Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNashad
HomeNashad
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj ghum kal khushi hai yahi zindagi sun le pyaare aadmi wo jo himmat naa haare aaj ghum kal khushi hai yahi zindagi sun le pyaare aadmi wo jo himmat naa haare jo naa kaanton se daaman bachaye phool ban ke wohi muskuraaye phool ban ke wohi muskuraaye yunhi mar mar ke jee ashq hans hans ke pee ghum ke maare aadmi wo jo himmat naa haare aaj ghum kal khushi hai yahi zindagi sun le pyaare aadmi wo jo himmat naa haare jinn gareebon se duniyaa khafa hai unko bhagwaan ka aasraa hai unko bhagwaan ka aasraa hai mushkilon se naa dhar ho na tu iss kadar besahare aadmi wo jo himmat naa haare aaj ghum kal khushi hai yahi zindagi sun le pyaare aadmi wo jo himmat naa haare
badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya ke jiss zaalim ne tadpaya ussi par mujhko pyaar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se iraade chhutne waale na arman tootne wale iraade chhutne waale na arman tootne wale mujhe tujh par yakeen hai aye mera dil lootne wale mujhe tujh par yakeen hai aye mera dil lootne wale tujhe meri muhabbat tujhe meri muhabbat ka naa ab tak aitbaar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se muhabbat raaz hai ye raaz baaton mein na khul jaaye muhabbat raaz hai ye raaz baaton mein na khul jaaye bahot roka bohat chaha na labb par dil ki baat aaye bahot roka bohat chaha na labb par dil ki baat aaye magar phir bhi tumhara magar phir bhi tumhara naam labb par baar baar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya ke jiss zaalim ne tadpaya ussi par mujhko pyaar aaya
bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena pyaar ki masti chhaayi huyi hai pyaar ki masti chhaayi huyi hai neend si mujh ko aayi huyi hai neend se dekho jagaa nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena aankhon mein sapne jhoom rahe hain aankhon mein sapne jhoom rahe hain geet labon ko choom rahe hain geeton ko aahen bana nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena zindagi aakhen malne lagi hai zindagi aakhen malne lagi hai shamma si dil mein jalne lagi hai shamma jala ke bhujha nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab
Chori Chori Dil Ka Lagana
hai ye wohi aasmaaaan hai ye wohi aasmaan aur hai wohi zameen par meri taqdeer ka ab wo zamaana nahin ab wo zamaana nahin hai ye wohi aasmaan aur hai wohi zameen par meri taqdeer ka ab wo zamaana nahin ab wo zamaana nahin ab yehi kehta hai dil door kahin jaa baso door kahin jaa baso uss jagah koi jahaan apna paraaya naa ho apna paraaya naa ho hai ye wohi aasmaan aur hai wohi zameen par meri taqdeer ka ab wo zamaana nahin ab wo zamaana nahin jin ka mera saath tha chhod gaye raah mein chhod gaye raah mein kaise bulaaun unhen dard nahin aah mein dard nahin aah mein hai ye wohi aasmaan aur hai wohi zameen par meri taqdeer ka ab wo zamaana nahin ab wo zamaana nahin sang the hum tum wo din laaun kahaan se bhala laaun kahaan se bhala bichhde huye phir mile ab to yehi hai duwaa ab to yehi hai duwaa hai ye wohi aasmaaaaaaaan
kaahe jaadu kiyaaa kaahe jaadu kiyaa mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama mujhko apani khabar hai na dil ka pataa jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama kaahe jaadu kiya mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama hoooooo ooooooo kyun nazar se na ab tak nazar mil saki oooo na nazar mil saki dil pe parde hi parde mein bijali giri aisi bijali giri hosh udane lage toor jalne lagaa jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama kaahe jaadu kiya mujhko itna bata jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama hoooooo ooooooo phir wohi dhun suna phir wohi geet gaaa hoo phir wohi geet gaa aisa naghmaa tha seene se dil khinch gaya haay dil khinch gaya mujhko tadpaane waale ho tera bhala jaadugar baalama jaadugar baalama o jaadugar baalama o jaadugar baalama mujhko apni khabar hai na dil ka pataa
kis liye aankhon mein aansu lab pe hai fariyaad kyun lab pe hai fariyaad kyun haaye seene mein tadapta hai dil e naashaad kyun lab pe hai fariyaad kyun kis liye aankhon mein aansu lab pe hai fariyaad kyun lab pe hai fariyaad kyun jab nahin koyi khataaaa jab nahin koyi khataaaaaa meri to phir aisi saza itna samjha do ke meri zindagi barbaad kyun lab pe hai fariyaad kyun kis liye aankhon mein aansu lab pe hai fariyaad kyun lab pe hai fariyaad kyun dil kisi majboor ka haye dil kisi majboor ka dil kisi majboor kaaaaa dil kisi majboor ka bekaar tadpaane se kya tum nahin aate to phir aaye tumhaari yaad kyun lab pe hai fariyaad kyun aasra dekar sahaaraaaa aasra dekar sahaaraaaaaa todna achchha nahin todna achchha nahin gar tumhen barbaad karna tha kiya aabaad kyun lab pe hai fariyaad kyun kis liye aankhon mein aansu lab pe hai fariyaad kyun lab pe hai fariyaad kyun
le aayi phir kahaan par qismat humein kahaan se le aayi phir kahaan par qismat humein kahaan se ye to wahi jagah hai guzre the hum jahaan se le aayi phir kahaan par majboor kar rahi hai phir gardish e zamana majboor kar rahi hai phir gardish e zamana hum chhed dein wahin se guzra hua fasaana lekin koi bata de bhoole hain hum kahaan se ye to wahi jagah hai guzre the hum jahaan se le aayi phir kahaan par teri hi anjuman mein ye intezaar tera teri hi anjuman mein ye intezaar tera tere bagair saathi jashn e bahaar tera ye kaun si adaa hai puchhenge aasmaan se ye to wahi jagah hai guzre the hum jahaan se le aayi phir kahaan par benoor hain nigaahein noor e nazar dikha do benoor hain nigaahein noor e nazar dikha do muddat se dhoondti hoon dil ka karaar la do aankhon se keh rahi hoon kehna tha jo zabaan se ye to wahi jagah hai guzre the hum jahaan se le aayi phir kahaan par mehfil mein aapki hum kuchh aur to na laye mehfil mein aapki hum kuchh aur to na laye naghmaat mein
sitaare doob chale raat dhalne waali hai chale bhi aao ke duniyan badalne waali hai tumhe qasam hai na karna meri judai ka ghum hawayen laakh chalen shamma jalne waali hai mohabbat ki bas itni dastan hai mohabbat ki bas itni dastan hai bahaaren bahaaren char din ki phir khizan hai mohabbat ki bas itni dastan hai mohabbat ki bas itni dastan hai mohabbat ki bas itni dastan hai bahaaren bahaaren char din ki phir khizan hai mohabbat ki bas itni dastan hai ujaale ko tarasti hain nigaahen badi viraan hain ulfat ki raahen kahan hai kahan hai chaand mere tu kahan hai mohabbat ki bas itni dastan hai maza milne ka aata hai bichhad ke mohabbat rang laati hai ujad ke judai judai do dilon ka imtehaan hai mohabbat ki bas itni dastan hai mohabbat ki bas itni dastan hai bahaaren bahaaren char din ki phir khizan hai mohabbat ki bas itni dastan hai
aa aa gaya ho aa gaya haye aa aaa pyaar jagane wala neenden churane wala aa gaya aa gaya ho aa gaya pyaar jagane wala pyaar ki manzil paas jo aayi pyaar ki manzil paas jo aayi jhoom ke dil ne li angdayi o ji hum to kho gaye unke ho gaye haan aa aa pyaar jagane wala neenden churane wala aa gaya aa gaya ho aa gaya aaa pyaar jagane wala bhool na jaana batein apni hmmm hmmmm hmmm hmmm bhool na jaana batein apni waade apne kasmein apni dekho munh na modna dil na todna ji aa aa pyaar jagane wala neenden churane wala aa gaya aa gaya lo aa gaya pyaar jagane wala jhoom rahe hain do matwale ha ha ha ha ha ha ha la la la la la la jhoom rahe hain do matwale chand se kah do nazrein jhuka le oji koi aaye na koi jaye na ji aaaaa aaaaa pyaar jagane wala neenden churane wala aa gaya aa gaya wo aa gaya aa pyaar jagane wala aa gaya
so ja tu so jaa a a aa aa o oo oo oo so jaa so ja tu mere raaj dulaare so jaa aa aa raaj dulaare so jaa so ja tu mere raaj dulaare so jaa aa aa raaj dulaare so jaa chamke teri kismat ke sitaare raaj dulaare so jaaa aa raaj dulaare so jaaa so jaa tu so jaa so jaa tujhpe nichhawar chilman karun main teri balaayen le ke marun main lag jaayen mujhko dukh tere saare raaj dulaare so jaa aa raaj dulaare so jaa so ja tu mere raaj dulaare so jaa aa aa raaj dulaare so jaa so jaa tu so jaa so jaa aakaash waale teri duhaayi jhukne na paaye meri kamaayi naiyya na doobe aa kar kinaare raaj dulaare so jaa aa raaj dulaare so jaa so ja tu mere raaj dulaare so jaa aa aa raaj dulaare so jaa so jaa tu so jaa so jaa aa hoo oooo so jaa so jaa so jaa
so ja tu so jaaaaa hooooo so ja so ja tu mere raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja so ja tu mere raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja chamke teri kismat ke sitaare raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja so ja tu so ja so ja phule phale tu o laal mere choome zamaana kadmon ko tere sadke hon tujh par chaand sitaare raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja so ja tu mere raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja so ja so ja so ja
tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti ik khwaab sa dekha hai taabeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti bedard muhabbat ka itna sa hai afsana bedard muhabbat ka itna sa hai afsana nazaron se mili nazaren main ho gaya deewana ab dil ke bahalne ki tadbeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao tarsi huyi aankhon ko phir shaqal dikha jaao mujhse to meri bigdi taqdeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon
teer chalaaaaaaa teer chalaaaaaaa teer chalaaaaaaa teer chalaaaa o teer chalane wale zara aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa tune mujhe chhup kar loot liya aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa dil todne wale khauff na khaaaaaaa soorat to dhikhaaa nazren to milaaaa hum bhi hain tere dil bhi hai teraaaaa aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa o teer chalane wale zara aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa main aur kahin tu aur kahinnnn ulfat ka to ye dastoor nahinnnn phir bhi tujhe dil deta hai duaaaa aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa teer chalaa teer chalaa
tera kisi se pyaar tha tu wo zamaana bhool ja tera kisi se pyaar tha tu wo zamaana bhool ja guzri huyi ye baat hai ab ye fasaana bhool ja guzri huyi ye baat hai ab ye fasaana bhool ja tera kisi se pyaar tha tu wo zamaana bhool ja milke jo tu bichhad gaya milke jo tu bichhad gaya dil ka chaman ujad gaya dil ka chaman ujad gaya roothi hui bahaar ka laut ke aana bhool ja roothi hui bahaar ka laut ke aana bhool ja roti huyi jawaaniyaan roti huyi jawaaniyaan kehti hain ye kahaaniyaan kehti hain ye kahaaniyaan jalna tha dil ka aashiyaan aag bujhaana bhool ja jalna tha dil ka aashiyaan aag bujhaana bhool ja badle mein tere pyaar ke ghum ko gale laga liya ghum ko gale laga liya ghum ko gale laga ke tu aansu bahaana bhool ja ghum ko gale laga ke tu aansu bahaana bhool ja tera kisi se pyaar tha tu wo zamaana bhool ja
zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari jab pyaar hua do nain mile jab aayi bahaar aur phool khile jab baat huyi aur lab na hile mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari itna sa hai dil ka afsaana apna na hua ik begaana nazaren to mili par dil na mile kuchh unse humein shiqave na gile kya khoob mile ulfat ke sile mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari reh reh ke tadapna ghabaraana har baat pe dil bhar bhar aana aansoo bhi bahe seena bhi jale armaan ajab sanche mein dhale iss pyaar se hum be pyaar bhale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ghum Kal Khushi Hai Yahi Zindagi Jawab (1955) 02:53 16522
 
Poster of Jawab (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Nashad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 02:53   Song Number : 16522   

Badi Mushkil Se Dil Naghma (1953) 06:27 13810
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nadira
Duration : 06:27   Song Number : 13810   

Bhula Nahin Dena Bara-dari (1955) 03:18 12837
 
Poster of Bara-dari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Ajeet
Duration : 03:18   Song Number : 12837   

Chori Chori Dil Ka Lagana Bada Bhai (1957) 04:35 39016
 
Poster of Bada Bhai (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Saxena
Music Director- 
Shaukat Dehlvi Nashad
On Screen Actors- 
Ajit Khan, Kamini Kaushal
Duration : 04:35   Song Number : 39016   

Hai Ye Wohi Aasmaan Char Chand (1953) 03:04 15565
 
Poster of Char Chand (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
A Kareem
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bhagwan
Duration : 03:04   Song Number : 15565   

Kaahe Jaadu Kiya Naghma (1953) 04:07 19107
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nadira
Duration : 04:07   Song Number : 19107   

Kis Liye Aankhon Mein Aansu Aaiye (1949) 03:16 39688
 
Poster of Aaiye (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Nakhshab Jarchavi
Music Director- 
Shaukat Dehlvi Nashad
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:16   Song Number : 39688   

Le Aayi Phir Kahaan Par Noor Jehan 04:36 37552
 
Poster of Noor Jehan
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
Shaukat Dehalvi, Nashad
Singer- 
Noor Jahan
Duration : 04:36   Song Number : 37552   

Mohabbat Ki Bas Itni Bara-dari (1955) 04:12 12838
 
Poster of Bara-dari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
On Screen Actors- 
Ajeet, Geeta Bali
Duration : 04:12   Song Number : 12838   

Pyaar Jagane Wala Neenden Churane Wala Zara Bachke (1959) 03:35 38395
 
Poster of Zara Bachke (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Shaukat Dehlvi Nashad
Duration : 03:35   Song Number : 38395   

Soja Tu Mere Raj Dulare Soja (Adult) Jawab (1955) 04:18 13724
 
Poster of Jawab (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Shaukat Dehlvi Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 04:18   Song Number : 13724   

Soja Tu Mere Raj Dulare Soja (Child) Jawab (1955) 02:43 12083
 
Poster of Jawab (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Shaukat Dehlvi Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 02:43   Song Number : 12083   

Tasveer Banata Hoon Bara-dari (1955) 03:31 12834
 
Poster of Bara-dari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Chadrashekhar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:31   Song Number : 12834   

Teer Chala O Teer Naghma (1953) 03:35 13811
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:35   Song Number : 13811   

Tera Kisi Se Pyaar Tha Dada (1949) 03:20 38592
 
Poster of Dada (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shewan Rizvi
Duration : 03:20   Song Number : 38592   

Zulfon Ki Sunehri Chhaon Tale Zindagi Ya Toofan (1957) 04:02 32166
 
Poster of Zindagi Ya Toofan (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 04:02   Song Number : 32166   
Karaoke Songs of Nashad, Sad Songs of Nashad, Love Songs of Nashad, Dance Songs of Nashad, Hip-hop songs of Nashad, Best songs of Nashad, Super hit songs of Nashad, hit songs of Nashad, duet songs of Nashad, solo songs of Nashad, old songs of Nashad, famous songs of Nashad, Hindi Karaoke Songs of Nashad, Hindi Sad Songs of Nashad, Hindi Love Songs of Nashad, Hindi Dance Songs of Nashad, Hindi Hip-hop songs of Nashad, best Hindi songs of Nashad, super hit Hindi songs of Nashad, hit Hindi songs of Nashad, duet Hindi songs of Nashad, solo Hindi songs of Nashad, old Hindi songs of Nashad, famous Hindi songs of Nashad, Sing Along Songs of Nashad, Sing Along Sad Songs of Nashad, Sing Along Love Songs of Nashad, Sing Along Dance Songs of Nashad, Sing Along Hip-hop songs of Nashad, Sing Along Best songs of Nashad, Sing Along Super hit songs of Nashad, Sing Along hit songs of Nashad, Sing Along duet songs of Nashad, Sing Along solo songs of Nashad, Sing Along old songs of Nashad, Sing Along famous songs of Nashad