MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAmitabh Bachchan
HomeAmitabh Bachchan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Yaara O Yaara click here
aa aa aa aa aa aa aa gar khuda mujh se kahe gar khuda mujh se kahe kuch maang ae bande mere main ye maangoon main ye maangoon mehfilon ke daur yun chalte rahein hum pyaala o hum niwaala o hum safar humraaz hon taa qayamat taa qayamat jo chiraagon ki tarah jalte rahein yaari hai imaan mera yaar meri zindagi arre yaari hai imaan mera yaar meri zindagi pyaar ho bandon se ye ooooo pyaar ho bandon se ye sabse badi hai bandagi yaari hai yaari hai imaan mera yaar meri zindagi yaari hai imaan mera yaar meri zindagi saaz e dil chhedo jahan mein saaz e dil chhedo jahan mein pyaar ki goonje sada hey saaz e dil chhedo jahan mein pyaar ki goonje sada jin dilon mein pyaar hai un se baharein ho fida pyaar le ke noor aaya pyaar le ke noor aaya pyaar le ke saadgi yaari hai yaari hai imaan mera yaar meri zindagi yaari hai imaan mera yaar meri zindagi arre jaan bhi jaaye agar jaan bhi jaaye agar yaari mein yaaro ghum nahin hey jaan bhi jaaye agar yaari mein yaaro ghum nahin apne ho click here
ho ho hoooooo ho ho haaaa hoooo hoooo uuuuuuuu aaaa aaaa aaaaaa yamma yamma yamma yamma ye khoobsurat samaa yamma yamma yamma yamma ye khoobsurat samaa bas aaj ki raat hai zindagi kal hum kahaan tum kahaan bas aaj ki raat hai zindagi kal hum kahaan tum kahaan yamma yamma yamma yamma ye khoobsurat samaa yamma yamma yamma yamma ye khoobsurat samaa bas aaj ki raat hai zindagi kal hum kahaan tum kahaan bas aaj ki raat hai zindagi kal hum kahaan tum kahaan kab kya ho jaaye kisko khabar aa naach le jhoom kar haaa kab kya ho jaaye kisko khabar aa naach le jhoom kar ye zindagi ik lamba safar pal bhar ke sab humsafar are ik raat ke mehmaan sab yahaan kal hum kahaan tum kahaan ik raat ke mehmaan sab yahaan kal hum kahaan tum kahaan yamma yamma yamma yamma ye khoobsurat samaa bas aaj ki raat hai zindagi kal hum kahaan tum kahaan hanste huye aisi shaan se deewane jal jayenge hanste huye aisi shaan se deewane jal jayenge are jalti shamma se mil ke gale parwaane jal jayenge reh click here
ye andhaaaaaa kanoon hai ye andha kanoon hai ye andha kanoon hai ye andha kanoon hai jaane kahaan daga de de jaane kise sazaa de de saath naa de kamzoron ka ye saathi hai choron ka baaton aur dalilon ka ye hai khel vakilon ka ye insaaf nahin karta kisi ko maaf nahin karta maafi se har khoon hai ye andhaaaaaa kanoon hai ye andha kanoon hai ye andha kanoon hai log agar isse darte mujrim zurm naa karte yeh maal lootere loot gaye rishwat de kar chhoot gaye asmaten looti chali goli isne aankh nahin kholi kaala dhandha hota raha ye kursi par sota raha duniyaa ki imarat ka kachaa ik sutoon hai ye andhaaaaaa kanoon hai ye andha kanoon hai ye andha kanoon hai lambe iske haath sahi taaqat iske saath sahi par ye dekh nahin sakta ye bin dekhe hai likhta jail mein kitne log sade sooli par nirdosh chade jail mein kitne log sade sooli par nirdosh chade main bhi iss ka mara hoon paagal hoon awaara hoon yaaron mujhko hosh nahin sar mere junoon hai ye andhaaaaaa kanoon hai ye andha click here
haa aa haa aa haa aaa haa ye din to aata hai ik din jawaani mein aankhein milein to lage aag paani mein dil ko to khona hai khona hai kho jaaye aage jo hona hai hona hai ho jaaye ye din to aata hai ik din jawaani mein aankhein milein to lage aag paani mein dil ko to khona hai khona hai kho jaaye aage jo hona hai hona hai ho jaaye ye din to aata hai ik din jawaani mein haa aa haa aa jab koi dil mein samata hai kya aag dil mein lagata hai soyee mohabbat jagata hai raaton ki neendein udaata hai yaadon mein khaabon mein chori se aa jaaye aaye to pyaasa dil deewaana ho jaaye ye din to aata hai ik din jawaani mein aankhein milein to lage aag paani mein hum hoke deewaane aaye hain dil ki ye saugaat laaye hain saason pe tere hi saaye hain sapne tere dil pe chhaaye hain koi bhi jaane na kaise dil aa jaaye aa jaaye dil mein jo dil se wo na jaaye ye din to aata hai ik din jawaani mein aankhein milein to lage aag paani mein dil ko to khona hai khona hai kho jaaye aage jo hona click here
ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge arre meri jeet teri jeet teri haar meri haar sun ae mere yaar tera ghum mera ghum meri jaan teri jaan aisa apna pyaar jaan pe bhi khelenge tere liye le lenge jaan pe bhi khelenge tere liye le lenge sabse dushmani ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge logon ko aate hain do nazar hum magar dekho do nahin arre ho juda ya khafa ae khuda hai dua aisa ho nahin khana peena saath hai marna jeena saath hai khana peena saath hai marna jeena saath hai saari zindagi ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge click here
ru ruru ruru ru ruru ru ru ru ru ru ruru ruru ru ru ru ru aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ye kahaan aa gaye hum yuhin saath saath chalte teri baahon mein hai jaanam mere jismo jaan pighalte teri baahon mein hai jaanam mere jismo jaan pighalte ye kahaan aa gaye hum yuhin saath saath chalte ho tu badan hai main hoon chhaaya tu na ho to main kahaan hoon mujhe pyaar karne waale tu jahaan hai main wahaan hoon humein milna hi tha humdum kisi raah bhi nikal ke ho humein milna hi tha humdum kisi raah bhi nikal ke ye kahaan aa gaye hum yunhin saath saath chalte aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ummm meri saans saans mehke koi bheena bheena chandan tera pyaar chaandani hai mera dil hai jaise aagan huyi aur bhi mulaayam meri shaam dhalte dhalte o huyi aur bhi mulaayam meri shaam dhalte dhalte ye kahaan aa gaye hum yunhin saath saath chalte ye kahaan aa gaye hum yunhin saath saath chalte ye kahaan aa gaye hum ye kahaan aa gaye hum ru ru ruru ruru ru ru click here
hey hey hey hey ho ho ho ho hey hey hey hey ho ho ho ho hey hey hey hey hey o mehki mehki thandi hawa ye bata wah wah wah wah wah meri yaar ke gali ka kya tujhko hai pata wah wah wah wah la la la la la la la hawa ne haske kahaa are sun le uska pata milna hai yaar se to jaa bombay to goa wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah bombay goa bom bombay goa bombay goa bom bombay goa bombay goa bom bombay goa bombay goa bom bombay goa bombay goa bom bombay goa bombay goa bom bombay goa bombay goa yeh ye hai pyaar ka safar ru ru ru ru aa aa aa o mehki mehki thandi hawa ye bata wah wah wah wah meri yaar ke gali ka kya tujhko hai pata wah wah wah wah la la la la la la la hawa ne haske kahaa are sun le uska pata milna hai yaar se to jaa bombay to goa wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah bombay goa bom bombay goa bombay goa bom bombay goa bombay goa bom bombay goa bombay goa bom bombay goa bombay goa bom bombay goa bombay goa bom bombay goa bombay goa yeh click here
Ye Sach Hai Koi Kahani Nahi click here
you may be just a little bit deewani thodi thodi si crazy but baby your the one tum jaisi hai na koi yun deewani thodi thodi si crazy but baby your the one ab aur kise na chahta hoon aur kise na chahunga tu jo taare maangle to woh bhi tod launga kehke toh dekho na karta rahunga main pyaar you may be just a little bit deewani thodi thodi si crazy but baby your the one haule haule humse yeh hawayein jane kya keh rahi hain kehte kehte phir zara lajja ke dekho chhup reh rahi hain baat hai toh wahi dil mein thehre kahin sapnon ko mere hai bas ik tera intezaar you may be just a little bit deewani thodi thodi si crazy but baby your the one khule khule teri aankhon mein hain mere armaan saare khile khile aise hain ke pheeke pheeke hain sab nazaare hai naya ye jahaan ke hua na yahaan itna kabhi bhi kisiko kisise hai pyaar you may be just a little bit just a little bit deewani deewani thodi thodi si crazy tu hi to meri baby your the one your the one ab aur kise na chahta click here
hey heyyyyyyyyyyy hey ayeeeeeeee hooooo hoooooooooo laal laaa laaaaaa la lala lala lala lala lala lala laaaa yun naa sharmaa phailaa de apni goriiii gori baahen yun naa sharmaa phailaa de apni goriiii gori baahen saari duniyaa se keh doonga ke tujhi ko hum chaahen ke tujhi ko hum chaahen ke tujhi ko hum chaahen yun naa sharmaa phailaa de apni goriiii gori baahen hooooooooooo kaali zulfon waaleeeeeeee zara zulfon ko bikhraa de meri duniyaa ko mehkaa de ik nasha saa chhaaya hai aao chalen ab naa ruken khuli hain dil ki raahen ke tujhi ko hum chaahen ke tujhi ko hum chaahen yun naa sharmaa phailaa de apni goriiii gori baahen are hansne waalo kabhi ye bhi socho jinhen pyaar milta nahin jeete hain kaise are hansne waalo kabhi ye bhi socho jinhen pyaar milta nahin jeete hain kaise are hansne waalo saath jeeyen saath maren dil ne kabhi chaaha tha pyaar mile pyaar kare aisa kabhi socha tha dil ko kisi ne toda apna bana ke chhoda utna humen rona pada jitna haseen sapna tha click here
zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal isse khona nahin kho ke rona nahin isse khona nahin kho ke rona nahin zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal tere girne mein bhi teri haar nahin ke tu aadmi hai avtaar nahin tere girne mein bhi teri haar nahin ke tu aadmi hai avtaar nahin jo ho des wo bhes bana pyaare chale jaise bhi kaam chala pyaare pyaare tu ghum naa kar zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal jahaan sach naa chale wahaan jhooth sahi jahaan haq naa mile wahaan loot sahi jahaan sach naa chale wahaan jhooth sahi jahaan haq naa mile wahaan loot sahi yahaan chor hai sab koi saadh nahin sukh dhundh le sukh apraadh nahin pyaare tu ghum naa kar zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal isse khona nahin kho ke rona nahin isse khona nahin kho ke rona nahin zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal zindagiiii click here
zindagi imtihaan leti hai zindagi imtihaan leti hai logon ki jaan logon ki jaan logon ki jaan leti haiiiiiii hoooo dillagi imtihaan leti hai dillagi imtihaan leti hai dil jalon ki jaan dil jalon ki jaan dil jalon ki jaan leti haiiiiiii dosti imtihaan leti hai dosti imtihaan leti hai doston ki jaan doston ki jaan doston ki jaan leti haiiiii zindagi imtihaan leti hai dillagi imtihaan leti hai dosti imtihaan leti hai uss bekhabar ko koi khabar de uss bekhabar ko koi khabar de ke ye pyaar hum ko paagal naa kar de ye pyaar hum ko paagal naa kar de preet bhi imtihaan leti hai preet bhi imtihaan leti hai premiyon ki jaan premiyon ki jaan premiyon ki jaan leti hai hooo oooo oooo zindagi imtihaan leti hai zindagi imtihaan leti hai wo paas hon to khul naa sake lab wo paas hon to khul naa sake lab wo door hon tooo sochen milen kab wo door hon tooo sochen milen kab bebasi imtihaan leti hai bebasi imtihaan leti hai bebason ki jaan bebason ki jaan bebason ki jaan leti hai click here
zindagi kya hai hmm hmm hmm hmm hmm la la la la la la zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat kuchh dekhe aur kuchh andekhe sapnon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat kaun kahan par mil jaaye aur kaun kahan kho jaye kaun kahan kho jaye karwat badle waqt ye aise kya se kya ho jaye kya se kya ho jaye ghum ke mod pe aa kar thahre khushiyon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baaraat zakhmon ki baraat aisi bhi hoti hain dil mein dard bhari kuchh yaadein dard bhari kuchh yaadein dil machle to ban jaati hain honthon par fariyaden honthon par fariyaden aur duniya ye samjhe ye hai nagmon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat zakhmon ki baraat zakhmon ki baraat click here
hey zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa ke sunaayenge hum to saat rang hai ye jahaan rangeen banayenge zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa ke sunaayenge hum to saat rang hai ye jahaan rangeen banayenge sargam hum se bane nagmein hum se jawaan jhoome aasmaan hum hi to duniyaan ke saat ajoobe hai hum se hai jahaan sargam hum se bane nagmein hum se jawaan jhoome aasmaan are hum hi to duniyaan ke saat ajoobe hai hum se hai jahaan dua dua dua dua dua dua hey zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa ke sunaayenge hum to saat rang hai ye jahaan rangeen banayenge khushiyaan baantenge hum har ghum mil ke sahen phir kyun aansoon bahe are ban ke sahaara ek dooje ka yunhi chalte rahe khushiyaan baantenge hum har ghum mil ke sahen phir kyun aansoon bahe ban ke sahaara ek dooje ka yunhi chalte rahe dua dua dua dua dua dua hoye zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa ke sunaayenge hum to saat rang hai ye jahaan rangeen banayenge zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yaara O Yaara Benaam (1974) 04:29 39295
 
Poster of Benaam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:29   Song Number : 39295   

Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri Zindagi Zanjeer (1973) 06:24 21424
 
Poster of Zanjeer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Pran
Duration : 06:24   Song Number : 21424   

Yamma Yamma Shaan (1980) 05:47 18065
 
Poster of Shaan (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:47   Song Number : 18065   

Ye Andhaa Kanoon Andhaa Kaanoon (1983) 05:53 21460
 
Poster of Andhaa Kaanoon (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 05:53   Song Number : 21460   

Ye Din To Aata Hai Mahaan (1983) 04:17 18183
 
Poster of Mahaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:17   Song Number : 18183   

Ye Dosti Hum Nahin Sholay (1975) 05:15 18049
 
Poster of Sholay (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Dharmendra
Duration : 05:15   Song Number : 18049   

Ye Kahaan Aa Gaye Hum Silsila (1981) 07:23 21443
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Shiv, Hari
Duration : 07:23   Song Number : 21443   

Ye Mehki Thandi Hawa (Ye Hai Pyaar Ka) Bombay To Goa (1972) 03:13 21476
 
Poster of Bombay To Goa (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:13   Song Number : 21476   

Ye Sach Hai Koi Kahani Nahin Amar Akbar Anthony (1977) 02:22 36906
 
Poster of Amar Akbar Anthony (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:22   Song Number : 36906   

You May Be Aladin (2009) 05:41 37227
 
Poster of Aladin (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
Duration : 05:41   Song Number : 37227   

Yun Naa Sharmaa Parwana (1971) 08:16 13930
 
Poster of Parwana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Sanjeev Darshan
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Naveen Nishchal
Duration : 08:16   Song Number : 13930   

Zindagi Hansne Gaane Zameer (1975) 03:37 14447
 
Poster of Zameer (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 14447   

Zindagi Imtihaan Leti Hai Naseeb (1981) 08:15 18147
 
Poster of Naseeb (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha
Duration : 08:15   Song Number : 18147   

Zindagi Kya Hai Faraar (1975) 04:09 36421
 
Poster of Faraar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:09   Song Number : 36421   

Zindagi Mil Ke Bitaayenge (Happy) Satte Pe Satta (1981) 04:33 17963
 
Poster of Satte Pe Satta (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:33   Song Number : 17963   
Karaoke Songs of amitabh bachchan, Sad Songs of amitabh bachchan, Love Songs of amitabh bachchan, Dance Songs of amitabh bachchan, Hip-hop songs of amitabh bachchan, Best songs of amitabh bachchan, Super hit songs of amitabh bachchan, hit songs of amitabh bachchan, duet songs of amitabh bachchan, solo songs of amitabh bachchan, old songs of amitabh bachchan, famous songs of amitabh bachchan, Hindi Karaoke Songs of amitabh bachchan, Hindi Sad Songs of amitabh bachchan, Hindi Love Songs of amitabh bachchan, Hindi Dance Songs of amitabh bachchan, Hindi Hip-hop songs of amitabh bachchan, best Hindi songs of amitabh bachchan, super hit Hindi songs of amitabh bachchan, hit Hindi songs of amitabh bachchan, duet Hindi songs of amitabh bachchan, solo Hindi songs of amitabh bachchan, old Hindi songs of amitabh bachchan, famous Hindi songs of amitabh bachchan, Sing Along Songs of amitabh bachchan, Sing Along Sad Songs of amitabh bachchan, Sing Along Love Songs of amitabh bachchan, Sing Along Dance Songs of amitabh bachchan, Sing Along Hip-hop songs of amitabh bachchan, Sing Along Best songs of amitabh bachchan, Sing Along Super hit songs of amitabh bachchan, Sing Along hit songs of amitabh bachchan, Sing Along duet songs of amitabh bachchan, Sing Along solo songs of amitabh bachchan, Sing Along old songs of amitabh bachchan, Sing Along famous songs of amitabh bachchan