Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRavi
HomeRavi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


na aaj tha na kal tha koi mushkil thi na hal tha yeh phal khana mana hai sab unse kehte the yeh phal khana mana hai sab unse kehte the aadam aur hauwa dono jannat mein rehte the aadam aur hauwa dono jannat mein rehte the dono ka dil lalchaya uss phal ko tod ke khaya dono ka dil lalchaya uss phal ko tod ke khaya ik shola sa lehraaya unmein shaitaan samaaya ik shola sa lehraaya unmein shaitaan samaaya unko jo hargiz na karna tha kar baithe the unko jo hargiz na karna tha kar baithe the aadam aur hauwa dono jannat mein rehte the aadam aur hauwa dono jannat mein rehte the kudrat ko gussa aaya dono pe jurm lagaaya jannat mein rehne waale jannat se gaye nikale upar se gire wo niche upar se gire wo niche phal aaya pichhe pichhe yun sadiyon ne dam toda phal ne pichha na chhoda yun sadiyon ne dam toda phal ne pichha na chhoda kehne waale yun unka afsaana kehte hain kehne waale yun unka afsaana kehte hain aadam aur hauwa ab is duniya mein rehte hain aadam aur hauwa ab is
na jhatko zulf se paani ye moti phoot jaayenge na jhatko zulf se paani ye moti phoot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani ye bheegi raat ye bheega badan ye husn ka aalam ye bheegi raat ye bheega badan ye husn ka aalam ye sab andaaz milkar do jahaan ko loot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani ye naazuk lab hain yaa aapas mein do lipati huyi kaliyaan ye naazuk lab hain yaa aapas mein do lipati huyi kaliyaan zaraa inko alag kar do tarannum phoot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani humaari jaan le legaa ye neechi aankh ka jadoo humaari jaan le legaa ye neechi aankh ka jadoo chalo achchha huaa marr kar jahaan se chhoot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani ye moti toot jaayenge na jhatko zulf se paani
aa aa aa aa aa aa na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo gamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo ghata mein chhup ke sitare fanna nahin hote ghata mein chhup ke sitare fanna nahin hote andheri raat ke andheri raat ke dil mein diye jala ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo gamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo na jaane kaun sa pal maut ki amanat ho na jaane kaun sa pal maut ki amanat ho har ek pal ki har ek pal ki khushi ko gale laga ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo gamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo ye zindagi kisi manzil pe ruk nahin sakti ye zindagi kisi manzil pe ruk nahin sakti har ik makam se har ik makam se aage kadam badha ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na
so ja meri laadli kaahe nindiya khoye bachpan beet gaya to aurat jeevan bhar na soye ho ho oo oo oo oo ho ho oo oo oo naari jeevan jhoole ki tarah is paar kabhi us paar kabhi naari jeevan jhoole ki tarah is paar kabhi us paar kabhi hothon pe madhur muskaan kabhi aankhon mein asuwan dhaar kabhi naari jeevan jhoole ki tarah is paar kabhi us paar kabhi kitne sukh deti hain jag ko maa beti bahan patni ban kar maa beti bahan patni ban kar hai kitna kathin jeevan iss ka samjha na ise sansaar kabhi naari jeevan jhoole ki tarah is paar kabhi us paar kabhi ho ho oo oo oo ho ho oo oo oo ho ho oo oo oo oo ho ho oo oo oo aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
nange baazoo nangi raane husn ka ye maiyaar nahin kuryaani se lutf uthaaun rooh meri beemar nahin nange baazoo nangi raane husn ka ye maiyaar nahin kuryaani se lutf uthaaun rooh meri beemar nahin nange baazoo tera badan hai raaz khuda ka insaanon par faash naa kar tera badan hai raaz khuda ka insaanon par faash naa kar yaa aisa ghar mujhe dikha de jismein koi deewar nahin nange baazoo nangi raane husn ka ye maiyaar nahin kuryaani se lutf uthaaun rooh meri beemar nahin nange baazoo apna ek ek ang dikha kar jeet li tune husn ki baazi apna ek ek ang dikha kar jeet li tune husn ki baazi soch zara ye thande dil se jeet teri kya haar nahin nange baazoo nangi raane husn ka ye maiyaar nahin kuryaani se lutf uthaaun rooh meri beemar nahin nange baazoo
naseeb mein jiske jo likha tha woh teri mehfil mein kaam aaya naseeb mein jiske jo likha tha woh teri mehfil mein kaam aaya kisi ke hisse mein pyaas aayi kisi ke hisse mein jaam aaya naseeb mein jiske jo likha tha main ik fasaana hoon bekasi ka ye haal hai meri zindagi ka main ik fasaana hoon bekasi ka ye haal hai meri zindagi ka ye haal hai meri zindagi ka naa husn hi mujhko raas aaya naa ishq hi mere kaam aaya naseeb mein jiske jo likha tha badal gayin teri manzilen bhi bichhad gaya main bhi carvaan se badal gayin teri manzilen bhi bichhad gaya main bhi carvaan se bichhad gaya main bhi carvaan se teri muhabbat ke raasten mein naa jaane ye kya maqaam aaya naseeb mein jiske jo likha tha tujhe bhulane ki koshishen bhi tamaam naaqaam ho gayin hain tujhe bhulane ki koshishen bhi tamaam naaqaam ho gayin hain tamaam naaqaam ho gayin hain kisi ne zikr e wafaa kiya jab zubaan pe tera hi naam aaya naseeb mein jiske jo likha tha woh teri mehfil mein kaam aaya kisi ke hisse
navdurga navroop maiya sundar madhur swaroop maiya hoooo pooje so paave vardaan navdurga navroop maiya sundar madhur swaroop maiya hoooo pooje so paave vardaan shail putri hai sukhdaatri man vaanchhit phal deti shail putri hai sukhdaatri man vaanchhit phal deti brahmacharini kasht haarini brahmacharini kasht haarini har sankat har leti gauri ka avtaar maiya gauri ka avtaar maiya satiyon ka sringaar maiya hoooo pooje so paave vardaan roop suhawan tera paawan chandraghante maiya roop suhawan tera paawan chandraghante maiya maa kushmande paar lagaati maa kushmande paar lagaati bhavsaagar se naiya mangal murat sand maiya mangal murat sand maiya deti hai aanand maiya hoooo pooje so paave vardaan jai kaatyayani shakti daayani jai ambe jagdambe jai kaatyayani shakti daayani jai ambe jagdambe kaalratri maa tu dikhlaati kaalratri maa tu dikhlaati nit nit naye achambhe sidhidatri de sidhi maiya sidhidatri de sidhi maiya humko mile prasiddhi maiya hoooo pooje so paave vardaan
nazar aati nahin manzil tadapne se bhi kya haasil taqdeer mein aye mere dil andhere hi andhere hain nazar aati nahin manzil majboori ne jisko maara uska kaun sahaaraaaaa maajhi to mil jaate hain lekin milta nahin kinaraa taqdeer mein aye mere dil andhere hi andhere hain nazar aati nahin manzil nainon se yun chheen gayi jyoti seep se jaise motiiiii ek jaan aur sau dushman hai kaash ye jaan naa hoti taqdeer mein aye mere dil andhere hi andhere hain nazar aati nahin manzil tadapne se bhi kya haasil taqdeer mein aye mere dil andhere hi andhere hain nazar aati nahin manziiiil
oooooo ooooo oooo oooooo oooo oooo oooooo hoooo hoooo oooo hooo hooo neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya chhupe huye o chanchal panchhi jaa jaa jaa dekh abhi hai kachcha daana pak jaaye to khaa neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya chhupe huye o chanchal panchhi jaa jaa jaa dekh abhi hai kachcha daana pak jaaye to khaa behta behta kyaariyon mein tanda tanda paani behta behta kyaariyon mein tanda tanda paani chum naa le kahin paanv tere o kheton ki raani chum ke maile paanv mere wo bhi hoga maila main hoon kheton ki daasi tu kheton kaa raaja neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya hari bhari inn khetiyon ki raam kare rakhwaali hari bhari inn khetiyon ki raam kare rakhwaali wo chaahe to laakhon daane degi ik ik baali mehnat waalon ki suntaa hai wo upar waala khol ke rakhiyo apni jholi bhar dega daata chhupe huye o chanchal panchhi jaa
hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aise hi jag mein aati hain subahein aise hi shaam dhhalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle shabnam ke moti phoolon pe bikhre dono ki aas phalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle balkhaati bellen masti mein khellen pedon se mil ke galle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle nadiya ka paani dariya se mil ke saagar ki aur challe hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aise hi jag mein aati hain subahein aise hi shaam dhhalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aa aa aa aa aa aa aa aa hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle lara la lara lara la lara la la la la
ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye la la la la la lal lalal lala la la la la lala la la la la la la la lalal lira lara lala lara lala la lalal lira lara lala lara lala la phool mein jaise phool ki khushboo dil mein hai yun tera basera dharti se ambar tak phaila chaahat ki baahon ka ghera hohoho ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye la la la la la aha ha ha ha ha ha la la la la la aha ha ha ha ha ha ha la la la lira lara lala lara lala la la la la lira lara lala lara lala la suraj peechhe ghoome dharti saanjh ke peechhe ghoome savera jis naate ne inko baandha woh naata hai tera mera hohoho ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye ho neele parbaton ki
neend udegi teri chain udega neend udegi teri chain udega dil ko laga ke tujhe kuchh na milega kuchh na milega tujhe kuchh na milega yun dil lagaane se pehle daro na ji husn walon pe tohmat bharo na ye husn jis pe meharbaan hoga allah kasam uspe kurbaan hoga allah kasam uspe kurbaan hoga pyaar ki rut mein jo pyaar na karega pyaar ki rut mein jo pyaar na karega wo kya jiyega usse kuchh na milega dil ko laga ke tujhe kuchh na milega pehle to husn ke nazaare loot lenge phir de deke sahaare loot lenge pehle to husn ke nazaare loot lenge phir de deke sahaare loot lenge lutne ki lazzat lute wahi jaane lutne ki lazzat lute wahi jaane anjaam sochen na aashiq deewane anjaam sochen na aashiq deewane mit ke haseenon pe kuchh to jiyega mit ke haseenon pe kuchh to jiyega yun hi jiya to tujhe kuchh na milega yun hi jiya to tujhe kuchh na milega meethi meethi baaton mein tu jo fansega meethi meethi baaton mein tu jo fansega dil ko laga ke tujhe kuchh na milega kuchh na milega
hoo hoo hooo hoo hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hoo hoo hooo hoo hoo hoo hmm hmm hmm hmm hmm hmm hoo hoo hoo hoo aaaaaa hmm hmm hmm hmm neer bharan ka kar ke bahaana mere liye zara bhojh uthana raadha re raadha jamuna kinaare aana re are raadha re raadha jamuna kinaare aana re na na na na bhed humara ho kaanha bhed humara sabne hai jaana ab na chalega koi bahaana kaanhaa re kaanhaa baansuri ab na bajaana re are kaanhaa re kaanhaa baansuri ab na bajaana re raadha reeeeeee hooo raadha reeeeee hoooooo oooooo kaanhaa re ooooo kaanhaa re bansi ki dhun sun sun raadha daudi daudi aaye bansi ki dhun bansi ki dhun sun sun raadha daudi daudi aaye natkhat shyam bihaari jaane kahaan chhup jaaye haaye re jamuna se poochhaa maine jamuna se poochhaa madhuban se poochha koi kuchh na bataaye jamuna se poochhaa madhuban se poochha koi kuchh na bataaye phir bhi na jaane kahaan se geet ye koi gaaye are raadha main to ho ho raadha main to prem deewana prem jahaan wahin mera
koi jahaan mein hamaari tarha gareeb na ho gareeb ho bhi to hum jaisa badnaseeb na ho ek paisa de de ek paisa de de o babu o babu o jaane wale babu ek paisa de de teri jeb rahe na khali ooo oooo teri jeb rahe na khali teri roz mane deewali deewali tu hardum mauj udaaye kabhi na dukh paaye o babu ek paisa de de ek paisa de de ye bachcha duaayen dega tera bigda kaam banega ise raaton neend nahin aaye bhookh tadpaaye o babu ek paisa de de ek paisa de de kismat phooti duniya roothi chhute sabhi sahare pet ke khatir bane bhikaari phirte dar dar maare pet ke khatir bane bhikaari phirte dar dar maare aankh se andha baapu mera aankh se andha baapu mera pag pag thokar khaaye chala nahin jaaye o babu ek paisa de de ek paisa de de o babu o babu o jaane wale babu ek paisa de de ek paisa de de
o babu o lala mausam dekho chala sun le dil kya bola hai koi pyaar karne walaaaa o babu o lala mausam dekho chala sun le dil kya bola hai koi pyaar karne walaaaa o babu o lala sun ja kya kehti hain ye bheegi bheegi raatein aankhon hi aankhon mein ho jaayen do do baatein sun ja kya kehti hain ye bheegi bheegi raatein aankhon hi aankhon mein ho jaayen do do baatein humse nigahein to milaa o babu o lala mausam dekho chala sun le dil kya bola hai koi pyaar karne walaaaaa o babu o lala khoyi khoyi rut hai kuchh behke kuchh behkaye mehfil ki mehfil hai tanhaayi ki tanhaayi khoyi khoyi rut hai kuchh behke kuchh behkaye mehfil ki mehfil hai tanhaayi ki tanhaayi aaja meeta de faasla o babu o lala mausam dekho chala sun le dil kya bola hai koi pyaar karne walaaaaa o babu o lala aaja dil ke raahi ye hain ulfat ke raahi saathi ban ja mera baahon mein le ke baahein aaja dil ke raahi ye hain ulfat ke raahi saathi ban ja mera baahon mein le ke baahein haathon mein mere haath la o
ahaa haa haa haa aah haa haa ahaa haa haa haa aah haa haa ho ho hooo hooo hooo ho ho ho oho oho oho oho oho hoo ho oo oo oo oo oo oo o bedardi kyun tadpaaye jiyara mora rijhaye ke o nirdardi main pachhtaayi tujhse neha lagaaye ke o madhubaini kaahe lubhaye meethi taan sunaaye ke o mrignayani kaahe rijhaaye nainan baan chalaaye ke jab se dekha tujhe sajanva main sapnon mein kho gayi o nirmohi chupke chupke main to teri ho gayi mujhse nain churaaye balamva dil kaa chain churaaye ke indradhanush si tori chunariya hirday par chhaa jaaye re sanvar sanvar kar gori gumanniya jag jaise chhal jaaye re hoye mohan mantar kaahe chalaaye madhur madhur muskaaye ke ahaa haa haa haa aah haa haa oho oho oho oho oho hoo bada nithur hai mora sanvariya jo na pasije pyaar mein binaa pyaar main jiyun re kaise chhaliya is sansaar mein birahin main ban jaaun joganiya duniya ko thukaraaye ke preet teri pehchaan na paaya jiyaa mora anjaan re tujhse mera neh sajaniya karun nichhavar praan re
oooooo goriyaa reee oooooo goriyaa re tere aane se saj gayi humri ye tooti phooti naav hoo tere aane se saj gayi humri ye tooti phooti naav oooooo goriyaa reee oooooo goriyaa re tere aane se saj gayi humri ye tooti phooti naav hoo tere aane se saj gayi humri ye tooti phooti naav naiyaa to humara ghar aangana iss se hi paana aur maangna naiyaa to humara ghar aangana gori ye duwaayen karna zaroor maajhi se naiyya ho nahin door oooooo goriyaa reee oooooo goriyaa re tere aane se saj gayi humri ye tooti phooti naav hoo tere aane se saj gayi humri ye tooti phooti naav sab ko kinare pahunchaayega maajhi to kinaara kabhi paayega sab ko kinare pahunchaayega gehari nadi kaa oor naa chhor lehron se jyaada manwaa mein shor oooooo goriyaa reee oooooo goriyaa re tere aane se saj gayi humri ye tooti phooti naav hoo tere aane se saj gayi humri ye tooti phooti naav apna to nit yahi kaam hai aane jaane waalon ko salaam hai apna to nit yahi kaam hai kabhi kabhi aana iss naav mein ik
o husn o wafa ke deewano o hansne walo mastano jis dil ko kisi ne loot liya tum uski haqeeqat kya jaano main lute huye pyaar ki kahani sunane aaya hoon main lute huye pyaar ki kahani sunane aaya hoon koi dekh sake to zakhm e dil koi dekh sake to zakhm e dil dikhane aaya hoon main lute huye pyaar ki kahani sunane aaya hoon main ruthe huye yaar ko manane manane aayi hoon main ruthe huye yaar ko manane manane aayi hoon sar apna wafa ke kadmon mein sar apna wafa ke kadmon mein jhukaane aayi hoon main ruthe huye yaar ko manane manane aayi hoon ehsaas ka jinmein naam nahin wo pyaar ki baaten karte hain marham ke bahaane zakhmon mein din raat namak hi bharte hain tumhen aise hi ek kaatil se tumhen aise hi ek kaatil se milaane aaya hoon main lute huye pyaar ki kahani sunane aaya hoon jo dil mein guman hai door karo ab teer na maaro baaton ke kachche hi sahi sachche hain magar ye dhaage pyaar ke naaton ke badi door rahi ab door kahin badi door rahi ab door kahin na jaane
sadaa naa bulbul nagmein gaayeeeeee sadaa na fasl e bahaara sadaa naa husn jawaani rehteeee sadaa naa sohbat e yaara rabb jaane kiss daaman ke liye kaun sa gul chunta hai kehte hain sachche dil ki duwaayennnn jald khuda sunta hai tera allah nigehbaan tera maula nigehbaan ooooooooooooooo oooo oooooooo ooooo oooooooo ooooo oooo ooooo oooooo ooooooo ooooooo ooooooo oooooo ooooo oooooo oooooo ooooo ooooooo oooooo ooooooo jaanewale o jaanewale jaanewale o jaanewale kiya tujhe humne kiya tujhe humne khuda ke hawale ooooo ooooo oooo ooooo jaanewale o jaanewale tera allah nigehbaan tera maula nigehbaan koi mushkil naa aaye teri raahon mein pahunche saath khariyat se apni manzil ki baahon mein ooooo oooo ooooo ooooo koi mushkil naa aaye teri raahon mein pahunche saath khariyat se apni manzil ki baahon mein tujhe teri manzil tujhe teri manzil gale se lagaa le ooooo ooooo oooo ooooo jaanewale o jaanewale tera allah nigehbaan tera maula nigehbaan ooooo ooooo oooo oooo oooo
man mohana man mohana tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humen tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humen tu jo bhi de man mohana man mohana tere dar pe khade sar jhukaye huye ek aasha ka deepak jalaaye huye tere dar pe khade sar jhukaye huye ek aasha ka deepak jalaaye huye tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humen tu jo bhi de man mohana man mohana hum tere dil tera zindagi hai teri tu bana ya mita ye khushi hai teri hum tere dil tera zindagi hai teri tu bana ya mita ye khushi hai teri tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humen tu jo bhi de man mohana man mohana man mohana man mohana honth see lenge aansu piye jayenge naam le leke tera jiye jayenge honth see lenge aansu piye jayenge naam le leke tera jiye jayenge tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humen tu jo bhi de
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Na Aaj Tha Na Kal Tha Pati Patni Aur Woh (1978) 03:40 13938
 
Poster of Pati Patni Aur Woh (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:40   Song Number : 13938   

Na Jhatko Zulf Se Paani Shehnai (1964) 04:28 14240
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Raj Shri
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 14240   

Na Munh Chhupa Hamraaz (1967) 05:05 21009
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi
Duration : 05:05   Song Number : 21009   

Naari Jeevan Jhoole Aurat (1967) 03:02 38718
 
Poster of Aurat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Duration : 03:02   Song Number : 38718   

Nange Baazoo Nangi Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966) 03:18 14437
 
Poster of Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:18   Song Number : 14437   

Naseeb Mein Jiske Do Badan (1966) 04:16 13139
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:16   Song Number : 13139   

Nav Durga Nav Roop Maiya Har Har Gange (1979) 07:27 10542
 
Poster of Har Har Gange (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Jayshree Gadker
Duration : 07:27   Song Number : 10542   

Nazar Aati Nahin Manzil Kaanch Aur Heera (1972) 03:15 16260
 
Poster of Kaanch Aur Heera (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pankaj
Duration : 03:15   Song Number : 16260   

Neel Gagan Par Udta Khandan (1965) 04:10 13544
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Sunil Dutt
Duration : 04:10   Song Number : 13544   

Neele Gagan Ke Talle Hamraaz (1967) 03:29 21037
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 21037   

Neele Parbaton Ki Aadmi Aur Insaan (1969) 03:13 32048
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Saira Banu
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:13   Song Number : 32048   

Neend Udegi Teri Ram Bharose (1977) 05:24 38110
 
Poster of Ram Bharose (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Rekha
Duration : 05:24   Song Number : 38110   

Neer Bharan Ka Kar Ke Gopal Krishna (1979) 06:50 13290
 
Poster of Gopal Krishna (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
K J Yesudas, Hemlata
On Screen Actors- 
Sachin, Zarina Wahab
Duration : 06:50   Song Number : 13290   

O Babu O Jaane Wale Ek Paisa De De Vachan (1955) 04:41 36643
 
Poster of Vachan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Geeta Bali
Duration : 04:41   Song Number : 36643   

O Babu O Lala Mausam Dilli Ka Thug (1958) 04:48 32963
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Smriti Biswas
Duration : 04:48   Song Number : 32963   

O Bedardi Kyon Tadpaye Godaan (1963) 06:15 40383
 
Poster of Godaan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Ravi Shankar
Duration : 06:15   Song Number : 40383   

O Goriya Re Naiyya (1979) 05:27 21046
 
Poster of Naiyya (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Prashant
Duration : 05:27   Song Number : 21046   

O Husn O Wafa Ke Deewano Ram Bharose (1977) 06:44 38248
 
Poster of Ram Bharose (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
Ravindra Jain
Duration : 06:44   Song Number : 38248   

O Jaanewale Henna (1991) 08:53 16247
 
Poster of Henna (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Zeba Bakhtiar, Others
Duration : 08:53   Song Number : 16247   

O Jag Ke Paalan Haare Vandana (1975) 04:37 38072
 
Poster of Vandana (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhna
Duration : 04:37   Song Number : 38072   
Karaoke Songs of ravi, Sad Songs of ravi, Love Songs of ravi, Dance Songs of ravi, Hip-hop songs of ravi, Best songs of ravi, Super hit songs of ravi, hit songs of ravi, duet songs of ravi, solo songs of ravi, old songs of ravi, famous songs of ravi, Hindi Karaoke Songs of ravi, Hindi Sad Songs of ravi, Hindi Love Songs of ravi, Hindi Dance Songs of ravi, Hindi Hip-hop songs of ravi, best Hindi songs of ravi, super hit Hindi songs of ravi, hit Hindi songs of ravi, duet Hindi songs of ravi, solo Hindi songs of ravi, old Hindi songs of ravi, famous Hindi songs of ravi, Sing Along Songs of ravi, Sing Along Sad Songs of ravi, Sing Along Love Songs of ravi, Sing Along Dance Songs of ravi, Sing Along Hip-hop songs of ravi, Sing Along Best songs of ravi, Sing Along Super hit songs of ravi, Sing Along hit songs of ravi, Sing Along duet songs of ravi, Sing Along solo songs of ravi, Sing Along old songs of ravi, Sing Along famous songs of ravi