Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShyam
HomeShyam
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz dekh lo iska tamasha chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz laakh daara aur sikandar ho gaye aaj bolo wo kahaan sab kho gaye aayi hichki maut ki aur so gaye aayi hichki maut ki aur so gaye har kisi kaa hai basera chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz kal talak rangeen bahaare thi jahaan aaj kabro ke wahaan dekhe nishaan rang badle har ghadi ye aasmaan rang badle har ghadi ye aasmaan aish o ghum jo kuchh bhi dekha chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz kya milega dil kisi ka tod ke le dua toote dilon ko jod ke jaa magar kuchh yaad apni chhod ke jaa magar kuchh yaad apni chhod ke ho tera duniyaa mein charcha chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz dekh lo iska tamasha chand roz chand roz hai
hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana mere gulsitaan ka sab kuchh tera sirf muskurana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana mere gulsitaan ka sab kuchh tera sirf muskurana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana ye khule khule se gesun uthe jaise badliyaan si ye jhuki jhuki nighahen gire jaise bijliyaan si tere naachten kadam mein hai bahaar ka khazaana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana tera jhumna machalna ye nazar badal badal ke mera dil dhadak raha hai tu lachak sambhal sambhal ke kahin ruk na jaaye zaalim kisi mod par zamaana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana mere gulsitaan ka sab kuchh tera sirf muskurana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana
iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin ulfat karna khel hai lekin karke nibhaanaa khel nahin jab se huye hain door wo humse jab se huye hain door wo humse dhoondh rahi hai unko nazar dhoondh rahi hai unko nazar haai re o bedard zamaane haai re o bedard zamaane ye bhi nahin hai tujhko khabar ye bhi nahin hai tujhko khabar aag lagi hai dil mein kuchh aisi jis ka bujhaana khel nahin iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin laakh sataayen pyaar ke dushman laakh sataayen pyaar ke dushman bhool sakenge unko na hum bhool sakenge unko na hum aur badhegi unki muhabbat aur badhegi unki muhabbat jitne bhi honge zulm o sitam jitne bhi honge zulm o sitam kehde ye koi naadaanon se humko mitaanaa khel nahin iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin
hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa hmmmm hmmm hmmm hmmmm ja ja ja ja bewafaa kaisa pyaar kaisi preet re tu naa kisi ka meet re jhuthi teri pyaar ki kasam ja ja ja ja bewafaa dil pe har zafaa dekh li beasar duaa dekh li kuchh kiya naa dil ka khayaal jaa teri wafaa dekh li kuchh kiya naa dil ka khayaal jaa teri wafaa dekh li ja ja ja ja bewafaa kaisa pyaar kaisi preet re tu naa kisi ka meet re jhuthi teri pyaar ki kasam ja ja ja ja bewafaa kyun naa ghum se aahen bharun yaad aa gayi kya karun bekhabar bas itna bata pyaar mein jiyun yaa marun bekhabar bas itna bata pyaar mein jiyun yaa marun ja ja ja ja bewafaa kaisa pyaar kaisi preet re tu naa kisi ka meet re jhuthi teri pyaar ki kasam ja ja ja ja bewafaa
jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka thoda thoda aane laga maza bahaar kaa jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka thoda thoda aane laga maza bahaar kaa dil jo mile gul se khile jaan gaye hum raaz naye dil jo mile gul se khile jaan gaye hum raaz naye tujh se sanam teri kasam seekh liye andaaz naye gayi dil ko uda teri shokh ada mera bas na chala jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka thoda thoda aane laga maza bahaar kaa dil hai nadaan raat haseen kaisa sama hai kaisi ghadi dil hai nadaan raat haseen kaisa sama hai kaisi ghadi kaise bujhe dil ki lagi ab to ye mushkil aan padi aisa dard mila nahin jis ki dava tere pyaar ke siva jaane kaisa chhaane laga nasha ye pyaar ka jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka thoda thoda aane laga maza bahaar kaa
jhuki jhuki pyaar ki nazar dekhe unhe dil mein jhoom kar jhuki jhuki pyaar ki nazar dekhe unhe dil mein jhoom kar gori zara dekh lo idhar aji humein mil gayi khabar gori zara dekh lo idhar aji humein mil gayi khabar jo baat hai khushi ki wo baat kuchh na puchho hai raat aane waali wo raat kuchh na puchho jo baat hai khushi ki wo baat kuchh na puchho hai raat aane waali wo raat kuchh na puchho banke chanda pyaar ka phanda dil pe daala re banke chanda pyaar ka phanda dil pe daala re jhuki jhuki pyaar ki nazar dekhe unhe dil mein jhoom kar gori zara dekh lo idhar aji humein mil gayi khabar aaj to tumhare hain gaal bhi gulaabi dekho kar na dena baharon ko sharaabi aaj to tumhare hain gaal bhi gulaabi dekho kar na dena baharon ko sharaabi lehren dekhun dil lehraaye jhoomein jaun re lehren dekhun dil lehraaye jhoomein jaun re jhuki jhuki pyaar ki nazar dekhe unhe dil mein jhoom kar gori zara dekh lo idhar aji humein mil gayi khabar achchha ab main jaani ye baaton ke
kaare kaare baadra jaa re jaa re baadra meri atariyaa naa shor machaa kaare kaare baadra jaa re jaa re baadra meri atariyaa naa shor machaa kaare kaare baadraaaa kaahe ko jagaaya o bairi main to soyi thi kaahe ko jagaaya o bairi main to soyi thi paapi tu kya jaane main sapnon mein khoyi thi paapi tu kya jaane main sapnon mein khoyi thi aankhon se meri li neendiyaa udaa kaare kaare baadra jaa re jaa re baadra meri atariyaa naa shor machaa kaare kaare baadraaaa kabhi itt aaye to kabhi utt jaaye re kabhi itt aaye to kabhi utt jaaye re dekh ke akeli tu mujkko daraaye re dekh ke akeli tu mujkko daraaye re seekhe kahaan se ye dhang chhaliyaa kaare kaare baadra jaa re jaa re baadra meri atariyaa naa shor machaa kaare kaare baadraaaa aa jaa tu hi aa jaa pawan lehraaye ke aa jaa tu hi aa jaa pawan lehraaye ke sang sang le jaa ye badraa udaaye ke sang sang le jaa ye badraa udaaye ke doongi duwaayen ho tera bhalaaaa kaare kaare baadra jaa re jaa re baadra meri atariyaa naa
Leke Dil Chupke Se
main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon aaja dil ke hotalon mein ghoom le zaraa aaaaa pyaar ki bahaar le ke jhoom le zaraa aaaaa hamko to khilaayiye ji taaza halva sooon main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon aaj is zameen pe to apna raaj hai aahhaaaaa topi isko mat kaho ji sar pe taaj hai ohhooooooooo yuun chamak raha hoon main toh jaise koyi moon main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon
main rikhshaa wala main rikhshaa wala hai chaar ke barabar ye do taang wala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala main rikhshaa wala main rikhshaa wala door door door koi mujhko bulaaye mujhko bulaaye kya karun dil use bhool naa paaye bhool naa paaye main rishte jodun dil ke mujhe hi manzil pe koi na pahunchaaye koi na pahunchaaye main rikhshaa wala main rikhshaa wala hai chaar ke barabar ye do taang wala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala main rikhshaa wala main rikhshaa wala thi kabhi chaand tak apni udaan apni udaan ab ye dhool ye sadak apna jahaan apna jahaan jo koi dekhe chaunke upar wala bhi soche ye kaisa insaan ye kaisa insaan main rikhshaa wala main rikhshaa wala hai chaar ke barabar ye do taang wala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala main rikhshaa wala main rikhshaa wala raat din har ghadi ek sawaal ek sawaal rotiyaan
mere piya mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai hum chhod ke hindustaan bahot pachhtaaye bahot pachhtaaye hum chhod ke hindustaan bahot pachhtaaye bahot pachhtaaye huyi bhool jo tumko saath na le kar aaye huyi bhool jo tumko saath na le kar aaye hum barma ki galiyon mein aur tum ho dehradun tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai meri bhookh pyaas bhi kho gayi ghum ke maare ghum ke maare meri bhookh pyaas bhi kho gayi ghum ke maare ghum ke maare main admuhi si ho gayi ghum ke maare main admuhi si ho gayi ghum ke maare tum bin saajan january february ban gaye may aur june
kahaan seeee leke aayin hain kahaan majbooriyaan meri zubaan khaamosh aankhen keh rahi hain daastaan meri meri taqdeer ke maalik mera kuchh faisla kar de bura chaahe bura kar de bhala chaahe bhala kar de meri taqdeer ke maalik mujhe itna bata de main kahaan jaaun kidhar jaaun kahin jaane se achchha hai tere kadmon mein marr jaaun sahaara de nahin sakta to phir beaasraa kar de meri taqdeer ke maalik nahin duniyaa mein mera doosra koi thikana hai mujhe to bas yahin apna muqaddar aazmaana hai liya hai dil to meri jaan bhi tann se juda kar de meri taqdeer ke maalik mujhe barbaad karne mein jo hota ho bhala tera bhujha de apne haathon se charaag e zindagi mera nahin koi gila tujhse agar chaahe fanaah kar de meri taqdeer ke maalik
oooooo hooo ooo aaaoooo meri zindagi tere pyaar mein hum kahaan kahaan se guzar gaye hum kahaan kahaan se guzar gaye mere dil se aayi teri sada hum jahaan jahaan se guzar gaye hum jahaan jahaan se guzar gaye meri zindagi mere dil ne dhundha jagah jagah ki pata tumhaara nahin chala phire hum bhi teri talaash mein gul e aarzu toh nahin khila jahaan aaftaab na ja sake jahaan aaftaab na ja sake hum wahaan wahaan se guzar gaye meri zindagi tu hazaar pardon mein ho kahin tujhe pa ke maanenge ek din tu kahin rahe tu kahin chhupe tujhe la ke maanenge ek din humein maut ka koyi dar nahin humein maut ka koyi dar nahin tere aastaan se guzar gaye meri zindagi mere dil se nikla hai geet jo tu sune toh phir koyi baat hai tu jhalak dikha tu nazar toh aa tu jhalak dikha tu nazar toh aa meri har duwa tere saath hai tujhe dekh len isi shauk mein tujhe dekh len isi shauk mein ghum e do jahaan se guzar gaye meri zindagi tere pyaar mein hum kahaan kahaan se guzar gaye meri zindagi
muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho ye naghama hai kya chaand taaron se poochho chaand taaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho muhabbat ki dhun tumhari jubaan se meri daastaan hai tumhen ye khabar kya muhabbat kahaan hai bhala pyaar duniyaa haseen hai sabaa hai tum apni nazar ke ishaaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho ye naghama hai kya chaand taaron se poochho chaand taaron se poochho muhabbat ki dhun koi ban ke khushboo basa mere mann mein loota hai mera dil isi anjuman mein kali kaun si khil rahi hai chaman mein ye tum apne dil ki bahaaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho ye naghama hai kya chaand taaron se poochho chaand taaron se poochho muhabbat ki dhun
mujhe mil gaya bahana teri deed ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka kaisi khushi le ke aaya chaand eid ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka zulf machal ke khul khul jaaye ho zulf machal ke khul khul jaaye chaal mein masti ghul ghul jaaye ghul ghul jaaye aisi khushi aaj mili aaj mili aisi khushi aankhon mein naam nahin neend ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka kaisi khushi le ke aaya chaand eid ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka jaagti aankhen bunti hain sapne tujhko bitha ke pehlu mein apne pehlu mein apne dil ki lagi aisi badhi aisi badhi dil ki lagi aankhon mein naam nahin neend ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka kaisi khushi le ke aaya chaand eid ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka aate hi tere chatki hain kaliyaan aaaa haaa haaa haaa haaa aate hi tere chatki hain kaliyaan dil ban ban ke dhadki hain galiyaan dhadki hain galiyaan aisi sajji raat meri raat meri aisi sajji aankhon mein naam nahin neend ka mujhe mil
aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa na to caarwaan ki talaash hai na to caarwaan ki talaash hai na aaaaaa na to caarwaan ki caarwaan ki talaash hai na to na to aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa na to caarwaan ki talaash hai na to humsafar ki talaash hai ab na to humsafar ki talaash hai ab na humsafar ki hey hey hey hey hey na to humsafar ki aaaaa aaaaa aaaaa na to humsafar ki aaaa aaaa aaaa na to humsafar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko mere shuk e khaana kharaab ko teri rehguzar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko teri rehguzar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko aaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa mere naamuraad junoon ka hai ilaaz koi to maut hai ab hai ilaaz koi to maut hai ilaaz koi haaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa hai ilaaz koi to maut hai jo dawaa ke naam pe zehar de jo dawaa ke naam pe zehar de ussi chaar agar ki talaash hai jo dawaa ke naam pe zehar de dawaa ke
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa naa ye chaand hoga naa taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge naa ye chaand hoga bichhad kar chale jaayen tum se kahin to ye naa samajhna mohabbat nahin jahan bhi rahen hum tumhaare rahenge naa ye chaand hoga naa taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge naa ye chaand hoga zamaanaa agar kuchh kahe bhi to kya magar tum naa kehnaa humen bewafaa tumhaare liye hain tumhaare rahenge naa ye chaand hoga naa taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge naa ye chaand hoga ye hoga sitam humne pehle naa jaana banaa bhi naa tha jal gaya aashiyaanaa kahan ab mohabbat ke maare rahenge naa ye chaand hoga naa taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge naa ye chaand hoga
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa naa ye chaand hoga naa taaren rahenge magar hum humesha tumhare rahenge naa ye chaand hoga nazar dhundhati thi kise paa liya hai umeedon ke phoolon se daaman bhara hai ye din hum ko sab din se pyaare rahenge naa ye chaand hoga naa taaren rahenge magar hum humesha tumhare rahenge naa ye chaand hoga kahun kya mere dil ka armaan kya hai tumhen har ghadi chumna chahta hai kahaan tak bhala jee ko maare rahenge naa ye chaand hoga naa taaren rahenge magar hum humesha tumhare rahenge naa ye chaand hoga sahaara mile jo tumhari hansi ka bhula denge hum saara ghum zindagi ka tumhare liye hain tumhare rahenge naa ye chaand hoga naa taaren rahenge magar hum humesha tumhare rahenge naa ye chaand hoga
nai manzil nai raahen naya hai meharbaan apna naa jaane jaa ke thehrega kahaan ye carwaan apna na chamkegi jahaan bijali naa aayega jahaan toofaan banaayenge ussi daali pe jaa kar aashiyaan apna aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa bharosa hai muqaddar par tumhaara bhi sahaara hai kahin dushman naa ban jaayen ye zaalim aasmaan apna nai manzil nai raahen naya hai meharbaan apna naa jaane jaa ke thehrega kahaan ye carwaan apna dikhaayenge humen ye chaand taare raah manzil ki dikhaayenge humen ye chaand taare raah manzil ki balaa se ho agar dushman to ho saara jahaan apna nai manzil nai raahen naya hai meharbaan apna naa jaane jaa ke thehrega kahaan ye carwaan apna hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
aa aa aa aa aa aa aa adaa bijli badan shola adaa bijli badan shola bhanve khanjar nazar qaatil galat kya hai hamein kahti hai ye duniya agar qaatil to phir nigaah e naaz ke oye nigaah e naaz ke haan haan nigaah e naaz ke ho ho nigaah e naaz ke maaron ka haal kya hoga nigaah e naaz ke maaron ka haal kya hoga nigaah e naaz ho oo nigaah e naaz ke maaron ka haal kya hoga na bach sake to haan haan na bach sake na bach sake to na bach sake haaye na bach sake to na bach sake to bechaaron ka haal kya hoga na bach sake to bechaaron ka haal kya hoga kya hoga kya hoga nigaah e naaz ke aa aa aa aa aa aa hamin ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhen hamin ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhen hamin ne ishq ke are zara dekho hamin ne ishq haan ji zara dekho hamin ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhen oo hamin ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhen hamin na hon to haan haan hamin na hon to ho ho hamin na hon to hamin na hon to nazaaron kaa haal kya hoga hamin na hon to nazaaron
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hai Bahaar E Baagh E Duniyaa Bombay Ka Chor (1962) 03:39 15562
 
Poster of Bombay Ka Chor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Radhe Shyam
Duration : 03:39   Song Number : 15562   

Hai Kali Kali Ke Lala Rookh (1958) 03:15 13597
 
Poster of Lala Rookh (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyama, Talat Mahmood
Duration : 03:15   Song Number : 13597   

Iss Duniyan Mein Ae Dil Walo Dil Ka Lagana Dillagi (1949) 03:26 13122
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyam
Raag- 
Tilang
Duration : 03:26   Song Number : 13122   

Ja Ja Ja Bewafaa Aar Paar (1954) 03:42 12591
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:42   Song Number : 12591   

Jaane Kaisa Chhaane Laga Zabak (1961) 03:09 32857
 
Poster of Zabak (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:09   Song Number : 32857   

Jhuki Jhuki Pyaar Ki Nazar Johnny Walker (1957) 03:38 39056
 
Poster of Johnny Walker (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama, Sulochana
Duration : 03:38   Song Number : 39056   

Kaare Kaare Baadra Bhabhi (1957) 03:36 12894
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 12894   

Le Ke Dil Chupke Se Dillagi (1949) 03:07 37765
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Chanda, Shyam
Duration : 03:07   Song Number : 37765   

Main Main Cartoon Mr Cartoon M A (1958) 03:27 40739
 
Poster of Mr Cartoon M A (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama, Johnny Walker
Duration : 03:27   Song Number : 40739   

Main Rikhshaa Wala Chhoti Bahen (1959) 03:46 15179
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Nanda, Rehman, Shyama, Mehmood
Duration : 03:46   Song Number : 15179   

Mere Piya Gaye Rangoon Patanga (1949) 04:22 20932
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Shyam, Gopi, Nigar Sultana, Purnima
Duration : 04:22   Song Number : 20932   

Meri Taqdeer Ke Maalik Shart (1954) 03:12 14239
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:12   Song Number : 14239   

Meri Zindagi Tere Pyaar Mein Ji Chahta Hai (1964) 05:18 17183
 
Poster of Ji Chahta Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shyama, Rajendra Nath
Duration : 05:18   Song Number : 17183   

Muhabbat Ki Dhun Beqaraaron Se Poochho Dil E Nadaan (1953) 03:01 15580
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Shyama, Talat Mahmood
Duration : 03:01   Song Number : 15580   

Mujhe Mil Gaya Bahana Barsaat Ki Raat (1960) 03:23 12849
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:23   Song Number : 12849   

Na To Caarwaan Ki Talaash Barsaat Ki Raat (1960) 11:18 12850
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shyama, Chandra Shekhar
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 11:18   Song Number : 12850   

Naa Ye Chaand Hoga Shart (1954) 03:18 12164
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:18   Song Number : 12164   

Naa Ye Chaand Hoga Shart (1954) 03:24 14237
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:24   Song Number : 14237   

Nai Manzil Nai Raahen Hill Station (1957) 03:30 15153
 
Poster of Hill Station (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:30   Song Number : 15153   

Nigaah E Naaz Ke Maaron Ka Haal Barsaat Ki Raat (1960) 09:02 36122
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Shyama, Madhu Bala
Duration : 09:02   Song Number : 36122   
Karaoke Songs of Shyam, Sad Songs of Shyam, Love Songs of Shyam, Dance Songs of Shyam, Hip-hop songs of Shyam, Best songs of Shyam, Super hit songs of Shyam, hit songs of Shyam, duet songs of Shyam, solo songs of Shyam, old songs of Shyam, famous songs of Shyam, Hindi Karaoke Songs of Shyam, Hindi Sad Songs of Shyam, Hindi Love Songs of Shyam, Hindi Dance Songs of Shyam, Hindi Hip-hop songs of Shyam, best Hindi songs of Shyam, super hit Hindi songs of Shyam, hit Hindi songs of Shyam, duet Hindi songs of Shyam, solo Hindi songs of Shyam, old Hindi songs of Shyam, famous Hindi songs of Shyam, Sing Along Songs of Shyam, Sing Along Sad Songs of Shyam, Sing Along Love Songs of Shyam, Sing Along Dance Songs of Shyam, Sing Along Hip-hop songs of Shyam, Sing Along Best songs of Shyam, Sing Along Super hit songs of Shyam, Sing Along hit songs of Shyam, Sing Along duet songs of Shyam, Sing Along solo songs of Shyam, Sing Along old songs of Shyam, Sing Along famous songs of Shyam