Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


la la la lalala la la la lalala la la la lalala la la la lalala har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein khush naseeb hai wo jinko hai mili ye bahaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein julfon ke naram andhere hain jismon ke garam ujaale hain julfon ke naram andhere hain jismon ke garam ujaale hain jeete jee hum ko pyaar mila hum dono qismat waale hain hum dono qismat waale hain har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein chaahe chaandi chaman mein barasti rahe milta nahin phool bahaar bina chaahe chaandi chaman mein barasti rahe milta nahin phool bahaar bina hai sab ke bina jeena mumkin namumkin jeena pyaar bina namumkin jeena pyaar bina har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein khush naseeb hai wo
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan chaand sitaaron ka mela hai ye dil phir bhi akela hai chaand sitaaron ka mela hai ye dil phir bhi akela hai mehfil mein hai shehnaayi phir bhi dil mein hai tanhaayi hai saanson mein jaise kayi toofan har koi har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan milta nahin kya yahaan mere dil phir kyun na milegi tujhe manzil chalte jaana yun hi raahon mein bhar hi lega koi baahon mein humesha rahega naa dil viraan har koi har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi
yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai khilona hai jo mitti ka fanaah hone se darta hai yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai khilona hai jo mitti ka fanaah hone se darta hai yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai mere dil ke kisi kone mein ik masoom sa bachchaa mere dil ke kisi kone mein ik masoom sa bachchaa mere dil ke kisi kone mein ik masoom sa bachchaa badon ki dekh kar duniyaa bada hone se darta hai badon ki dekh kar duniyaa bada hone se darta hai khilona hai jo mitti ka fanaah hone se darta hai yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai na bas mein zindagi iss ke na kaboo maut par iss ka na bas mein zindagi iss ke na kaboo maut par iss ka na bas mein zindagi iss ke na kaboo maut par iss ka magar insaan phir bhi kab khuda hone se darta hai magar insaan phir bhi kab khuda hone se darta hai khilona hai jo mitti ka fanaah hone se darta hai yahaan har shaks har pal
har shaam shaam e ghum hai har raat hai andheri apna nahin hai koi kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai ghum sehte sehte ghum ki tasveer ban gaya hoon tasveer ban gaya hoon jaa ae bahaar e duniya haalat na poochh meri kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai samaan e zindagi mein kuchh bhi nahin bacha hai kuchh bhi nahin bacha hai ek dard reh gaya hai har ek yaad teri kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai har raat hai andheri apna nahin hai koi kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai khushiyon ka ek din bhi aaya na zindagi mein aaya na zindagi mein takta raha hoon main to duniya mein aa ke teri kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai har raat hai andheri apna nahin hai koi kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai
har soo dikhaai dete hain wo jalwa gar mujhe har soo dikhaai dete hain wo jalwa gar mujhe aaa kya kya fareb deti hain meri nazar mujhe dala hai bekhudi ne ajab raah par mujhe dala hai bekhudi ne ajab raah par mujhe aankhen hain aur kuchh nahin aata nazar mujhe aankhen hain aur kuchh nahin aata nazar mujhe dil le ke mujh se dete ho daag e jigar mujhe aaa dil le ke mujh se dete ho daag e jigar mujhe ye baat bhoolne ki nahin umra bhar mujhe ye baat bhoolne ki nahin umra bhar mujhe aaya na raasna laaye dil ka asar mujhe aaya na raasna laaye dil ka asar mujhe ab tum mile to kuchh nahin apni khabar mujhe ab tum mile to kuchh nahin apni khabar mujhe har soo dikhaai dete hain wo jalwa gar mujhe
har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain hum teri aankho ke diwaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain itni sachchaai hai in aankho mein khote sikke bhi khare ho jaayein tu kabhi pyaar se dekhe jo udhar sukhe jangal bhi hare ho jaayein baag ban jaayein baag ban jaayein jo viraane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain ek halka sa ishaara inka kabhi dil aur kabhi jaan lootega kis tarha pyaas bujhegi uski kis tarha uska nasha tootega jiski qismat mein jiski qismat mein ye paimaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain neechi nazron mein hain kitna jaadu ho gaye pal mein kayi khwaab jawaan kabhi uthhne kabhi jhukne ki adaa le chali jaane kidhar jaane kahaan raaste pyaar ke raaste pyaar ke anjaane hain hum teri aankho ke diwaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain
har taraf har jagah beshumaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi subah se shaam tak bojh dhota hua subah se shaam tak bojh dhota hua apni hi laash kaa khud majaar aadmi apni hi laash kaa khud majaar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi har taraf bhaagte daudte raaste har taraf bhaagte daudte raaste har taraf aadmi ka shikaar aadmi har taraf aadmi ka shikaar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi roz jeeta hua roz marta hua roz jeeta hua roz marta hua har naye din naya intezaar aadmi har naye din naya intezaar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi zindagi ka muqaddar safar dar safar zindagi ka muqaddar safar dar safar aakhiri saans tak beqaraar aadmi aakhiri saans tak beqaraar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi har
har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa ye hawa mehki mehki hai ye saba tere jaisi hai ye fiza sun kya kehti hai tu mere dil mein rehti hai har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa duniya to pagal hai duniya se kaun dare tu chaand si gori hai to kyun na pyaar kare apna fikar kise duniya ka dar kise sapnon ki rani zara sun sun sun sun sun duniya to pagal hai duniya se kaun dare tu chaand si gori hai to kyun na pyaar kare apna fikar kise duniya ka dar kise sapnon ki rani zara sun sun sun sun sun har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa ye hawa mehki mehki hai ye saba tere jaisi hai ye fiza sun kya kehti hai tu mere dil mein rehti hai har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa tujhe ishq sikha denge tera chain chura
aaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa har tukda mere dil ka deta hai duhaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka deta hai duhaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka manzil ko taraste hain aur saamne manzil hai kehna hi pada humko kismat badi qaatil hai manzil ko taraste hain aur saamne manzil hai kehna hi pada humko kismat badi qaatil hai chhup chhup ke mere haal pe roti hai khudayi dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka kya dosh humara tha hum ye na samjh paye duniya teri mahfil mein hum aaye to kyun aaye kya dosh humara tha hum ye na samjh paye duniya teri mahfil mein hum aaye to kyun aaye ab kitne janam aur jalaayegi judaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz roka hai zamane ne har baar milan apna kab neend se jaagoge kab tootega ye sapna roka hai zamane ne har baar milan apna kab neend se jaagoge kab
har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt mujhe chahiye andaaz e bayaan aur har waqt tere husn ka phoolon sa kabhi narm hai sholon sa kabhi garm phoolon sa kabhi narm hai sholon sa kabhi garm mastaana ada mein kabhi shokhi hai kabhi sharm shokhi hai kabhi sharm har subeh ghumaan aur hai har raat ghumaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka bharne nahin paati tere jalwon se nigaahen bharne nahin paati tere jalwon se nigaahen thakne nahin paati tujhe lipta ke ye baahen lipta ke ye baahen chhu lene se hota hai tera jism jawaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka palta hai tere husn mein tufaan e bahaaraan palta hai tere husn mein tufaan e bahaaraan tu apni misaal aap hai ae jaan e bahaaraan ae jaan e bahaaraan duniya ke haseenon mein koi tujhsa kahaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka
om namassivaayaa om namassivaaya om namassivaayaa om namassivaaya om namassivaayaa om namassivaaya hara hara hara sambho sambhoo hara hara hara sambho sambhoo himagiri sringa vihaari uma naatha siva ganga dhaara chandra chooda charmaambhara dhaari eesha gireesha puraari sambhooo hara hara hara sambhoo siva siva akshaya linga mahalinga smara garva vibhanga bhakta subhankara karunaa paanga vrushabha thuranga subhaanga sambhoo hara hara hara sambho sambhoo sambhoo sambhoo
hardam tumhi ko pyaar kiye jaa rahi hoon main jeena nahin qubool jiye jaa rahi hoon main hardam tumhi ko pyaar hardam tumhi ko yaad kiye jaa raha hoon main milne ki aarzu mein jiye jaa raha hoon main hardam tumhi ko yaad tum mere dil ke paas ho chaahe jahaan raho tum mere dil ke paas ho chaahe jahaan raho saanson ki lay pe naam liye jaa rahi hoon main hardam tumhi ko pyaar tumhi ko dhundti hai ye aansu bhari nazar tumhi ko dhundti hai ye aansu bhari nazar ab har taraf nigaah kiye jaa raha hoon main hardam tumhi ko yaad dil mera bolta hai papeehe ke roop mein dil mera bolta hai papeehe ke roop mein kisi ki ye sadayen jeeye jaa rahi hoon main hardam tumhi ko yaad
dhaani chunari pehan dhaani chunari pehan saj ke ban ke dulhan jaaungi unke ghar jinse laagi lagan aayenge jab sajan aayenge jab sajan jeetne mera mann kuchh na bolungi mein mukh na kholungi mein bajj uthengi hare kanch ki chudiyan ye kahengi hare kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan chhute mata pita chhute mata pita chhuta wo balapan kheli main jiske sang ude solah sawan de ke tan aur mann de ke tan aur mann main manaun sajan tere baahon mein hoo mera jeevan maran ye kahengi hare kanch ki chudiyan haan dalengi hare kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan do salone vachan do salone vachan tumko meri qasam ye qasam pyaar ki ye rasam pyaar ki ab nibhana sajan ab nibhana sajan mat bhulana sajan jao pardes tum jaldi aana sajan waada lengi hare kanch ki chudiyan phir kahengi hare kanch ki chudiyan bajj uthengi hare kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan
Hare Krishna Krishna Krishna
hmmm hari aawan ki aawaaz aaj suni main hari aawan ki aawaaz aaj suni main hari aawan ki aawaaz aaj suni main hari aawan ki aawaaz hari aawan ki aawaaz hari aawan ki aawaaz hari aawan ki aawaaz hari aawan ki aawaaz aaj suni main hari aawan ki aawaaz mahlan chadhi chadhi jo mori sajni mahlan chadhi chadhi jo mori sajni mahlan chadhi chadhi jo mori sajni kab aave maharaaaj aaj suni main hari aawan ki aawaaz aaj suni main hari aawan ki aawaaz jadur mor papiha bole koyal madhur saaz jadur mor papiha bole koyal madhur saaz koyaliya koyaliya koyaliya koyaliya koyaliya koyaliya koyal madhur saaz barse bundiya megha bole barse bundiya megha bole daamini chhodi laaz aawan ki aawaaz aaj suni main hari aawan ki aawaaz dharti roop nawan nav dhariya dharti roop nawan nav dhariya aaaaaa aaaaaaaa aa dharti roop nawan nav dhariya dharti roop nawan nav dhariya dharti roop nawan nav dhariya dharti roop nawan nav dhariya dharti roop nawan nav dhariya dharti roop nawan nav dhariya
hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka maat pita bhai sut banta maat pita bhai sut banta it laago sab fanka hari bin kaun sahai man ka agey ka kechu tulha bandho agey ka kechu tulha bandho kya bharwa sathan ka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka kaha bisasa is bhande ka kaha bisasa is bhande ka itnak laagey thankaa hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka sagal dharam punya phal pawo sagal dharam punya phal pawo dhur bancho sab jan ka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka kahe kabir suno re santo kahe kabir suno re santo yeh man uran pakheru banka yeh man uran pakheru banka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka maat pita bhai sut banta it laago sab fanka hari bin kaun sahai man ka hari bin kaun sahai man ka
hari bin tero kaun sahai hari bin tero kaun sahai ka ke maat pita sut balita ko kahu ko naai hari bin tero kaun sahai hari bin tero kaun sahai dhan dharniear sampti sagri jo maano apnai tan chhute kuchh sang na jaale jahan ki tahan rah jaai hari bin tero kaun sahai hari bin tero kaun sahai deen dayal sada dukh bhanjan taso ruchi na badhaai naanak kahat jagat sab mithiya jyo sapna renaai hari bin tero kaun sahai hari bin tero kaun sahai
sumiran karo sumiran karo sumiran karo sumiran karo hari charanarvindur dharo hari charanarvindur dharo hari hari hari hari sumiran karo jay aur vijay paar sag doyi bipra sarap asur bhaye soyi jay aur vijay paar sag doyi bipra sarap asur bhaye soyi hari hari hari hari sumiran karo ek barah roop dhari maryo ek narasingh roop sanharo ek barah roop dhari maryo ek narasingh roop sanharo hari hari hari hari sumiran karo raavan kumbhakaran soyi bhaye raam janam tin gahite laye raavan kumbhakaran soyi bhaye raam janam tin gahite laye hari hari hari hari sumiran karo dashratha nripati ayodhya raao taake grah kiyo agrabhao dashratha nripati ayodhya raao taake grah kiyo agrabhao hari hari hari hari sumiran karo nripu sojon sukhdev sunayo surdas kyon hi kahin gaayo surdas kyon hi kahin gaayo hari charanarvindur dharo hari charanarvindur dharo hari hari hari hari sumiran karo
hari ka dhyaan laga mann mere mit jayenge sab dukh tere sab dukh tere sumiran kar le saanjh savere mit jayenge sab dukh tere sab dukh tere jal mein thal mein neel gagan mein kan kan mein hai prabhu ki chaaya re bhai jisne mann ki aankhen kholi usne uska darashan paaya re bhai jo nar hari ki maala phere chhoote janam janam ke phere hari ka dhyaan laga mann mere mit jayenge sab dukh tere dagar dagar par jhoota melaa re har maati hai jhooti maaya re bhai kaun saath dhan le jayegaa re kaun saath dhan le ke aaya re bhai jag mein sab ke rein basere saath kisi ke kaun chale re hari ka dhyaan laga mann mere mit jayenge sab dukh tere sab dukh tere sumiran kar le saanjh savere mit jayenge sab dukh tere raam krishna hari gopal krishna hari raam krishna hari gopal krishna hari raam krishna hari gopal krishna hari raam krishna hari gopal krishna hari raam krishna hari gopal krishna hari hoo raam krishna hari gopal krishna hari heyyyy raam krishna hari gopal krishna hari raam
hmm hmm hmm hmm hmm oo oo oo oo hari mere ghar ko ye var do maat pita ki seva ho bhai behen mein oo oo oo oo bhai behen mein nischal pyaar ho atithi mitron ka sada satkaar ho man mein sabhi ke liye prem bhaav ho meri har dhadkan ban jaaye poojan ghar hi mere liye teerath ho hari mere ghar ko ye var do maat pita ki seva ho maat pita anmol anupam hain sanskaaron ke ye udgam hain ye hi to sakshaat dev roop hain ye hi to sakshaat dev roop hain meri har dhadkan ban jaaye poojan ghar hi mere liye teerath ho hari mere ghar ko ye var do maat pita ki seva ho sab apne hon koi na gair ho man mein kisi ke liye dwesh na bair ho ye saara jag jaise apna ghar ho ye saara jag jaise apna ghar ho meri har dhadkan ban jaaye poojan ghar hi mere liye teerath ho hari mere ghar ko ye var do maat pita ki seva ho yun jeevan ko safal banaun main har din ek naya punya kamaaun main karmon se moksh dwaar paaun main karmon se moksh dwaar paaun main meri har dhadkan ban jaaye poojan ghar hi mere
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Har Kisi Ko Nahin Milta Janbaaz (1986) 05:07 19208
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 05:07   Song Number : 19208   

Har Koi Chaahta Hai Ek Mutthi Aasmaan (1973) 06:30 11964
 
Poster of Ek Mutthi Aasmaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijay Arora
Duration : 06:30   Song Number : 11964   

Har Pal Hadsa Pankaj Udhas 09:22 18015
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 09:22   Song Number : 18015   

Har Shaam Shaam E Ghum Hai Mera Salaam (1957) 03:23 37556
 
Poster of Mera Salaam (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
Hafiz Khan
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:23   Song Number : 37556   

Har Soo Dikhaai Dete Hain Chitra Singh 04:59 15988
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:59   Song Number : 15988   

Har Taraf Ab Yehi Hindustan Ki Kasam (1973) 04:15 13340
 
Poster of Hindustan Ki Kasam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Priya Rajvansh, Vijay Anand
Duration : 04:15   Song Number : 13340   

Har Taraf Har Jagah Beshumaar Aadmi Lata Mangeshkar & Jagjit Singh 05:38 15007
 
Poster of Lata Mangeshkar & Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:38   Song Number : 15007   

Har Taraf Tera Jalwa Daler Mehndi 04:54 18119
 
Poster of Daler Mehndi
 
Category
Punjabi
Duration : 04:54   Song Number : 18119   

Har Tukda Mere Dil Ka Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 07:03 36340
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 07:03   Song Number : 36340   

Har Waqt Tere Husn Chingari (1971) 04:58 17991
 
Poster of Chingari (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:58   Song Number : 17991   

Hara Hara Sambho Panduranga Mahatyam (1957) 02:55 15319
 
Poster of Panduranga Mahatyam (1957)
 
Category
Telugu Devotional
Year- 
1957
Lyricist
Samudrala
Music Director- 
T V Raju
On Screen Actors- 
Ntr, Anjali Devi
Duration : 02:55   Song Number : 15319   

Hardam Tumhi Se Pyaar Apsara (1961) 03:18 40939
 
Poster of Apsara (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Duration : 03:18   Song Number : 40939   

Hare Kanch Ki Chudiyan Hare Kanch Ki Chooriyan (1967) 04:06 12065
 
Poster of Hare Kanch Ki Chooriyan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Naina Sahu
Duration : 04:06   Song Number : 12065   

Hare Krishna Krishna Krishna Anup Jalota 07:01 38923
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Devotional
Lyricist
Anup Jalota
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 07:01   Song Number : 38923   

Hari Aawan Ki Awaaz M S Subbulakshmi 04:40 13466
 
Poster of M S Subbulakshmi
 
Category
Devotional
Lyricist
Meera Bai
Music Director- 
Naresh Bhattacharya
Duration : 04:40   Song Number : 13466   

Hari Bin Kaun Sahai Jagjit Singh 05:22 39414
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Kabir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:22   Song Number : 39414   

Hari Bin Tero Kaun Sahai Dilraj Kaur 03:18 36120
 
Poster of Dilraj Kaur
 
Category
Bhajan
Singer- 
Dilraj Kaur
Duration : 03:18   Song Number : 36120   

Hari Hari Hari Hari Sumiran Karo Anup Jalota 04:46 18427
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Devotional
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 04:46   Song Number : 18427   

Hari Ka Dhyaan Laga Mann Mere Mohd Rafi 04:24 18381
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Devotional
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:24   Song Number : 18381   

Hari Mere Ghar Ko Sonu Nigam 05:13 37098
 
Poster of Sonu Nigam
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Ajay Jhingran
Music Director- 
Ravi Pawar
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Sonu Nigam
Duration : 05:13   Song Number : 37098   
Karaoke Songs of , Sad Songs of , Love Songs of , Dance Songs of , Hip-hop songs of , Best songs of , Super hit songs of , hit songs of , duet songs of , solo songs of , old songs of , famous songs of , Hindi Karaoke Songs of , Hindi Sad Songs of , Hindi Love Songs of , Hindi Dance Songs of , Hindi Hip-hop songs of , best Hindi songs of , super hit Hindi songs of , hit Hindi songs of , duet Hindi songs of , solo Hindi songs of , old Hindi songs of , famous Hindi songs of , Sing Along Songs of , Sing Along Sad Songs of , Sing Along Love Songs of , Sing Along Dance Songs of , Sing Along Hip-hop songs of , Sing Along Best songs of , Sing Along Super hit songs of , Sing Along hit songs of , Sing Along duet songs of , Sing Along solo songs of , Sing Along old songs of , Sing Along famous songs of