Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSiva-Ranjani
HomeSiva-Ranjani
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaja reee saajan aaja reee saajan aaja reee aaa saajan saajan saajan aaja ree saajan aaja ree waada kiya hai pyaar mein kabhi hum juda na honge saajan aaja ree saajan aaja ree waada kiya hai pyaar mein kabhi hum juda na honge saajan aaja ree saajan aaja ree pyaar kiya to pyaar mein ab kuchh bhi anjaam ho par jeete jee pyaar kaa naam na yun badnaam ho chhute jahan ruthe khuda chhute kasam na pyaar ki pyaar ke dushman dekh le pyaar ki ye deewangi waadaa waadaa waada kiya hai pyaar mein kabhi hum juda na honge saajan aaja ree saajan aaja ree duniya ki parwaah kya hum hain mile taqdeer se pyaar ko baandhe kya koi zulmon ki zanjeer se saare bandhan tod de deewane dil pyaar ke jeene se kya fayada pyaar ki baazi haar ke waadaa waadaa waada kiya hai pyaar mein kabhi hum juda na honge saajan aaja ree saajan aaja ree aaaaaaa aaa aaaa aaaaaaa aaaa aaaaaa ye jaan rahe yaa na rahe hum door honge nahin ho ye jahan ya wo jahan tu hai jahan main wahin ye jaan rahe yaa naa rahe hum
pritammmmm hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooooo ooooo ooooo hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooooo ooooo ooooo aawaaz de ke humein tum bulaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao aawaaz de ke humein tum bulaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao abhi to meri zindagi hai pareshaan abhi to meri zindagi hai pareshaan kahin mar ke ho khaak bhi na pareshaan diye ki tarah se na hum ko jalaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao aawaaz de ke humein tum bulaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao main saanson ke har taar mein chhup rahaa hoon main saanson ke har taar mein chhup rahaa hoon main dhadakan ke har raag mein bas rahaa hoon zaraa dil ki jaanib nigaahein jhookaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao aawaaz de ke humein tum bulaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao na honge agar hum to rote rahoge na honge agar hum to rote rahoge sadaa dil ka daaman bhigote rahoge jo tum par mitaa ho use na mitaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao aawaaz de ke
hooo ab ke naa saawan barse ab ke naa saawan barse hooooooo ab ke baras to barsengi ankhiyaan ab ke naa saawan barse hooooooo ab ke baras to barsengi ankhiyaan ab ke naa saawan barse jaane kaise ab ke ye mausam beete aaaaa aaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa jaane kaise ab ke ye mausam beete beetegi jo tere bin wo kam beete tere bina saawan sookheeee tere bina ab to ye mann tarse ab ke naa saawan barse hooooooo ab ke baras to barsengi ankhiyaan ab ke naa saawan barse jaane kab aaye din din dhal jaaye din dhal jaaye jaane kab aaye din din dhal jaaye tere bin ankhiyon se raat naa jaaye tere bina raat naa jaaye tere bina ab to ye din tarse ab ke naa saawan barse hooooooo ab ke baras to barsengi ankhiyaan ab ke naa saawan barse
bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai hawaao raagni gaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai o laali phool ki mehndi lagaa inn gore haathon mein utar aa aye ghata kaajal lagaa inn pyaari aankhon mein sitaaro maang bhar jaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai nazzaaro har taraf ab taan do ik noor ki chaadar bada sharmeela dilbar hai chala jaaye naa sharmaa kar zara tum dil ko behlaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai sajaayi hai jawaan kaliyon ne ab ye sej ulfat ki inhen maaloom tha aayegi ik din rutt muhabbat ki fizaao rang bikhraao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai
bana ke kyun bigaada reeee bana ke kyun bigaada re bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada re bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada re jo tujhko manzoor nahin tha phool khile iss pyaar ke phir kyun tune inn aankhon ko rang dikhaaye bahaar ke aas bandha ke pyaar jata ke bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada reee paap karen insaan agar to wo paapi kehlaata hai tune bhi ye paap kiya phir kaise kahun tu daata hai raah dikha ke raah pe laa ke bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada re bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada reeee
bheega bheega mausam aaya barse ghata ghanghor bheega bheega mausam aaya barse ghata ghanghor preet ka pehla natkhat saawan dekho machaaye kaise shooooor bheega bheega mausam aaya barse ghata ghanghor dil jis tarah naa bhule dhadakna main bhi tujhe yun naa bhulun mere sanam nahin ye bhi kam khayaalon mein gar tujh ko chhoo loon saat janam ka saath humara toote naa ye dor preet ka pehla natkhat saawan dekho machaaye kaise shooooor bheega bheega mausam aaya barse ghata ghanghor itna mujhe mila tera pyaar mann mein mere naa samaaye rakhna mujhe chhupa ke sadaa duniyaa naa ye chheen paaye boondon ki sargam naachen chham chham mere mann ka mor preet ka pehla natkhat saawan dekho machaaye kaise shooooor bheega bheega mausam aaya barse ghata ghanghor khud se hi main darne lagi hoon dil mein wo armaan jage hain toote nahin seema kahin saagar mein toofan uthe hain pyaar ki hulchal jeevan chanchal mann pe raha naa koi zor preet ka pehla natkhat saawan dekho machaaye kaise
dheere re chalo mori baanki hiraniyaa dheere re chalo mori baanki hiraniyaa kamar naa lachke haaye sajaniyaa dheere re chalo mori baanki hiraniyaa dheere re chalo mori baanki hiraniyaa teri bikhri zulfen dekh dekh ye mast ghata sharmaayi hoooo dekho mast ghata sharmaayi tera roop jo dekha jhoom jhoom li bijli ne angdaayi hoooo li bijli ne angdaayi kaale baal gora roop jaise saaye mein ho dhoop tujhe dekh jeeya bharmaa hi gaya o dheere re chalo mori baanki hiraniyaa dheere re chalo mori baanki hiraniyaa kamar naa lachke haaye sajaniyaa dheere re chalo mori baanki hiraniyaa dheere re chalo mori baanki hiraniyaa kyun dil ki raahen chhod chhod ye phool chala khaaron pe ye phool chala khaaron pe tera pighle aise roop ke jaise mom ho angaaron pe jaise mom ho angaaron pe tera mukhda gulaabi teri chaal sharaabi mujhe raam kasam nasha aa hi gaya o dheere re chalo mori baanki hiraniyaa dheere re chalo mori baanki hiraniyaa kamar naa lachke haaye sajaniyaa dheere re chalo
dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri main dulhan bana kar rakhoonga main dil ke paas mat ho meri jaan udaas dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri main dulhan bana kar rakhoonga main dil ke paas mat ho meri jaan udaas kal tere jalwe paraye bhi honge lekin jhalak mere khwabon mein hogi phoolon ki doli mein hogi tu rukhsat lekin mehek mere saanson mein hogi kal tere jalwe paraye bhi honge lekin jhalak mere khwabon mein hogi phoolon ki doli mein hogi tu rukhsat lekin mehek mere saanson mein hogi dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri main dulhan bana kar rakhoonga main dil ke paas mat ho meri jaan udaas ab bhi tere surkh honthon ke pyaale mere tasavur mein saaki bane hain ab bhi teri zulf ke mast saaye birha ke dhoop mein saathi bane hai ab bhi tere surkh honthon ke pyaale mere tasavur mein saaki bane hain ab bhi teri zulf ke mast saaye birha ke dhoop mein saathi bane hai dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri
do nainon mein aansoo bhare hain do nainon mein aansoo bhare hain nindiya kaise samaaye nindiya do nainon mein aansoo bhare hain nindiya kaise samaaye doobi doobi aankhon mein sapnon ke saaye raat bhar apne hain din mein paraaye doobi doobi aankhon mein sapnon ke saaye raat bhar apne hain din mein paraaye kaise nainon mein nindiya samaaye do nainon mein aansoo bhare hain nindiya kaise samaaye nindiya do nainon mein aansoo bhare hain nindiya kaise samaaye jhoothe tere waadon pe baras bitaaye zindagi to kaati ye raat kat jaaye jhoothe tere waadon pe baras bitaaye zindagi to kaati ye raat kat jaaye kaise nainon mein nindiya samaaye do nainon mein aansoo bhare hain nindiya kaise samaaye
jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge chaahe kahin bhi tum raho chaahenge tum ko umr bhar tum ko na bhool paayenge mere kadam jahaan pade sajde kiye the yaar ne mere kadam jahaan pade sajde kiye the yaar ne mujhko rula rula diya jaati huyi bahaar ne jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge chaahe kahin bhi tum raho chaahenge tum ko umr bhar tum ko na bhool paayenge apni nazar mein aaj kal din bhi andheri raat hai apni nazar mein aaj kal din bhi andheri raat hai saaya hi apne saath tha saaya hi apne saath hai jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge chaahe kahin bhi tum raho chaahenge tum ko umr bhar tum ko na bhool paayenge
jeevan se lambe hai bandhu jeevan se lambe hai bandhu ye jeevan ke rastey ye jeevan ke rastey ik pal tham ke rona hoga ik pal chalna hans ke ye jeevan ke rastey ye jeevan ke rastey jeevan se lambe hai bandhu raahon se raahi ka rishta kitne janam purana ek ko chalte jaana aage ek ko peechhe aana mod pe mat ruk jaana bandhu do raahon mein phans ke ye jeevan ke rastey ye jeevan ke rastey jeevan se lambe hai bandhu din aur raat ke haathon maafi napi ek umariya saans ki dori chhoti pad gayi lambi raat dagariya bhor ke manzil waale uthkar bhor se pehle chal de ye jeevan ke rastey ye jeevan ke rastey jeevan se lambe hai bandhu ye jeevan ke rastey ye jeevan ke rastey
oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho kahin deep jalle kahin dil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho mera geet mere dil ki pukar hai jahan main hoon wahin tera pyaar hai mera geet mere dil ki pukar hai jahan main hoon wahin tera pyaar hai mera dil hai teri mehfil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil na main sapna hoon na koi raaz hoon ik dard bhari awaaz hoon na main sapna hoon na koi raaz hoon ik dard bhari awaaz hoon piya der na kar aa mil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil dushman hain hazaron yahan jaan ke zara milna nazar pehchaan ke dushman hain hazaron yahan jaan ke zara milna nazar pehchaan ke kai roop mein hain qaatil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho
kai sadiyon se kai janmon se kai sadiyon se kai janmon se tere pyaar ko tarse mera mann aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se raahon mein kahin nazar aaya apne hi khyaalon ka saaya raahon mein kahin nazar aaya apne hi khyaalon ka saaya kuchh der mera mann lehraaya hoo ooo phir doob gayi aasha ki kiran aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se sapnon se mujhe na yun behlaa paayal ke soye geet jaga sapnon se mujhe na yun behlaa paayal ke soye geet jaga sunsaan hai jeevan ki baghiyaa hoo oooo suna hai bahaaron ka aangan aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se
laage naa mora jiyaa sajnaaaa nahin aaye haaye laage naa mora jiyaa sajnaaaa nahin aaye haaye laage naa mora jiyaa dekh liye piyaa tere iraade jhoote nikle jaa tere waade dekh liye piyaa tere iraade jhoote nikle jaa tere waade tadpat tadpat yaad mein teri nain mere bhar aaye nain mere bhar aaye haaye laage naa mora jiyaa sajnaaaa nahin aaye haaye laage naa mora jiyaa tune meri sudh bisraayi bedardi tohe laaj naa aayi tune meri sudh bisraayi bedardi tohe laaj naa aayi bhool gaya kyun o harzaai jaa ke des paraaye jaa ke des paraaye haaye laage naa mora jiyaa sajnaaaa nahin aaye haaye laage naa mora jiyaa
tere sang beete the jo pal rangeen tere sang dekhe the jo sapne haseen mann kare yaad woh din tere sang beete the jo pal rangeen tere sang dekhe the jo sapne haseen mann kare yaad woh din mann kare yaad woh din kabhi chhanv mein hum chale jale dhoop mein bhi hum tum saath mein kabhi saath saath bheege barsaat mein hooo kabhi chhanv mein hum chale jale dhoop mein bhi hum tum saath mein kabhi saath saath bheege barsaat mein kabhi to pata na chala din jaane kaise dhala kabhi kabhi raat kaati taare gin gin mann kare yaad woh din mann kare yaad woh din
hmm hmm aa haa haa mere naina saawan bhaado phir bhi mera mann pyaasaaaa phir bhi mera mann pyaasaa mere naina saawan bhaado phir bhi mera mann pyaasaaaa phir bhi mera mann pyaasaa aye dil deewane khel hai kya jaane dard bhara ye geet kahaan se inn honthon pe aaye door kahin le jaaye bhool gaya kya bhool ke bhi hai mujhko yaad zara saaaaaaa phir bhi mera mann pyaasa baat puraani hai ek kahani hai ab sochun tumhen yaad nahin hai ab sochun nahin bhooleeeee woh sawan ke jhoole rutt aaye rutt jaaye dekar jhootha ek dilasaaaa phir bhi mera mann pyaasa barson beet gaye hum ko mile bichhade bijuri ban kar gagan pe chamki beete samay ki rekhaaaa maine tumko dekha mann sang aankh micholi khele aasha aur nirashaaaaa phir bhi mera mann pyaasa mere naina saawan bhaado phir bhi mera mann pyaasaaaa phir bhi mera mann pyaasaa phir bhi mera mann pyaasaa
ho oo oo ooo oo oo ho oo oo oo oo oo mere naina saawan bhaadon phir bhi mera mann pyaasaaaa phir bhi mera mann pyaasaa mere naina saawan bhaadon phir bhi mera mann pyaasaaaa phir bhi mera mann pyaasaa baat puraani hai ek kahani hai hoooooo baat puraani hai ab sochun tumhen yaad nahin hai ab sochun nahin bhooleeeee woh saawan ke jhoole ab sochun tumhen yaad nahin hai ab sochun nahin bhooleeeee woh saawan ke jhoole rutt aaye rutt jaaye de ke jhootha ik dilasaaaa phir bhi mera mann pyaasa ho oo oo oo oo ooo ho o o o o o o o barson beet gaye hum ko mile bichhade bijuri ban kar gagan pe chamki beete samay ki rekhaaaaa maine tumko dekha tadap tadap ke iss birhan ko aaya chain jara sa phir bhi mera mann pyaasa ghoongharu ki chham chham ban gayi dil ka ghum doob gaya dil yaadon mein ubrite rang lakeerein dekho ye tasveerein soone mahal mein naach rahi hai ab tak ek raktasa phir bhi mera mann pyaasa mere naina saawan bhaadon phir bhi mera mann pyaasaaaa phir bhi mera mann
na jaiyyo na na na jaiyyo na na jaiyyo o na jaiyyo oho my darling don't you cry you don't cry you don't cry me going to die me going to die me going to die ohh bye bye ohh bye bye ohh bye byee na jaiyyo pardes maahi ve na jaiyyo pardes ve maahi ve na jaiyyo pardes na jaiyyo pardes mere dil pe laga kar thess maahi ve na jaiyyo pardes no no no no sad sad sad song nahin gaana bad bad bad thing nahin kehna chhod ke jaun main tujhko that is not the case maahi ve na jaiyyo pardes va va va va pe pe pe pe pa pa pa va va va va va va va ta na na na na ding dong ding dong dung ye mann tere pyaar ka mandir ye mann tere pyaar ka mandir ohh ohh reh ja yahin iss ghar ke andar oh nirmohi mast kalandar oh nirmohi mast kalandar kaahe bhatke tu des vides maahi ve na jaiyyo pardes ve chann ve na jaiyyo pardes you you where i i there i i where you you there kaise chhod ke jaaun main aisa beautiful place maahi ve na jaiyyo pardes bichhad gaye jo chaand chakori chaand chakori toot gayi
na kisi ki aankh ka noor hoon na kisi ki aankh ka noor hoon na kisi ke dil ka qaraar hoon jo kisi ke kaam na aa sake mein vo ek musht e gubaar hoon na kisi ki aankh ka noor hoon na to mein kisi ka habib hoon na to mein kisi ka raqeeb hoon jo bigad gaya woh naseeb hoon jo ujad gaya woh dayaar hoon na kisi ki aankh ka noor hoon mera rang roop bigad gaya mera yaar mujhse bichhad gaya jo chaman khiza se ujad gaya mein usi ki fasal e bahaar hoon na kisi ki aankh ka noor hoon aye fateha koi aaye kyun koi chaar phool chadhaye kyun koi aa ke shamma jalaye kyun main woh bekasi ka majaar hoon na kisi ki aankh ka noor hoon
aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa o mere sanam o mere sanam do jism magar ik jaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam do jism magar ik jaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam tann saunp diya mann saunp diya kuchh aur to mere pass nahin jo tum se hai mere humdum bhagwaan se bhi wo aas nahin bhagwaan se bhi wo aas nahin jiss din se huye ek duje ke iss duniyaa se anjaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam sunte hain pyaar ki duniyaa mein do dil mushkil se samaate hain kya gair wahaan apnon tak ke saaye bhi naa aane paate hain saaye bhi naa aane paate hain humne aakhir kya dekh liya kya baat hai kyun hairaan hain hum ek dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam mere apne apna ye milan sangam hai ye ganga jamuna kaa jo sach hai saamne aaya hai jo beet gaya ik sapna tha jo beet gaya ik sapna tha ye dharti hai toofanon ki kuchh aur nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja Re Saajan Aag Hi Aag (1987) 07:17 18753
 
Poster of Aag Hi Aag (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Chunkey Pandey, Neelam
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:17   Song Number : 18753   

Aawaaz De ke Humein Tum Bulaao Professor (1962) 05:10 12159
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kalpana, Shammi Kapoor
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Jhaptal
Duration : 05:10   Song Number : 12159   

Ab Ke Naa Saawan Barse Kinara (1977) 04:14 13549
 
Poster of Kinara (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 04:14   Song Number : 13549   

Bahaaro Phool Barsaao Suraj (1966) 04:48 12077
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:48   Song Number : 12077   

Bana Ke Kyun Bigaada Re Zanjeer (1973) 03:33 20197
 
Poster of Zanjeer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:33   Song Number : 20197   

Bheega Bheega Mausam Aaya Bhayaanak (1979) 06:27 18529
 
Poster of Bhayaanak (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Ranjeeta
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:27   Song Number : 18529   

Dheere Re Chalo Mori Johar Mehmood In Goa (1965) 04:07 13459
 
Poster of Johar Mehmood In Goa (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
I S Johar
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 04:07   Song Number : 13459   

Dil Ke Jharokhe Mein Brahmachari (1968) 06:43 20363
 
Poster of Brahmachari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Pran, Rajshree
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:43   Song Number : 20363   

Do Nainon Mein Aansoo Bhare Hain Khushboo (1975) 03:17 13547
 
Poster of Khushboo (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:17   Song Number : 13547   

Jaane Kahan Gaye Mera Naam Joker (1970) 04:49 20612
 
Poster of Mera Naam Joker (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:49   Song Number : 20612   

Jeevan Se Lambe Ashirwad (1968) 03:55 12610
 
Poster of Ashirwad (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Ashok Kumar
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:55   Song Number : 12610   

Kahin Deep Jale Kahin Dil Bees Saal Baad (1962) 05:48 12145
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Vishwajeet
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:48   Song Number : 12145   

Kai Sadiyon Se Milap (1972) 03:34 13743
 
Poster of Milap (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Brij Bhushan Sahni
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:34   Song Number : 13743   

Laage Naa Mora Jiyaa Ghunghat (1960) 03:25 13281
 
Poster of Ghunghat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:25   Song Number : 13281   

Mann Kare Yaad Wo Din Aakhri Badla (1989) 05:13 31132
 
Poster of Aakhri Badla (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Yogeeta Bali, Mithun Chakravarti
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:13   Song Number : 31132   

Mere Naina Saawan Bhaado (Male) Mehbooba (1976) 05:28 13702
 
Poster of Mehbooba (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:28   Song Number : 13702   

Mere Naina Saawan Bhadon (Female) Mehbooba (1976) 06:55 20930
 
Poster of Mehbooba (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:55   Song Number : 20930   

Na Jaiyyo Pardes Karma (1986) 05:52 32956
 
Poster of Karma (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:52   Song Number : 32956   

Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon Lal Qilla (1960) 03:28 13595
 
Poster of Lal Qilla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bahadur Shah Zafar
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jairaj
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:28   Song Number : 13595   

O Mere Sanam Sangam (1964) 04:55 11903
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:55   Song Number : 11903