Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Dekha Tujhe Jo Dekhe
dekhechho ki take oi neel nodir dhare bristi paye paye tar ki jeno ki naam jale bheja mathe akashe hat baray megher arale bhese thaka se ramdhonu ke chay dekhechho ki take oi neel nodir dhare bristi paye paye tar ki jeno ki naam jale bheja mathe akashe hat baray megher arale bhese thaka se ramdhonu ke chay dekhechho ki take oi neel nodir dhare jhara pata ure take chhuye bale ja jare ekhane baroi fike sab tui ja ja ja tai se jay chhute beray dhusar prantare megher gaye hat bolay ramdhonu ke chay dekhechho ki take oi neel nodir dhare anmona megh dure jay keno ke jane kichhutei tar kachhe dhara day na na na tobuo tar meghe oray anto heen tane bhije haoay pakhira gaye ramdhonu ke chay dekhechho ki take oi neel nodir dhare jani ek din megher thikana se pabe bolbe pakhira ore megh tui ga ga ga tor kachhei asbe gan tor kachhei jabe jara haray rupkathay ramdhonu ke chay dekhechho ki take oi neel nodir dhare bristi paye paye tar ki jeno ki naam jale bheja mathe akashe hat
dekhi zamaane ki yaari bichhade sabhi bichhade sabhi baari baari arre dekhi zamaane ki yaari bichhade sabhi baari baari kya le ke milen ab duniya se aansoo ke siwa kuchh paas nahin ya phool hi phool the daaman mein ya kaanton ki bhi aas nahin matlab ki duniya hai saari bichhade sabhi bichhade sabhi baari baari arre dekhi zamaane ki yaari bichhade sabhi baari baari bichhade sabhi baari baari waqt hai maharbaan aarzoo hai jawaan fikr kal ki karen itni fursat kahaan waqt hai maharbaan aarzoo hai jawaan fikr kal ki karen itni fursat kahaan raat bhar mehmaan hain bahaaren yahaan raat gar dhal gayi phir ye khushiyaan kahaan raat bhar mehmaan hain bahaaren yahaan raat gar dhal gayi phir ye khushiyaan kahaan pal bhar ki khushiyaan hain saari pal bhar ki khushiyaan hain saari pal bhar ki khushiyaan hain saari badhane lagi badhane lagi beqraari are pal bhar ki khushiyaan hain saari badhane lagi beqraari badhane lagi beqraari udd ja udd ja pyaase bhanware ras na milega
dekhiye aap humen dekhiye aap humen is tarah na dekha keeje dekhiye aap humen is tarah na dekha keeje aap bhi mere khayaalon mein na aaya keeje aap bhi mere khayaalon mein na aaya keeje dekhiye aap humen is tarah na dekha keeje aankhon hi aankhon mein jaadu sa jaga dete ho aankhon hi aankhon mein aankhon hi aankhon mein jaadu sa jaga dete ho dil mein khamosh sa tufaan utha dete ho is tarah se na is tarah se na meri duniya pe chhaya keeje dekhiye aap humen is tarah na dekha keeje ye damakta hua chehra ye machalti zulfein ye damakta hua ye damakta hua chehra ye machalti zulfein nashe mein doobi hui haay ye bojhal palkein aap aise na aap aise na mere hosh udaaya keeje dekhiye aap humen is tarah na dekha keeje
Dekhiye Huzur
dekhiye aaaaa dekhiye yun na sharmaaiyega paas aake na tadpaaiyega paas aake na tadpaaiyega dekhiye aaaaa dekhiye yun na sharmaaiyega hain kitni jawaan ye angdaiyaan aaa aaa aaaaaa ye khamoshiyaan ye behoshiyaan ye tanhaaiyaan aaj to aaaaa aaj to dil mein reh jaaiyega paas aake na tadpaiyega paas aake na tadpaiyega dekhiye aaaaa dekhiye yun na sharmaaiyega idhar tum hanse udhar chaand ki nazar jhuk gayi aaa aaa aaaaaa zara tum chale jahaan thi hawa wahin ruk gayi soch ke aaaaa soch ke naaz farmaaiyega paas aake na tadpaiyega paas aake na tadpaiyega dekhiye aaaaa dekhiye yun na sharmaaiyega jahaan tum raho rahengi wahaan nigaahen meri aaaa aaaa aaaaa chale aao bhi hain kab se khuli ye baanhen meri aayiye aaaaa aayiye ab to aa jaaiyega paas aake na tadpaiyega paas aake na tadpaiyega dekhiye aaaaa dekhiye yun na sharmaaiyega
dekhne mein bhola hai dil ka salona bambai se aaya hai babu chinanna dekhne mein bhola hai dil ka salona bambai se aaya hai babu chinanna gali gali gaanv ki re jaagi hai sote sote gali gali gaanv ki re jaagi hai sote sote phir se laage hai aisa phir se laage hai aisa huye khaab chhote chhote sang le ke aaya hai mera bachpanna bambai se aaya hai babu chinanna dekhne mein bhola hai dil ka salona bambai se aaya hai babu chinanna niki munni noor beghum use naa banana jee niki munni noor beghum use naa banana jee haseenon ka shehzaada hai haseenon ka shehzaada hai hansi naa udaana jee dil udaa le jaayega chhodo bachpanna bambai se aaya hai babu chinanna dekhne mein bhola hai dil ka salona bambai se aaya hai babu chinanna suno magar shehzaade ji kahin bhool mat jaana suno magar shehzaade ji kahin bhool mat jaana buri hain ye nainon waali buri hain ye nainon waali banaati hain deewana gaanv hai ye pariyon ka dil ko bachaana bambai se aaya hai babu chinanna dekhne mein
dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar dum bhar ke humdum mil jaate hai aksar aur jhooti kasmen bhi khaate hain par kahaan jo kahen tumse tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar hulchal mein hum dono ki hasti har pal chhayi hai har soo ye almasti meri jaan ye kahen tum se hulchal mein hum dono ki hasti har pal chhayi hai har soo ye almasti meri jaan ye kahen tum se tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar tum se hai dil ko pyaar ha ha aa ha tum se hai dil ko pyaar ha ha aa ha tum se hai dil ko pyaar ha ha aa ha tum se hai dil ko pyaar ha
dekho are dilbar dekho are dilbar tere pyaar ne haye kar daala dil tukde tukde dekho are dilbar tere pyaar ne haye kar daala dil tukde tukde dekho are dilbar zulm se tere jab jab dil ka sheesha toota hai har tukde mein hamne tera mukhda dekha hai zulm se tere jab jab dil ka sheesha toota hai har tukde mein hamne tera mukhda dekha hai donon ki zindagi pyaasi hai pyaar ki donon ki zindagi pyaasi hai pyaar ki dil mera kahe chhod ke mujhe aur kahin mat jaana oho dekho are dilbar tere pyaar ne haye kar daala dil tukde tukde dekho na are dilbar zulf ki thandak haan jism ki garmi oho zulf ki thandak jism ki garmi donon tadpaayen haal ye apna aakhir kisko kehne hum jaayen zulf ki thandak jism ki garmi donon tadpaayen haal ye apna aakhir kisko kehne hum jaayen mushkil hai kaatna ek pal tere bina mushkil hai kaatna ek pal tere bina meri nigaah par kabhi yakeen kar maan bhi le mera kehna oho dekho are dilbar tere pyaar ne haye kar daala dil tukde tukde dekho
dekho bijali dole bin baadal ke dekho bijali dole bin baadal ke cham cham chamke maathe ki bindiyaa jhannan jhanan dhun paayal ki dekho bijali dole bin baadal ke dekho bijali dole rang rupehla jal bhi sunehare rang rupehla jal bhi sunehare thehre to kaise pag nahin thehre jhalak dikhaate huye kayi bal khaayi daar nazar halki halki dekho bijali dole bin baadal ke dekho bijali dole girti sambhalti chali matwaari girti sambhalti chali matwaari hans ke uchhal pade jaise chingaari giri kab dil pe gayi kab dil se duniyaa rahi re ankhiyaan malte dekho bijali dole bin baadal ke dekho bijali dole bin baadal ke cham cham chamke maathe ki bindiyaa jhannan jhanan dhun paayal ki dekho bijali dole bin baadal ke dekho bijali dole bin baadal
Dekho Bina Saawan Baras Rahi Badli
dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye hey dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye ab tu humein chaahe ab tu humein bhoole hum to bane rahenge tere saaye dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye ab tu humein chaahe ab tu humein bhoole hum to bane rahenge tere saaye dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye ye kya humein hua ye kya tumhen hua saanson ke dariya mein kul mul si hone lagi nayi hai ye sazaa sazaa mein hai mazaa chaahat ko chaahat ki shabnam bhigone lagi ab aur kya chaahen ab aur kya dekhen dekha tumhen to dil se nikli haaye hey dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye suno zara suno chuno humein chuno aankhon ne aankhon se sharmaa ke kuchh keh diya suna maine suna chuna tumhen
dekho dekho ji socho ji kuchh samjho ji baaghon mein phoolon ke mele hain phir kyun akele hain hum tum hum tum hum tum hum tum dekho dekho ji socho ji kuchh samjho ji baaghon mein phoolon ke mele hain phir kyun akele hain hum tum hum tum hum tum hum tum aise rootho na humse khuda ke liye aise rootho na humse khuda ke liye ke hum hain taiyyar har ik saza ke liye jo chaahe keh lo humse sun lo hamse haaan dekho dekho ji socho ji kuchh samjho ji baaghon mein phoolon ke mele hain phir kyun akele hain hum tum hum tum hum tum hum tum husn to ishq ki daastan ban gaya husn to ishq ki daastan ban gaya ji ishq aise mein kyun bezuban ban gaya haan chhodo na hi keh do kuchh to bolo haan dekho dekho ji socho ji kuchh samjho ji baaghon mein phoolon ke mele hain phir kyun akele hain hum tum hum tum hum tum hum tum mehboob humaare tumhen kya pata mehboob humaare tumhen kya pata ke har kali ban gayi aaj mehbooba aise mein tum bhi hum ko dilbar keh do haaan dekho dekho ji socho ji
deeeekho ha ha ha ha ha deeeekho ha ha ha ha dekho dekho madam suno jo keh chale hum hai cheez sabse badhiya hai naam jiska lolipop dekho dekho madam suno jo keh chale hum hai cheez sabse badhiya hai naam jiska lolipop dekho dekho gori buri hai dil ki chori churaogi jo dil padega bandh jaana dekho dekho gori buri hai dil ki chori churaogi jo dil padega bandh jaana dekho dekho gori maana haseen maana jawaan aapka hai saara jahaan apna bhalaa kya hai yahaan chhota sa dil nanhi si jaan pap pap pam pam pam pam pam pam pam pam pam pam pam pam dekho dekho madam suno jo keh chale hum hai cheez sabse badhiya hai naam jiska lolipop dekho dekho gori buri hai dil ki chori churaogi jo dil padega bandh jaana dekho dekho gori tann ke jo tum guzre abhi sajde mein thi ye zindagi mausam ne yun angdaayi li pal mein bahaar aayi gayi tarrr ram pap pap pam pam pam pam pam pam pam pam pam dekho dekho gori buri hai dil ki chori churaogi jo dil padega bandh jaana dekho dekho madam suno jo
dekho dil na kisi ka toote dekho dil na kisi ka toote pyaar ka rishta sachcha rishta baaki rishte jhoothe dekho dil na kisi ka toote dekho dil na kisi ka toote pyaar ka rishta sachcha rishta baaki rishte jhoothe dekho dil na kisi ka toote pyaar ke in dhaagon se bandha hai yeh saara sansaar pyaar ke in dhaagon se bandha hai yeh saara sansaar bichhde huon ko phir se milaaye bichhde huon ko phir se milaaye raakhi ka tyohaar raakhi ke din kisi bahan se bhai na uska chhoote dekho dil na kisi ka toote dekho dil na kisi ka toote pyaar ka rishta sachcha rishta baaki rishte jhoothe dekho dil na kisi ka toote ban pardesan behana bhatke dar dar dhunde bhai ban pardesan behana bhatke dar dar dhunde bhai khoon se khoon juda jo karde khoon se khoon juda jo karde kisne reet banaayi na koi saathi na koi manzil aisa naseeb na foote dekho dil na kisi ka toote dekho dil na kisi ka toote pyaar ka rishta sachcha rishta baaki rishte jhoothe dekho dil na kisi ka toote
lalala lalala lalala lalala lalala la lalala lalala lalala lalala lalala la lalalala lala lala dekho idhar bhi jaane tamanna pyaase khade hain hum tumhaari ek nazar ke par jo saanwariya ki hai pujaran unki deewaani kuchh maange jo unko chaah karke dekho idhar bhi jaane tamanna pyaase khade hain hum tumhaari ek nazar ke par jo saanwariya ki hai pujaran unki deewaani kuchh maange jo unko chaah karke dekho idhar bhi jaane tamanna dekho idhar bhi jaane tamanna mann mein base ho jo pritam to nain mile ya na milen mann mein base ho jo pritam to nain mile ya na milen dil jab dekar liya ghum ko chain mile ya na milen jab se lagi tumse lagan haal yeh hai jaane jigar mile jab jab tumse hum reh gaye dil ko thaam kar ke dekho idhar bhi jaane tamanna pyaase khade hain hum tumhaari ek nazar ke par jo saanwariya ki hai pujaran unki deewaani kuchh maange jo unko chaah karke dekho idhar bhi jaane tamanna dekho idhar bhi jaane tamanna dard e dil se teri berukhi le na jaaye kahin
dekho ji bahaar aayi dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan aana hai to aa jaao sooni hai meri galiyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan duniyaa se jo darte ho khaabon mein chale aao duniyaa se jo darte ho khaabon mein chale aao do bol mohabbat ke tanhaai mein keh jaao do bol mohabbat ke tanhaai mein keh jaao aa jaao mana lenge sapnon mein rangraliyan aana hai to aa jaao sooni hai meri galiyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan hum dil se tumhare hain ye keh bhi nahin sakte hum dil se tumhare hain ye keh bhi nahin sakte aur tumse juda ho kar hum reh bhi nahin sakte aur tumse juda ho kar hum reh bhi nahin sakte tum bin aashaaon ki kaise khilen kaliyaan aana hai to aa jaao sooni hai meri galiyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan
dekho ji dekho meethi ada se jalne waale jalen apni bala se haan dekho ji dekho meethi ada se jalne waale jalen apni bala se haan dekho ji dekho kehti hai ek kahaani ye aarzoo deewaani kehti hai ek kahaani ye aarzoo deewaani karti hai kuchh ishaare mausam ki ye jawaani daaman bacha ke jaayen raaten na ab suhaani daaman bacha ke jaayen raaten na ab suhaani dekho ji dekho meethi ada se jalne waale jalen apni bala se haan dekho ji dekho waade kiye to taale armaan naa kuchh nikaale waade kiye to taale armaan naa kuchh nikaale guzra hai ek zamaana baahein gale mein daale dekho na bhool jaana ye din hain jaane waale dekho na bhool jaana ye din hain jaane waale dekho ji dekho meethi ada se jalne waale jalen apni bala se haan dekho ji dekho duniyan ka humko dar kya dekhen idhar udhar kya duniyan ka humko dar kya dekhen idhar udhar kya hum ho chuke deewaane apni humen khabar kya bolo siva tumhaare aaye humein nazar kya bolo siva tumhaare aaye humein nazar kya dekho ji dekho
dekho ji dekho ek baar is taraf dekho ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko dekho ji dekho ek baar is taraf dekho ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko chhodo ji chhodo aisi banaavati baatein hum ne to aisi uljhan mein kaati hain sainkadon raatein chhodo ji chhodo aisi banaavati baatein hum ne to aisi uljhan mein kaati hain sainkadon raatein bahaaron ko aaye huye chaar din bahaaron ko aaye huye chaar din hamein dil lagaaye huye chaar din hamein dil lagaaye huye chaar din dekho na todo aise suhaane sapne ko ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko chhodo ji chhodo aisi banavati baatein hum ne to aisi uljhan mein kaati hain sainkadon raatein dua do ke yeh dil reham kar gaya dua do ke yeh dil reham kar gaya kaho yeh ke jaadu asar kar gaya kaho yeh ke jaadu asar kar gaya ye jaadu hai kiss ka maaloom nahin apne ko ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko chhodo ji chhodo aisi banavati baatein hum ne to aisi
dekho ji ye waada karo oo oo oo ho oo dekho ji ye waada karo ki door kabhi tum na rahoge jao ji ye waada kiya aa aa aa aa aa jao ji ye waada kiya ki door kabhi hum na rahenge waada tumhaara mujhko pyaara hai jaan se chaha hai tumko humne kitne armaan se waada tumhaara mujhko pyaara hai jaan se chaha hai tumko humne kitne armaan se phoolon mein jaise khushboo itne kareeb hai phoolon mein jaise khushboo itne kareeb hai phoolon se khushboo se bhi hum to khush naseeb hain oo hum khush naseeb hain khao meri aankhon ki kasam hmmmm hmmm khao meri aankhon ki kasam ki door kabhi tum na rahoge jao ji ye waada kiya aa aa aa aa aa jao ji ye waada kiya ki door kabhi hum na rahenge itna sataaya tha kyun dil mera loot ke ab na rahungi main to tum se kabhi rooth ke itna sataaya tha kyun dil mera loot ke ab na rahungi main to tum se kabhi rooth ke raatein sajengi apni palkon ki chhanv mein raatein sajengi apni palkon ki chhanv mein utrega chanda mere sapnon ke gaun mein hoo sapnon
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekhe Tujhe Jo Dekhe Dial 100 (1982) 06:23 38848
 
Poster of Dial 100 (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 06:23   Song Number : 38848   

Dekhecho Ki Take Subhamita Banerjee 04:03 16715
 
Poster of Subhamita Banerjee
 
Duration : 04:03   Song Number : 16715   

Dekhi Zamaane Ki Yaari Kagaz Ke Phool (1959) 09:06 13476
 
Poster of Kagaz Ke Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Raag- 
Des
Duration : 09:06   Song Number : 13476   

Dekhiye Aap Humen Rajkumar Sooraj (1973) 03:11 36978
 
Poster of Rajkumar Sooraj (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Saba Fazali
Music Director- 
Iqbal Qureshi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhna
Duration : 03:11   Song Number : 36978   

Dekhiye Huzur Tu Nahin Aur Sahi (1960) 05:21 40783
 
Poster of Tu Nahin Aur Sahi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Minoo Mumtaz
Duration : 05:21   Song Number : 40783   

Dekhiye Yun Na Sharmaiyega Bindiya (1960) 03:29 10449
 
Poster of Bindiya (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mukesh, Usha Khanna
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Padmini
Duration : 03:29   Song Number : 10449   

Dekhne Mein Bhola Hai Bombai Ka Babu (1960) 04:37 12930
 
Poster of Bombai Ka Babu (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Suchitra Sen
Duration : 04:37   Song Number : 12930   

Dekho Ab To Kisko Janwar (1965) 03:39 13424
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Raj Shri
Duration : 03:39   Song Number : 13424   

Dekho Are Dilbar Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973) 03:43 37701
 
Poster of Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha
Duration : 03:43   Song Number : 37701   

Dekho Bijali Dole Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 03:00 13957
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Asha Parekh
Taal- 
Tintal
Duration : 03:00   Song Number : 13957   

Dekho Bina Saawan Baras Rahi Badli Sawan (1959) 03:07 36850
 
Poster of Sawan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ameeta
Raag- 
Kafi
Duration : 03:07   Song Number : 36850   

Dekho Dekho Jaanam Ishq (1997) 05:12 39855
 
Poster of Ishq (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Rahat Indori
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Kajol, Ajay Devgan
Duration : 05:12   Song Number : 39855   

Dekho Dekho Ji Farz (1967) 04:39 19213
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 04:39   Song Number : 19213   

Dekho Dekho Madam Pyar Mohabbat (1966) 04:59 14020
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Devid
Duration : 04:59   Song Number : 14020   

Dekho Dil Na Kisi Ka Toote Pyar Ka Rishta (1973) 04:08 37850
 
Poster of Pyar Ka Rishta (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nirupa Roy
Duration : 04:08   Song Number : 37850   

Dekho Idhar Bhi Jaan E Tamanna Imtihaan (1974) 05:07 40364
 
Poster of Imtihaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Bindu, Tanuja, Vinod Khanna
Duration : 05:07   Song Number : 40364   

Dekho Ji Bahaar Aayi Azaad (1955) 03:11 12763
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:11   Song Number : 12763   

Dekho Ji Dekho Mai Baap (1957) 03:10 38708
 
Poster of Mai Baap (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj, Johnny Walker
Duration : 03:10   Song Number : 38708   

Dekho Ji Dekho Ek Baar Is Taraf Dekho Aas (1953) 02:20 36225
 
Poster of Aas (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Shekhar
Duration : 02:20   Song Number : 36225   

Dekho Ji Ye Waada Karo Mohd Rafi & Asha Bhosle 05:03 19310
 
Poster of Mohd Rafi & Asha Bhosle
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Kafeel Azar
Music Director- 
Chitragupt
Duration : 05:03   Song Number : 19310