Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYaman
HomeYaman
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


karoge yaad to har baat yaad aayegi karoge yaad to har baat yaad aayegi guzarte waqt ki har mouj thaher jaayegi guzarte waqt ki har mouj thaher jaayegi karoge yaad to ye chaand beete zamano ka aaeena hoga ye chaand beete zamano ka aaeena hoga bhatakate abr mein chehara koi bana hoga udaas raah koi dastaan sunayegi udaas raah koi dastaan sunayegi karoge yaad to barasata bheegata mausam dhuan dhuan hoga barasata bheegata mausam dhuan dhuan hoga pighalati shammon pe dil ka mere guman hoga hatheliyon ki heena yaad kuchh dilayegi hatheliyon ki heena yaad kuchh dilayegi karoge yaad to gali ke mod pe soona sa koi darwaaza gali ke mod pe soona sa koi darwaaza tarasati aankhon se rasta kisi ka dekhega nigah door talak jaa ke laut aayegi nigah door talak jaa ke laut aayegi karoge yaad to har baat yaad aayegi guzarte waqt ki har mouj thaher jayegi karoge yaad to
wo aayi subah ke par der se maut ki aawaaaz kisi ne tod diya jaise zindagi kaa saaz aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa khuda nigehbaan ho tumhaara khuda nigehbaan ho tumhaara dhadakte dil ka payaam le lo dhadakte dil ka payaam le lo tumhaari duniyaa se jaa rahen hain utho humara salaam le lo utho humara salaam le lo uthe janaaza jo kal humara kasam hai tumko naa dena kaandha uthe janaaza jo kal humara kasam hai tumko naa dena kaandha naa ho mohabbat humari ruswaa ye aansuon ka payaam le lo ye aansuon ka payaam le lo khuda nigehbaan ho tumhaara dhadakte dil ka payaam le lo
kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunnaa hai mujhko pataa hai tumko pataa hai samay ka ye pal tham sa gayaa hai aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kitne gehre halke shaam ke rang hain chhalke parbat se yun utre baadal jaise aanchal dhalke kitne gehre halke shaam ke rang hain chhalke parbat se yun utre baadal jaise aanchal dhalke aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho sulgi sulgi saansen behki behki dhadkan mehke mehke shaam ke saaye pighale pighale tan mann sulgi sulgi saansen behki behki dhadkan mehke mehke shaam ke saaye pighale pighale tan mann aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunnaa hai mujhko pataa hai tumko pataa hai samay ka ye pal tham sa gayaa hai aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho
Laal Ishq
hmmm lagta nahin hai dil mera ujde dayaar mein kis ki bani hai aalam e naa paayedaar mein kah do in hasaraton se kahin aur jaa basen itni jagah kahan hai dil e daagdaar mein itni jagah kahan hai dil e daagdaar mein umar e daraaz maang ke laye the chaar din do aarzoo mein kat gaye do intezaar mein do aarzoo mein kat gaye do intezaar mein itna hai bad naseeb zafar dafan ke liye itna hai bad naseeb zafar dafan ke liye do gaz zameen bhi na mili koe yaar mein do gaz zameen bhi na mili koe yaar mein lagta nahin hai dil mera ujde dayaar mein
lau lagati geet gaati lau lagati geet gaati deep hoon main preet baati lau lagati geet gaati nainon ki kamna pranon ki bhawna nainon ki kamna pranon ki bhawna pooja ki jyoti ban kar charno mein muskurati lau lagati geet gaati lau lagati geet gaati asha ki pakhuri swaso ki basuri asha ki pakhuri swaso ki basuri thali hirdiye ki le kar nit aarti sajati lau lagati geet gaati lau lagati geet gaati kumkum prasad haiiii parbhu dhanyavad haiii kumkum parshad hai parbhu dhanyavad hai har ghar mein har suhagan mangal rahe manaati lau lagati geet gaati lau lagati geet gaati
main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai inn do matwaalen nainon mein jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai ik ek athah saagar sa hai ik ek athah saagar sa hai inn do matwaalen nainon mein jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai mann poochh raha hai ab mujhse nainon ne kaha hai kya tujhse mann poochh raha hai ab mujhse nainon ne kaha hai kya tujhse jab nain mile nainon ne kaha nainon ne kaha jab nain mile nainon ne kaha ab nain basenge nainon mein main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai inn do matwaalen nainon mein jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai
man re tu kaahe na dheer dhare o nirmohi moh na jaane jinka moh kare man re tu kaahe na dheer dhare iss jeevan ki chadhti dhalti dhoop ko kiss ne baandha rang pe kiss ne pehre daale roop ko kiss ne baandha kaahe ye jatan kare man re tu kaahe na dheer dhare utna hee upkaar samajh koi jitna saath nibhaa de janam maran ka mel hai sapna ye sapna bisra de koi na sang mare man re tu kaahe na dheer dhare o nirmohi moh na jaane jinka moh kare ho man re tu kaahe na dheer dhare
allaaaaaaaaahhhhhh allaaaaaaaaahhhhhh gumsum chaandani ho naazneen ho ya koi hoor ho dilnasheen ho dilkashi ho yaa jannat ka noor ho masha allah masha allah masha allah gumsum chaandani ho naazneen ho ya koi hoor ho dilnasheen ho dilkashi ho yaa jannat ka noor ho masha allah masha allah masha allah tum saba ho yaa ghata ho kehkasha ho saibaa ho subah ki pehli kiran ke jaise bebaak alhad pawan ke jaisi khushbuyen tum lootati ho masti mein choor choor masha allah masha allah masha allah haaaaaan haaaaaaa haaaaaaaaa tum hayaa ho tum rida ho tum wafaa ho tum nasha ho khaamosh nazren sadaaon jaisi tumhaari baaten duwaanon jaisi har nafaz mein tum samaayin ho phir bhi ho itni door masha allah masha allah masha allah gumsum chaandani ho naazneen ho ya koi hoor ho dilnasheen ho dilkashi ho yaa jannat ka noor ho masha allah masha allah masha allah
mausam hai aashiqana ae dil kahin se unko aise mein dhoond lana aise mein dhoond lana mausam hai aashiqana ae dil kahin se unko aise mein dhoond lana aise mein dhoond lana mausam hai aashiqana kehna ke rut jawan hai aur hum taras rahe hain kaali ghata ke saaye birhan ko das rahe hain dar hai na maar dale saawan ka kya thikana saawan ka kya thikana mausam hai aashiqana suraj kahin bhi jaye tum par na dhoop aaye tum par na dhoop aaye aa aa aa aa aaaaa tum ko pukarte hain in gesuon ke saaye aa jaao main bana doon palkon ka shamiyana palkon ka shamiyana mausam hai aashiqana phirte hain hum akele baahon mein koi le le aakhir koi kahan tak tanhaaiyon se khele din ho gaye hai zalim raten hain qatilana raten hain qatilana mausam hai aashiqana aa aa aa aa aa ye raat ye khamoshi ye khwaab se nazare ye khwaab se nazare jugnoo hain ya zameen par utare huye hain taare bekhwaab meri aankhen bekhwaab meri aankhen madhosh hai zamaana madhosh hai zamaana mausam hai aashiqana ae dil
mera sundar sapna beet gayaa main prem mein sab kuchh haar gayi bedard zamaana jeet gayaa mera sundar sapna beet gayaa kyun kaali badariya chaayi hai kyun kali kali muskayi hai kyun kaali badariya chaayi hai kyun kali kali muskayi hai meri prem kahani khatm hui mere jeewan ka sangeet gayaa mera sundar sapna beet gayaa oooo chhod ke jaane wale aa dil tod ke jaane wale aa oooo chhod ke jaane wale aa dil tod ke jaane wale aa aankhein aansuan mein doob gayin doob gayin aankhein aansuan mein doob gayin hansne ka zamaana beet gayaa mera sundar sapna beet gayaa har raat meri diwali thi main piya ki hone wali thi har raat meri diwali thi main piya ki hone wali thi is jeewan ko ab aag lage aag lage is jeewan ko ab aag lage mujhe chhod ke jeewan meet gayaa mera sundar sapna beet gayaa main prem mein sab kuchh haar gayi bedard zamaana jeet gayaa mera sundar sapna beet gayaa mera sundar sapna beet gayaa mera sundar sapna beet gayaa
mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhiiii ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai kharaa hai dard kaa rishtaa to phir judaayi kya kharaa hai dard kaa rishtaa to phir judaayi kya judaa to hote hain wo khot jinki chaah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai chhupaa huaa saa mujhi mein hai tu kahin aye dost chhupaa huaa saa mujhi mein hai tu kahin aye dost meri hansi mein nahin hai to meri aah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhiiii ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai
mile na phool to kaanton se dosti kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li isi tarah se basar isi tarah se basar hum ne zindagi kar li mile na phool ab aage jo bhi ho anjaam dekha jaayega ab aage jo bhi ho anjaam dekha jaayega khuda taraash liya khuda taraash liya aur bandagi kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li nazar mili bhi na thi aur unko dekh liya nazar mili bhi na thi aur unko dekh liya zuban khuli bhi na thi zuban khuli bhi na thi aur baat bhi kar li mile na phool wo jinko pyaar hai chandi se ishq sone se wo jinko pyaar hai chandi se ishq sone se wohi kahenge kabhi wohi kahenge kabhi hum ne khudkushi kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li isi tarah se basar hum ne zindagi kar li mile na phool
naam gum jaayega chehraa ye badal jaayega meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe naam gum jaayega chehraa ye badal jaayega meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe waqt ke sitammmm kam haseen nahinnn aaj hai yahaaaan kal kahin nahiiin waqt se bade agar mil gaye kahin meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe hoooo naam gum jaaeyga chehraa ye badal jaayega meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe jo guzar gayiii kal ki baat thiii hoooooo umr to nahiiin ek raat thiiiiii raat ka siraa agar phir mile kahin meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe hoooo naam gum jaaeyga chehraa ye badal jaayega meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe din dhale jahaaaan raat paas hooooo hooo oooo oooo zindagi ki lauuu unchi kar chalo yaad aaye gar kabhi jee udaas ho meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe naam gum jaaeyga chehraa ye badal jaayega meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe
nav kalpna nav roop se rachna rachi jab naar ki nav kalpna nav roop se rachna rachi jab naar ki satyam shivam sundram se shobha bhadi sansaar ki nav kalpna kala ki daasi kaamani solah kala paripurn hai kala ki daasi kaamani solah kala paripurn hai vishav mein vish kanya ke ye naam se prasidh hai naam se prasidh hai haav bhaav anubhaav se seva kare bhagwaan ki nav kalpna chandrama so mukh salonon shyam varna kesh hain chandrama so mukh salonon shyam varna kesh hain nainon se mrig naini hai vaani madhur uchchaarti vaani madhur uchchaarti nirt gaan trigdhaan pooja inka dharm hai aarti nav kalpna ni re ga ga re ga ni re pa ma ga sa ni pa ma ga re ma ga re sa dev lok ki devdaasi sunder roop lubhavani dev lok ki devdaasi sunder roop lubhavani painjan kanju ki kardhani solah shringaar suhavni solah shringaar suhavni shankh damru jhanjh jhalar nupur dwani mann mohani nav kalpna nav roop se rachna rachi jab naar ki nav kalpna
haa aa aa aa aa raaz ki baat hai mehfil mein kahe ya na kahe bas gaya hai koi iss dil mein kahe ya na kahe kahe ya na kahe nigaahein milaane ko jee chahta hai nigaahein milaane ko jee chahta hai ho nigaahein milaane ko jee chahta hai dilo jaan lutaane ko jee wo tauhmat jise ishq kehti hai duniyaa aa aa aa aa aa wo tauhmat jise ishq kehti hai duniyaa kehti hai duniyaa wo tauhmat jise ishq kehti hai duniyaa wo tauhmat uthane ko jee chahta hai wo tauhmat uthane ko jee aa aa aa aa aa aa aa kisi ke manaane mein lazzat wo paayi kisi ke manaane mein lazzat wo paayi lazzat wo paayi kisi ke manaane mein lazzat wo paayi ji phir rooth jaane ko jee chahta hai ke phir rooth jaane ko jee wo jalwa jo oojhal bhi hai saamne bhi wo jalwa jo oojhal bhi hai saamne bhi hai saamne bhi wo jalwa jo oojhal bhi hai saamne bhi wo jalwa churaane ko jee chahta hai wo jalwa churaane ko jee ho jis ghadi meri nigaahon ko teri deed huyi wo ghdi mere liye aish ki tamheed huyi jab kabhi maine tera
aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa nukta cheen hai ghum e dil uss ko sunaye na bane uss ko sunaye na bane kya bane baat jahaan baat banaye na bane nukta cheen hai ghum e dil gair phirta hai liye yun tere khat ko ki agar koi poochhe ke ye kya hai to chhupaye na bane nukta cheen hai ghum e dil main bulata to hoon uss ko magar ae jazba e dil uspe ban jaaye kuchh aisi ke bina aaye na bane uspe ban jaaye kuchh aisi ke bina aaye na bane nukta cheen hai ghum e dil ishq par zor nahi hai ye woh aatish galib ishq par zor nahi hai ye woh aatish galib ke lagaye na lage aur bujhaye na bane nukta cheen hai ghum e dil us ko sunaye na bane
paan khaaye saiyaan humaro sanwali sooratiya honth laal laal haaye haaye malmal ka kurta malmal ke kurte pe chheent laal laal paan khaaye saiyaan humaro humne mangaayi surme daani le aaya zaalim banaras ka zarda humne mangaayi surme daani le aaya zaalim banaras ka zarda aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa apni hi duniya mein khoya rahe wo humre dil ki na poochhe bedarda poochhe bedarda paan khaaye saiyaan humaro hoye hoye sanwali sooratiya honth laal laal haaye haaye malmal ka kurta malmal ke kurte pe chheent laal laal paan khaaye saiyaan humaro baghiya gungun paayal chhun chhun chupke se aayi hai rut matwaali baghiya gungun paayal chhun chhun chupke se aayi hai rut matwaali aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa khil gayi kaliyan duniya jaane lekin na jaane baghiya ka maali baghiya ka maali paan khaaye saiyaan humaro sanwali sooratiya honth laal laal haaye haaye malmal ka kurta malmal ke kurte pe chheent laal laal paan khaaye saiyaan humaro khaa ke gilori shaam se oonge so jaaye
phir na kije meri gustaakh nighahi ka gila dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko main kahaan tak naa nighaahon ko palatne deti aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko iss kadar pyaar se dekho naa humaari jaanib dil agar aur machal jaaye to mushkil hogi tum jahaan meri taraf dekh ke ruk jaaoge wahin manzil meri taqdeer ki manzil hogi dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko ek yun hi si nazar dil ko jo chhoo leti hai kitne armaan jagaati hai tumhen kya maaloom ruh bechain hai kadmon se lipatne ki liye tumko har saans bulaati hai tumhen kya maaloom dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko har nazar aapki zajbaat ko uksaati hai main agar haath pakad loon to khafa mat hona meri duniyaa e muhabbat hai tumhaare dam se meri duniyaa e muhabbat se judaa mat hona dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko
pritam aan milo pritam aan milo ho dukhiya jeevan kaise bitaaun pritam aan milo raat akele darr lagta hai jungle jaisa ghar lagta hai chalti hai jab tez hawaein lehrata huntar lagta hai kitne huntar khaaun pritam aan milo ho dukhiya jeevan kaise bitaaun pritam aan milo birha mein koi bol raha hai birha mein koi bol raha hai peeda ka ras ghol raha hai phir se jaan laboon par aayi phir koi ghunghat khol raha hai mukhda kaise chupaaun pritam aan milo ho dukhiya jeevan kaise bitaaun pritam aan milo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Karoge Yaad To Bazaar (1982) 05:23 20743
 
Poster of Bazaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Bashar Nawaz
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Bhupinder
On Screen Actors- 
Naseeruddin Shah, Smita Patil
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 05:23   Song Number : 20743   

Khuda Nigahbaan Ho Mughal-E-Azam (1960) 02:54 13790
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Yaman
Duration : 02:54   Song Number : 13790   

Kuchh Na Kaho 1942 A Love Story (1993) 06:08 20805
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 06:08   Song Number : 20805   

Laal Ishq Goliyon Ki Raasleela Ram Leela (2013) 06:26 37391
 
Poster of Goliyon Ki Raasleela Ram Leela (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Siddharth Garima
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Deepika Padukone, Ranveer Singh
Raag- 
Yaman
Duration : 06:26   Song Number : 37391   

Lagta Nahin Hai Dil Mera Lal Qilla (1960) 03:34 32994
 
Poster of Lal Qilla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bahadur Shah Zafar
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
M Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:34   Song Number : 32994   

Lau Lagati Geet Gaati Bhabhi Ki Chudiyan (1961) 03:07 16211
 
Poster of Bhabhi Ki Chudiyan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Narendra Sharma
Music Director- 
Sudhir Phadke
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:07   Song Number : 16211   

Main Kyaa Jaanoo Zindagi (1940) 03:12 11229
 
Poster of Zindagi (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:12   Song Number : 11229   

Man Re Tu Kaahe Na Dheer Dhare Chitralekha (1964) 03:19 12184
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 12184   

Masha Allah Saawariya (2007) 05:39 16949
 
Poster of Saawariya (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Monty
Raag- 
Yaman
Duration : 05:39   Song Number : 16949   

Mausam Hai Aashiqana Pakeezah (1972) 04:56 20896
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Kamal Amarohi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:56   Song Number : 20896   

Mera Sundar Sapna Beet Gayaa Do Bhai (1947) 03:33 13141
 
Poster of Do Bhai (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Raag- 
Yaman
Duration : 03:33   Song Number : 13141   

Mera To Jo Bhi Kadam Dosti (1964) 04:13 20913
 
Poster of Dosti (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:13   Song Number : 20913   

Mile Na Phool Anokhi Raat (1968) 03:25 12713
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Parikshit Sahni
Raag- 
Yaman
Duration : 03:25   Song Number : 12713   

Naam Gum Jaayega Kinara (1977) 05:49 21016
 
Poster of Kinara (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Raag- 
Yaman
Duration : 05:49   Song Number : 21016   

Nav Kalpna Mrig Trishna (1975) 04:55 13786
 
Poster of Mrig Trishna (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Shambhu Sen
Music Director- 
Shau Bhai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rakesh Pandey, Hema Malini
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 04:55   Song Number : 13786   

Nigaahein Milaane Ko Jee Chahta Hai Dil Hi To Hai (1963) 06:39 12181
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:39   Song Number : 12181   

Nukta Cheen Hai Gham E Dil Mirza Ghalib (1954) 03:27 13746
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Bharat Bhushan
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:27   Song Number : 13746   

Paan Khaye Saiyaan Humaro Teesri Kasam (1966) 04:16 21075
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Yaman
Duration : 04:16   Song Number : 21075   

Phir Na Kije Meri Gustakh Nighahi Phir Subha Hogi (1958) 03:24 12425
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Raj Kapoor
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:24   Song Number : 12425   

Pritam Aan Milo Angoor (1982) 04:06 21113
 
Poster of Angoor (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:06   Song Number : 21113