ab na chootega
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja Re Piya Khilne Lage Baharon Ki Manzil (1968) 02:57 19799
 
Poster of Baharon Ki Manzil (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 02:57   Song Number : 19799   

Nigahen Kyun Bhatakti Baharon Ki Manzil (1968) 05:47 36310
 
Poster of Baharon Ki Manzil (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 05:47   Song Number : 36310   

Ye Daaman Ab Na Baharon Ki Manzil (1968) 04:40 21462
 
Poster of Baharon Ki Manzil (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Dharmendra
Duration : 04:40   Song Number : 21462