Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeFaasle (1985)
HomeFaasle (1985)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chandni tu hai kahan chandni tu hai kahan maine tere liye kya kya sapne bune tu hi bata kuchh toh bataaa kaise hua ye kya hua maine tere liye kya kya sapne bune tu hi bata kuchh to bata aa kaise hua ye kya hua maine tere liye aaaaa aaaa ho oooo mere dil mein tu raha hai mere dil mein tu rahega main tujhko bhool jaaun kabhi ye na ho sakega ye to socha na tha milke honge juda kaise hua ye kyun hua aa tu hi bata kuchh to bata maine tere liye aaa aaaa ho oooo mere bas mein kuchh nahin tha mere bas mein kuchh nahin hai main tujhse phir milungi mere dil ko ye yakeen hai chandni tu hai kahan chandni tu hai kahan chandni tu hai kahan chandni tu hai kahan
hmmm hmmm hmmm hmmmm aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa yun to milne ko hum mile hain bahut darmiyaan phir bhi faasle hain bahut yun to milne ko hum mile hain bahut darmiyaan phir bhi faasle hain bahut yun to milne ko hum mile tu mili bhi to chand pal ke liye tu mili bhi to chand pal ke liye aaaa aaaaa aaaaaaaa tu mili bhi to chand pal ke liye tujhse aye zindagi gile hain bahut yun to milne ko hum mile ek do yaadein aur tanhaai ek do yaadein aur tanhaai ek do yaadein aur tanhaai pyaar karne ke ye sile hain bahut yun to milne ko hum mile aankh ke aaine mein dekho to aankh ke aaine mein dekho to aaaa aaaaaaa aaaaaaaa aankh ke aaine mein dekho to door tak phool se khile hain bahut yun to milne ko hum mile hain bahut darmiyaan phir bhi faasle hain bahut yun to milne ko hum mile hain bahut darmiyaan phir bhi faasle hain bahut
hum chup hain ke dil sun rahen hain dhadkanon ko aahaton ko saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain dhadkanon ko aahaton ko saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain dekho ab duniyaa ko gaur se pehle se nayee pehle se hasin hum tum ko milna tha mil gaye kya ye asman kaun ye zameen hum jo dekhen tum ko dekhen saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain dhadkanon ko aahaton ko saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain hooooo la la la la la hooo ho aaaa aa aa la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la lafzon mein jinko naa keh sake aankhon se kahein hothhon se sunein khushboo ke saaye mein baith ke phool hum chune khwaab hum boone is ke aage kuchh naa sochein saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain dhadkanon ko aahaton ko saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain hmmm hmmmm hmmm hmmm ho ho aa aa aa aa aa aa
in aankhon ke zeenon se is dil mein utar jaaun tum mujhko ijazat do main itna to kar jaaun main khoob samjhti hoon hai dil mein tumhare kya aa jaaun main baaton mein aur hadse guzar jaaun honthon ki yahi waadi manzil hai mere dil ki main iske siwa tum hi batlao kidhar jaaun khwabon se haqeeqat ki duniya ke taraf aao tum chaho jidhar jaana main kaise udhar jaaun main pyaas hoon sehra ki tum ek samandar ho tum chaho to jee loon main tum chaho to mar jaaun pahuncha do mujhe ghar tak baahon ki hifazat mein raste mein darakhton ke saayon se naa dar jaaun raste mein darakhton ke saayon se naa dar jaaun hmm hmm hmm hmm hmm hmm
janam janam mere sanam badan mera bandha rahe teri saanson ki dor se janam janam mere sanam badan mera bandha rahe teri saanson ki dor se janam janam mere sanam thehre kabhi hum na thehre manzil se pehle kahin hooooo aao ke hum khul ke barsein pyaasi hai dil ki zamin in labon se aur aage hum ko jaana nahin janam janam mere sanam badan mera bandha rahe teri saanson ki dor se janam janam mere sanam bichhade kabhi hum na bichhadein saath rahe har kadam hooooo badle jahan hum na badlein pyaar kabhi ho na kam is janam mein is kasam ko bhool paayein na hum janam janam mere sanam badan mera bandha rahe teri saanson ki dor se janam janam mere sanam aa ho ho ho la la la la la la la la aa aa aa ho ho ho la la la la la la aa aa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chandni Tu Hai Kahan Faasle (1985) 02:52 37374
 
Poster of Faasle (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Shiv Hari
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha
Duration : 02:52   Song Number : 37374   

Faasle Hain Bahut Faasle (1985) 04:36 36813
 
Poster of Faasle (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Shiv Hari
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:36   Song Number : 36813   

Hum Chup Hain Faasle (1985) 04:39 13241
 
Poster of Faasle (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha, Farha Khan
Duration : 04:39   Song Number : 13241   

In Aankhon Ke Zeenon Se Faasle (1985) 03:01 37375
 
Poster of Faasle (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Shiv Hari
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha
Duration : 03:01   Song Number : 37375   

Janam Janam Faasle (1985) 04:06 20645
 
Poster of Faasle (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha
Duration : 04:06   Song Number : 20645