Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSheikh
HomeSheikh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


noorie noorie aaja re o dilbar jaania aaja re aaja re o mere dilbar aaja dil ki pyaas bujha ja re aaja re aaja re o mere dilbar aaja dil ki pyaas bujha ja re aaja re aaja re o mere dilbar aaja dil ki pyaas bujha ja re aaja re o o noorie noorie shaam suhaani mehaki mehaki khushboo teri laaye shaam suhaani mehaki mehaki khushboo teri laaye paas kahin jab kaliyaan chatkein main jaanu tu aaye aaja re aaja re o mere dilbar aaja mujh mein aan samaa ja re aaja re aaja re o mere dilbar aaja dil ki pyaas bujha ja re aaja re aaja re o mere dilbar aaja dil ki pyaas bujha ja re aaja re o o noorie noorie o o noorie noorie o o noorie noorie o o noorie noorie
aapki yaad aati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi raat bhar chashme nam muskuraati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi raat bhar dard ki shamma jalti rahi raat bhar dard ki shamma jalti rahi ghum ki lau thar tharaati rahi raat bhar ghum ki lau thar tharaati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi baasuri ki sureeli suhaani sada baasuri ki sureeli suhaani sada yaad ban ban ke aati rahi raat bhar yaad ban ban ke aati rahi raat bhar chashme nam muskuraati rahi yaad ke chaand dil mein utarte rahe yaad ke chaand yaad ke chaand dil mein utarte rahe chandani jagmagaati rahi raat bhar chandani jagmagaati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi koi deewana galiyon mein phirta raha koi deewana koi deewana galiyon mein phirta raha koi aawaz aati rahi raat bhar koi aawaz aati rahi raat bhar chashme nam muskuraati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi
agar dil kisi se lagaya na hota agar dil kisi se lagaya na hota zamane ne hum ko mitaya na hota zamane ne hum ko mitaya na hota girana hi tha tune aansu samjh ke aansu samjh ke to nazron mein hum ko basaya na hota to nazron mein hum ko basaya na hota zamane ne hum ko mitaya na hota muqaddar mein gar yahi ruswaayian thi ruswaayian thi to mahfil mein teri main aaya na hota to mahfil mein teri main aaya na hota zamane ne hum ko mitaya na hota agar tere daaman ki hasrat na hoti hasrat na hoti to yun zindagi ko lutaya na hota agar dil kisi se lagaya na hota zamane ne hum ko mitaya na hota
ajeeb saneha mujh par guzar gaya yaaro ajeeb saneha mujh par guzar gaya yaaro main apne saaye se main apne saaye se kal raat dar gaya yaaro ajeeb saneha har ek naksh tamanna ka ho gaya dhundhlaa har ek naksh tamanna ka ho gaya dhundhlaa har ek zakhm mere dil ka bhar gaya yaaro har ek zakhm mere dil ka bhar gaya yaaro ajeeb saneha bhatak rahiiiii thi bhatak rahiiiii thi jo kashti wo gart e yaab huyi chadha hua tha jo dariya utar gaya yaaro chadha hua tha jo dariya utar gaya yaaro ajeeb saneha wo kaun thaaaaa wo kaun tha wo kahaan ka tha kya huaa tha use suna hai aaj koi shaksh marr gaya yaaro suna hai aaj koi shaksh marr gayaaaaa yaaro ajeeb saneha mujh par guzar gaya yaaro main apne saaye se kal raat dar gaya yaaro ajeeb saneha
meri nazron ko toone sapna dikhaaya jagaaya mujhe raaton mein dabi dabi saanson mein khushboo le aaya kabhi jo na thi raahon mein aisa mera dil kabhi na tha jaisa ye ho gaya karamaat teri hai ye bas ek baar tumko dekhne ko tarsun maano na kehna mera main toh bas ek baar tumko dekhne ko tarsun kehta hai dil ye mera aate aate tum le aana be mausam ki kuchh barishen yahaan aadhe aadhe bheege donon ho phir apni kuchh khwahishen riha aisa mera dil kabhi na tha hairaan be wajah saugaat teri hai ye bas ek baar tumko dekhne ko tarsun kehta hai dil yeh mera haan bas ek baar tumko dekhne ko tarsun kehta hai dil yeh mera baithe baithe soche tumko do aankhein ye bunti kahaniyaan hanste hanste baatein karte ik dooje se khwabon ke darmiyaan aisa mera dil kabhi na tha iss baar ho gaya khurafaaqt teri hai ye bas ek baar tumko dekhne ko tarsun kehta hai dil ye mera haan bas ek baar tumko dekhne ko tarsun maano na kehna mera main toh bas ek baar tumko dekhne ko tarsun kehta hai dil
aa aa aa aa aa aa hey hey hey hey hey hey hey hey aa aa hey hey hey aa aa aa aa aa aa aa aa bin tere sanam mar mitenge hum aa meri zindagi bin tere sanam mar mitenge hum aa meri zindagi aanaa hi padaa sajna zaalim hai dil ki lagi aanaa hi padaa sajna zaalim hai dil ki lagi bin tere sanam mar mitenge hum aa meri zindagi aanaa hi padaa sajna zaalim hai dil ki lagi aanaa hi padaa sajna zaalim hai dil ki lagi tere hi dum se hogi dil ki muraad poori tere bagair jaanam hai zindagi adhoori tere hi dum se hogi dil ki muraad poori tere bagair jaanam hai zindagi adhoori ae mere haseen ab na jaa kahin aa meri zindagi aanaa hi padaa sajna zaalim hai dil ki lagi bin tere sanam mar mitenge hum aa meri zindagi aanaa hi padaa sajna zaalim hai dil ki lagi ye jaan kar balam ji thaami hain teri baahein sehni padengi sabki kaanton bhari nigahein ye jaan kar balam ji thaami hain teri baahein sehni padengi sabki kaanton bhari nigahein sab sahenge hum aur hasenge hum aa meri zindagi
oo oo oo oo oo oo aa aa aa aa aa aa aa aa chaand ko kyaa maaloom chaahtaa hai usse koi chakor ho o chaand ko kyaa maaloom chaahtaa hai usse koi chakor wo bechaara door se dekhe wo bechaara door se dekhe kare na koi shor ho o chaand ko kyaa maaloom chaahtaa hai usse koi chakor door se dekhe aur lalchaaye pyaas nazar ki badhti jaaye badhti jaaye door se dekhe aur lalchaaye pyaas nazar ki badhti jaaye badli kyaa jaane hai paagal kis ke mann ka mor ho o chaand ko kyaa maaloom chaahtaa hai usse koi chakor saath chale to saath nibhaana mere saathi bhool na jaana bhool na jaana saath chale to saath nibhaana mere saathi bhool na jaana maine tumhaare haath mein de di apni jeewan dor ho o chaand ko kyaa maaloom chaahtaa hai usse koi chakor ho o chaand ko kyaa maaloom chaahtaa hai usse koi chakor
dhoondhe nazar nazar mera chaand hai kidhar aa jagmaga ke yun muskura ke mujhko rahe na apni khabar dole kadam kadam bana husn bhi sitam dil ko bachaa ke khud ko chhupaa ke aakhir kahan ab le jaayen hum dhoondhe nazar nazar aaja ke main hoon tere waste aankhon ki shamme jalaye huye wo shokh nazren jo pichha karen badhte kadam dagmagaye huye oo oo aaja ke main hoon tere waste aankhon ki shamme jalaye huye oo oo wo shokh nazren jo pichha karen badhte kadam dagmagaye huye dhoondhe nazar nazar keh do ke humko na dekhe koi aise ke yeh dil dhadkane lage aa aa main kya karun mere seene mein jab ek aag meethi bhadakne lage ho oo keh do ke humko na dekhe koi aise ke yeh dil dhadkane lage aa aa main kya karun mere seene mein jab ek aag meethi bhadakne lage dhoondhe nazar nazar mera chaand hai kidhar aa jagmaga ke yun muskura ke mujhko rahe na apni khabar dole kadam kadam bana husn bhi sitam dil ko bachake khudko chhupake aakhir kahan ab le jaayen hum dhoondhe nazar nazar
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaa aa aaaaaaaaaaaaaa aa kahan se aaye badra ho kahan se aaye badra ho ghulta jaaye kajra kahan se aaye badra ho ghulta jaaye kajra kahan se aaye badra hoo palkon ke satrange deepak palkon ke satrange deepak ban baithe aansoo ki jhaalar ban baithe aansoo ki jhaalar usi ka anmol ek heera mitti mein ja phisla kahan se aaye badra ho ghulta jaaye kajra kahan se aaye badra hoo neend piya ke sang sidhari ruk kyon gayi gaao neend piya ke sang sidhari sapno ki sukhi phulwari sapno ki sukhi phulwari amrat honthon tak aate hi kaise vish mein badla kahan se aaye badra ho ghulta jaaye kajra kahan se aaye badra hoo pa ma pa ma pa ma pa ma pa ma ma re ma re ma re ma re ma re pa ma pa ma pa ma pa ma pa ma ma re ma re ma re ma re ma re utre megh hiya par chhaaye aaaaaa aaaaaa utre megh hiya par chhaaye nirdaye jhonke agan badhayen nirdaye jhonke agan badhayen barsen hain akhiyon se saawan roye mann
pyaar karega tujhe pyaar karega are pyaar karega tujhe pyaar karega nagad nagad na udhaar karega are shaadi ke pehle ka pyaar koi pyaar hai shaadi ke baad dhuandhaar karega are pyaar karega tujhe pyaar karega are pyaar karega tujhe pyaar karega thode dinon baad tu banegi gulaab aur iska rang ud jaayega sakhiyon ke sang roz shopping karegi tu saajan hi bill ko chukaayega aansu in akhiyon mein aane na dega apne hi aansu bahaayega apna beda bhale dubo de tera beda paar karega are pyaar karega tujhe pyaar karega pyaar karega tujhe pyaar karega roz roz jab subha niklega sooraj bed tea tujhko pilaayega bachchon ko ye school bhej bhej khud daftar jaayega are late ho jaayega are boss chillaayega are typist hansegi aur chaprasi gaayega are bheja ghoom jaayega asprin khaayega aur phir ghar ki yaad aate hi sihar sihar reh jaayega paanch baje ye baahar aakar saadi ke dukaan pe jaakar chaar saadiyon ko bandhwa kar rupayon ko udhaar karwa kar haare huye juwaari jaisa bin dugdugi
hey hey hey ho ho ho ha ha ha la la la lalalaa laa heyyy aaa ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha la la la lalala laaa pyaar lagawat pranay mohobbat prem peet ya lab lamu naam kayi par baat wohi hai har kisse ki baat nayi hai baat na kuchh kahne ki baat na kuchh kahne ki baat na kuchh kahne ki baat na kuchh kahne ki to kya gumsum rahne ki pyaar lagawat pranay mohabbat prem peet ya lab lamu naam kayi par baat wohi hai har kisse ki baat nayi hai tu ru ru ru rururururururu tu ru ru ru rururururururu yaaron se jo aankh churaye dil ki dil mein baat chhupaye dard na khole khushi na baante jiske liye muravat kaaten band karenge hum bhi foran uss se hukka pani kya samjhe jaani pyaar lagawat pranay mohabbat prem peet ya lab lamu naam kayi par baat wohi hai har kisse ki pyaar lagawat pranay mohabbat prem preet ya lab lamu naam kayi par baat wohi hai har kisse ki baat nayi hai hudlay hudlay hudlay hudlay hudlay da da dhak chik dhak dhin dhak chik dhak dhin
seene mein jalan aankhon mein toofaan saa kyun hai seene mein jalan aankhon mein toofaan saa kyun hai iss shehar mein har shaks pareshaan saa kyun hai iss shehar mein har shaks pareshaan saa kyun hai seene mein jalan dil hai to dhadakne ka bahaana koi dhundhe dil hai to dil hai to dhadakne ka bahaana koi dhundhe pathar ki tarah beheeso bejaan saa kyun hai pathar ki tarah beheeso bejaan saa kyun hai seene mein jalan tanhaayi ki ye kaun si manzil hai rafiko tanhaayi ki tanhaayi ki ye kaun si manzil hai rafiko taa hadd ye nazar ek bayabaan saa kyun hai taa hadd ye nazar ek bayabaan saa kyun hai seene mein jalan kya koi nayi baat nazar aati hai hum mein kya koi kya koi nayi baat nazar aati hai hum mein aainaa humen dekh ke hairaan saa kyun hai aainaa humen dekh ke hairaan saa kyun hai seene mein jalan aankhon mein toofaan saa kyun hai iss shehar mein har shaks pareshaan saa kyun hai seene mein jalan
tum hi humari ho manzil my love tum hi humari ho manzil my love ye aawaaz deta hai dil my love tum hi humari ho manzil my love aisa na jaano humko achanak tum pe ye pyaar aa gaya beeti ruton ka ye rang hai jo ban ke bahaar chhaa gaya hoo tum ko dekha pyaar aa gaya tum hi humari ho manzil my love ye aawaaz deta hai dil my love tum hi humari ho manzil my love chaaha to chaaha hum to meri jaan waarenge tum pe jiya hooooo aage humen kya kaahen ko sochen koi bhi ho tum piya hoo tum sang jeena o saathiya tum hi humari ho manzil my love ye aawaaz deta hai dil my love tum hi humari ho manzil my love dekho humari raahon mein jaanam kya kya diye jal gaye hooo dil se nazar tak ghum ke andhere saaye jo the tal gaye hooo raste rango mein dhal gaye tum hi humari ho manzil my love tum hi humari ho manzil my love ye aawaaz deta hai dil my love tum hi humari ho manzil my love
tum jab se jeevan mein khushboo ki tarah chhaaye tum jab se jeevan mein khushboo ki tarah chhaaye kab jaane rain gayi kab din dhal jaaye tum jab se jeevan mein khushboo ki tarah chhaaye main hoon wahi tum ho wahi mausam hai wahi bikhri huyi phoolon par shabnam hai wahin phir kyun puraani aaj kahaani lagti hai nayi jab se naye matlab yeh jeene ke samajh paaye kab jaane rain gayi kab din dhal jaaye tum jab se jeevan mein khushboo ki tarah chhaaye kaun si ye manzil hai kaisa hai safar itni haseen pehle nahin lagti thi dagar inn raahon pe aao basa lein sapnon ka nagar jab se mujhe pyaar bhare iss mod pe tum laaye kab jaane rain gayi kab din dhal jaaye tum jab se jeevan mein khushboo ki tarah chhaaye tumne chhua mujhpe hua jaane kya asar andekhi uthne lagi man mein ik lehar kyun na yeh lamhe milke chun lein hum tum jhoom kar jab se tere geet mere inn honthon par aaye kab jaane rain gayi kab din dhal jaaye tum jab se jeevan mein khushboo ki tarah chhaaye
wo jo kahaa tha maine wo kar dikhaaya naa baazi wo jaanu dil ki main jeet laaya naa hooo aa tu bhi to dekh o jaane jaan nashtar teri muhabbat ka rang laaya na o saajna ye kya kiya tadpe jiyaa zakhmon ke phool daago kaa haar kitna haseen hai ye tera pyaar aayi naa hogi aisi bahaar teri gali ko dil ka chaman banaaya naa hooo aa tu bhi to dekh o jaane jaan hoo nashtar teri muhabbat ka rang laaya na hooo tu bhi to dekh o jaane jaan hooooo oooo hooooo oooo hooooo oooo hooooo oooo hooooo oooo maana hai tu mere liye par main nahin hoon tere liye tere liye hi hai mera pyaar apne ko apni hi aag mein jalaaya naa o saajna ye kya kiya tadpe jiyaa mehlon se door baitha hoon main ab to tere hi jaisa hoon main kaahe kaa hai ab ye intezaar bhoole se dil ne tujhko kabhi bhulaaya naa baazi wo jaanu dil ki main jeet laaya naa hooo aa tu bhi to dekh o jaane jaan nashtar teri muhabbat ka rang laaya na o saajna ye kya kiya tadpe jiyaa
ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi phool kyun saare murjha gaye kis liye bujh gayi chandani ye bataa de mujhe zindagi kal jo baahon mein thi aur nigaahon mein thi ab wo garmi kahaan kho gayi kal jo baahon mein thi aur nigaahon mein thi ab wo garmi kahaan kho gayi naa wo andaaz hai naa wo aawaaz hai naa wo andaaz hai naa wo aawaaz hai ab wo narmee kahan kho gayi ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi bewafaa tum nahin bewafaa hum nahin phir wo jazbaat kyun so gaye bewafaa tum nahin bewafaa hum nahin phir wo jazbaat kyun so gaye pyaar tum ko bhi hai pyaar hum ko bhi hai pyaar tum ko bhi hai pyaar hum ko bhi hai faasle phir ye kyun ho gaye ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi phool kyun saare murjha gaye kis liye bujh gayi chandani ye bataa de mujhe zindagi ye bataa de
zara sambhaliye adayen aapki ke mere haath se dil mera jaane laga zara sambhaliye adayen aapki ke mere haath se dil mera jaane laga na aise rokiye nigaahen pyaar ki ke zindagi mein ab kuchh nasha aane laga na aise rokiye nigaahen pyaar ki khili khili chandani jagmagati rahe har ghadi pyaar ki muskuraati rahe khili khili chandani jagmagati rahe har ghadi pyaar ki muskuraati rahe suhaani chandani mein dil ye kahin kho jaaye na zara sambhaliye adayen aapki ke mere haath se dil mera jaane laga na aise rokiye nigaahen pyaar ki ruki ruki saans hai behke behke kadam kaisi manzil hai ye kis jahaan mein hain hum ruki ruki saans hai behke behke kadam kaisi manzil hai ye kis jahaan mein hain hum wo kaun hai jo sanam aaj tera ho jaaye na na aise rokiye nigaahen pyaar ki ke zindagi mein ab kuchh nasha aane laga zara sambhaliye adayen aapki chalo chalen pyaar ko hum badhate huye saari duniyaa ki nazren jhukaate huye chalo chalen pyaar ko hum badhate huye saari duniyaa ki nazren
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja Re Noorie (1979) 03:50 20042
 
Poster of Noorie (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh, Poonam Dhillon
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:50   Song Number : 20042   

Aapki Yaad Aati Rahi Gaman (1978) 04:55 13256
 
Poster of Gaman (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Makhdoom
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Chaya Ganguli
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh, Smita Patil
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Hinch
Duration : 04:55   Song Number : 13256   

Agar Dil Kisi Se Lagaya Na Hota Bada Aadmi (1961) 03:39 16072
 
Poster of Bada Aadmi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sheikh Mukhtar
Duration : 03:39   Song Number : 16072   

Ajeeb Saneha Mujh Par Gaman (1978) 04:21 13257
 
Poster of Gaman (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh
Duration : 04:21   Song Number : 13257   

Bas Ek Baar Soham Naik 03:07 40276
 
Poster of Soham Naik
 
Category
Indipop
Lyricist
Kunaal Vermaa
Music Director- 
Anurag Saikia
Singer- 
Soham Naik
On Screen Actors- 
Aamir Ali, Sanjeeda Sheikh
Duration : 03:07   Song Number : 40276   

Bin Tere Sanam Yaara Dildara (1991) 06:31 18691
 
Poster of Yaara Dildara (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Asif Sheikh, Ruchika Pandey
Duration : 06:31   Song Number : 18691   

Chaand Ko Kyaa Maaloom Lal Bangla (1966) 03:20 13592
 
Poster of Lal Bangla (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prithviraj Kapoor, Sheikh, Mukhtar
Duration : 03:20   Song Number : 13592   

Dhoondhe Nazar Nazar Dilli Ka Dada (1962) 03:28 36206
 
Poster of Dilli Ka Dada (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Sheikh Mukhtar, Sahira
Duration : 03:28   Song Number : 36206   

Kahan Se Aaye Badra Chashme Buddoor (1981) 07:40 20714
 
Poster of Chashme Buddoor (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indu Jain
Music Director- 
Raj Kamal
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh, Deepti Naval
Raag- 
Megh
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:40   Song Number : 20714   

Pyaar Karega Tujhe Pyaar Rang Birangi (1983) 04:12 40169
 
Poster of Rang Birangi (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:12   Song Number : 40169   

Pyaar Lagawat Pranay Mohabbat Chashme Buddoor (1981) 04:26 37037
 
Poster of Chashme Buddoor (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indu Jain
Music Director- 
Raj Kamal
On Screen Actors- 
Deepti Naval, Farooq Sheikh
Duration : 04:26   Song Number : 37037   

Seene Mein Jalan Gaman (1978) 04:33 21228
 
Poster of Gaman (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh
Duration : 04:33   Song Number : 21228   

Tum Hi Humari Ho Manzil My Love Yaara Dildara (1991) 04:52 18693
 
Poster of Yaara Dildara (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Asif Sheikh, Ruchika Pandey
Duration : 04:52   Song Number : 18693   

Tum Jab Se Jeevan Mein Kissi Se Na Kehna (1983) 05:18 13600
 
Poster of Kissi Se Na Kehna (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Yogesh Gaur
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh, Deepti Naval
Duration : 05:18   Song Number : 13600   

Wo Jo Kahaa Tha Maine Yaara Dildara (1991) 04:46 18694
 
Poster of Yaara Dildara (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Asif Sheikh, Ruchika Pandey
Duration : 04:46   Song Number : 18694   

Ye Bataa De Mujhe Zindagi Saath Saath (1982) 05:00 21461
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh, Deepti Naval
Duration : 05:00   Song Number : 21461   

Zara Sambhaliye Adayen Aapki Bada Aadmi (1961) 03:52 37543
 
Poster of Bada Aadmi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Vijaya Choudhury, Sheikh Mukhtar
Duration : 03:52   Song Number : 37543   
Karaoke Songs of sheikh, Sad Songs of sheikh, Love Songs of sheikh, Dance Songs of sheikh, Hip-hop songs of sheikh, Best songs of sheikh, Super hit songs of sheikh, hit songs of sheikh, duet songs of sheikh, solo songs of sheikh, old songs of sheikh, famous songs of sheikh, Hindi Karaoke Songs of sheikh, Hindi Sad Songs of sheikh, Hindi Love Songs of sheikh, Hindi Dance Songs of sheikh, Hindi Hip-hop songs of sheikh, best Hindi songs of sheikh, super hit Hindi songs of sheikh, hit Hindi songs of sheikh, duet Hindi songs of sheikh, solo Hindi songs of sheikh, old Hindi songs of sheikh, famous Hindi songs of sheikh, Sing Along Songs of sheikh, Sing Along Sad Songs of sheikh, Sing Along Love Songs of sheikh, Sing Along Dance Songs of sheikh, Sing Along Hip-hop songs of sheikh, Sing Along Best songs of sheikh, Sing Along Super hit songs of sheikh, Sing Along hit songs of sheikh, Sing Along duet songs of sheikh, Sing Along solo songs of sheikh, Sing Along old songs of sheikh, Sing Along famous songs of sheikh