Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRoshan
HomeRoshan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen ye dil jo lagaaya badi chot khaayi dil jo lagaaya badi chot khaayi jafaa tumne ki aur mujhe sharm aayi mujhe le naa doobe ye meri khataayen ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen wohi aasmaan hai wohi chaand taare wohi aasmaan hai wohi chaand taare magar tum nahin ho bas waade tumhaare ye kiss dil mein tumne lagi hai lagaayi ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen
yun dekhte ho jaise humein jaante nahin pehchaan kar bhi tum humein pehchaante nahin yun dekhte ho jaise humein jaante nahin sabse hans kar milti hain ye zaalim chaak nigaahein ek humse hi takraa ke naa jaane kyun chhip jaayen sabse hans kar milti hain ye zaalim chaak nigaahein ek humse hi takraa ke naa jaane kyun chhip jaayen kar lo idhar zara ek nazar hum gair to nahin yun dekhte ho jaise humein jaante nahin pehchaan kar bhi tum humein pehchaante nahin aye ji khoon kiya hai tum ne aye ji khoon kiya hai tumne kitne hi armaanon ka har baar bura hai dekho hum jaise mastanon ka aye ji khoon kiya hai tumne kitne hi armaanon ka har baar bura hai dekho hum jaise mastanon ka meri ghaat se mere haath se koi jaaye na kahin yun dekhte ho jaise humein jaante nahin pehchaan kar bhi tum humein pehchaante nahin yun dekhte ho jaise humein jaante nahin
yun hi dil ne chaaha tha rona rulaana teri yaad to ban gayi ik bahaana yun hi dil ne chaaha tha rona rulaana teri yaad to ban gayi ik bahaana humen bhi nahin ilm hum jiss pe roye wo beeti ruten hai ke aataa zamaana wo beeti ruten hai ke aataa zamaana teri yaad to ban gayi ik bahaana ghum e dil bhi hai aur ghum e zindagi bhi naa iska thikana naa uska thikana ghum e dil bhi hai aur ghum e zindagi bhi naa iska thikana naa uska thikana naa iska thikana naa uska thikana teri yaad to ban gayi ik bahaana koi kiss pe tadpe koi kiss pe roye idhar dil jalaa hai udhar aashiyaana idhar dil jalaa hai udhar aashiyaana teri yaad to ban gayi ik bahaana yun hi dil ne chaaha tha rona rulaana teri yaad to ban gayi ik bahaana
Zameen Bhi Wohi Hai Wohi Aasman
zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan musaafir se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haai jis raat mere dil ne dhadkana seekha shokh jazbaat ne seene mein bhadkana seekha meri taqadeer se nikli wahi meri taqadeer se nikli wahi sadmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dil ne jab pyaar ke rangeen fasaane chhede aankhon aankhon ne wafaaon ke taraane chhede sog mein doob gai aaj wo sog mein doob gai aaj wo naghmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi roothnewali roothnewali meri baat se maayus na ho behke behke se khayalaat se maayus na ho khatm hogi na kabhi tere mere khatm hogi na kabhi tere mere saath ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi
hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani phool se gaalon pe rukne ko tarastaa paani dil mein toofaan uthaate huye dil mein toofaan uthaate huye jazbaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dar ke bijli se achanak wo lipatnaa uska aur phir sharm se bal khaa ke simatna uska kabhi dekhi naa suni aisi ho kabhi dekhi naa suni aisi tilismaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne dil pe jaltaa hua ik teer sa chhoda uss ne aag paani mein lagaate huye aag paani mein lagaate huye haalat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi mere naghmon mein jo basti hai wo tasveer thi wo naujawaani ke haseen khawaab ki taabeer thi wo aasmaanon se utar aayi hooo aasmaanon se utar aayi thi jo raat ki raat zindagi bhar nahin
kuchh bhi nahin rehta duniyaan mein logon reh jaati hai dosti hoo kuchh bhi nahin rehta duniyaan mein logon reh jaati hai dosti zindagi ka naam dosti dosti ka naam zindagi zindagi ka naam dosti dosti ka naam zindagi ho kuchh bhi nahin rehta duniyaan mein logon reh jaati hai dosti zindagi ka naam dosti dosti ka naam zindagi zindagi ka naam dosti dosti ka naam zindagi itna sab kuchh tune diya hai ehsaanon se baandh liya hai itna sab kuchh tune diya hai ehsaanon se baandh liya hai hoo ehsaan kaisa farz hai humaara humne nibhaayi dosti zindagi ka naam dosti dosti ka naam zindagi zindagi ka naam dosti dosti ka naam zindagi pyaar jo tohraa humko na milta bin patjhad ka phool na khilta pyaar jo tohraa humko na milta bin patjhad ka phool na khilta viraane mein laakhon bahaaren le le ke aayi dosti zindagi ka naam dosti dosti ka naam zindagi zindagi ka naam dosti dosti ka naam zindagi kuchh bhi nahin rehta duniyaan mein logon reh jaati hai dosti ho kuchh bhi nahin rehta
zindagi ke mod par jo koi raastaa mila teri gali se jaa mila zindagi ke mod par jo koi raastaa mila teri gali se jaa mila khaate hain aaj thokren shehar mein zindagi ke hum tujhse chale the door door ghum ki sharaab pee ke hum ghum ki sharaab pee ke hum teri taraf behak gayi teri taraf behak gayi aisa humen nasha mila hmmm hmmm hmmm hmmmm nasha mila tera khyaal chhod ke badh gayin aur uljhane tere hi naam ki sadaa deti hain dil ki dhadkane deti hain dil ki dhadkane ab ye hi sochten hain hum ab ye hi sochten hain hum ruth ke tujhse kya mila ruth ke tujhse kya mila zindagi ke mod par jo koi raastaa mila teri gali se jaa mila
zindagi se jab mile ajnabi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi har cheez paas aati huyi har cheez paas aati huyi door hi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi jise zindagi kehte hain ek raaz hai wo gehra patjhad ke saath saawan dariya ke saath sehra jise zindagi kehte hain ek raaz hai wo gehra patjhad ke saath saawan dariya ke saath sehra kabhi dosti lagi to hoo kabhi dosti lagi to kabhi dushmani lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi aaa aaaaa dil dil ke beech laakhon parde pade huye hain dil dil ke beech laakhon parde pade huye hain khamosh saahilon par toofan khade huye hain honthon ki hansi hooooo honthon ki hansi aadmi ki bebasi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi naari ki zindagi to majboor ek nadi hai naari ki zindagi to majboor ek nadi hai paida huyi kahaan par jaa kar kahaan mili hai sach baat sunke sab ko oooo oooo ooo ooo sach baat sunke sab ko aksar buri lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi is zindagi ke silsile kitne ajeeb hain jo the nazar se door wo
aaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa zurm e ulfat pe humen log sazaa dete hai zurm e ulfat pe humen log sazaa dete hai kaise naadan hai sholon ko hawaa deten hain kaise naadan hai hum se deewane kahin darr ke wafaa karte hain hum se deewane kahin darr ke wafaa karte hain jaan jaaye ke rahe baat nibhaa dete hain jaan jaaye aap daulat ke tarazu mein dilon ko tole aap daulat ke tarazu mein dilon ko tole hum mohabbat se mohabbat kaa seela dete hain hum mohabbat se takhat kya cheez hai aur laal o zawaahar kya hai takhat kya cheez hai aur laal o zawaahar kya hai ishq waale to khudaayi bhi loota dete hain ishq waale humne dil de bhi diya ehde wafaa le bhi liyaa humne dil de bhi diya ehde wafaa le bhi liyaa aap ab shauk se de le jo sazaa dete hain zurm e ulfat pe humen log sazaa dete hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yeh Kaisi Adaayen Hai Unki Raag Rang (1952) 03:14 15653
 
Poster of Raag Rang (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:14   Song Number : 15653   

Yun Dekhte Ho Coffee House (1957) 02:56 37697
 
Poster of Coffee House (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 02:56   Song Number : 37697   

Yun Hi Dil Ne Chaaha Dil Hi To Hai (1963) 03:19 13101
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 03:19   Song Number : 13101   

Zameen Bhi Wohi Hai Wohi Aasmaan Chandni Chowk (1954) 02:42 38252
 
Poster of Chandni Chowk (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Shekhar
Duration : 02:42   Song Number : 38252   

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Duet) Barsaat Ki Raat (1960) 03:25 36009
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:25   Song Number : 36009   

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Male) Barsaat Ki Raat (1960) 04:28 12073
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 12073   

Zindagi Ka Naam Dosti Khudgarz (1987) 06:29 18733
 
Poster of Khudgarz (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Govinda, Shatrughan Sinha
Duration : 06:29   Song Number : 18733   

Zindagi Ke Mod Par Bedaag (1965) 03:27 12868
 
Poster of Bedaag (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:27   Song Number : 12868   

Zindagi Se Jab Mile Asmaan Se Ooncha (1989) 04:39 40854
 
Poster of Asmaan Se Ooncha (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Raj Babbar, Govinda, Anita Raj, Sonam
Duration : 04:39   Song Number : 40854   

Zurm E Ulfat Pe Humen Taj Mahal (1963) 03:32 14312
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Gowda-Malhar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 14312   
Karaoke Songs of roshan, Sad Songs of roshan, Love Songs of roshan, Dance Songs of roshan, Hip-hop songs of roshan, Best songs of roshan, Super hit songs of roshan, hit songs of roshan, duet songs of roshan, solo songs of roshan, old songs of roshan, famous songs of roshan, Hindi Karaoke Songs of roshan, Hindi Sad Songs of roshan, Hindi Love Songs of roshan, Hindi Dance Songs of roshan, Hindi Hip-hop songs of roshan, best Hindi songs of roshan, super hit Hindi songs of roshan, hit Hindi songs of roshan, duet Hindi songs of roshan, solo Hindi songs of roshan, old Hindi songs of roshan, famous Hindi songs of roshan, Sing Along Songs of roshan, Sing Along Sad Songs of roshan, Sing Along Love Songs of roshan, Sing Along Dance Songs of roshan, Sing Along Hip-hop songs of roshan, Sing Along Best songs of roshan, Sing Along Super hit songs of roshan, Sing Along hit songs of roshan, Sing Along duet songs of roshan, Sing Along solo songs of roshan, Sing Along old songs of roshan, Sing Along famous songs of roshan