MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMajrooh Sultanpuri
HomeMajrooh Sultanpuri
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


muhabbat se tumhen dekha magar tum jaane kya samjhe jo itna bhi nahin samjhe sanam to phir tumse khuda samjhe muhabbat se tumhen dekha magar tum jaane kya samjhe jo itna bhi nahin samjhe sanam to phir tumse khuda samjhe lag raha hai har nazar mein pyaar bhi hai berukhi bhi thoda thoda hosh bhi hai thodi thodi bekhudi bhi meri chaahat ko naa samjhe haaye naadaaan ho tum aise jaane jaana phir bata do tumko chaahun aur kaise muhabbat se tumhen dekha magar tum jaane kya samjhe jo itna bhi nahin samjhe sanam to phir tumse khuda samjhe beqaraari pe humari kin khyaalon mein ye ghum ho dekhne do phool jyada khubsurat hain ke tum ho aaj chheda jo hawa ne simt jaati hai ye baahen jaane kya hai beiraada jhukti jaati hai nighaahen muhabbat se tumhen dekha magar tum jaane kya samjhe jo itna bhi nahin samjhe sanam to phir tumse khuda samjhe muhabbat se tumhen dekha magar tum jaane kya samjhe jo itna bhi nahin samjhe sanam to phir tumse khuda samjhe click here
mujhe dard e dil ka pata na tha mujhe aap kis liye mil gaye main akele yun bhi maze mein tha mujhe aap kis liye mil gaye mujhe dard e dil ka pata na tha mujhe aap kis liye mil gaye yuhin apne apne safar mein gum kahin door main kahin door tum yuhin apne apne safar mein gum kahin door main kahin door tum kahin door tum chale ja rahe the juda juda mujhe aap kis liye mil gaye main akele yun bhi maze mein tha mujhe aap kis liye mil gaye na main chaand hoon kisi shaam ka na chiraag hoon kisi baam ka na main chaand hoon kisi shaam ka na chiraag hoon kisi baam ka kisi baam ka main to raaste ka hoon ek diya mujhe aap kis liye mil gaye main akele yun bhi maze mein tha mujhe aap kis liye mil gaye mujhe dard e dil ka pata na tha mujhe aap kis liye mil gaye click here
mujhe dard rehta hai hmm dil mein dard rehta hai achchha mujhe bhookh nahin lagti mujhe pyaas nahin lagti baap re saara din tadapti hoon saari raat jagti hoon jaane kya hua mujhko koi de dawaa mujhko mujhe dard rehta hai dil mein dard rehta hai mujhe bhookh nahin lagti mujhe pyaas nahin lagti saara din tadapti hoon saari raat jagti hoon jaane kya hua mujhko koi de dawaa mujhko mujhe dard rehta hai dil mein dard rehta hai to hari naam ko jaap ke ganga jal pee lena are hari naam ko jaap ke ganga jal pee lena pee kar phir aaraam se praani jug jug jee lena yadi phir bhi naa mile tujhe aaraam to raksha kare teri siya raam siya raam siya raam siya raam siya raam teri dillagi haaye haaye haaye ek aankh naa bhaaye bhaaye bhaaye teri dillagi haaye haaye haaye ek aankh naa bhaaye bhaaye bhaaye mujhe rog bhaari hai hai hai badi beqaraari hai hai hai jab dil dhadakta hai jaise dank lagta hai jiya talmalata hai rabb yaad aata hai teri dillagi haaye ek aankh naa bhaaye hai bura click here
mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main jo ban ban ke bigadi wo takdeer hoon main mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main gira jo zameen par main hoon ek wo aansu main hoon ek wo aansu gira jo zameen par main hoon ek wo aansu main hoon ek wo aansu mili khak mein aisi tadbeer hoon main jo ban ban ke bigadi wo takdeer hoon main mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main nahaya hua hoon khud apne lahu mein khud apne lahu mein nahaya hua hoon khud apne lahu mein khud apne lahu mein magar phir bhi berang tasveer hoon main jo ban ban ke bigadi wo takdeer hoon main mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main chala main to ahle watan khush raho tum raho khush raho tum chala main to ahle watan khush raho tum raho khush raho tum na main tha nishane pe wo teer hoon main jo ban ban ke bigadi wo takdeer hoon main mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main click here
mujhe pyaar mein tum na ilzaam dete agar jaante ghum meri bebasi ka meri berukhi tumne dekhi hai lekin nahin tumne dekha tadapna kisi kaa mere dil ne chaaha tha kuchh tum se kehna magar pyaar kehta hai khamosh rehna mere dil ne chaaha tha kuchh tum se kehna magar pyaar kehta hai khamosh rehna dikhaayen kise hum ye ashkon ka bahna sunaaye kise dard dil ki lagi kaa meri berukhi tumne dekhi hai lekin nahin tumne dekha tadapna kisi kaa meri berukhi tumne dekhi hai lekin nahin tumne dekha tadapna kisi kaa click here
mujhko bacha le meri maa haa mujhko bacha le meri maa pardesi aaya lene mujhe mujhko bacha le meri maa pardesi aaya lene mujhe o meri maa o meri maa re o meri maa o meri maa re shor macha na meri jaan shor macha na meri jaan main aaya dil dene tujhe shor macha na meri jaan main aaya dil dene tujhe karun main vinti nahin re sunta huyi akeli aisi bhi na hoon mile na koi to haal dil ka sajni hamse kaho o meri maa o meri maa re o meri maa o meri maa re dhadke hamari dhadke hamari chatiyan pardesi aaya lene mujhe shor macha na meri jaan main aaya dil dene tujhe hamare dil ko qaraar aaye ye haath rakh do dil pe saanwaree haye hasengi sakhiyan arre ye batiyan kaise manun re teri o meri maa o meri maa re o meri maa o meri maa re mano hamari baatiyan main aaya dil dene tujhe mujhko bacha le meri maa perdesi aaya lene mujhe na mane jungli marore ungli dard ke mare mar gayi ram kasam bana ke jaani mehel ki rani tumko rakh lenge ham haye o meri maa o meri maa re o meri maa o click here
muttukodi kavaadihada muttukodi kavaadihada aiyoooo muttukodi kavaadihada muttukodi kavaadihada aiyoo re pyaar mein jo na karna chaaha wo bhi mujhe karna pada haa aaa haaa aaa muttukodi kavaadihada muttukodi kavaadihada aiyoo re pyaar mein jo na karna chaaha wo bhi mujhe karna pada aiyoo da aiyoo aiyoo muttukodi kavaadihada ammayi hey muttu koi kawari hada kehta tha chaahun tujhko jee se tu to ghabraata hai abhi se ammayi ammayi gale lag jaa re phir dikha doon achhaaa haan dharti upar hai swarg neeche uyiii maaaa thoda to duniyaan se dar le yende karle yende karle naa maane bedardi aiyoooda aiyoo da aiyoo aiyoo muttukodi kavaadihada ammaye muttukodi kavaadihada aiyoo re pyaar mein jo na karna chaaha wo bhi mujhe karna pada aiyoo ammaye muttukodi kavaadihada ammayi hey muttu koi kawari hada kar deta hai re mujhe bekal kal kal kal kal kal kal seene se gir ke tera aanchal laahaala laahaalaa lahaa la la la dag mag chal ke na gir padun main gir gaya matwaale mujhko click here
hmmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva hai yahi dil koocha tera aye mere humdam mere dost na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva hai yahi dil koocha tera aye mere humdam mere dost na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva besabab udegi har su tere pairhan ki khushbu besabab udegi har su tere pairhan ki khushbu idhar to aa sanvaar doon khule khule ye gesun wafa deti hai sadaaaaaa na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva aa ke khoon e dil mila ke bhar doon in labon ke khake aa ke khoon e dil mila ke bhar doon in labon ke khake bujha bujha badan tera kanval kanval bana ke khila doon rang e hinaaaaa na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva aaj sheher e dil mein chal kar surt e charag jal kar aaj sheher e dil mein chal kar surt e charag jal kar isi jhuki huyi nazar ke kaajal se dil par likhe aa click here
na jaa o mere humdum na jaa o mere humdum suno wafaa ki pukaar chhodke mera pyaar na jaa o mere humdum main akeli hoon zamaane mein meri duniya se jaao na mere honthon ko hansi deke hansi hansi mein rulaao na gayee baaton ko bhula bhi de o mere sanam na jaa o mere humdum suno wafaa ki pukaar chhodke mera pyaar na jaa o mere humdum tere dil ki udaasi ko zulfon se mehkaa doongi teri sooni sooni baahon mein gora mukhdaa sajaa doongi ab aayenge jo laut ke tere kadam na jaa o mere humdum suno wafaa ki pukaar chhodke mera pyaar na jaa o mere humdum click here
na milte hum to kaho tum kidhar gaye hote na milte hum to kaho tum kidhar gaye hote tumhara pyaar na milta to mar gaye hote tumhara pyaar na milta to mar gaye hote agar aise mein hum na tumhen pa jaate chhupaye munh ko andhere mein ashq barsaate agar aise mein hum na tumhen pa jaate chhupaye munh ko andhere mein ashq barsaate hum ashq barsaate wo ashq to meri wo ashq to meri aankhon mein bhar gaye hote wo ashq to meri aankhon mein bhar gaye hote tumhara pyaar na milta to mar gaye hote humein to furkat mein isi ghum ne mara meri bahaar bhatakti phiregi aawaara humein to furkat mein isi ghum ne mara meri bahaar bhatakti phiregi aawaara phiregi aawaara tumhari raah mein tumhari raah mein hote jidhar gaye hote tumhari raah mein hote jidhar gaye hote na milte hum to kaho tum kidhar gaye hote jaane phir kya hota ye na puchho humse zamaana chheen hi leta hamein agar tumse jaane phir kya hota ye na puchho humse zamaana chheen hi leta hamein agar tumse hamein agar tumse click here
arre na na na na na na tauba tauba main na pyaar karungi main na pyaar karungi kabhi kisise tauba re balam tauba tauba arre wah wah wah wah aisa kaisa hoga tauba kaay ko karta tauba kaay ko karta pyaar se darta aisa re sanam kaisa hoga dard e jigar se main weak hoon bahut karo aaisa na zulam are ho jayenga fail abhi heart humara tere sar ki kasam dard e jigar se main weak hoon bahut karo aaisa na zulam ho jayenga fail abhi heart humara tere sar ki kasam chhi chhi chhi chhi chhi chhi karo na aisi baat dekho dekho dekho chhodo ji mera haath chhi chhi chhi chhi chhi chhi karo na aisi baat dekho dekho dekho chhodo ji mera haath haha arre wah wah wah wah aisa kaisa hoga tauba kaay ko karta tauba kaay ko karta pyaar se darta aisa re sanam kaisa hoga arre na na na na na na tauba tauba main na pyaar karungi main na pyaar karungi kabhi kisise tauba re balam tauba tauba tu jo kahe dharti mein kuwan khod dalu dun yeh duniya ujad are tu jo kahe chad jaaun lambe lambe ped unche click here
ja ke hum ab to har ek dar pe sada karte hain jinki takdeer bigad jaati hai kya karte hain na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana pahunche jahaan bhi hum to laut aaye haar ke aye dil pukaar dekha ek ek dwaar pe pahunche jahaan bhi hum to laut aaye haar ke aye dil pukaar dekha ek ek dwaar pe sabse kaha piya dard magar na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana mandir masjid mein jaa ke ki hai fariyaad bhi milta jawaab to kya aayi na aawaaz bhi mandir masjid mein jaa ke ki hai fariyaad bhi milta jawaab to kya aayi na aawaaz bhi maangi dua maine laakh magar na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana aisa ye ghum bhi nahin koi pehchaan le aisa wo kaun hai jo dukh mera jaan le aisa ye ghum bhi nahin koi pehchaan le aisa wo kaun hai jo dukh mera jaan le chhaani gali chhana saara nagar na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana haaye na click here
na tum humen jaano na hum tumhen jaanen magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya na tum humen jaano na hum tumhen jaanen magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan nazar ban gayi hai dil ki jabaan na tum humen jaano na hum tumhen jaanen magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya mohabbat ke mod pe hum mile sabko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan ho ho ho mohabbat ke mod pe hum mile sabko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan ki jaayenge donon jaane kahaan na tum humen jaano na hum tumhen jaanen magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm magar lagta hai kuchh aisa hmm hmm hmm hmm hmm mil gaya na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan nazar ban gayee hai dil ki zabaan na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa muhabbat ke mod pe hum mile sab ko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan muhabbat ke mod pe hum mile sab ko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan chale aaj dono jaane kahaan na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa click here
aa aa aa hey nadiya kinaare hey raai aayee kangana nadiya kinaare hey raai aayee kangana aise ulajh gaye anari sajanaa aise ulajh gaye anari sajanaa nadiya kinaare hey raai aayee kangana nadiya kinaare hey raai aayee kangana kaahe panghat oopar gayi thi chalke akeli maare hans hans taana saari sakhiyaan saheli gori aur jaao na maano kehnaa gori aur jaao na maano kehnaa nadiya kinaare hey raai aayee kangana nadiya kinaare hey raai aayee kangana ab khadi khadi sochoon khadi khadi sochoon dekhi hain saasu nanadiya sab ka kari ho bahaana ab to sooni kalaai lai ke chori chori jaana bhaari pada re piya se milnaa bhaari pada re piya se milnaa nadiya kinaare hey raai aayee kangana nadiya kinaare hey raai aayee kangana aise ulajh gaye anari sajnaa aise ulajh gaye anari sajnaa nadiya kinaare hey raai aayee kangana nadiya kinaare hey raai aayee kangana click here
hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm aa haa haa haa haaa nagma e dil ko chhed ke hothon mein kyun daba liya nagma e dil ko chhed ke hothon mein kyun daba liya kaise kahun main haal e dil tumne to sar jhuka liya kaise kahun kehna ye tha aaj hum phool koi na chun sake kehna ye tha aaj hum phool koi na chun sake ghum hain tumhaare pyaar mein hosh kise jo sun sake haye sitam ke gaal pe zulfon ko phir gira liya nagma e dil ko chhed ke hothon mein kyun daba liya naghma e dil mera to dil khil gaya dekhi jahaan jhalak teri mera to dil khil gaya dekhi jahaan jhalak teri meri nigaah jab uthi neechi hui palak teri palken nahin jhukin meri inmein tumhen chupaa liya kaise kahun main haal e dil tumne to sar jhuka liya kaise kahun mera jigar mera dil haan meri jaan tumhin to ho mera jigar mera dil haan meri jaan tumhin to ho chhota sa ek pyaar ka mera jahaan tumhin to ho humne tumhen to aapne apna humein bana liya nagma e dil ko chhed ke hothon mein kyun daba liya kaise kahun main haal e click here
nagma hamaara gayega ye zamaana nagma hamaara gayega ye zamaana nagma hamaara gayega ye zamaana hum de chale ishq ko ek aisa tarana nagma hamaara gayega ye zamaana tum se mere shah e jahan mera ghum bhi rangeen ghazal tum se bhi ye mamtaaz e man mere aansu tajmahal hoo kitna haseen dil nasheen hai hamaara fasana nagma hamaara gayega ye zamaana deewanon ke seene mein dil dil mein jab tak baaki hai pyaar do dil milte honge jahan hum tum aayenge baar baar oo mehka hua hamse hai pyaar ka har zamana nagma hamaara gayega ye zamaana hum de chale ishq ko ek aisa taraana nagma hamaara gayega ye zamaana nagma hamaara gayega ye zamaana click here
hmmm hmm hmmm hawa dheere aana neend bhare pankh liye jhula jhulaa jaana nanhin kali sone chali hawa dheere aana neend bhare pankh liye jhula jhulaa jaana nanhin kali sone chali chaand kiran si gudiyaa naazon ki hai paali chaand kiran si gudiyaa naazon ki hai paali aaj agar chaandni aa aana meri gali gun gun gun geet koi haule haule gaana neend bhare pankh liye jhula jhulaa jaana hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm resham si dor agar pairon ko uljhaaye resham si dor agar pairon ko uljhaaye ghunghar ka daana koi shor machaa jaaye raani meri jaagi to phir neendiyaa tu behlaana neend bhare pankh liye jhula jhulaa jaana nanhin kali sone chali hawa dheere aana hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa nazar laagi raaja tore bangle par nazar laagi raaja tore bangle par nazar laagi raaja tore bangle par jo main hoti raaja ban ki koyaliyaa jo main hoti raaja ban ki koyaliyaa kuhuk rehti raaja tore bangle par kuhuk rehti raaja tore bangle par nazar laagi raaja tore bangle par jo main hoti raaja kaari badariyaa jo main hoti raaja kaari badariyaa jo main hoti raaja kaari badariyaa baras rehti raaja tore bangle par baras rehti raaja tore bangle par nazar laagi raaja tore bangle par jo main hoti raaja bela chameliyaa jo main hoti raaja bela chameliyaa jo main hoti raaja bela chameliyaa lipat rehti raaja tore bangle par lipat rehti raaja tore bangle par nazar laagi raaja tore bangle par jo main hoti raaja tumhri dulhaniyaa jo main hoti raaja tumhri dulhaniyaa jo main hoti raaja tumhri dulhaniyaa matak rehti raaja tore bangle par matak rehti raaja tore bangle par nazar laagi raaja tore bangle par click here
nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam ho milne ka mausam aa gaya nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam ho milne ka mausam aa gaya baahon mein baahein daal ke khilne ka mausam ho khilne ka mausam aa gaya nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam ho milne ka mausam aa gaya kanu kanu arre baba jaanu shhhko na tum mujhe zara suno toooo iss pyaar se tera haath laga lehara gaye gesoon mere iss pyaar se tera haath laga lehara gaye gesoon mere arre kuchh bhi nazar aata hi nahin masti mein mujhe tujh se pare kaandhe pe kaandhe pe meri zulf ke dhalne ka mausam dhalne ka mausam aa gayaa baahon mein baahein daal ke khilne ka mausam khilne ka mausam aa gaya hoooo tum mil bhi gaye phir bhi dil ko kya jaane kaisi aas hai tum mil bhi gaye phir bhi dil ko kya jaane kaisi aas hai tum paas ho phir bhi honthon mein jaane kaisi pyaas hai honthon ki honthon ki thandi aag mein jalne ka mausam jalne ka mausam aa gayaa nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam milne ka click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Muhabbat Se Tumhen Raton Ka Raja (1970) 04:12 14032
 
Poster of Raton Ka Raja (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dheeraj, Vaishali
Duration : 04:12   Song Number : 14032   

Mujhe Dard E Dil Ka Aakash Deep (1965) 03:20 20979
 
Poster of Aakash Deep (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:20   Song Number : 20979   

Mujhe Dard Rehta Dus Numbri (1976) 06:42 13208
 
Poster of Dus Numbri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Hema Malini
Duration : 06:42   Song Number : 13208   

Mujhe Dekho Hasrat Ki Tasveer Hoon Baaz (1953) 04:19 36443
 
Poster of Baaz (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 04:19   Song Number : 36443   

Mujhe Pyaar Mein Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 03:05 16294
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Asha Parekh
Duration : 03:05   Song Number : 16294   

Mujhko Bacha Lo Garam Masala (1972) 05:53 13260
 
Poster of Garam Masala (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Mahamood, Aruna Irani
Duration : 05:53   Song Number : 13260   

Muttu Kulikka Varigala Do Phool (1973) 03:28 13148
 
Poster of Do Phool (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle, Mahmood
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:28   Song Number : 13148   

Na Ja Kahin Ab Na Ja Mere Hamdam Mere Dost (1968) 06:33 11825
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 06:33   Song Number : 11825   

Na Ja O Mere Humdum Pyar Ka Mausam (1969) 03:44 21000
 
Poster of Pyar Ka Mausam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 03:44   Song Number : 21000   

Na Milte Hum To Kaho Opera House (1961) 03:33 36240
 
Poster of Opera House (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Ajeet, B Saroja Devi
Duration : 03:33   Song Number : 36240   

Na Na Na Tauba Tauba Aar Paar (1954) 04:14 32420
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johny Walker, Noor
Duration : 04:14   Song Number : 32420   

Na To Dard Gaya Kali Topi Lal Rumal (1959) 03:52 39820
 
Poster of Kali Topi Lal Rumal (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shakeela
Duration : 03:52   Song Number : 39820   

Na Tum Humen (Female) Baat Ek Raat Ki (1962) 03:39 12770
 
Poster of Baat Ek Raat Ki (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 03:39   Song Number : 12770   

Na Tum Humen Jaano Baat Ek Raat Ki (1962) 03:52 21013
 
Poster of Baat Ek Raat Ki (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:52   Song Number : 21013   

Nadiya Kinaare Abhimaan (1973) 04:14 21019
 
Poster of Abhimaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:14   Song Number : 21019   

Nagma e Dil Ko Chhed Kar Ek Raaz (1963) 04:16 39365
 
Poster of Ek Raaz (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Jamuna
Duration : 04:16   Song Number : 39365   

Nagma Hamaara Gayega Bundal Baaz (1976) 04:43 36094
 
Poster of Bundal Baaz (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sulakshana Pandit
Duration : 04:43   Song Number : 36094   

Nanhin Kali Sone Chali Sujata (1959) 02:48 14295
 
Poster of Sujata (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sulochana
Duration : 02:48   Song Number : 14295   

Nazar Laagi Raaja Kala Pani (1958) 03:22 13506
 
Poster of Kala Pani (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Hinch, Dadra Tal
Duration : 03:22   Song Number : 13506   

Nazron Se Keh Do Doosara Aadmi (1977) 06:10 13180
 
Poster of Doosara Aadmi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh, Rakhi
Duration : 06:10   Song Number : 13180   
Karaoke Songs of majrooh sultanpuri, Sad Songs of majrooh sultanpuri, Love Songs of majrooh sultanpuri, Dance Songs of majrooh sultanpuri, Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, Best songs of majrooh sultanpuri, Super hit songs of majrooh sultanpuri, hit songs of majrooh sultanpuri, duet songs of majrooh sultanpuri, solo songs of majrooh sultanpuri, old songs of majrooh sultanpuri, famous songs of majrooh sultanpuri, Hindi Karaoke Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Sad Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Love Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Dance Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, best Hindi songs of majrooh sultanpuri, super hit Hindi songs of majrooh sultanpuri, hit Hindi songs of majrooh sultanpuri, duet Hindi songs of majrooh sultanpuri, solo Hindi songs of majrooh sultanpuri, old Hindi songs of majrooh sultanpuri, famous Hindi songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Sad Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Love Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Dance Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Best songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Super hit songs of majrooh sultanpuri, Sing Along hit songs of majrooh sultanpuri, Sing Along duet songs of majrooh sultanpuri, Sing Along solo songs of majrooh sultanpuri, Sing Along old songs of majrooh sultanpuri, Sing Along famous songs of majrooh sultanpuri