Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


duniya mujhse kahti hai ke peena chhod de peena chhod de duniya mujhse kahti hai ke peena chhod de yeh kyun nahin kahti hai ki zaalim jeena chhod de jeena chhod de jeena chhod de jeena chhod de kya samjhe yeh duniya kya jaane yeh duniya kya samjhe yeh duniya kya jaane yeh duniya kitna mushkil hai yeh zindagi ka safar kitna mushkil hai yeh zindagi ka safar maut aankhen dikhati hai har mod par ghum se ghabrakar main jo sharaab na piyun ghum se ghabrakar main jo sharaab na piyun toh kah do mere doston main kaise jiyun duniya mujhse duniya mujhse kahti hai ke peena chhod de peena chhod de yeh kyun nahin kahti hai ki zaalim jeena chhod de jeena chhod de jeena chhod de jeena chhod de kya samjhe yeh duniya kya jaane yeh duniya kya samjhe yeh duniya kya jaane yeh duniya meri behoshiyon ko naa ilzaam do meri behoshiyon ko naa ilzaam do ho sake toh mujhe aur ek jaam do mere din raat peene mein ik raaz hai mere din raat peene mein ik raaz hai mere marne mein jeene kaa andaaz
duniyaaaa paagal hai yaa phir main deewana duniyaaaa paagal hai yaa phir main deewana mujhko chaahti hai zulfon mein uljhaana duniyaaaa paagal hai yaa phir main deewana ye baahen jinko tum gale kaa haar samjhe ho gesun ke jinko tum mehkata pyaar samjhe ho ye baahen jinko tum gale kaa haar samjhe ho gesun ke jinko tum mehkata pyaar samjhe ho haar hai phanda pyaar hai khanjar haar hai phanda pyaar hai khanjar tum ho nishaanaaaaa duniyaaaa paagal hai yaa phir main deewana duniyaaaa paagal hai haaye yaa phir main deewana aazaadi hai to tum ho shezaade mere pyaaro shaadi huyi to samjho bhikhaari ban gaye yaaro aazaadi hai to tum ho shezaade mere pyaaro shaadi huyi to samjho bhikhaari ban gaye yaaro jo hai akela wo albela jo hai akela wo albela uss kaa zamaanaaaaa duniyaaaa paagal hai yaa phir main deewana duniyaaaa paagal hai yaa phir main deewana chudi jo chhanke to kaho talwaar chhanki hai paayal baje bhaago ke ye khatre ki ghanti hai chudi jo chhanke to kaho talwaar
duniya rang birangi bhaiya duniya rang birangi duniya rang birangi bhaiya duniya rang birangi hansi khushi ka aalam ho toh bhaage kadki tangi ye duniya rang birangi bhaiya duniya rang birangi duniya rang birangi bhaiya duniya rang birangi buddhe ko mil jaaye budhiya gudde ko haazir hai gudiya are buddhe ko mil jaaye budhiya gudde ko haazir hai gudiya mann se mann ke taar mile to phir kya tangam tangi baabu duniya rang birangi bhaiya duniya rang birangi duniya rang birangi bhaiya duniya rang birangi are jhagda jhagdi door bhagaao hansi khushi ke phool khilaao jhagda jhagdi door bhagaao hansi khushi ke phool khilaao dhinak dhinak dhin baaje tabla geet gaaye sarangi pyaare duniya rang birangi bhaiya duniya rang birangi duniya rang birangi bhaiya duniya rang birangi hansi khushi ka aalam ho toh bhaage kadki tangi hai hai duniya rang birangi bhaiya duniya rang birangi duniya rang birangi bhaiya duniya rang birangi
duniya rang rangeeli yah duniya ik sundar bagiya shobha iski nyari hai yah duniya ik sundar bagiya shobha iski nyari hai har dari par jadu chhaya har dari par jadu chhaya har dari matwari hai adbhut panchhi phool manohar adbhut panchhi phool manohar kali kali chatakili baba duniya rang rangeeli duniya rang rangeeli baba duniya rang rangeeli kadam kadam par asha apna roop anup dikhati hai kadam kadam par asha apna roop anup dikhati hai bigade kaaj banati dheeraj ke geet sunati hai bigade kaaj banati hai dheeraj ke geet sunati hai iska sur mishri se meetha iski taar sajili baba duniya rang rangeeli duniya rang rangeeli baba duniya rang rangeeli dukh ki nadiya jeevan naiya asha ke patavar lage dukh ki nadiya jeevan naiya asha ke patavar lage o naiya ke khene wale o naiya ke khene wale naiya teri paar lage paar basat hai desh sunahara paar basat hai desh sunahara kismat chhail chhabili baba duniya rang rangeeli duniya rang rangeeli baba duniya rang rangeeli duniya rang
duniya tere bazaar mein ik pyar na milaa shauhrat mili daulat mili ik yaar na milaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa duniya tere bazaar mein ik pyar na milaa shauhrat mili daulat mili ik yaar na milaa duniya tere bazaar mein ik pyar na milaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa main bhi hoon un gulon mein jo khil to gaye magar main bhi hoon un gulon mein jo khil to gaye magar jinko kabhi bahaar ka singaar na milaa shauhrat mili daulat mili ik yaar na milaa duniya tere bazaar mein ik pyar na milaa barbaadiyon ka apni main ilzaam kisko doon barbaadiyon ka apni main ilzaam kisko doon ilzaam kisko doon qismat se badh ke koi gunehgaar na milaa shauhrat mili daulat mili ik yaar na milaa duniya tere bazaar mein ik pyar na milaa o o o o o o o o o o o o o o o o o o o o o o o o khoone jigar se mere jo tasveer thi banni khoone jigar se mere jo tasveer thi banni afsos ye ke mujhko hi deedaar na milaa shauhrat mili daulat mili ik yaar na milaa duniya tere bazaar mein ik
toofaan mail duniya ye duniya toofaan mail is ke pahiye zor se chalte aur apna rasta tay karte is ke pahiye zor se chalte aur apna rasta tay karte syaane is se kaam nikaale syaane is se kaam nikaale bachche samjhen khel toofaan mail duniya ye duniya toofaan mail koi kahin ka ticket katata ek aata hai ik hai jaata koi kahin ka ticket katata ek aata hai ik hai jaata sabhi musafir bichhad jaayenge sabhi musafir bichhad jaayenge pal bhar ka hai mail pal bhar ka hai mail toofaan mail duniya ye duniya toofaan mail jo jitni poonji hain rakhte usi mutabik safar wo karte jo jitni poonji hain rakhte usi mutabik safar wo karte jeevan kaaaa jeevan ka hai bhed bataati jeevan ka hai bhed bataati gyaani ko ye rail toofaan mail duniya ye duniya toofaan mail
hoo duniya ye kehti hai duniya ye kehti hai meri kismat mein likhi wo jo peechhe baithi hai wo jo peechhe baithi hai hahahaha haha ho ho mera dil ye kehta hai mera dil ye kehta hai din ko sapne dekhe wo jo aage baitha hai wo jo aage baitha hai hahahaha lala haha ye sapna nahin zalim hoo ye sapna nahin zalim sachi sachi pyaar ho gaya tu keh de mujhe balam hoo tu keh de mujhe baalam hahahaha hahi haho jab humko na paoge jab humko na paoge chhip chhip ke pagle tum ashq bahaoge tum ashq bahaoge hahahaha lala haha ab dil mein thaani hai ab dil mein thaani hai o yaa tujhe paana hai yaa jaan gawani hai yaa jaan gawani hai hahahaha haha haha main shor macha dungi main shor macha dungi chup na raha jo tu main qaid kara dungi main qaid kara dungi hahahaha lala aaha keh do is kaafir ko keh do is kaafir ko gori gori baahon mein kar qaid musafir ko kar qaid musafir ko aahahaha hoho haha tu rok khatare ko tu rok khatare ko thokar marungi main tere sahare ko main tere sahare ko
o ayven duniyaa deve duhaai jhutha paundi shor te apne dil to poochh ke vekho kaun nahin aye chor te ki main jhooth boleya koi naa te ki main kufur toleya koi naa te ki main zehar gholeya koi naa bhai koi naa bhai koi naa o ayven duniyaa deve duhaai jhutha paundi shor te apne dil to poochh ke vekho kaun nahin aye chor te ki main jhooth boleya koi naa te ki main kufur toleya koi naa te ki main zehar gholeya koi naa bhai koi naa bhai koi naa aaun hunn hunn hunn aaun hunn hunn hunn aaun hunn hunn hunn aaun hunn hunn oye haq dujje daa maar maar keeeeeeee haaaaaaannnnnnnnnn oye haq dujje daa maar maar ke bande log ameer main aeinu kenda chori duniyaa kehndi taqdeer te ki main jhooth boleya koi naa te ki main kufur toleya koi naa te ki main zehar gholeya koi naa bhai koi naa bhai koi naa aaun hunn hunn hunn aaun hunn hunn hunn aaun hunn hunn hunn aaun hunn hunn ho vekhe pandit gyaani dhyaaniiiii hoooooooooooooooooooo hooooooo ooooo oooooo hooooooo ooooo oooooo ho vekhe
duniyaa hai isi ka naam kahin shaadi kahin barbaadi kahin shaadi kahin barbaadi kabhi subah kabhi hai shaam kahin shaadi kahin barbaadi nagma hai kahin shehnaayi kaa maatam hai kahin tanhaayi kaa koi zehar piye koi jaam re koi zehar piye koi jaam duniyaa hai isi ka naam kahin shaadi kahin barbaadi kahin shaadi kahin barbaadi tum gair se naata jod chale aur mujhko tadapta chhod chale socha naa mera anjaam re socha naa mera anjaam duniyaa hai isi ka naam kahin shaadi kahin barbaadi kahin shaadi kahin barbaadi ho tum ko mubaaraq duniyaa nayi duniyaa nayi kar lena humen bhi yaad kabhi kar lena humen bhi yaad kabhi tum shaad ho hum naaqam re tum shaad ho hum naaqam duniyaa hai isi ka naam kahin shaadi kahin barbaadi kahin shaadi kahin barbaadi kabhi subah kabhi hai shaam kahin shaadi kahin barbaadi
duniyaa humare pyaar ki yunhi jawaan rahe ayeee eeeee main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe duniyaa humare pyaar ki yunhi jawaan rahe ayeee eeeee main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe do din ki zindagi hai ise yun guzaar de do din ki zindagi hai ise yun guzaar de ujdi huyi ye pyaar ki raahen sanwaar de ujdi huyi ye pyaar ki raahen sanwaar de hum tum yahaan rahen naa rahen iss ka ghum nahin lekin humare pyaar ka baaki nishaan rahe main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe duniyaa humare pyaar ki yunhi jawaan rahe ayeee eeeee main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe duniyaa mein chhod jaayenge hum wo nishaaniyaan duniyaa mein chhod jaayenge hum wo nishaaniyaan ban jaayengi jo pyaar ki meethi kahaaniyaan ban jaayengi jo pyaar ki meethi kahaaniyaan duniyaa humare baad humen yun karegi yaaaad do pyaar karne waale the par ek jaan rahe main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe duniyaa humare pyaar ki yunhi jawaan rahe main bhi wahin rahun mera
duniyaa karen sawaal to hum kya jawaab dein tum ko naa hoo khayaal to hum kya jawaab dein duniyaa karen sawaal poochhe koi ke dil ko kahaan chhod aayen hain poochhe koi ke dil ko kahaan chhod aayen hain kis kis se apna rishtaa e jaan tod aayen hain mushkil ho arz e haal mushkil ho arz e haal to hum kya jawaab dein tum ko naa hoo khayaal to hum kya jawaab dein duniyaa karen sawaal poochhe koi ke dard e wafaa kaun de gaya poochhe koi ke dard e wafaa kaun de gaya raaton ko jaagne ki sazaa kaun de gaya kehne se ho malaal kehne se ho malaal to hum kya jawaab dein tum ko naa hoo khayaal to hum kya jawaab dein duniyaa karen sawaal to hum kya jawaab dein
duniyaa mein hum aaye hain to jeena hi padega jeevan hai agar zeher to peena hi padega duniyaa mein hum aaye hain to jeena hi padega jeevan hai agar zeher to peena hi padega gir gir ke musibat mein sambhalte hi rahenge jal jaayen magar aag pe chalte hi rahenge gir gir ke musibat mein sambhalte hi rahenge jal jaayen magar aag pe chalte hi rahenge ghum jisne diyeeeeeeee ghum jisne diye hain wo hi ghum door karega ghum jisne diye hain wo hi ghum door karega duniyaa mein hum aaye hain to jeena hi padega jeevan hai agar zeher to peena hi padega aurat hai wo aurat jise duniyaa ki sharam hai sansaar mein bas laaj hi naari ka dharam haiiiiii sansaar mein bas laaj hi naari ka dharam hai zinda hai jooooooooo zinda hai jo izjjat se wo izjjat se marega zinda hai jo izjjat se wo izjjat se marega duniyaa mein hum aaye hain to jeena hi padega jeevan hai agar zeher to peena hi padega maalik hai tere saath naa dar ghum se tu aye dil mehnat kare insaan to kya kaam hai mushkil maalik
duniyaa meinnnn duniyaa meinnn duniyaa mein nahin koi yaar wafadaar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai yahaan karna kisi se pyaar hai beqaar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai dukh dard ka hai baazaar ye sansaar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai milna hai yahaan dushwaar dil ko qaraar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai kar gaye wo bhi hum se kinaaraaaaa jinko basaaya mann meinnnn pyaar ki baazi jeet chuka hai koi na iss jeevan meinn koi na iss jeevan mein hoti hai yahaan har baar dil ki haar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai kismat ne majboor bana karrrr chheen liya sukh humseeee kaaya ki iss qaid mein aa kar kaun bacha hai ghum se kaun bacha hai ghum se chalte hai yahaan par waar ghum ke hazaaaaar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai
duniyaa mein tera hai bada naam aaj mujhe bhi tujhse pad gaya kaam meri binti sune to jaanuuuuu meri binti sune to jaanuuuu maanun tujhe main raam raam nahin to kar doonga saare jag mein tujhe badnaam duniyaa mein tera hai bada naam aaj mujhe bhi tujhse pad gaya kaam main nahin kehta kehte hain saare main nahin kehta kehte hain saare tune banaye chaand sitaare tu dukh door kare to mere meri bigdi banaaye to tere gun gaaun suboh shaam raam nahin to kar doonga saare jag mein tujhe badnaam duniyaa mein tera hai bada naam aaj mujhe bhi tujhse pad gaya kaam saathi jagat mein bas ik apna saathi jagat mein bas ik apna iss jeevan kaa aakhiri sapna wo bhi tod ke daata naa le yun munh mod ke daata naa le sir pe tu ye ilzaam raam nahin to kar doonga saare jag mein tujhe badnaam duniyaa mein tera hai bada naam aaj mujhe bhi tujhse pad gaya kaam majboori tere dar pe le aayi majboori tere dar pe le aayi aasha ki maine jyot jagaayi mann ki bhujhti jyot jagaa de meri tooti aas
aaaaaaaaa da re naaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa duniyaa naa bhaaye mohe ab to bulaa le duniyaa naa bhaaye mohe ab to bulaa le charnon mein charnon mein tere charnon mein charnon mein duniyaa naa bhaaye mohe ab to bulaa le duniyaa naa bhaaye mohe ab to bulaa le charnon mein charnon mein tere charnon mein charnon mein mere geet mere sang sahaare mere geet mere sang sahaare koi naa mera sansaar mein koi naa mera sansaar mein dil ke ye tukdeeeee dil ke ye tukde kaise bech doon duniyaa ke baazar mein duniyaa ke baazar mein mann ke ye moti rakhiyo tu sambhaale mann ke ye moti rakhiyo tu sambhaale charnon mein charnon mein tere charnon mein charnon mein saat suron ke saaton saagar saat suron ke saaton saagar mann ki umango se jaage mann ki umango se jaage tu hi bataaaaaaa tu hi bataa
duniyaa ne teri duniyaawale sukh chain humara chheen liya sukh chain humara chheen liya pehle to basaayi dil mein khushi phir dil ka sahaara chheen liya phir dil ka sahaara chheen liya duniyaa ne teri duniyaawale kya kaam humen ab jeene se marne ki duwaayen kyun naa karen kyun naa karen toofan mein kashti aan phansi maujon ne kinaara chheen liya maujon ne kinaara chheen liya duniyaa ne teri duniyaawale aye ghum ki ghata jaa aur kahin aye ghum ki ghata jaa aur kahin ab paas humare kuchh bhi nahin ab paas humare kuchh bhi nahin oooo kuchh bhi nahin chamkaaya tha jisne kismat ko toone wo sitaara chheen liya toone wo sitaara chheen liya duniyaa ne teri duniyaawale sukh chain humara chheen liya sukh chain humara chheen liya duniyaa ne teri duniyaawale
duniyaa o duniyaa tera jawaab nahin duniyaa o duniyaa teri jafaaon kaa bas koi hisaab nahin duniyaa o duniyaa tera jawaab nahin duniyaa o duniyaa tu chhanv hai yaa hai dhoop khabar kis ko kya hai tera asli roop khabar kis ko tu chhanv hai yaa hai dhoop khabar kis ko kya hai tera asli roop khabar kis ko aayen nazar kaise tu aansun hai khwaab nahin duniyaa o duniyaa tera jawaab nahin duniyaa o duniyaa teri zubaan pe hai zikr sitaaron kaa tere labon pe hai naam bahaaron kaa teri zubaan pe hai zikr sitaaron kaa tere labon pe hai naam bahaaron kaa par tere daaman mein kaante hain gulaab nahin duniyaa o duniyaa tera jawaab nahin duniyaa o duniyaa ye kin khayaalon mein kho gaye hain aap kyun kuchh pareshaan se ho gayen hain aap ye kin khayaalon mein kho gaye hain aap kyun kuchh pareshaan se ho gayen hain aap aap se to mujhko kuchh shikwaa janaab nahin duniyaa o duniyaa tera jawaab nahin teri jafaaon kaa bas koi hisaab nahin duniyaa o duniyaa
duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai koi koi apne piya ke kareeb hai duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai door hi rehte hain unse kinaare din ko na koi maajhi paar utaare door hi rehte hain unse kinaare din ko na koi maajhi paar utaare saath hai maajhi to kinaara bhi kareeb hai duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai chaahe bujhaa de koi deepak saare preet bichhaati jaaye raah mein taare chaahe bujhaa de koi deepak saare preet bichhaati jaaye raah mein taare preet deewani ki kahaani bhi ajeeb hai duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai barkhaa ki root ho yaa din hon bahaar ke lagte hain sune sune bin tere pyaar ke tu hai to zindagi ko zindagi naseeb hai duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai koi koi apne piya ke kareeb hai duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai
jaane chale jaate hain kahaan duniyaan se jaane waale jaane chale jaate hain kahaan duniyaan se jaane waale jaane chale jaate hain kahaan kaise dhoondhe koi unko nahin kadmon ke bhi nishaan duniyaan se jaane waale jaane chale jaate hain kahaan jaane hai wooooo jaane hai wo kaun nagariya aaye jaaye khat na khabariya aayen jab jab unki yaaden aayen honthon pe fariyaaden jaake phir na aane waale jaane chale jaate hain kahaan duniyaan se jaane waale jaane chale jaate hain kahaan mere bichhadeeeee mere bichhade jeevan saathi saathi jaise deepak baati mujhse bichhade gaye tum aise saawan ke jaate hi jaise udke baadal kaale kaale jaane chale jaate hain kahaan duniyaan se jaane waale jaane chale jaate hain kahaan kaise dhoondhe koi unko nahin kadmon ke bhi nishaan duniyaan se jaane waale jaane chale jaate hain kahaan
duniyaawaalon se door jalne waalon se door aa jaa aa jaa chale kahin door kahin door kahin door duniyaawaalon se door jalne waalon se door aa jaa aa jaa chale kahin door kahin door kahin door wo pyaar ka jahaan hai har dil pe meharbaan hai kuchh aur wo zameen hai kuchh aur aasmaan hai naa zulm kaa nishaan hai naa ghum ki daastaan hai har koi jisko samjhe wo pyaar ki jubaan hai duniyaawaalon se door jalne waalon se door aa jaa aa jaa chale kahin door kahin door kahin door haathon mein haath daale khud ko bhi naa sambhaale niklenge hum jidhar se ho jaayenge ujaale chanda kahega hans kar seene pe haath rakh kar wo jaa rahe hain dekho do pyaar karne waale duniyaawaalon se door jalne waalon se door aa jaa aa jaa chale kahin door kahin door kahin door duniyaawaalon se door jalne waalon se door aa jaa aa jaa chale kahin door kahin door kahin door hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Duniya Mujhse Kehti Hai Kahani Kismat Ki (1973) 03:53 38100
 
Poster of Kahani Kismat Ki (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Rekha
Duration : 03:53   Song Number : 38100   

Duniya Pagal Hai Shagird (1967) 06:59 14208
 
Poster of Shagird (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Johar
Duration : 06:59   Song Number : 14208   

Duniya Rang Birangi Rang Birangi (1983) 03:21 17655
 
Poster of Rang Birangi (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Kaka Hathrasi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Manna Dey
Duration : 03:21   Song Number : 17655   

Duniya Rang Rangeeli Baba Dharti Mata (1938) 02:46 36857
 
Poster of Dharti Mata (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Pt Sudarshan
Music Director- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
K C Dey, Uma Sashi
Duration : 02:46   Song Number : 36857   

Duniya Tere Bazaar Mein Dreams (2005) 07:13 18644
 
Poster of Dreams (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Arun Kerkar
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Aashish Chanana
Duration : 07:13   Song Number : 18644   

Duniya Ye Duniya Toofaan Mail Jawab (1942) 02:58 36452
 
Poster of Jawab (1942)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1942
Lyricist
Pt Madhur
Music Director- 
Kamal Das Gupta
On Screen Actors- 
Kanan Devi
Duration : 02:58   Song Number : 36452   

Duniya Ye Kehti Hai Miss Bombay (1957) 03:33 37687
 
Poster of Miss Bombay (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Hansraj Behl
On Screen Actors- 
Ajeet, Nalini Jayvant
Duration : 03:33   Song Number : 37687   

Duniyaa Deve Duhaai Jagte Raho (1956) 03:59 13398
 
Poster of Jagte Raho (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Manohar Deepak
Duration : 03:59   Song Number : 13398   

Duniyaa Hai Isi Ka Naam Sohni Mahiwal (1958) 03:47 14268
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:47   Song Number : 14268   

Duniyaa Humare Pyaar Lahore (1949) 04:12 13575
 
Poster of Lahore (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Nargis
Duration : 04:12   Song Number : 13575   

Duniyaa Karen Sawaal To Hum Bahu Begum (1967) 03:09 20413
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Ashok Kumar
Duration : 03:09   Song Number : 20413   

Duniyaa Mein Hum Aaye Mother India (1957) 03:44 13772
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:44   Song Number : 13772   

Duniyaa Mein Nahin Koi Yaar Amber (1952) 03:29 15536
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 15536   

Duniyaa Mein Tera Hai Loafer (1973) 06:05 13615
 
Poster of Loafer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 06:05   Song Number : 13615   

Duniyaa Naa Bhaaye Mohe Basant Bahar (1956) 06:01 12855
 
Poster of Basant Bahar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Todi
Duration : 06:01   Song Number : 12855   

Duniyaa Ne Teri Duniyaawale Deedar (1951) 03:13 13032
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:13   Song Number : 13032   

Duniyaa O Duniyaa Naya Zamana (1971) 04:12 11966
 
Poster of Naya Zamana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:12   Song Number : 11966   

Duniyaan Mein Aisa Devar (1966) 03:20 13057
 
Poster of Devar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Baby Fareeda
Duration : 03:20   Song Number : 13057   

Duniyaan Se Jaane Waale Pushpanjali (1970) 02:55 20418
 
Poster of Pushpanjali (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sanjay, Kishoree Sahu
Duration : 02:55   Song Number : 20418   

Duniyaawaalon Se Door Ujala (1959) 03:21 12112
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shammi Kapoor
Duration : 03:21   Song Number : 12112   
Karaoke Songs of , Sad Songs of , Love Songs of , Dance Songs of , Hip-hop songs of , Best songs of , Super hit songs of , hit songs of , duet songs of , solo songs of , old songs of , famous songs of , Hindi Karaoke Songs of , Hindi Sad Songs of , Hindi Love Songs of , Hindi Dance Songs of , Hindi Hip-hop songs of , best Hindi songs of , super hit Hindi songs of , hit Hindi songs of , duet Hindi songs of , solo Hindi songs of , old Hindi songs of , famous Hindi songs of , Sing Along Songs of , Sing Along Sad Songs of , Sing Along Love Songs of , Sing Along Dance Songs of , Sing Along Hip-hop songs of , Sing Along Best songs of , Sing Along Super hit songs of , Sing Along hit songs of , Sing Along duet songs of , Sing Along solo songs of , Sing Along old songs of , Sing Along famous songs of