Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnjan
HomeAnjan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haaaa haaa haaa haaa hooo hooo hooo hooo hmmm hmm hmmm hmmm haaaaa hey wada hai kya kya hai kasam kya hai kasam jaane naa hum wada hai kya kya hai kasam kya hai kasam jaane naa hum hum to sanam jaane ye baat jeena humen hai tere saath wada hai kya kya hai kasam kya hai kasam jaane naa hum ye pyaar to hai bejubaan kya chaahe dil o jaane jaan jaane ye jahaan kaise dil ki baat wada hai kya kya hai kasam kya hai kasam jaane naa hum ye kya lagan dil mein jagi de di tujhe kyun zindagi paagal mann ki pyaas jaane pyaasi raat wada hai kya kya hai kasam kya hai kasam jaane naa hum waada to hai dhoka yahaan toote kasam jaane kahaan chhute naa kabhi thaame hum jo haath wada hai kya kya hai kasam kya hai kasam jaane naa hum hum to sanam jaane ye baat jeena humen hai tere saath wada hai kya kya hai kasam kya hai kasam jaane naa hum
manzoor nahin meri muhabbat to kya hua aye dost dushmani hi nibhane ke liye aa maana tere karam ke to qaabil nahin rahe aa mere dil pe zulm hi dhaane ke liye aa wafaa jo na ki to jafaa bhi na kije wafaa jo na ki to jafaa bhi na kije sitam jaaneman iss traha bhi na kije ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen wafaaaaaaa hoooo oooo oooo aaaaa aaaa aaaa nahin ishq humse nahin na sahi humen ishq tumse hai hum kya kare hai mar mar ke jeene ki aadat humen tumhaari balaa se jeeyen yaa mare bhalaaaa bhala na kiya to bura bhi na kije sitam jaaneman iss traha bhi na kije ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen wafaaaaaaa wafaa jo na ki to jafaa bhi na kije sitam jaaneman iss traha bhi na kije ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen wafaaaaaaa
wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe hona tha jo hua jo hua kya bura hua hona tha jo hua jo hua kya bura hua kya bura hua achha hi hua toot gaya jhootha aitbaar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe ik phool tootne se to ujda nahin chaman ik phool tootne se to ujda nahin chaman ujda nahin chaman gulshan mein aur bhi hain haseen phool beshumaar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe nakamyab ishq se hi zindagi nahin nakamyab ishq se hi zindagi nahin zindagi nahin hai zindagi to aur milenge hazaar yaar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe
yaad aa rahaa hai tera pyaar yaad aa rahaa hai tera pyaar kahaan hum kahaan tum huye tum kahann ghum aa bhi jaa aa bhi jaa ek baar o o o yaad aa rahaa hai tera pyaar kahaan hum kahaan tum huye tum kahann ghum aa bhi jaa aa bhi jaa ek baar o o o yaad aa rahaa hai tera pyaar yaaron main to yahaan jeeta rahaa saare ghum dil ke bhoola ke de ke tumhen saari khushi maine maine yahaan kuchh bhi to paaya nahin sab kuchh paa ke mujhko mili kya zindagi o o o o ooo yaad aa rahaa hai tera pyaar kahaan hum kahaan tum huye tum kahann ghum aa bhi jaa aa bhi jaa ek baar o o o yaad aa rahaa hain tera pyaar aye dil main wohi tu wohi wohi hain ye duniyaa ke mele bichhade wo din jaane kahaan ruthe sab yahaan jaane kahaan reh gaye hum to akele aawaaz de kis ko yahaan o o o o ooo yaad aa rahaa hain tera pyaar kahaan hum kahaan tum huye tum kahann ghum aa bhi jaa aa bhi jaa ek baar o o o yaad aa rahaa hain tera pyaar waada waada rahaa saathi mere tere liye gaata chala jaaun tu mera dil
yaar bina chain kahaan re pyaar bina chain kahaan re sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le yaar bina chain kahaan re pyaar bina chain kahaan re sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le koi naya sapna nighaahon mein to hai koi naya saathi nayi raahon mein to hai dil jo milenge taqdeer banegi zindagi ki nayi tasveer banegi pyaar mein ye dil beqaraar kar le yaar bina chain kahaan re pyaar bina chain kahaan re sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le are pyaar kar le yaar humien paisa nahin pyaar chahiye koi manchaaha dildaar chahiyeee heere moti aise jahaan dil na tulle sapnon ka aisa sansaar chahiye yeh bhi hoga thoda intezaar karle yaar bina chain kahaan re pyaar bina chain kahaan re sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le are pyaar kar le sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le are pyaar kar le sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le are pyaar kar le
yaar mere meri baahon mein aaja yaar mere meri baahon mein aaja naa jaa re naa jaa dil ko tarsaa ke naa jaa yaar mere meri baahon mein aaja sharmaa gayi kyun aankhen dulhan si khushboo ye tere sehme badan ki mann mein jagaaye koi chubhan si aa pyaar ban ke mann mein samaa jaa yaar mere meri baahon mein aaja naa jaa re naa jaa dil ko tarsaa ke naa jaa yaar mere meri baahon mein aaja dil ki ye soyi dhadkan jagaa ke aise hanso naa aankhen churaa ke aanchal mein pyaase dil ko chhupaa ke pyaas ye mere dil ki bhujha jaa yaar mere meri baahon mein aaja naa jaa re naa jaa dil ko tarsaa ke naa jaa yaar mere meri baahon mein aaja baahon mein aaja baahon mein aaja
zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo yashoda ka nandlala birj ka ujaala hai mere laal se to saara jag jhilmilaaaaaaaye zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo yashoda ka nandlala birj ka ujaala hai mere laal se to saara jag jhilmilaaaaaaye raat thandi thandi hawaa gaa ke sulaayen bhor gulaabi palken chum ke jagaaaaaaye yashoda ka nandlala birj ka ujaala hai mere laal se to saara jag jhilmilaaaaaaye zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo do aankhon mein tujhe basa ke jaane kab se jaagun tu maange to jaan bhi de doon tujh se kuchh naa maangu khol tu aankhen dekh yahaan hoon aur nahin koi main teri maa hoon zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo tere liye kaise kaise sapne sajaaye mere laal se to saara jag jhilmilaaaaaaye yashoda ka nandlala birj ka ujaala hai mere laal se to saara jag jhilmilaaaaaaaye zoo zoo zoo zoo
haa aa haa aa haa aaa haa ye din to aata hai ik din jawaani mein aankhein milein to lage aag paani mein dil ko to khona hai khona hai kho jaaye aage jo hona hai hona hai ho jaaye ye din to aata hai ik din jawaani mein aankhein milein to lage aag paani mein dil ko to khona hai khona hai kho jaaye aage jo hona hai hona hai ho jaaye ye din to aata hai ik din jawaani mein haa aa haa aa jab koi dil mein samata hai kya aag dil mein lagata hai soyee mohabbat jagata hai raaton ki neendein udaata hai yaadon mein khaabon mein chori se aa jaaye aaye to pyaasa dil deewaana ho jaaye ye din to aata hai ik din jawaani mein aankhein milein to lage aag paani mein hum hoke deewaane aaye hain dil ki ye saugaat laaye hain saason pe tere hi saaye hain sapne tere dil pe chhaaye hain koi bhi jaane na kaise dil aa jaaye aa jaaye dil mein jo dil se wo na jaaye ye din to aata hai ik din jawaani mein aankhein milein to lage aag paani mein dil ko to khona hai khona hai kho jaaye aage jo hona
ye zulfon ki bikhri ghata kya kehti hai zara sun mera dil deewana kya bole re ye aanchal ki mehki hawaa kya kehti hai nighahon ka yun muskurana kya bole re aate jaate mujhko dekhe na kare pyaar ki baat koi aate jaate mujhko dekhe na kare pyaar ki baat koi tera dil bhi kehta hoga ho dilruba saath koi ye honthon pe rukti sadaa kya kehti hai aaa aaa aaaa aaaa ye saanson ka gumsum tarana kya bole re aaaaa aaaaa aaaaa aise tanha tujhko paa ke dil mein koi pyaas jaage aise tanha tujhko paa ke dil mein koi pyaas jaage dil pe kaaboo na reh jaaye pal bhar tere pass aa ke ye lehrati bal khaati baahen kya kehti hai ye kadmon ka yun dagmagana kya bole re ye zulfon ki bikhri ghata kya kehti hai aaa aaa aaaa aaaa zara sun mera dil deewana kya bole re ye aanchal ki mehki hawaa kya kehti hai nighahon ka yun muskurana kya bole re aaaaa aaaaa aaaaa
hmm burr hmm burr hey eeee sambhal are log mujhe kyun dete hain taana haan main hoon biwi ka deewana are to kya huwa zamana to hai naukar biwi ka taak dhina dhin taak dhina dhin taak dhina dhin zamana to hai naukar biwi ka log mujhe kyun dete hain taana haan main hoon biwi ka deewana zamana to hai naukar biwi ka haan zamana to hai naukar biwi ka haan saare shehar ko aankh dikhaaye sabki udaaye khilli shohar baahar sher bane par ghar mein bheegi billi saare shehar ko aankh dikhaaye sabki udaaye khilli shohar baahar sher bane par ghar mein bheegi billi ghar ghar ka dastur yahi hai bambai ho ya delhi haan zamana to hai naukar biwi ka haan zamana to hai naukar biwi ka haan zamana to hai naukar biwi ka jai ho patni raani har puja se badh kar dekhi maine patni pujaaa pyaar mein dooba biwi ke to aur nahin kuchh soojha har puja se badh kar dekhi maine patni pujaaa pyaar mein dooba biwi ke to aur nahin kuchh soojha duniya mein khush rehne ka koi aur na rasta dooja kyun ki
zindagi to bewafaa hai ek din thukraayegi zindagi to bewafaa hai ek din thukraayegi maut mehboobaa hai maut mehboobaa hai apne saath le kar jaayegi mar ke jeene ki adaa jo duniyaan ko sikhlayega wo muqaddar ka sikandar wo muqaddar ka sikandar jaaneman
hey jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo haa jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai ye jawaani ye zamana hum bhi hain jawaan husn wale humnasheen hain chhayi mastiyan hey hey hey ye jawaani ye zamana hum bhi hain jawaan husn wale humnasheen hain chhayi mastiyan hey hey hey jeene ka ye daur to abhi hua hai shuru zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai hmm hmmm sheeshe ke hain jaam wo paani ka hai wo nasha jogi kya hai jog kya tumhe kahan ye pata peeke bhi ho pyase tum pyasi pyasi zindagi zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai ye jawaani chaar din mein daaman chhod de hoo husn jaane kis kadam pe nazren mod le laaye tumhe hosh mein aisa koi jaam pee zindagi ye kaisi hai jaise jiyo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Wada Hai Kya Taxi Chor (1980) 06:24 14328
 
Poster of Taxi Chor (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 06:24   Song Number : 14328   

Wafaa Jo Na Ki Muqaddar Ka Sikandar (1978) 03:05 13805
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi, Vinod Khanna, Rekha
Duration : 03:05   Song Number : 13805   

Wo Wo Na Rahe Badalte Rishtey (1978) 04:33 32721
 
Poster of Badalte Rishtey (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Reena Roy, Jeetendra
Duration : 04:33   Song Number : 32721   

Yaad Aa Rahaa Hai Disco Dancer (1982) 06:25 21417
 
Poster of Disco Dancer (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 06:25   Song Number : 21417   

Yaar Bina Chain Kahaan Re Saaheb (1985) 04:31 18064
 
Poster of Saaheb (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Amrita Singh
Duration : 04:31   Song Number : 18064   

Yaar Mere Meri Baahon Mein Aaja Jeevan Rekha (1974) 03:10 31034
 
Poster of Jeevan Rekha (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Jagdish J
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Farida Jalal
Duration : 03:10   Song Number : 31034   

Yashoda Ka Nandlala (Zu Zu Zu) Sanjog (1985) 06:16 21428
 
Poster of Sanjog (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Jitendra, Jayaparda
Duration : 06:16   Song Number : 21428   

Ye Din To Aata Hai Mahaan (1983) 04:17 18183
 
Poster of Mahaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:17   Song Number : 18183   

Ye Zulfon Ki Bikhri Do Aur Do Paanch (1980) 04:00 13134
 
Poster of Do Aur Do Paanch (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 04:00   Song Number : 13134   

Zamana To Hai Naukar Naukar Biwi Ka (1983) 05:25 13843
 
Poster of Naukar Biwi Ka (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Dharmendra, Anita Raj, Om Prakash
Duration : 05:25   Song Number : 13843   

Zindagi To Bewafaa Hai Muqaddar Ka Sikandar (1978) 02:15 13804
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 02:15   Song Number : 13804   

Zindagi Ye Kaisi Hai Swami Dada (1982) 08:02 35857
 
Poster of Swami Dada (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Duration : 08:02   Song Number : 35857   
Karaoke Songs of anjan, Sad Songs of anjan, Love Songs of anjan, Dance Songs of anjan, Hip-hop songs of anjan, Best songs of anjan, Super hit songs of anjan, hit songs of anjan, duet songs of anjan, solo songs of anjan, old songs of anjan, famous songs of anjan, Hindi Karaoke Songs of anjan, Hindi Sad Songs of anjan, Hindi Love Songs of anjan, Hindi Dance Songs of anjan, Hindi Hip-hop songs of anjan, best Hindi songs of anjan, super hit Hindi songs of anjan, hit Hindi songs of anjan, duet Hindi songs of anjan, solo Hindi songs of anjan, old Hindi songs of anjan, famous Hindi songs of anjan, Sing Along Songs of anjan, Sing Along Sad Songs of anjan, Sing Along Love Songs of anjan, Sing Along Dance Songs of anjan, Sing Along Hip-hop songs of anjan, Sing Along Best songs of anjan, Sing Along Super hit songs of anjan, Sing Along hit songs of anjan, Sing Along duet songs of anjan, Sing Along solo songs of anjan, Sing Along old songs of anjan, Sing Along famous songs of anjan