Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNadira
HomeNadira
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya ke jiss zaalim ne tadpaya ussi par mujhko pyaar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se iraade chhutne waale na arman tootne wale iraade chhutne waale na arman tootne wale mujhe tujh par yakeen hai aye mera dil lootne wale mujhe tujh par yakeen hai aye mera dil lootne wale tujhe meri muhabbat tujhe meri muhabbat ka naa ab tak aitbaar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se muhabbat raaz hai ye raaz baaton mein na khul jaaye muhabbat raaz hai ye raaz baaton mein na khul jaaye bahot roka bohat chaha na labb par dil ki baat aaye bahot roka bohat chaha na labb par dil ki baat aaye magar phir bhi tumhara magar phir bhi tumhara naam labb par baar baar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya ke jiss zaalim ne tadpaya ussi par mujhko pyaar aaya
dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale hum aaj apni maut ka saaman le chale maut ka saaman le chale dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale aa haa haa aa aa aa aa mitta hai kaun dekhiye ulfat ki raah mein ye ye ye ye ulfat ki raah mein mitta hai kaun dekhiye ulfat ki raah mein wo le chale hai aan to hum jaan le chale maut ka saaman le chale dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale aa haa haa aa aa aa aa manzil pe hoga faisala kismat ke khel ka aa aa aa aa kismat ke khel ka manzil pe hoga faisala kismat ke khel ka karde jo dil ka khoon wo mehmaan le chale maut ka saaman le chale dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale
hoy he dhak dhak mann mein dholak baaje chham chham pag mein paayal ho chham chham pag mein paayal aa aa aa hoy baalam ki nazron ne baalam ki nazron ne kiyaa hai aaj meraa dil ghaayal aaaa aaaa aaaaaa bhed main apne kholun naa kuchh bolun naa sang dolun naa teer chale chitwan ke ji rimjhim aaye din saawan ke ji naacho naacho man ki taal pe chham chham aahaa chham chham waah chham chham apne piyaa ki jogan ban jaa chhod de mahal dumahle ho chhod de mahal dumahle hoo oooo ooooo hoy phool wahi sachchaa hai phool wahi sachchaa hai jo kaanton ke dukh bhi seh le hoo oooo ooooo hoy pyaar ko jab tum jaanoge pehchaanoge phir maanoge roop naye jeewan ke ji milte hain dwaare saajan ke ji naacho naacho man ki taal pe aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa
kaahe jaadu kiyaaa kaahe jaadu kiyaa mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama mujhko apani khabar hai na dil ka pataa jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama kaahe jaadu kiya mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama hoooooo ooooooo kyun nazar se na ab tak nazar mil saki oooo na nazar mil saki dil pe parde hi parde mein bijali giri aisi bijali giri hosh udane lage toor jalne lagaa jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama kaahe jaadu kiya mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama hoooooo ooooooo phir wohi dhun suna phir wohi geet gaaa hoo phir wohi geet gaa aisa naghmaa tha seene se dil khinch gaya haay dil khinch gaya mujhko tadpaane waale ho tera bhala jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama mujhko apni khabar hai na dil ka pataa
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm kuchh aur zamaana kehta hai kuchh aur hai zid mere dil ki kuchh aur zamaana kehta hai kuchh aur hai zid mere dil ki main baat zamaane ki manun ya baat sunun apne dil ki kuchh aur zamaana kehta hai duniya ne hamein berehami se thukra jo diya achchha hi kiya thukra jo diya achchha hi kiya nadaan hum samjhe baithe the nadaan hum samjhe baithe the nibhti hai yahan dil se dil ki kuchh aur zamaana kehta hai insaaf mohabbat sachchaiii insaaf mohabbat sachchai wo rehamo karam ke dikhalave kuchh kehte zubaan sharmaati hai kuchh kehte zubaan sharmaati hai puchho na jalan mere dil ki kuchh aur zamaana kehta hai do basti hai insanon ki insaan magar dhundhe na mila insaan magar dhundhe na mila patthar ke buton se kya keeje patthar ke buton se kya keeje fariyaad bhala toote dil ki kuchh aur zamaana kehta hai kuchh aur hai zid mere dil ki main baat zamaane ki manun ya baat sunun apne dil ki kuchh aur zamaana kehta hai
mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa ek sundar mukhda unka uss par laakh adaayen hum apne dil ko kahaan le jaayen akele door khade lalchaayen ek sundar mukhda unka uss par laakh adaayen hum apne dil ko kahaan le jaayen akele door khade lalchaayen chaand sitaareeeeeeeeee chaand sitaare mast nazaare sab hai unhi ke saath mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa roop nagar se aa kar chanda unka roop churaaye mera mann dekh dekh reh jaaye bhala ye baat mujhe kyun bhaaye roop nagar se aa kar chanda
mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke zindagaani ke safar mein tu akela hi nahin hain hum bhi tere humsafar hain zindagaani ke safar mein tu akela hi nahin hain hum bhi tere humsafar hain mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaye gaye manzilon ke nishaan lehraa ke jhoomaan jhuka aasmaan lekin rukega na yeh carwaan aaye gaye manzilon ke nishaan lehraa ke jhoomaan jhuka aasmaan lekin rukega na yeh carwaan aa haa haa haa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke zindagaani ke safar mein tu
suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya humko bharosa tha apne dil par kaise tumhara hua hai humko bharosa tha apne dil par kaise tumhara hua hai hota hai kya kya dekhoge aage ye to abhi ek khata hai roz raaton ko taare ginoge rog dil ka tumhen ho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya kitne musaafir bhoole hain manzil ulfat ke raste na jaana kitne musaafir bhoole hain manzil ulfat ke raste na jaana jitna bhi chaho hamko sata lo ye hai tumhara zamaana hum bhi ek roz tum par hansenge pyaar tumko agar ho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gayaa bhool jao ji tum apne dil ko
tujhe kho diyaa humne paane ke baad hooooo tujhe kho diyaa humne paane ke baad teri yaad aayi teri yaad aayi tere jaane ke baad teri yaad aayi tujhe kho diyaa humne mila tha naa jab tak judaayi ka ghum mohabbat ka matlab naa samjhe the hum tadapne lage teer khaane ke baad tadapne lage tadapne lage teer khaane ke baad teri yaad aayi teri yaad aayi tere jaane ke baad teri yaad aayi tujhe kho diyaa humne nighaahon mein ab tu samaane laga tera naam honthon pe aane laga huye hum tere ik zamaane ke baad huye hum tere huye hum tere ik zamaane ke baad teri yaad aayi teri yaad aayi tere jaane ke baad teri yaad aayi tujhe kho diyaa humne muhabbat mili aur tu kho gayaa tu kho gayaa hooo badalte hi kismat ye kya ho gaya kya ho gaya khushi chhin gayi dil lagaane ke baad khushi chhin gayi khushi chhin gayi dil lagaane ke baad teri yaad aayi teri yaad aayi tere jaane ke baad teri yaad aayi
Zindagi Ka Ajab Fasana Hai
zindagi khwaab hai tha hume bhi pata par humen zindagi se bahut pyaar tha sukh bhi the dukh bhi the dil ko ghere huye chaahe jaisaa tha rangeen sansaar tha aa gayi thi shikayat labon tak magar kise kehte to kya kehna bekaar tha chal pade dard de kar toh chalte rahe haar kar baith jaane se inkaar tha chand din tha basera humara yahaan hum bhi mehmaan the ghar to uss paar tha humsafar ek din to bichhdna hi tha alvidaa alvidaa haa alvidaa alvidaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Badi Mushkil Se Dil Naghma (1953) 06:27 13810
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nadira
Duration : 06:27   Song Number : 13810   

Dil Mein Chhupa Ke Aan (1953) 02:54 12566
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nimmi, Nadira
Duration : 02:54   Song Number : 12566   

Gaao Taraane Mann Ke Aan (1953) 04:34 19904
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nadira, Dilip Kumar
Duration : 04:34   Song Number : 19904   

Kaahe Jaadu Kiya Naghma (1953) 04:07 19107
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nadira
Duration : 04:07   Song Number : 19107   

Kuchh Aur Zamaana Kehta Hai Chhoti Chhoti Baatein (1965) 03:46 37285
 
Poster of Chhoti Chhoti Baatein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Nadira
Raag- 
Gowda-Sarang
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:46   Song Number : 37285   

Mohabbat Chume Jinke Aan (1953) 03:34 12567
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nadira
Duration : 03:34   Song Number : 12567   

Mud Mud Ke Na Dekh Shree 420 (1955) 05:50 20978
 
Poster of Shree 420 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nadira, Raj Kapoor
Duration : 05:50   Song Number : 20978   

Suniye Suniye Hamara Fasana Daughter of Sindbad (1958) 02:57 37518
 
Poster of Daughter of Sindbad (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Anjum Jaipuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Nadira, Tripathi
Duration : 02:57   Song Number : 37518   

Tujhe Kho Diya Humne Aan (1953) 03:14 12569
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nadira
Duration : 03:14   Song Number : 12569   

Zindagi Ka Ajab Fasaana Hai Chhoti Chhoti Baatein (1965) 03:11 39650
 
Poster of Chhoti Chhoti Baatein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Nadira, Moti Sagar
Duration : 03:11   Song Number : 39650   

Zindagi Khwaab Hai Chhoti Chhoti Baatein (1965) 03:08 36843
 
Poster of Chhoti Chhoti Baatein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nadira, Moti Lal
Duration : 03:08   Song Number : 36843   
Karaoke Songs of Nadira, Sad Songs of Nadira, Love Songs of Nadira, Dance Songs of Nadira, Hip-hop songs of Nadira, Best songs of Nadira, Super hit songs of Nadira, hit songs of Nadira, duet songs of Nadira, solo songs of Nadira, old songs of Nadira, famous songs of Nadira, Hindi Karaoke Songs of Nadira, Hindi Sad Songs of Nadira, Hindi Love Songs of Nadira, Hindi Dance Songs of Nadira, Hindi Hip-hop songs of Nadira, best Hindi songs of Nadira, super hit Hindi songs of Nadira, hit Hindi songs of Nadira, duet Hindi songs of Nadira, solo Hindi songs of Nadira, old Hindi songs of Nadira, famous Hindi songs of Nadira, Sing Along Songs of Nadira, Sing Along Sad Songs of Nadira, Sing Along Love Songs of Nadira, Sing Along Dance Songs of Nadira, Sing Along Hip-hop songs of Nadira, Sing Along Best songs of Nadira, Sing Along Super hit songs of Nadira, Sing Along hit songs of Nadira, Sing Along duet songs of Nadira, Sing Along solo songs of Nadira, Sing Along old songs of Nadira, Sing Along famous songs of Nadira