raaaaam kahaaaan raam kahaaaaan raaaam kahaaaan tujh mein raam mujh mein raam sab mein raam samaaya sab se kar le pyaar jagat mein koi nahin hai paraaya re tujh mein raam bhai tujh mein raam mujh mein raam sab mein raam samaaya sab se kar le pyaar jagat mein koi nahin hai paraaya re tujh mein raam na wo mandir na wo masjid na kaabe kailaash mann darpan mein dekh le murakh parbhu to tere paas gori maati bhai gori maati kaali maati sab mein uski chhaya sab se kar le pyaar jagat mein koi nahin hai paraaya re tujh mein raam are zara sa chhu lene se jiska ho jaaye apmaan andhi puja karne waalo wo kaisa bhagwaan jaat paat ke bhai jaat paat ke bhed bhaav mein kaahe janam ganwaaya sab se kar le pyaar jagat mein koi nahin hai paraaya re tujh mein raam are parbhu ke ghar se kya tumne mehmaan ko diya nikaal murakh bhakto mandir se bhagwaan ko diya nikaal patthar mein to are patthar mein to hari dikhe insaan mein dekh na paaya sab se kar le pyaar jagat mein koi nahin hai
Tujh Mein Raam (Jai Jai Ramkrishna Hari)
Pardesi (1957)