Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHariharan
HomeHariharan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai palkon pe charaagon ko liye raat khadi hai aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai palkon pe charaagon ko liye raat khadi hai aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai wo maathe ka matlaa ho ke hontho ke do misre wo maathe ka matlaa ho ke hontho ke do misre bachpan se ghazal hi meri mehboob rahi hai bachpan se ghazal hi meri mehboob rahi hai palkon pe charaagon ko liye raat khadiiiiii hai aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai ghzalon ne wahi zulfon ke faila diye saaye ghzalon ne wahi zulfon ke faila diye saaye jinn raahon pe dekha ke bahot dhoop kadi hai jinn raahon pe dekha ke bahot dhoop kadi hai palkon pe charaagon ko liye raat khadiiiiii hai aa chaandani bhi meri tarah jaag rahi hai hum dilli bhi ho aaye hain laahor bhi ghumen hum dilli bhi ho aaye hain laahor bhi ghumen aye yaar magar teri gali teri gali hai aye yaar magar teri gali teri gali hai palkon pe charaagon ko
aap humaare saath nahin aap humaare saath nahin chaliye koi baat nahin aap kisi ke ho jaayen aap kisi ke ho jaayen aap ke bas ki baat nahin aap humaare saath nahin chaliye koi baat nahin aap kisi ke ho jaayen aap ke bas ki baat nahin aap humaare saath nahin dil ka sheesha toot chuka waqt bhi humse rooth chuka dil ka sheesha toot chuka waqt bhi humse rooth chuka ab humko aawaaz na do ab humko aawaaz na do ab aise haalaat nahin aap kisi ke ho jaayen aap ke bas ki baat nahin aap humaare saath nahin saara zamaana jaanta hai khoob humein pehchaanta hai saara zamaana jaanta hai khoob humein pehchaanta hai humko mitaana mushkil hai humko mitaana mushkil hai sadiyaan hain lamhaat nahin aap kisi ke ho jaayen aap ke bas ki baat nahin aap humaare saath nahin dil bhi tumhaara hai jaanam jaan bhi de sakte hain hum dil bhi tumhaara hai jaanam jaan bhi de sakte hain hum sab hai gawaara humko magar sab hai gawaara humko magar toheen e jazbaat nahin aap kisi ke ho jaayen aap kisi
aayi idhar bahaaren jawaani udhar gayi aayi idhar bahaaren jawaani udhar gayi barbaad karne aayi thi barbaad kar gayi aayi idhar bahaaren jawaani udhar gayi barbaad karne aayi thi barbaad kar gayi aayi idhar bahaaren jawaani udhar gayi jab wo chale to chhodne unko nazar gayi jab wo chale to chhodne unko nazar gayi jab wo chale to chhodne unko nazar gayi palti to dil pe ek qayamat guzar gayi palti to dil pe ek qayamat guzar gayi barbaad karne aayi thi barbaad kar gayi aayi idhar bahaaren jawaani udhar gayi jab tha mera shabaab to mujhko nahin tha hosh jab tha mera shabaab to mujhko nahin tha hosh jab tha mera shabaab to mujhko nahin tha hosh jab hosh aa gaya to jawaani guzar gayi jab hosh aa gaya to jawaani guzar gayi barbaad karne aayi thi barbaad kar gayi aayi idhar bahaaren jawaani udhar gayi bewajah hakham nahin hai kamar meri ae kamar bewajah hakham nahin hai kamar meri ae kamar bewajah hakham nahin hai kamar meri ae kamar jhuk jhuk ke dhoondhta hoon jawaani
ab ke baras bhi reh gaye pyaase ab ke baras bhi reh gaye pyaase aag lage is saavan ko aisi lagee birha ki agni aisi lagee birha ki agni jisne jalaaya tan mann ko ab ke baras bhi reh gaye pyaase aag lage is saavan ko duniya se kya karte shikaayat laaye na shikva lab tak hum apne hi daaman ki veeraani karte gavaara kab tak hum phool na the to rakh liye kaante phool na the to rakh liye kaante aise sajaaya daaman ko aisi lagee birha ki agni jisne jalaaya tan mann ko ab ke baras bhi reh gaye pyase aag lage is saavan ko kitni hi ghum ki raat ho kaali hoti hai aakhir uski sahen nafarat se o dekhne waale iski bhi hai kuchh tujhko khabar iski bhi hai kuchh tujhko khabar pyaar mein hai taasir kuchh aisi pyaar mein hai taasir kuchh aisi dost bana de dushman ko aisi lagee birha ki agni jisne jalaaya tan mann ko ab ke baras bhi reh gaye pyaase aag lage is saavan ko labzon mein hum dard samote itni kahaan thi apni majaal daad e sukhan kyun dete ho humko ismein nahin kuchh apna
agar yakin nahin aata to aazmaaye mujhe agar yakin nahin aata to aazmaaye mujhe wo aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe agar yakin ajab charaag hoon din raat jalta rehta hoon ajab charaag hoon din raat jalta rehta hoon main thak gaya hoon hawa se kaho bujhaye mujhe main thak gaya hoon hawa se kaho bujhaye mujhe wo aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe agar yakin bahot dinon se main in pattharon mein patthar hoon bahot dinon se main in pattharon mein patthar hoon koi to aaye zara der to rulaaye mujhe koi to aaye zara der to rulaaye mujhe wo aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe agar yakin main chahta hoon ke tumhi mujhe ijazat do main chahta hoon ke tumhi mujhe ijazat do tumhaari tarah se koi gale lagaaye mujhe tumhaari tarah se koi gale lagaaye mujhe wo aaina hai to phir aaina dikhaye mujhe agar yakin nahin aata to aazmaaye mujhe agar yakin
saa maaa aaa naaa aaaaa hooo begana vaar unse mulaqaat ho to ho begana vaar unse unse mulaqat ho to ho ab door door hi se koi baat ho to ho oo begana vaar unse unse mulaqaat ho to ho mushkil hai phir milein kabhi yaran raft ka mushkil hai phir milein kabhi yaran raft ka taqdeer hi se ab ye karamaat ho to ho begana vaar unse unse mulaqaat ho to ho unko to yaad aaye huye muddatein huyi unko to yaad aaye huye muddatein huyi jeene ki wajah aur koi baat ho to ho begana vaar unse unse mulaqaat ho to ho kya jaanu kyun uljhate hain wo baat baat par kya jaanu kyun ulajhte hain wo baat baat par maqsad kuchh is tark e mulaqaat ho to ho begana vaar unse unse mulaqaat ho to ho ab door door hi se koi baat ho to ho oo begana vaar unse mulaqaat ho to ho
bhar ke paimaana pila de saaqi bhar ke paimaana pila de saaqi pyaas tu dil ki bujha de saaqi pyaas tu dil ki bujha de saaqi bhar ke paimaana pila de saaqi mai barasti hai teri aankhon se mai barasti hai teri aankhon se mai barasti hai teri aankhon se apni aankhon se pila de saaqi apni aankhon se pila de saaqi bhar ke paimaana pila de saaqi har ghadi lab pe tera naam rahe har ghadi lab pe tera naam rahe aisa deewaana bana de saaqi aisa deewaana bana de saaqi bhar ke paimaana pila de saaqi gar pilaani hai muhabbat ki sharaab sa dha ni re ga ma pa ma pa ga ma pa ga ma re ni sa dha ni re sa ni ni pa ma pa ni ni pa ma ga ma re ga ga ga re ni re ga ni ga re ni re ni ni dha dha sa dha dha sa dha dha sa gar pilaani hai muhabbat ki sharaab jaam honthon se laga de saaqi jaam honthon se laga de saaqi bhar ke paimaana pila de saaqi pyaas tu dil ki bujha de saaqi bhar ke paimaana pila de saaqi
dar o deewaar pe shakl aisi banaane aayi dar o deewaar pe shakl aisi banaane aayi phir ye baarish meri tanhaayi churaane aayi dar o deewaar pe shakl aisi banaane aayi phir ye baarish meri tanhaayi churaane aayi dar o deewaar pe shakl aisi banaane aayi maine jab pehle pahal apna watan chhoda tha maine jab pehle pahal apna watan chhoda tha door tak mujhko ek aawaaz bulaane aayi door tak mujhko ek aawaaz bulaane aayi phir ye baarish meri tanhaayi churaane aayi dar o deewaar pe shakl aisi banaane aayi aajkal phir dil e barbaad ki baatein hain wohiiii aajkal phir dil e barbaad ki baatein hain wohi hum to samjhe the ke kuchh akl thikaane aayi hum to samjhe the ke kuchh akl thikaane aayi phir ye baarish meri tanhaayi churaane aayi dar o deewaar pe shakl aisi banaane aayi dil mein aahat si huyi rooh mein dastak goonji dil mein aahat si huyi rooh mein dastak goonji kiski khushboo ye mujhe mere sirhaane aayi kiski khushboo ye mujhe mere sirhaane aayi phir ye baarish meri
aa aa aaaa aa aa aa aa aaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa aaaa dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin ho gayin is saal bhi ho gayin is saal bhi kuchh bastiyaan jal thal kahin dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin ho gayin is saal bhi kuchh bastiyaan jal thal kahin dard ke rishte rishte raat ki berangiyon mein hum bichhad jaayen na dost raat ki berangiyon mein berangiyon mein raat ki berangiyon mein raat ki berangiyon mein berangiyon mein raat ki berangiyon mein berangiyon mein berangiyon mein raat ki berangiyon mein hum bichhad jaayen na dost haath mere haath mein de haath mere haath mein de aur yahaan se chal kahin haath mere haath mein de aur yahaan se chal kahin dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin dard ke rishte aaj sooraj khud hi apni roshni mein jal gaya aaj sooraj khud hi apni roshni mein jal gaya aaj sooraj khud hi apni
dil se har guzri baat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai kis qayamat ki raat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai chandni neem va dari cha sukoon chandni neem va dari cha sukoon aankhon aankhon mein raat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai haye woh log khubsurat log haye woh log khubsurat log jinki dhun mein haayat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai kis qayamat ki raat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai bujhte jaate hain dukhti palkon pe deep bujhte jaate hain dukhti palkon pe deep neend aayi hai raat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai kis qayamat ki raat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai
jhoom le hans bol le pyaari agar hai zindagi jhoom le hans bol le pyaari agar hai zindagi saans ke bas ek jhonke ka safar hai zindagi jhoom le hans bol le pyaari agar hai zindagi der hi bante bigadte kuchh ise lagti nahin aa der hi bante bigadte kuchh ise lagti nahin phool ki deewaar par shabnam ka ghar hai zindagi phool ki deewaar par shabnam ka ghar hai zindagi saans ke bas ek jhonke ka safar hai zindagi jhoom le hans bol le ajnabi haalaat se bhi hans ke milna chahiye ajnabi haalaat se bhi hans ke milna chahiye ajnabi haalaat se bhi hans ke milna chahiye har kadam par mudne waali rehguzar hai zindagi har kadam par mudne waali rehguzar hai zindagi saans ke bas ek jhonke ka safar hai zindagi jhoom le hans bol le zindagi mein jo bhi karna chahta hai kar guzar aa zindagi mein jo bhi karna chahta hai kar guzar kya khabar barson ki hai ya lamha bhar hai zindagi kya khabar barson ki hai ya lamha bhar hai zindagi saans ke bas ek jhonke ka safar hai zindagi jhoom le hans
jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya yaad aaya tha bichhadna tera yaad aaya tha bichhadna tera yaad aaya tha bichhadna tera phir nahin yaad ke kya yaad aaya phir nahin yaad ke kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya jab koi zakhm bhara daag bana jab koi zakhm bhara daag bana jab koi zakhm bhara daag bana jab koi bhool gaya yaad aaya jab koi bhool gaya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya aisi majboori ke aalam mein faraaz aisi majboori ke aalam mein faraaz aisi majboori ke aalam mein faraaz yaad aaya to bhi kya yaad aaya yaad aaya to bhi kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya
kaash aisa koi manzar hota kaash aisa koi manzar hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota jamaa karta jo main aaye huye sang jamaa karta jo main aaye huye sang sar chupane ke liye ghar hota sar chupane ke liye ghar hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota is bulandi pe bahot tanha hoon tanha aaa hoon bohot tanha hoon tanha tanha aa is bulandi pe bahot tanha hoon kaash main sab ke barabar hota kaash main sab ke barabar hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota usne uljha diya duniya mein mujhe usne uljha diya duniya mein mujhe varna ek aur kalander hota varna ek aur kalander hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota mere kandhe pe tera sar hota kaash aisa koi manzar hota kaashhh
koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar phir mujhe woh yaad aaya raat ke pichhle pahar koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar bheegte lamhe sulagti raat aur tanhaiyaan bheegte lamhe sulagti raat aur tanhaiyaan sabne deewana banaaya raat ke pichhle pahar sabne deewana banaaya raat ke pichhle pahar phir mujhe woh yaad aaya raat ke pichhle pahar koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar hum to apne aap hi se guftagu karte rahe hum to apne aap hi se guftagu karte rahe haal e dil khudko sunaya raat ke pichhle pahar haal e dil khudko sunaya raat ke pichhle pahar phir mujhe woh yaad aaya raat ke pichhle pahar koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar jaate jaate ashk saari raat hi jaati rahe jaate jaate ashk saari raat hi jaati rahe aate aate wo na aaya raat ke pichhle pahar aate aate wo na aaya raat ke pichhle pahar phir mujhe woh yaad aaya raat ke pichhle pahar koi saaya jhilmilaaya raat ke pichhle pahar raat ke
maikade band karen laakh zamaane waale maikade band karen laakh zamaane waale shehar mein kam nahin aankhon se peelane waale maikade band karen laakh zamaane waale shehar mein kam nahin aankhon se peelane waale maikade band karen laakh zamaane waale kaash mujh ko bhi laga le tu kabhi seene se kaash mujh ko bhi laga le tu kabhi seene se meri tasveer ko seene se lagaane waale maikade band karen laakh zamaane waale hum yakeen aap ke waade pe bhala kaise karen hum yakeen aap ke waade pe bhala kaise karen aap hargiz nahin hain waada nibhane waale maikade band karen laakh zamaane waale apne aibon pe nazar jin ki nahin hoti hai apne aibon pe nazar jin ki nahin hoti hai aaina unn ko dikhate hain zamaane waale maikade band karen laakh zamaane waale shehar mein kam nahin aankhon se peelane waale maikade band karen laakh zamaane waale
mar ke hum khak e raahe yaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye surma e chashm e aitbaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye surma e chashm e aitbaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye meri mehrumiyon ki had na rahi meri mehrumiyon ki had na rahi tere ehsaan beshumaar huye tere ehsaan beshumaar huye surma e chashm e aitbaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye zabt e ghum tak hai zindagi apni zabt e ghum tak hai zindagi apni mar mitaenge jo bekraar huye mar mitaenge jo bekraar huye surma e chashm e aitbaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye ab na woh shauk hai na josh o khurosh ab na woh shauk hai na josh o khurosh sab teri yaad par nisaar huye sab teri yaad par nisaar huye surma e chashm e aitbaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye mar ke hum khak e raahe yaar huye
mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiya hai ek saans ka jhagda liya liya na liya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiya hai ek saans ka jhagda liya liya na liya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiyaa badan hi aaj agar taar taar hai mera badan hi aaj agar taar taar hai mera to ek chaak e garibaan siya siya na siya to ek chaak e garibaan siya siya na siya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiyaa yeh aur baat ki tu har rah e khayaal mein hai yeh aur baat ki tu har rah e khayaal mein hai yeh aur baat ki tu har rah e khayaal mein hai ki tera naam zabaan se liya liya na liya ki tera naam zabaan se liya liya na liya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiyaa mere hi naam pe aaya hai jaam mehfil mein mere hi naam pe aaya hai jaam mehfil mein yeh aur baat ki maine piya piya na piya yeh aur baat ki maine piya piya na piya mareez e ishq ka kya hai jiya jiya na jiyaa yeh haal e dil hai safi main to sochta hi nahin yeh
muddaton ghum pe ghum uthaye hain tab kahin jaake muskuraaye hain ek nigaah e khuloos ki khaatir zindagi bhar fareb khaaye hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain suna hai humein woh bhulaane lage hain suna hai humein woh bhulaane lage hain to kya hum unhein yaad aane lage hain to kya hum unhein yaad aane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain ye kehna hai unse muhabbat hai mujhko ye kehna hai unse muhabbat hai mujhko ye kehne mein unse zamaane lage hain ye kehne mein unse zamaane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane lage hain mujhe phir wohi yaad aane lage hain qayaamat yaqinan kareeb aa gayi hai qayaamat yaqinan kareeb aa gayi hai khumaar ab to masjid mein jaane lage hain khumaar ab to masjid mein jaane lage hain jinhe bhoolne mein zamaane
raat khamosh thi gungunaate rahe raat khamosh thi gungunaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste ajnabi tha main apna banaate rahe ajnabi tha main apna banaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste raat khamosh thi gungunaate rahe koi saathi koi humsafar na mila shaher anjaan tha uska ghar na mila koi saathi koi humsafar na mila shaher anjaan tha uska ghar na mila paas aate rahe door jaate rahe paas aate rahe door jaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste raat khamosh thi gungunaate rahe sooni aakhon mein kaante khatakte rahe dard seene mein leke bhatakte rahe sooni aakhon mein kaante khatakte rahe dard seene mein leke bhatakte rahe raat bhar teri baaten sunaate rahe raat bhar teri baaten sunaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste raat khamosh thi gungunaate rahe uski saanson ki garmi fazaaon mein thi uski zulfon ki khushboo hawaaon mein thi uski saanson ki garmi fazaaon mein thi uski zulfon ki khushboo hawaaon mein thi hum bhi sheron mein raashid sajaate rahe hum
saanjh dhale na rain kate na saanjh dhale na rain kate na bas gaye desh paraye kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye rom rom tora naam japat hai milan ki aas mein saansa chalat hai rom rom tora naam japat hai milan ki aas mein saansa chalat hai aare balam tori raah takat hoon aare balam tori raah takat hoon akhiyan neer bahaye kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye maang sindoor na kanva ma bali kajra na gajra na honthva pe laali maang sindoor na kanva ma bali kajra na gajra na honthva pe laali haar singaar gayo pee sang moro haar singaar gayo pee sang moro joban dhalta jaaye kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye balma kaahe tarsaaye preetam bin ik birhan roye sukh ki neend jab har koi soye preetam bin ik birhan roye sukh ki neend jab har koi soye khoj mein phiron tori ginat moh taare khoj mein phiron tori ginat moh taare jiyara mora ghabraye kaahe tarsaaye balma kaahe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Chandani Bhi Hariharan 06:24 18812
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:24   Song Number : 18812   

Aap Humaare Saath Nahin Hariharan 05:49 40555
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Tahir Faraz
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:49   Song Number : 40555   

Aayi Idhar Bahaaren Hariharan 06:26 38354
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:26   Song Number : 38354   

Ab Ke Baras Hariharan 06:54 17625
 
Poster of Hariharan
 
Category
Indipop
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:54   Song Number : 17625   

Agar Yakin Nahin Aata Hariharan 05:04 39656
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:04   Song Number : 39656   

Begana Vaar Unse Hariharan 06:15 38410
 
Poster of Hariharan
 
Category
Hindi Non film
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:15   Song Number : 38410   

Bhar Ke Paimana Hariharan 05:35 20435
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sabir Jalalabadi
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:35   Song Number : 20435   

Dar o Deewar Pe Hariharan 06:51 38667
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:51   Song Number : 38667   

Dard Ke Rishte Hariharan 09:38 40269
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 09:38   Song Number : 40269   

Dil Se Har Guzri Baat Hariharan 05:01 38409
 
Poster of Hariharan
 
Category
Indipop
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:01   Song Number : 38409   

Jhoom Le Hans Bol Le Hariharan 06:32 19858
 
Poster of Hariharan
 
Category
Indipop
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:32   Song Number : 19858   

Jo Bhi Dukh Hariharan 04:37 40271
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 04:37   Song Number : 40271   

Kaash Aisa Koi Manzar Hota Hariharan 06:23 36406
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Duration : 06:23   Song Number : 36406   

Koi Saaya Jhilmilaya Hariharan 06:39 40272
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jolly Mukherjee
Music Director- 
Ustad Zakir Hussain
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:39   Song Number : 40272   

Maikade Band Hariharan 05:56 16867
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Duration : 05:56   Song Number : 16867   

Mar Ke Hum Khak E Raahe Heye Hariharan 05:37 38411
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:37   Song Number : 38411   

Mareez e Ishq Ka Kya Hai Hariharan 07:20 40270
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 07:20   Song Number : 40270   

Mujhe Phir Wohi Hariharan 05:23 38834
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:23   Song Number : 38834   

Raat Khamosh Thi Hariharan 06:18 40557
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:18   Song Number : 40557   

Saanjh Dhale Na Hariharan 06:35 38408
 
Poster of Hariharan
 
Category
Indipop
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:35   Song Number : 38408