Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDara Singh
HomeDara Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil ki haalat na puchhiye aapne kya kaha maine kya sun liya haan aapne kya kaha maine kya sun liya dil ki haalat na puchhiye aapne kya kaha maine kya sun liya haan aapne kya kahaa ek baar wo fasaana wo fasaana phir sunaiye koi hasin bahana haan bahana phir banayiye samjha hai kya dil kahna hai mushkil samjha hai kya dil ye hakikat na haan puchhiye aapne kya kaha maine kya sun liya haan aapne kya kahaa phir do dilon mein waade hanji waade aaj ho gaye kuchh aur hi iraade haan iraade aaj ho gaye dil muskuraye kisne jataye dil muskuraye meri kismat na haan puchhiye aapne kya kaha maine kya sun liya dil ki haalat na na puchhiye aapne kya kaha maine kya sun liya
Dil Ki Halat Na Puchiye
ajnabi ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ye badi ajeeb si baat hai ke nayi nayi mulaaqaat hai phir bhi jaane kyun ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho tumne kabhi pyaar kiya tha kisi raahi se tumne kabhi pyaar kiya tha kisi raahi se tumne kabhi wada kiya tha kisi saathi se na woh pyaar rahaa na woh baat rahi phir bhi jaane kyun ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabi dil mein rahe aur humaara dil tod diya dil mein rahe aur humaara dil tod diya saath chale mod pe aa ke humen chhod diya tum ho kahin aur hum kahin phir bhi jaane kyun ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ye badi ajeeb si baat hai ke nayi nayi mulaaqaat hai phir bhi jaane kyun ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabi
dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum dil mein kiske gumaan kya guzar jaayega tumko apna kahein to kahein kis tarah saari mehfil ka chehra utar jaayega dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum tum bhi betaab ho hum bhi bechain hain dil mein milne ki hasrat machalne lagi sabr ka ab to daaman sulagne laga pyaar ki aag seene mein jalne lagi pyaar ki aag seene mein jalne lagi tumse milne na paaye agar aaj hum aisa lagta hai dil hi thehar jaayega dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum ho kisi desh mein ya kisi bhesh mein shakl apnon ki pehchaan leta hai dil tum kaho na kaho hum kahein na kahein baat dil ki to khud jaan leta hai dil baat dil ki to khud jaan leta hai dil saamne bas yunhi muskuraate raho zindagi ka muqaddar sanwar jaayega dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum jaankar ki gayi ho ke anjaane mein duniyan waale khata maaf karte nahin duniyan waalon ka ye julm to dekhiye deke bhi jo saza maaf karte nahin deke bhi jo saza maaf karte nahin zindagi ban gayi qaid
oooooooo oooo oooo ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do badh jaayegi betaabi rehne do rehne do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do deewaane pe aankhen utha na mere gul tumhi mere parwaane tumhi mere bulbul deewaane pe aankhen utha na mere gul tumhi mere parwaane tumhi mere bulbul par kehna ek gul ka bulbul na samjha to ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do badh jaayegi betaabi rehne do rehne do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do ghata udi udi hawa pyaari pyaari mohabbat mein deti hai maza bekraari ghata udi udi hawa pyaari pyaari mohabbat mein deti hai maza bekraari chaliye ji dil dil ka afsaana samjha do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do badh jaayegi betaabi rehne do rehne do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do mohabbat ke rangon se bhar gaya mausam hume milte dekha to thehar gaya mausam mohabbat ke rangon se bhar gaya mausam hume milte dekha to thehar gaya mausam ek baat hai kehne ki aankhon
ram ram ram ram ram ram ram ram ram ram ram ram ram ram ram hey manwa ree manwa jeevan hai sangram manwa ree manwa jeevan hai sangram manwa ree manwa jeevan hai sangram lok yahin parlok yahin hai yahin dhara aur vyom yahin dhara aur vyom yahin puratan narayan hai yahin sanatan om yahin sanatan om isse bada nahin koi naam isse bada nahin koi naam manwa ree manwa jeevan hai sangram iske kartab ajab anokhe gajab ke iske khel gajab ke iske khel surya chandra ke deep jalata bin bati bin tel bin bati bin tel yahin saware saare kaam yahin saware saare kaam manwa ree manwa jeevan hai sangram
ooooooo ooooo oooo oooo ooo oooooo oooo hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna haaye haaye haaye hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna re re re re re re re hoo tanhaayi ab mujhe bhaane lagi hoo bhaane lagi tanhaayi ab mujhe bhaane lagi hoo bhaane lagi khud pe hansi mujhe aane lagi hoo aane lagi haaye re meri tauba re re re re re re re hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna re re re re re re re hoo jazba e dil rang laaya hai rang laaya hai jazba e dil rang laaya hai rang laaya hai banke sahaara koi aaya hai koi aaya hai tumko kahungi apna re re re re re re re hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna re re re re re re re hoo pyaar ki bahaar main to laayi hoon main to laayi hoon pyaar ki bahaar main to laayi hoon main to laayi hoon jhoomti nashe mein chali aayi hoon chali aayi hoon kaise rahungi tanha re re re re re re
aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam dil ki ye aawaaz hai dil ki ye aawaaz hai hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam saari duniyaa mein saari duniyaa mein aisa shabaab nahin hai ye haqeeqat hai tera jawaab nahin hai kisi aur mein kahaan ye adaa kisi aur mein kahaan ye adaa tere jaisa nahin hai koi doosra hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam pehle hi din se pehle hi din se hum dil mein thaan chuke hain tere ban ke tujhe apna maan chuke hain tere saamne karen kya bayaan tere saamne karen kya bayaan umr bhar saath rehne ka ye faislaa hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam dil ki ye aawaaz hai dil ki ye aawaaz hai hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam
Kuchh Yaad Karo Apna
maaa aa aa hey jotawaliye latawaaliye maa tere darbaar jhuke saara sansaar maa tere darbaar jhuke saara sansaar meri sun le pukaar jotawaliye ho latawaaliye maa jotawaaliye ho latawaaliye maa tere darbaar jhuke saara sansaar meri sun le pukaar jotawaliye ho latawaaliye maa jotawaaliye ho latawaaliye beech bhanwar mein ghir gayi naiyya ghir gayi naiyya tujh bin mera kaun khiwaiyya kaun khiwaiyya tufaan utha hai maa tufaan utha hai lehron mein tu kar de beda paar maa sun le pukaar jotawaliye ho latawaaliye maa jotawaaliye ho latawaaliye tum chaaho to toote jodo toote jodo murde mein jaan wapas modo wapas modo apne naam ki maaaa apne naam ki laaj bacha lo bhagat na jaaye haar maa sun le pukaar jotawaliye ho latawaaliye maa jotawaaliye ho latawaaliye hey jagdambe hey mahamaaya hey mahamaaya sar ke bal main chal ke aaya chal ke aaya aaj na tere maa aaj na tere daras huye to dunga seesh utaar maa sun le pukaar jotawaliye ho latawaaliye maa jotawaaliye ho latawaaliye maa
neend nigaahon ki kho jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat aur mohabbat jo ho jaati hai jaan hi jaati hai so jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat duniya se judaa iski baatein duniya se judaa iski baatein guzri hain kai aisi raatein jab chaand sitaare bhi soye rahe hum unke khayaalon mein khoye rahe hum ko jagaa ke ye so jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat nazron se lapakte hain sholey nazron se lapakte hain sholey jal jaata hai dil hauley hauley ikraar karo ke inkaar karo chup chaap raho ke izhaar karo baat ye honi hai ho jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat kasmein na uthaaye zamaana kasmein na uthaaye zamaana kyun ki mushkil hai daaman chhudaana har ek kasam dekho toot gayi ye jo aap
o matwaare saajna o matwaare saajna chhalak gaya mera pyaar dil dhadke main kya karun hua ye pehli baar hooo o matwaare saajna oo oooo oo oooo oo oooo phoolon se rang le liya kaliyon se ye roop phoolon se rang le liya ooooo phoolon se rang le liya kaliyon se ye roop chhanw mile na pyaar ki aur badhti jaaye dhoop dil mein aan kar jaan jaan kar mat gumaan kar saajna o matwaare saajna thaame dil ko le chala armaanon ka jor thaame dil ko le chala ooooo thaame dil ko le chala armaanon ka jor aage aage main chali aur peechhe peechhe hor ya suroor hai ya guroor hai kuchh zaroor hai saajna o matwaare saajna chhalak gaya mera pyaar dil dhadke main kya karun hua ye pehli baar o matwaare saajna aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa
zara dekhiye meri saadgi main wafa ke naam pe lut gaya zara dekhiye meri saadgi main wafa ke naam pe lut gaya liya pyaar ko jo khuda samajh main khuda ke naam pe lut gaya zara dekhiye meri saadgi main teri wafa ki talash mein main teri wafa ki talash mein tu kahe to umar guzaar doon le ke aaftaab ki roshni tere rukh ka sadka utaar doon tere rukh ka sadka utaar doon teri zulf khul ke ghata bani teri zulf khul ke ghata bani main ghata ke naam pe lut gaya liya pyaar ko jo khuda samajh main khuda ke naam pe lut gaya zara dekhiye meri saadgi ye tere hi pyaar ki aag thi ye tere hi pyaar ki aag thi jise paake ishq pighal gaya ye tere hi husn ka noor tha jise dil ne dekha machal gaya jise dil ne dekha machal gaya mujhe katl kar gayi har ada mujhe katl kar gayi har ada main ada ke naam pe lut gaya liya pyaar ko jo khuda samajh main khuda ke naam pe lut gaya zara dekhiye meri saadgi
zara sambhaalna meri jaan apni nigaahein zara sambhaalna meri jaan apni nigaahein ke tera mera naya naya pyaar hua hai ke tera mera naya naya pyaar hua hai na chhed aaj hain aur hi dil ki adaayen na chhed aaj hain aur hi dil ki adaayen ke tera mera naya naya pyaar hua hai ke tera mera naya naya pyaar hua hai chaand utar aaya chaand utar aaya jaise zamin pe duniya nazar aayi hum ko yahin pe tujhe apni bahaaron ki khabar hai ke nahin teri apne isharon pe nazar hai ke nahin teri nazar jaane haye apni hamein kya khabar rang nikhar aaya hai aaj tujhe dekh kar yahin pe rok le yahin pe rok le meri jaan apni nigaahein ke tera mera naya naya pyaar hua hai ke tera mera naya naya pyaar hua hai na chhed aaj hain aur hi dil ki adaayen ke tera mera naya naya pyaar hua hai ke tera mera naya naya pyaar hua hai tere kadam aaye tere kadam aaye dil ke chaman mein bijli si lehraayi saare badan mein chalo chuka nahin teri nazar kuchh to huaa mere dil ka tere dil pe asar kuchh to huaa
aa aaa aaaa oo oo oo oo zindagi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan huye aaj sab paraaye din ye kaise aaye do ghadi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan phaili ghumon ki siyaahi main hoon mera humraahi phaili ghumon ki siyaahi main hoon mera humraahi o mangi na thi tujhse duniya maine mohabbat chaahi pyaar banke aaya toofan zindagi mein aaya toofan huye aaj sab paraaye din ye kaise aaye do ghadi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan yaad karega zamaana qismat ka ye tadpaana yaad karega zamaana qismat ka ye tadpaana ho heeron ko thukraane waale chunte hain daana daana haaye kaisa aaya toofan zindagi mein aaya toofan huye aaj sab paraaye din ye kaise aaye do ghadi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aapne Kya Kaha Maine Kya Sun Liya Aaya Toofan (1964) 03:18 38544
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen, Dara Singh
Duration : 03:18   Song Number : 38544   

Aapne Kya Kaha Maine Kya Sun Liya (Long Version) Aaya Toofan (1964) 04:23 39761
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dara Singh, Helen
Duration : 04:23   Song Number : 39761   

Ajnabee Tum (Male) Hum Sab Ustad Hain (1965) 03:32 12005
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Amita, Dara Singh
Duration : 03:32   Song Number : 12005   

Dekh Sakte Nahin Tumko Jee Bhar Ke Hum Ilzam (1970) 04:46 40660
 
Poster of Ilzam (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dara Singh
Duration : 04:46   Song Number : 40660   

Ek Baat Hai Kehne Ki Samson (1964) 03:29 40644
 
Poster of Samson (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Dara Singh, Feroz Khan, Ameeta
Duration : 03:29   Song Number : 40644   

Hey Manwa Re Bajrangbali (1976) 04:11 37743
 
Poster of Bajrangbali (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dara Singh
Duration : 04:11   Song Number : 37743   

Ho Masti Mein Dole Sangram (1965) 03:53 39756
 
Poster of Sangram (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Aish Kanwal
Music Director- 
Lala, Asar, Sattar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geetanjali, Dara Singh
Duration : 03:53   Song Number : 39756   

Hum Tere Bin Jee Naa Thakur Jarnail Singh (1966) 03:37 14343
 
Poster of Thakur Jarnail Singh (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ganesh
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dara Singh, Helen
Duration : 03:37   Song Number : 14343   

Kuchh Yaad Karo Apna Bajrangbali (1976) 05:50 40045
 
Poster of Bajrangbali (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Aziz Nazan
On Screen Actors- 
Dara Singh
Duration : 05:50   Song Number : 40045   

Maa Tere Darbaar Jhuke Sara Sansar Bhakti Mein Shakti (1978) 05:20 19178
 
Poster of Bhakti Mein Shakti (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dara Singh
Duration : 05:20   Song Number : 19178   

Neend Nigaahon Se Lootera (1965) 05:07 39764
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dara Singh, Nishi
Duration : 05:07   Song Number : 39764   

O Matwaare Saajna Faulad (1963) 03:27 39754
 
Poster of Faulad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
G S Kohli
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaz, Dara Singh
Duration : 03:27   Song Number : 39754   

Zara Dekhiye Meri Saadgi Nasihat (1967) 04:15 36829
 
Poster of Nasihat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dara Singh
Duration : 04:15   Song Number : 36829   

Zara Sambhaalna Aaya Toofan (1964) 05:29 38543
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dara Singh, Helen
Duration : 05:29   Song Number : 38543   

Zindagi Mein Aaya Toofan Aaya Toofan (1964) 03:40 40352
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dara Singh, Helen
Duration : 03:40   Song Number : 40352   
Karaoke Songs of Dara Singh, Sad Songs of Dara Singh, Love Songs of Dara Singh, Dance Songs of Dara Singh, Hip-hop songs of Dara Singh, Best songs of Dara Singh, Super hit songs of Dara Singh, hit songs of Dara Singh, duet songs of Dara Singh, solo songs of Dara Singh, old songs of Dara Singh, famous songs of Dara Singh, Hindi Karaoke Songs of Dara Singh, Hindi Sad Songs of Dara Singh, Hindi Love Songs of Dara Singh, Hindi Dance Songs of Dara Singh, Hindi Hip-hop songs of Dara Singh, best Hindi songs of Dara Singh, super hit Hindi songs of Dara Singh, hit Hindi songs of Dara Singh, duet Hindi songs of Dara Singh, solo Hindi songs of Dara Singh, old Hindi songs of Dara Singh, famous Hindi songs of Dara Singh, Sing Along Songs of Dara Singh, Sing Along Sad Songs of Dara Singh, Sing Along Love Songs of Dara Singh, Sing Along Dance Songs of Dara Singh, Sing Along Hip-hop songs of Dara Singh, Sing Along Best songs of Dara Singh, Sing Along Super hit songs of Dara Singh, Sing Along hit songs of Dara Singh, Sing Along duet songs of Dara Singh, Sing Along solo songs of Dara Singh, Sing Along old songs of Dara Singh, Sing Along famous songs of Dara Singh