Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRehana
HomeRehana
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


saanwari soorat mann bhayi re piya tori saanwari soorat man bhayi saanwari soorat mann bhayi re piya tori saanwari soorat man bhayi armaano ne lee angdaayi armaano ne lee angdaayi re piya tori saanwari soorat man bhayi saanwari soorat mann bhayi re piya tori saanwari soorat man bhayi aake sapno mein geet suna gaye aake sapno mein geet suna gaye sote sote mein aan jaga gaye sote sote mein aan jaga gaye phir ankhiyon ko neend na aayi na aayi na aayi re piya tori saanwari soorat mann bhayi saanwari soorat mann bhayi re piya tori saanwari soorat mann bhayi dekho meri ye nayi nayi preet hai dekho meri ye nayi nayi preet hai mere hothon pe pehla pehla geet hai mere hothon pe pehla pehla geet hai maine jeevan ki jyot jagayi jagayi jagayi re piya tori saanwari soorat mann bhayi saanwari soorat mann bhayi re piya tori saanwari soorat mann bhayi base nainon mein nain tumhare hain base nainon mein nain tumhare hain meri duniyan mein chamke sitare hain meri duniyan mein chamke
zindagi ke ghum bhulane ke liye sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya bekhudi mein doob jaane ke liye sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya beete din kuchh iss tarah yaad aa gayeeee beete din kuchh iss tarah yaad aa gayeeee meri aankhon mein andhere chhaa gayeee inn andheron ko hatane ke liyeee sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya kab talak yun dar b dar phirta rahun kab talak yun dar b dar phirta rahun main sukoon e dil ki khatir kya karun aag zakhmon ki bhujhane ke liyeeee sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya mujhko le doobe naa mere ghum kahin mujhko le doobe naa mere ghum kahin ghut ke reh jaaye naa mera dam kahinnnn apni hasti ko mitane ke liyeeee sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya zindagi ke ghum bhulane ke liye sharaab ka sahaara maine
tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin wo pehli pehli mulakaat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin machal rahi thi mere seene par ghani zulfein machal rahi thi mere seene par ghani zulfein pighal gayi thi jawaan raat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin diye the jab mere hathon mein tumne haath apne diye the jab mere hathon mein tumne haath apne laraz rahe the hasin haath yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin sitaare sun ke jise jhenp jhenp jaate the sitaare sun ke jise jhenp jhenp jaate the nigaah kehti thi wo baat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin wo pehli pehli mulakaat yaad hai ke nahin yaad hai ke nahin hain yaad hai
wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain nighaahen uth uth ke jhuk rahi hain nighaahen uth uth ke jhuk rahi hain maze muhabbat ke aa rahe hain wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain ye jhuthi aahen ye jhuthe aansoon ye jhuthi aahen ye jhuthe aansoon jhalak rahen hain jo har palak mein bata rahe hain bata rahe hain ke toote dil do hazaaron sadmen utha rahe hain maze muhabbat ke aa rahe hain wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain ghadi mein bigde ghadi mein jhagde ghadi mein bigde ghadi mein jhagde hain baithe phir bhi aisi adaa se aisi adaa se dabaa ke apne honthon ko donon hansi ko apni chhipaa rahe hain maze muhabbat ke aa rahe hain wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye dil aur unki nigaahon ke saaye ye dil aur unki nigaahon ke saaye ye dil aur unki nighahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm pahadon ko chanchal kiran chumati hai pahadon ko chanchal kiran chumati hai hawa har nadi ka badan chumati hai hawa har nadi ka badan chumati hai yahaan se wahaan tak hain chahon ke saaye yahaan se wahaan tak hain chahon ke saaye ye dil aur unki nigaahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye lipate ye pedon se badal ghanere lipate ye pedon se badal ghanere ye pal pal ujaale ye pal pal andhere ye pal pal ujaale ye pal pal andhere bahot thande thande hain raahon ke saaye bahot thande thande hain raahon ke saaye ye dil aur unki nigaahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye laa
hmmmmm hmmmm ye neer kahan se barse hai ye badri kahan se aayi hai ye neer kahan se barse hai ye badri kahan se aayi hai ye badri kahan se aayi hai gehre gehre naale gehra gehra pani re gehre gehre naale gehra pani re gehre man ki chah anjani re jag ki bhool bhulaiya mein jag ki bhool bhulaiya mein kunj koi kaurahi hai ye badri kahan se aayi hai cheedon ke sang aahein bhar li cheedon ke sang aahein bhar li aag chanaar ki mang mein dhar li bujh na paye re bujh na paye re bujh na paye re raakh mein bhi jo aisi agan lagayi hai ye badri kahaan se aayi hai panchhi pagle kahan ghar tera re panchhi pagle kahan ghar tera re bhool na jaiyo apna basera re koyal bhool gayi jo ghar koyal bhool gayi jo ghar wo laut ke phir kab aayi hai wo laut ke phir kab aayi hai ye neer kahan se barse hai ye badri kahan se aayi hai hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmm hmm hmmm
zamaane ka dastoor hai ye puraana zamaane ka dastoor hai ye puraana mitaa kar banaana bana kar mitaana mitaa kar banaana bana kar mitaana zamaane ka dastoor hai ye puraana wafaa kya yahi hai jafaa karne waale wafaa kya yahi hai jafaa karne waale nighaahen mila kar nighaahen churaana nighaahen mila kar nighaahen churaana zamaane ka dastoor hai ye puraana mohabbat ka anjaam zaahir tha hum par mohabbat ka anjaam zaahir tha hum par bahut humne roka magar dil na maana bahut humne roka magar dil na maana zamaane ka dastoor hai ye puraana koi aasmaan se zara ye to poochhchhe koi aasmaan se zara ye to poochhchhe mila kya jala kar mera aashiyaana mila kya jala kar mera aashiyaana zamaane ka dastoor hai ye puraana
zindagi hum teri had se guzar gaye hote zindagi hum teri had se guzar gaye hote dil jo patthar ka na hota toh mar gaye hote dil jo patthar ka na hota toh mar gaye hote dil jo patthar ka na hota dekh leti teri duniya kisi kamzor mujh par dekh leti teri duniya kisi kamzor mujh par maut ki aankh mein bhi ashq bhar gaye hote maut ki aankh mein bhi ashq bhar gaye hote dil jo patthar ka na hota dil mera jalta raha aah tak na ki varna aa aa dil mera jalta raha aah tak na ki varna barq ke dil mein yeh shole utar gaye hote barq ke dil mein yeh shole utar gaye hote dil jo patthar ka na hota phoot kar aise na saawan ki ghataayen roti phoot kar aise na saawan ki ghataayen roti meri palkon pe jo aansu thehar gaye hote meri palkon pe jo aansu thehar gaye hote dil jo patthar ka na hota toh mar gaye hote dil jo patthar ka na hota
zindagi ke mod par hum tum mile aur kho gaye ajnabi the aur phir hum ajnabi se ho gaye zindagi ke mod par pal do pal jazbaat ki pal do pal jazbaat ki lehron mein kitna josh tha ek zara si der mein toofaan ke dhaare so gaye so gaye zindagi ke mod par hum tum mile aur kho gaye zindagi ke mod par dil ke har ek taar mein dil ke har ek taar mein kya jaaniye kya soz hai saaz chheda aur sabhi nagme pareshan ho gaye ho gaye zindagi ke mod par hum tum mile aur kho gaye zindagi ke mod par jiss kadar nazdeek aaye jiss kadar nazdeek aaye faasle badhte gaye do musaafir apni manzil par pahunch kar kho gaye kho gaye zindagi ke mod par hum tum mile aur kho gaye ajnabi the aur phir hum ajnabi se ho gaye zindagi ke mod par
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Saanwari Soorat Mann Ada (1951) 03:07 12262
 
Poster of Ada (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana
Duration : 03:07   Song Number : 12262   

Sharaab Ka Sahaara Dil Ki Rahen (1973) 05:42 12330
 
Poster of Dil Ki Rahen (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rehana Sultan, Rakesh Pandey
Duration : 05:42   Song Number : 12330   

Tumhen Wo Bheegi Huyi Raat Ooperwaala Jaane (1977) 04:58 38406
 
Poster of Ooperwaala Jaane (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Rehana Sultan
Duration : 04:58   Song Number : 38406   

Wo Humse Chup Hain Sargam (1950) 02:48 15112
 
Poster of Sargam (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
P L Santoshi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Rehana
Duration : 02:48   Song Number : 15112   

Ye Dil Aur Unki Nigaahon Ke Saaye Prem Parbat (1973) 06:16 21433
 
Poster of Prem Parbat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:16   Song Number : 21433   

Ye Neer Kahan Se Barse Prem Parbat (1973) 04:59 37025
 
Poster of Prem Parbat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 04:59   Song Number : 37025   

Zamane Ka Dastoor Lajawab (1950) 03:13 13589
 
Poster of Lajawab (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Sohan, Rehana, Kuldeep Kaur
Raag- 
Des
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:13   Song Number : 13589   

Zindagi Hum Teri Had Se Sister (1980) 05:09 39071
 
Poster of Sister (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Suraj Bhardwaj
Music Director- 
J P Kaushik (Jag Phool)
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Duration : 05:09   Song Number : 39071   

Zindagi Ke Mod Par Hum Tum Mile Man Tera Tan Mera (1971) 04:30 38939
 
Poster of Man Tera Tan Mera (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Anil Dhawan, Rehana Sultan
Duration : 04:30   Song Number : 38939   
Karaoke Songs of Rehana, Sad Songs of Rehana, Love Songs of Rehana, Dance Songs of Rehana, Hip-hop songs of Rehana, Best songs of Rehana, Super hit songs of Rehana, hit songs of Rehana, duet songs of Rehana, solo songs of Rehana, old songs of Rehana, famous songs of Rehana, Hindi Karaoke Songs of Rehana, Hindi Sad Songs of Rehana, Hindi Love Songs of Rehana, Hindi Dance Songs of Rehana, Hindi Hip-hop songs of Rehana, best Hindi songs of Rehana, super hit Hindi songs of Rehana, hit Hindi songs of Rehana, duet Hindi songs of Rehana, solo Hindi songs of Rehana, old Hindi songs of Rehana, famous Hindi songs of Rehana, Sing Along Songs of Rehana, Sing Along Sad Songs of Rehana, Sing Along Love Songs of Rehana, Sing Along Dance Songs of Rehana, Sing Along Hip-hop songs of Rehana, Sing Along Best songs of Rehana, Sing Along Super hit songs of Rehana, Sing Along hit songs of Rehana, Sing Along duet songs of Rehana, Sing Along solo songs of Rehana, Sing Along old songs of Rehana, Sing Along famous songs of Rehana