Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMukesh
HomeMukesh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sambhal ke karna jo bhi karna nazuk haathon wale nazuk haathon wale lachak na jaaye naram kalayee pad na jaaye chhale pad na jaaye chhale sambhal ke karna jo bhi karna hata ke parde nikal pade ho muqabala kya tum hi bade ho hata ke parde nikal pade ho muqabala kya tum hi bade ho magar zara tum idhar to dekho hum hain bhole bhale hum hain bhole bhale sambhal ke karna jo bhi karna nazuk haathon wale nazuk haathon wale sambhal ke karna jo bhi karna saloni chitavan adaayen qaatil wo lut gaya jo hua muqabil saloni chitavan adaayen katil wo lut gaya jo hua muqabil yeh tirchhi tirchhi nazar tumhaari humko maar na dale humko maar na dale lachak na jaaye naram kalayee pad na jaayen chhale pad na jaayen chhale sambhal ke karna jo bhi karna tane hain tevar chadha hai para tumhara gussa bhi jaan se pyaara tane hain tevar chadha hai para tumhara gussa bhi jaan se pyaara roop ka jaadu jab chadh jaye dil ko kaun sambhale dil ko kaun sambhale sambhal ke karna jo bhi karna nazuk
sansaar hai ik nadiyaan dukh sukh do kinaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan dukh sukh do kinaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan dharti pe amber ki aankhon se barste hain ek roz wahi boondein phir baadal bante hain phir baadal bante hain iss banne bigadne se dustoor mein saare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan chalte huye jeevan ki raftaar mein ik lai hai ik raag ik sur mein sansaar ki har shai hai sansaar ki har shai hai ek taal ki gardish mein ye chaand sitaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan koi bhi kisi ke liye apna na paraaya hai rishthon ke ujaale mein har aadmi chhaya hai har aadmi chhaya hai kudrat ke bhi dekho to ye khel niraale hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan hai kaun wo duniyaan mein na paap kiya jisne bin uljhe kaanton se hain phool chune kisne hain phool
le loooooooo le loooooooo sapnon ka saudagar aaya le lo ye sapne le lo tum se kismat khel chuki tum kismat se khelo ab tum kismat se khelo sapnon ka saudagar aaya le lo ye sapne le lo tum se kismat khel chuki tum kismat se khelo ab tum kismat se khelo ye rang birange sapne ye jeevan ke ujiyaare ye tanhaayi ke saathi ye bheed mein sang sahaare ye rang birange sapne ye jeevan ke ujiyaare ye tanhaayi ke saathi ye bheed mein sang sahaare ye chaand aur sooraj apne ye andhi raat ke taare ye andhi raat ke taare sapnon ka saudagar aaya le lo ye sapne le lo tum se kismat khel chuki tum kismat se khelo ab tum kismat se khelo chaahe to ambar ko bhi tu inn baahon mein bhar le duniyaa ko jhutha kar de ik sapna sachchaa kar le chaahe to ambar ko bhi tu inn baahon mein bhar le duniyaa ko jhutha kar de ik sapna sachchaa kar le bin maajhi bin naiyya ke aa saagar paar utar le aa saagar paar utar le sapnon ka saudagar aaya le lo ye sapne le lo tum se kismat khel chuki tum kismat se
Sapnon Mein Aana
Sapnon Mein Mere Koi
sata le aye jahaan naa kholenge jubaan sitam tere kabhi to beasar ho jaayenge pukaaro laakh tum naa phir lautenge hum ke hum bhi raah ki iss dhool mein kho jaayenge sata le aye jahaan jalan dil ki to kehti hai ke main uth jaaun mehfil se jalan dil ki to kehti hai ke main uth jaaun mehfil se magar ummeed daaman ko mere chhodegi mushkil se are chhodegi mushkil se thake haare hain hum jahaan tootega dam bichha ke sej angaaron ki chup so jaayenge sata le aye jahaan kisi ke pyaar ka chanchal ishaara yaad aata hai kisi ke pyaar ka chanchal ishaara yaad aata hai hai kal ki baat wo har har nazaara yaad aata hai nazaara yaad aata hai mera dil tod kar wo honge bekhabar thi kisko ye khabar wo kya se kya ho jaayenge sata le aye jahaan naa kholenge jubaan sitam tere kabhi to beasar ho jaayenge sata le aye jahaan
sataayega kise tu aasmaan jab hum nahin honge diye hain tune aise ghum kabhi jo kam nahin honge sitaaren tootne se aasmaan ka kya bigadta hai aasmaan ka kya bigadta hai sitaaren tootne se aasmaan ka kya bigadta hai aasmaan ka kya bigadta hai kami kya hogi duniyaa mein agar ek hum nahin honge sataayega kise tu aasmaan jab hum nahin honge hain jab tak hum tabhi tak dushmani hai humse duniyaa ko dushmani hai humse duniyaa ko hain jab tak hum tabhi tak dushmani hai humse duniyaa ko dushmani hai humse duniyaa ko yehi duniyaa humen dhundhegi hum jiss dam nahin honge sataayega kise tu aasmaan jab hum nahin honge
shamaa se koi keh de ki tere rahte rahte andheraa ho rahaa ki tum ho wahaan to milne ko yahaan patangaa ro rahaa sitaaro unse kehnaa nazaaro unse kehnaa sazaa ye ho rahi ki tum ho wahaan to milne ko yahaan shamaa bhi ro rahiii sitaaro unse kehnaa tadaptaa pyaar ke ho deedaar magar deewaar humen roke tadaptaa pyaar ke ho deedaar magar deewaar humen roke shamaa aise jale jaise patange se judaa ho ke judaa ho ke duhaayi dete dete judaayi sahte sahte andheraa ho rahaa ki tum ho wahaan to milne ko yahaan patangaa ro rahaa shamaa se koi keh de rulaate hain jalaate hain mitaate hain yahaan apne rulaate hain jalaate hain mitaate hain yahaan apne mitaane se nahin mitate mohabbat ke amar sapne amar sapne judaayi hanske sehna ke mere hoke rehnaa sazaa ye ho rahi ke tum ho wahaan to milne ko yahaan shamaa bhi ro rahiii sitaaro unse kehnaa bandhi zanjeer magar bepeer teri tasveer nahin jaati bandhi zanjeer magar bepeer teri tasveer nahin jaati sitam ki baat sahen ham ghaat
na mujhko hichki aayi na panv mera fisla arey arey arey arey na mujhko hichki aayi na panv mera fisla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla na mujhko hichki aayi na panv mera fisla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla garibon ne pee dhan waalon ne pee hai ye buddhon ne pee jawaanon ne pee hai zamaanon se ye to zamaanon ne pee hai ho oo karte ho do ghoont peeke hangaama dikhaate ho tum ye naya kaarnaama ho mama ho mama ab chhod do ye drama hey aira gaira to isko peene se darta hai arey koi kaleje waala hi ye pyaala bharta hai main bhar ke jaam duniya se haan main bhar ke jaam duniya se pyaar karne nikla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla tumhen dekh kar humko aati sharam hai zara socho kaisa tumhaara karam hai na imaan tum mein na koi dharam hai hoooo dharam kya hai bolo ye imaan kya
socha tha pyaar hum naa karenge soorat pe yaar hum naa marenge phir bhi kisi pe dil aa gaya socha tha pyaar hum naa karenge soorat pe yaar hum naa marenge phir bhi kisi pe dil aa gaya socha tha pyaar hum naa karenge bahut khaakh duniyaa ki chhani thi humne bahut khaakh duniyaa ki chhani thi humne ab tak kisi ki naa maani thi humne ab tak kisi ki naa maani thi humne dhokhe mein dil kaise aa gaya socha tha pyaar hum naa karenge soorat pe yaar hum naa marenge phir bhi kisi pe dil aa gaya socha tha pyaar hum naa karenge agar dil naa dete bada naam karte agar dil naa dete bada naam karte magar pyaar se kya bada kaam karte magar pyaar se kya bada kaam karte dil ko yahi kaam bhaa gaya socha tha pyaar hum naa karenge soorat pe yaar hum naa marenge phir bhi kisi pe dil aa gaya socha tha pyaar hum naa karenge soorat pe yaar hum naa marenge phir bhi kisi pe dil aa gaya socha tha pyaar hum naa karenge
sochta hoon ye kya ye kya kiya maine sochta hoon ye kya ye kya kiya maine kya ye sar dard le liya maine kya ye sar dard le liya maine sochti hoon ye kya ye kya kiya maine kyun ye sar dard le liya maine kyun ye sar dard le liya maine sochti hoon kaun hai ye kahaan se aayi hai ye to apni nahin praayi hai aisi chanchal shareer aur jhoothi phir bhi dil ko ye aisi bhaayi hai haath haathon mein le liya maine dil e naadaan ye kya kiya maine sochta hoon dekh kar yun wo muskuraaya kyun dekh kar yun wo muskuraaya kyun muskuraaya tha paas aaya kyun naa to itni si aap itna saa phir bhi meri nazar ko bhaaya kyun isko arpan kiya hiya maine dil e naada ye kya kiya maine sochti hoon raat din ishq kaa jo rona tha lijiye ho gaya jo hona tha lijiye ho gaya jo hona tha ye jo kaafir dhadak raha hai yahaan isne ek din mujhe doobona tha dil e naada ye kya kiya maine jo kiya thik hi kiya maine dil ka roshan kiya diya maine sochta hoon ye kya ye kya kiya maine kya ye sar dard le liya maine
sooraj se jo kiran ka nata sagar se jo lehron ka wahi hai tera mera rishta tu jane ya na jane phool mein jaise basi hai khushboo tu hai basa mere mann mein pyaar hai tera jivan mera tu mane ya na mane sooraj se jo kiran ka nata pehli baar tujhe dekha to hum aise sudh budh bhule pehli baar tujhe dekha to hum aise sudh budh bhule hoo jaise sawan ki pehli purwayi dharti ko chhoo le dharti se jo neel gagan ka sawan se purwayi ka sooraj se jo kiran ka nata sagar se jo lehron ka hoo wahi hai tera mera rishta tu jane ya na jane sooraj se jo kiran ka nata do din ki dekha dekhi mein yug yug ke mann meet mile do din ki dekha dekhi mein yug yug ke mann meet mile tum bole do bol ke mujhko janam janam ke geet mile taar se jo jhankar ka nata geeton se jo sargam ka sooraj se jo kiran ka nata sagar se jo lehron ka wahi hai tera mera rishta tu jane ya na jane sooraj se jo kiran ka nata hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm
suhana safar aur ye mausam haseen suhana safar aur ye mausam haseen humen dar hai hum kho naa jaayen kahin suhana safar aur ye mausam haseen ye kaun hansta hai phoolon mein chhup kar bahaar bechain hai kiski dhun par ye kaun hansta hai phoolon mein chhup kar bahaar bechain hai kiski dhun par kahin gun gun kahin run jhun ke jaise naache zameen suhana safar aur ye mausam haseen humen dar hai hum kho naa jaayen kahin suhana safar aur ye mausam haseen ye gori nadiyon ka chalna uchchhal kar ke jaise alhad chale pee se mil kar ye gori nadiyon ka chalna uchchhal kar ke jaise alhad chale pee se mil kar pyaare pyaare ye nazaare nikhaar hai har kahin suhana safar aur ye mausam haseen suhana safar aur ye mausam haseen humen dar hai hum kho naa jaayen kahin suhana safar aur ye mausam haseen oooo hooo hoooo oooo hooo hoooo oooo hoooooooo wo aasmaan jhuk raha hai zameen par wo aasmaan jhuk raha hai zameen par ye milan humne dekha yahin par wo aasmaan jhuk raha hai zameen par ye
suhani chandani raaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti tumhari reshami zulfon mein dil ke phool khilte the tumhari reshami zulfon mein dil ke phool khilte the kahin phoolon ke mausam mein kabhi hum tum bhi milte the purani wo mulaaqaaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti kahin aisa na ho lag jaaye dil mein aag paani se kahin aisa na ho lag jaaye dil mein aag paani se badal len raasta apana ghatayen meharbaani se ke yaadon ki ye barasaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti
suljhao na uljhi zulfon ko hum uljhan mein pad jaate hain suljhao na uljhi zulfon ko yun dekh ke uljhi nazron se kyun aap humen uljhate hain suljhao na uljhi zulfon ko hum uljhan mein pad jaate hain suljhao na uljhi zulfon ko hum doob rahe hain masti mein aise mein naa palken japkana hum doob rahe hain masti mein aise mein naa palken japkana darr hai aankhon hi aankhon mein ban jaaye na koi afsaana ban jaaye na koi afsaana ye pal to guzar jaate hain magar afsaane hi reh jaate hain suljhao na uljhi zulfon ko inn behki behki baaton pe dekho ji humen naa behkaao inn behki behki baaton pe dekho ji humen naa behkaao muddat se yunhi tadpate ho ab aur humen na tadpaao ab aur humen na tadpaao hum pyaar ki lambi raahon pe chalne se abhi ghabrate hain suljhao na uljhi zulfon ko yun dekh ke uljhi nazron se kyun aap humen uljhate hain suljhao na uljhi zulfon ko hum uljhan mein pad jaate hain suljhao na uljhi zulfon ko
om namah shivaay haay om namah shivaay hmmm om namah shivaay hmmm hmmm om namah shivaay hahahah ahhaha sun baal brahmachari main hoon kanya kunwaari sun baal brahmachari main hoon kanya kunwaari tere man mein preet ka rang bhar doon aaj tapasya bhang kar doon sun baal brahmachari main hoon kanya kunwaari sun baal brahmachari main hoon kanya kunwaari tere man mein preet ka rang bhar doon aaj tapasya bhang kar doon sun baal brahmchaari main hoon kanya kunwaari aake khadi hoon dwaare tere kyun baitha hai aankhen phere aake khadi hoon dwaare tere kyun baitha hai aankhen phere in aankhon ki madira pee le in aankhon ki madira pee le chhod ye maala hans kar jee le ari sun roopwati main hoon sant jati sati kisi aur pe dore daalo meri maa mujhe bacha lo sun baal brahmachari main hoon kanya kunwaari tere man mein preet ka rang bhar doon aaj tapasya bhang kar doon sun baal brahmachari main hoon kanya kunwaari ban than ke main aise nikli jaise saavan mein chamke bijli ban than
sun chaand meri ye daastan main kahun tujhe ya ke na kahoon teri chaandni tere paas hai mujhe yeh bata main kahaan rahun sun chaand meri ye daastan khili rain mein dekho chain se hai yeh saara aalam so raha tere in sitaaron ki chhaanv mein main akela chupchup ro raha lagi aag birah ki ang mein main sahun ise ya ke na sahun main sahun ise ya ke na sahun sun chaand meri ye daastan wo nazar jo dil mein utar gayi jaise chubh gaya koi shool ho wo hatheli par tera mukh saja jaise phool par koi phool ho yun bahe nadi teri yaad ki main bahun yahaan ya ke na bahun main bahun yahaan ya ke na bahun sun chaand meri ye daastan
sun more rasiya sun mann basiya chhod ke ab nahin jaana hoo chhod ke ab nahin jaana pyaar nibhaunga dil se na jaunga main to tera hi deewana hoo main to tera hi deewana honthon pe mere piya tera hi naam hai honthon pe mere piya tera hi naam hai main hoon teri daasi tu mera ghanshyam hai tere liye chhoda maine sara zamaana sun more rasiya sun mann basiya chhod ke ab nahin jaana hoo chhod ke ab nahin jaana pyaar nibhaunga dil se na jaunga main to tera hi deewana hoo main to tera hi deewana aandhi se khele chahe mausam bahaar ka aandhi se khele chahe mausam bahaar ka bujhne na dunga kabhi deepak ye pyaar ka chamkega chaand ban ke pyaar ka fasaana pyaar nibhaunga dil se na jaunga main to tera hi deewana hoo main to tera hi deewana sun more rasiya sun mann basiya chhod ke ab nahin jaana hoo chhod ke ab nahin jaana pyaar nibhaunga dil se na jaunga main to tera hi deewana hoo main to tera hi deewana
sunaun kya main ghum apna zubaan tak la nahin sakta jo gaana chahta hai dil wohi main gaa nahin sakta wohi main gaa nahin sakta sunaun kya mile hain gair se hans kar wo mere saamne haye wo mere saamne haye lagi hai thes wo dil par ki main batla nahin sakta ki main batla nahin sakta sunaun kya main ghum apna zubaan tak la nahin sakta sunaun kya meri hasrat bhari nazron ko ab tak jo nahin samjha usse main dard e dil apna kabhi samjha nahin sakta kabhi samjha nahin sakta sunaun kya main ghum apna zubaan tak la nahin sakta sunaun kya siwa tere bahut hain husn wale bhi zamaane mein husn wale bhi zamaane mein magar mushkil ye hai ab dil kisi par aa nahin sakta kisi par aa nahin sakta sunaun kya main ghum apna zubaan tak la nahin sakta sunaun kya
Suno Haal Meri Zindagi Ka
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sambhal Ke Karna Jo Bhi Karna Ek Phool Char Kante (1960) 04:17 19130
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:17   Song Number : 19130   

Sansaar Hai Ik Nadiyaan Raftaar (1975) 05:55 31133
 
Poster of Raftaar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Abhilash
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:55   Song Number : 31133   

Sapnon Ka Saudagar Sapnon Ka Saudagar (1968) 05:32 12476
 
Poster of Sapnon Ka Saudagar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Others
Duration : 05:32   Song Number : 12476   

Sapnon Mein Aana Shisham (1952) 03:11 40399
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan
Duration : 03:11   Song Number : 40399   

Sapnon Mein Mere Koi Poonam Ki Raat (1965) 05:15 39659
 
Poster of Poonam Ki Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 05:15   Song Number : 39659   

Sata Le Aye Jahaan Sasural (1961) 03:35 12478
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:35   Song Number : 12478   

Satayega Kise Tu Shisham (1952) 02:47 12496
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 02:47   Song Number : 12496   

Shamaa Se Koi Keh De Jai Bhawani (1961) 04:04 36873
 
Poster of Jai Bhawani (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
S Mohinder
On Screen Actors- 
Manhar Desai, Jaishree
Duration : 04:04   Song Number : 36873   

Sharaabi Kehta Hai Mujhko Do Jhoot (1975) 05:32 39600
 
Poster of Do Jhoot (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Pran, Aruna Irani, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:32   Song Number : 39600   

Socha Tha Pyar Hum Bluff Master (1963) 03:28 12289
 
Poster of Bluff Master (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:28   Song Number : 12289   

Sochta Hoon Ye Kya Kiya Maine Hamari Yaad Aayegi (1961) 05:27 31065
 
Poster of Hamari Yaad Aayegi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
On Screen Actors- 
Tanuja, Anant Kumar
Duration : 05:27   Song Number : 31065   

Sooraj Se Jo Kiran Ka Hungama (1971) 04:24 37153
 
Poster of Hungama (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Zeenat Aman
Duration : 04:24   Song Number : 37153   

Suhana Safar Aur Ye Mausam Madhumati (1958) 03:47 12373
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:47   Song Number : 12373   

Suhani Chandani Raaten Mukti (1977) 04:39 12404
 
Poster of Mukti (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sanjeev Kumar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:39   Song Number : 12404   

Suljhao Na Uljhi Zulfon Ko Girls Hostel (1962) 03:18 16243
 
Poster of Girls Hostel (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Ajeet, Geetanjali
Duration : 03:18   Song Number : 16243   

Sun Baal Brahmachari Sanyasi (1975) 05:31 38270
 
Poster of Sanyasi (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Hema Malini, Manoj Kumar
Duration : 05:31   Song Number : 38270   

Sun Chaand Meri Ye Daastan Naag Jyoti (1963) 03:26 39660
 
Poster of Naag Jyoti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Malik
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:26   Song Number : 39660   

Sun More Rasiya Madan Manjari (1961) 03:27 38545
 
Poster of Madan Manjari (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
Duration : 03:27   Song Number : 38545   

Sunaun Kya Main Ghum Apna Mukesh 02:47 37345
 
Poster of Mukesh
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
Duration : 02:47   Song Number : 37345   

Suno Haal Meri Zindagi Ka Chandan (1971) 03:41 38996
 
Poster of Chandan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Omkar Verma
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:41   Song Number : 38996   
Karaoke Songs of mukesh, Sad Songs of mukesh, Love Songs of mukesh, Dance Songs of mukesh, Hip-hop songs of mukesh, Best songs of mukesh, Super hit songs of mukesh, hit songs of mukesh, duet songs of mukesh, solo songs of mukesh, old songs of mukesh, famous songs of mukesh, Hindi Karaoke Songs of mukesh, Hindi Sad Songs of mukesh, Hindi Love Songs of mukesh, Hindi Dance Songs of mukesh, Hindi Hip-hop songs of mukesh, best Hindi songs of mukesh, super hit Hindi songs of mukesh, hit Hindi songs of mukesh, duet Hindi songs of mukesh, solo Hindi songs of mukesh, old Hindi songs of mukesh, famous Hindi songs of mukesh, Sing Along Songs of mukesh, Sing Along Sad Songs of mukesh, Sing Along Love Songs of mukesh, Sing Along Dance Songs of mukesh, Sing Along Hip-hop songs of mukesh, Sing Along Best songs of mukesh, Sing Along Super hit songs of mukesh, Sing Along hit songs of mukesh, Sing Along duet songs of mukesh, Sing Along solo songs of mukesh, Sing Along old songs of mukesh, Sing Along famous songs of mukesh