Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRoshan
HomeRoshan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


banayi hai itni badi jisne duniya use toote dil ka banana na aaya banana na aaya juda to kiya usne hum ko mila kar juda kar diya to milana na aaya milana na aaya sunna hai ke usne sitaare banaye sunna hai ke usne sitaare banaye diye saikdon aasman par jalaye aasman par jalaye bujha do humara charag e tamanna use ye diya to jalana na aaya jalana na aaya ye aahon ke shole ashkon ki ladiyan ye aahon ke shole ye ashkon ki ladiyan ye roti thi aankhon mein sawan ki jhadiya sawan ki jhadiya jigar mein laga di hai ye aag kisne ke daman bhi hum ko bachana na aaya bachana na aaya banayi hai itni badi jisne duniya use toote dil ka banana na aaya banana na aaya
aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa bane ho ek khaak se to door kya kareeb kya bane ho ek khaak se to door kya kareeb kya bane ho ek khaak se to door kya kareeb kya lahoo kaa rang ek hai ameer kya gareeb kya bane ho ek khaak se wohi hai jaan wohi hai tann kahaan talak chhupaaoge wohi hai jaan wohi hai tann kahaan talak chhupaaoge pehan ke reshami libaas tum badal naa jaaoge ke ek jaat hain sabhi ke ek jaat hain sabhi to baat hai ajeeb kya lahoo kaa rang ek hai ameer kya gareeb kya bane ho ek khaak se gareeb hai wo isliye ke tum ameer ho gaye ke ek baadshah hua to sau faqeer ho gaye khata ye hai samaaj ki khata ye hai samaaj ki bhala bura naseeb kya lahoo kaa rang ek hai ameer kya gareeb kya bane ho ek khaak se jo ek ho to kyun naa phir dilon kaa dard baant lo jo ek ho to kyun naa phir dilon kaa dard baant lo labon ki pyaas baant lo ruhon ki dard baant lo laga lo sab ko tum gale laga lo sab ko tum gale habeeb kya raqeeb kya lahoo kaa rang ek
bata do koi kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam jhutha dheeraj aas dila kar achak achanak baanh chhuda kar jhutha dheeraj aas dila kar achak achanak baanh chhuda kar woh toh gaye haay woh toh gaye reh gaye yahaan hum haay kaleja thaam kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam woh chhaliya nikle harjaayee jin sang humne preet nibhayee woh chhaliya nikle harjaayee jin sang humne preet nibhayee rovat aaye bhor humaari rovat jaaye shaam rovat jaaye shaam bata do koi kaun gali gaye shyaam kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam aise bhag humaare phoote aaj tere sapne bhi roothe aise bhag humaare phoote aaj tere sapne bhi roothe bedardi tera kya bigda meri preet phire badnaam preet phire badnaam bata do koi kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam
beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi tera mera hoga milan banenge hum dulha dulhan aur ye bahaar kya dikhaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi tera mera hoga milan banenge hum dulha dulhan aur ye bahaar kya dikhaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi dil machalne laga aise anjaam se log jaanenge mujhko tere naam se bin kiye pyaar bhi to guzaara nahin pyaar jisne kiya wo gaya kaam se meethi meethi hogi jalan mehakne lagega badan aur ye bahaar kya sajaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi yaar ne jo kahi baat sachchi kahi hota aaya hai jo sada hoga wohi ek dooje bina hum adhure se hain pyaar ke rang mein rang lo zindagi honthon pe inkaar hoga dil to beqaraar hoga ye bahaar aisa pyaar laayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi
bhole o bhole tu rootha dil toota mere yaar ko manaa de wo pyaar phir jagaa de mere yaar ko manaa de wo pyaar phir jagaa de bhole o bhole wo bichadaa to kasam se phir main na jee sakungaa mere bhole tere jaise main zehar na pee sakungaa jism hoon main wo jaan hai meri usko nahin pehchaan hai meri jism hoon main wo jaan hai meri usko nahin pehchaan hai meri pyaar mera tu jaane mere yaar ko manaa de wo pyaar phir jagaa de bhole o bhole kya hoga phir tera gauri jo rooth jaaye shankar tere maathe ka chanda jo toot jaaye dam dam dam damru naa baaje bam bam bam phir tu naa naache dam dam dam damru naa baaje bam bam bam phir tu naa naache yaar agar naa maane mere yaar ko manaa de wo pyaar phir jagaa de mere yaar ko manaa de wo pyaar phir jagaa de bhole o bhole
bhool gaya sab kuchh hmmm bhool gaya sab kuchh yaad nahin ab kuchh ho ho humm humm hey hey ek yahi baat na bhooli julie aaaa aaaa i love you aaaa aaaa aaaa aaaa bhool gayi sab kuchh yaad nahin ab kuchh ho ho hmmm hmmm ho ho ek yahi baat na bhooli julie aaaa aaaa julie loves you aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aa aa aa aa itna bhi door mat jaao ke paas aana mushkil ho hoo itna bhi paas mat aaao ke door jaana mushkil ho jaane bhi do kaha maano meraa aisa lagaa badan chhoo ke teraa koi chingaree chhoo lee juile aaaa aaaa i love you aaaa aaaa aaaa aaaa aisa na ho tadap tadap ke ye pyaar pyasa mar jaaye hoo aisa na ho hum donon ko ye shaam ruswaa kar jaaye achchha to main yeh zid chhod doon bolo achchha main yeh kasam tod doon bolo baat hai ye mamoolee julie aaaa aaaa julie loves you aaaa aaaa aaaa aaaa bhool gaya sab kuchh hmmm bhool gaya sab kuchh yaad nahin ab kuchh ho ho humm humm hey hey ek yahi baat na bhooli julie aaaa aaaa i love you aaaa aaaa aaaa aaaa hmmmmm ho ho ho
bhoole se muhabbat kar baitha naadan tha bechaara dil hi to hai oooo oooo oooo har dil se khata ho jaati hai bigdon na khudara dil hi to hai dil hi to hai iss tarah nighaahen mat phero iss tarah nighaahen mat phero aisa na ho dhadkan ruk jaaye aisa na ho dhadkan ruk jaaye seene mein koi pathar to nahin seene mein koi pathar to nahin ehsaas ka maara dil hi to hai oooo oooo oooo har dil se khata ho jaati hai bigdon na khudara dil hi to hai dil hi to hai bedaadgaron ki thokar se bedaadgaron ki thokar se sab khawaab suhaane choor huye sab khawaab suhaane choor huye ab dil ka sahaara ghum hi to hai ab dil ka sahaara ghum hi to hai ab ghum ka sahaara dil hi to hai dil hi to hai bhoole se muhabbat kar baitha naadan tha bechaara dil hi to hai oooo oooo oooo har dil se khata ho jaati hai bigdon na khudara dil hi to hai dil hi to hai
are re re aisa tarana jhoom ke gaun sang sang duniya jhoome are re re aisa tarana jhoom ke gaun sang sang duniya jhoome ye umar nayi dagar naya safar hai pyare door abhi hai door kahin jane kahan kinare tu ruk nahin jana tu dar nahin jana tu thak nahin jana mere pyare are re re aisa tarana jhoom ke gaun sang sang duniya jhoome zindagi jo hai mili hansi khushi gujaro tum jiyo to yun jiyo ke sara jahan sanwaro pyaar lutaye auron ke kaam aaye yahi to zindagi hai mere pyare are re re aisa tarana jhoom ke gaun sang sang duniya jhoome
brij ke nandlaala raadha ke saanwariya sabhi dukh door huye jab tera naam liya brij ke nandlaala raadha ke saanwariya sabhi dukh door huye jab tera naam liya meera pukaari jab girdhar gopaalaa meera pukaari jab girdhar gopaalaa dhal gaya amrit mein vish ka bhara pyaalaa dhal gaya amrit mein vish ka bhara pyaalaa kaun mitaaye use jise tu raakhe piya sabhi dukh door huye jab tera naam liya brij ke nandlaala raadha ke saanwariya jab tere gokul pe aaya dukh bhaari jab tere gokul pe aaya dukh bhaari ek ishaare se sab vipada taari ek ishaare se sab vipada taari mud gaya govardhan tune jit mod diya sabhi dukh door huye jab tera naam liya brij ke nandlaala raadha ke saanwariya nainon mein shaam base man mein banwaari nainon mein shaam base man mein banwaari sudh bisraaye gayi murli ki dhun pyaari sudh bisraaye gayi murli ki dhun pyaari man ke madhuban mein raas rachaye rasiya sabhi dukh door huye jab tera naam liya brij ke nandlaala raadha ke saanwariya sabhi dukh door
swapn jhade phool se meet chubhe shool se lut gaye singaar sabhi baagh ke babool se aur hum khade khade bahaar dekhte rahe carwaan guzar gaya gubaar dekhte rahe neend bhi khuli na thi ke haaye dhup dhal gayi paanw jab talak uthe ke zindagi phisal gayi paat paat jad gaye ke shaakh shaakh jal gayi chaah to nikal saki na par umar nikal gayi par umar nikal gayi geet ashq ban gaye swapn ho dafan gaye saath ke sabhi diye dhuwaan pehan pehan gaye aur hum jhuke jhuke mod par ruke ruke umr ke chadaav ka utaar dekhte rahe kya shabaab tha ke phool phool pyaar kar utha kya kamaal tha ke dekh aaina sihar utha iss taraf zamin aur aasmaan udhar utha thaam kar jigar utha ke jo mila nazar utha ke jo mila nazar utha ek din magar yahaan aisi kuchh hawaa chali lut gayi kali kali ke ghut gai gali gali aur hum lute lute waqt se pite pite kaagazi sharaab ka khumaar dekhte rahe carwaan guzar gaya gubaar dekhte rahe haath the mile ke zulf chaand ki sanwaar doon honth the khule ke har
aa aaaa humne unke saamne pehle to khanjar rakh diya haaaan phir kaleja rakh diya dil rakh diya sar rakh diya aur kaha ho chaahe to mora jiya le le saanwariya chaahe to mora jiya le le pher ke naina na ja na ja main vaari rasiyaa aaa aaa aaa ho chaahe to mora jiya le le saanwariya chaahe to mora jiya le le maan bhi jaao na chhodo larkaiyaan chhodo larkaiyaan maan bhi jaao na chhodo larkaiyaan chhodo larkaiyaan jaane na dungi jaane na dungi main dekho more saiyaan dekho more saiyaan rok rahi gori bahiyaan ki ruk ja oh manbasiya ho chaahe to mora jiya le le saanwariya chaahe to mora jiya le le baalamwa dekho hamri suratiyaa hamri suratiyaa baalamwa dekho hamri suratiyaa hamri suratiyaa kaajarwa base kaajarwa base kaali kaali ratiyaan kaali kaali ratiyaan saawan bhaadon mori akhiyaan ke ruk ja oh manbasiya aaa aaa ho chaahe to mora jiya le le saanwariya chaahe to mora jiya le le pher ke naina na ja na ja main vaari rasiyaa aaa aaa aaa ho chaahe to mora jiya le le
chaahiye milne kaa phir bahaana koi chaahiye milne kaa phir bahaana koi sochiye ab ke hum kiss bahaane milen sochiye ab ke hum kiss bahaane milen chhodiye kyun kare hum bahaana koi chhodiye kyun kare hum bahaana koi aaiye bedhadak hum deewane milen aaiye bedhadak hum deewane milen chaahiye milne kaa phir bahaana koi chaahiye milne kaa phir bahaana koi aaiye bedhadak hum deewane milen aaiye bedhadak hum deewane milen reh gayin ankahi kal ki baaten kayi reh gayin ankahi kal ki baaten kayi tum bhi keh naa sake hum bhi keh naa sake raat kaise kati din gaya kis tarah raat kaise kati din gaya kis tarah kya hua kya nahin ye sunaane milen kya hua kya nahin ye sunaane milen chaahiye milne kaa phir bahaana koi chhodiye kyun kare hum bahaana koi sochiye ab ke hum kiss bahaane milen aaiye bedhadak hum deewane milen kis liye khud se hum ye bahaane kare kis liye khud se hum ye bahaane kare kis liye dhadkanon ki sadaa se dare kahiye iqraar hai aapko pyaar hai kahiye iqraar hai
chaandi ka badan sone ki nazar us par ye nazaakat kya kahiye ae ji kya kahiye chaandi ka badan sone ki nazar us par ye nazaakat haay nazaakat kya kahiye kis kis pe tumhaare jalwon ne todi hai qayamat kya kahiye ae ji kya kahiye chaandi ka badan sone ki nazar aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa gustaakh zubaan gustaakh nazar ye rang e tabiyat kya kahiye ae ji kya kahiye gustaakh zubaan gustaakh nazar ye rang e tabiyat haaye tabiyat kya kahiye aise bhi kahin is duniya mein hoti hai mohabbat kya kahiye ae ji kya kahiye gustaakh zubaan gustaakh nazar aa aa aa aa aanchal ki dhanak ke saaye mein ye phool gulaabi chehron chehron ke ye phool gulaabi haan ye phool gulaabi chehron ke hai gul bhi hai gulshan bhi hai aur taaron ka jhurmat bhi ye phool gulaabi chehron ke ye phool gulaabi haaye gulaabi chehron ke is waqt humaari nazron mein aaa aaaaaa is waqt humaari nazron mein kya cheez hai jannat kya kahiye ae ji kya kahiye is waqt humaari aaaa aaa nazron mein nazron mein aaa aaa aaa
hmm hmmm hmmm ho ho ho ho hmm hmm hmm hmm hmm kya mausam hai aaaaaa aa haa haa haa aye deewane dil chal kahin door nikal jaayen aaaaaa aa aa aa chal kahin door nikal jaayen koi humdum hai aaaaaa aa aa aa chaahat ke kaabil to kisliye hum sambhal jaayen aaaaaa aa aa aa chal kahin door nikal jaayen jhoom ke jab jab kabhi do dil gaate hain chaar kadam chalte hain phir kho jaate hain hey hey hey hey hey aisa hai to kho jaane do mujhko bhi aaj yeh kya kam hai aaaaaa aa haa haa haa do pal ko raahi mil jaaye bahel jaaye aaaaaa aa aa aa chal kahin door nikal jaayen yeh mastiyaan yeh bahaar dil ho chala beqraar main girta hoon mujhe tham lo bheege labon se mera naam lo duniya ko ab do nazar kyun aaye hum itne karib aao ke ik ho jaayen hum ke ik ho jaayen hum ke ik ho jaayen hum ke ik ho jaayen hmm hmm hmm hmm hmm khoye se hum khoyi si manzil achha hai sambhal jaayen chal kahin door nikal jaayen ho ho ho ho ho achha hai sambhal jaayen chal kahin door nikal jaayen ho ho ho ho
chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa chali jaa chali jaa chali jaa yahaan koi nahin apna naa ghar apna naa dar apna yahaan koi nahin apna naa ghar apna naa dar apna dilaasa bhi bahaana hai sataane kaa rulaane kaa chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa chali jaa chali jaa chali jaa sitam jhelen uthaayen ghum rahen aankhen sadaa pur nam sitam jhelen uthaayen ghum rahen aankhen sadaa pur nam gila kis se karen jaa kar muqaddar ka zamaane kaa chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa chali jaa chali jaa chali jaa jeeyen to ghut ke mar jaayen maren to hum kidhar jaayen jeeyen to ghut ke mar jaayen maren to hum kidhar jaayen mila achchhaa sila humko teri duniyaa mein aane kaa chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm chaand sitaare phool aur khushboo chaand sitaare phool aur khushboo ye to saare puraane hain taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hain hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm arre kaali ghatayein barkha saawan hoooo kaali ghatayein barkha saawan ye to sab afsane hain taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hain hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm andaz hain uske naye naye hai naya naya deewanapan hooooo andaz hain uske naye naye hai naya naya deewanapan pehna ke taj jawaani ka hans ke laut gaya bachpan geet ghazal sab kal ki baatein hoooo geet ghazal sab kal ki baatein uske naye taraane hain taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hain hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hai roop mein itna saadapan to kitna sundar hoga mann hooooo hai roop mein itna saadapan to kitna sundar hoga mann bin gehnein aur
chand takta hai idhar chand takta hai idhar aao kahin chhup jaayen kahin laage na nazar aao kahin chhup jaayen chand takta hai idhar phool shaakhon se jhuke jaate hain honthon ki taraf phool shaakhon se jhuke jaate hain honthon ki taraf jhonken bal khaa ke mude aate hain hoooo oooo oooo mude aate hain zulfon ki taraf aaaaa aaaa aaaaa aaaaa chhod kar inki dagar chhod kar inki dagar aao kahin chhup jaayen kahin laage na nazar aao kahin chhup jaayen chand takta hai idhar main hi main dekhun sajan duja naa dekhe tohe main hi main dekhun sajan duja naa dekhe tohe baakhabar kaun sautaniyaa tora hooo oooo oooo sautaniyaa tora mann mohe hoooo oooo oooo oooo dil pe daalo na asar dil pe daalo na asar aao kahin chhup jaayen chand takta hai idhar aao kahin chhup jaayen chand takta hai idhar saari nazron se pare saare nazaron se pare saari nazron se pare saare nazaron se pare aasmaanon pe chamakte huye hoooo ooooo chamakte huye taaron se pare aaaaaa aaa aaaaaa odh kar laal
chha gaye badal neel gagan par ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale dekh ke mera mann bechain dekh ke mera mann bechain rain se pehle ho gayi rain aaj hriday ke swapan phale ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale roop ki sangat aur ekkaant roop ki sangat aur ekkaant aaj bhatakta mann hai shant keh do samay se tham ke chale ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale chha gaye badal neel gagan par ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale andhiyaron ki chaadar taan andhiyaron ki chaadar taan ik honge do vyakul pran aaj na koi deep jale ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale chha gaye badal neel gagan par ghul gaya kajra saanjh dhale ghul gaya kajra saanjh dhale
palkon ko choom gayi purwa hawa aankhen jo khulin to sab kuchh tha naya pal bhar tere sapnon mein kho gayi din ke ujaale mein hi raat ho gayi kaali kaali ghata aake kab chha gayi aayi barsaat teri yaad aa gayi bheegi tanhaai mujhe tadpa gayi chham chham barse ghata ghungroo bajaati hai hawa aaja re aaja re aaja re aaja re chham chham barse ghata ghungroo bajaati hai hawa aaja re aaja re aaja re aaja re sargam boondon ki kuchh aisi dhun gaaye ek nagma lehraaye raahon mein mausam geeton ka mere man ko tab bhaaye jab sajna tu aaye baahon mein aaja re aaja re aaja re aaja re re heyyy chham chham barse ghata hmm haa haa ghungroo bajaati hai hawa rimjhim barkha mein aa milke hum bheegen sapnon mein kho jaayen saawan mein paagal panchhi ke pankhon ke saaye mein hum baadal tak jaayein saawan mein aaja re aaja re aaja re aaja re heyyyy chham chham barse ghata haa haa haa ghungroo bajaati hai hawa aaja re aaja re aaja re aaja re heyyyy chham chham barse ghata haa haa haa
chhodo ye nigaahon ka ishaara sauda hai ye zindagi ka yaara sunna hai tumhaari zubaan se ke tum ko humse pyaar hai dil se ho jab dil ki baaten yaara dil waale ko kaafi hai ishaara jab koi nighaahen jhukaa le to samjho iqraar hai dekho ji adaaon ki paheli naa bhujhaao deewane ko aur bhi deewana naa banaao are itna bhi naa samjhe ho ke aashique humare wahi mere honthon pe jo dil mein tumhaare kya hai mere dil mein abhiii se ye keh dena dushwaar hai dhadkan bhi humari kya sunaayi nahin deti chehre ki ye laali kya gawaahi nahin deti are chehre ki ye laali dhadkan ke fasaane main to maanun yaar mera dil nahin maane sunlo phir humari zubaan se to humko tumse pyaar hai dil se ho jab dil ki baaten yaara ho dil waale ko kaafi hai ishaara sunna hai tumhaari zubaan se ho humko tumse pyaar hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Banayi Hai Itni Badi Shisham (1952) 03:26 14250
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:26   Song Number : 14250   

Bane Ho Ek Khaak Se Aarti (1962) 04:44 12595
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:44   Song Number : 12595   

Bata Do Koi Kaun Gali Gaye Shyam Madhu (1959) 03:28 40029
 
Poster of Madhu (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:28   Song Number : 40029   

Beliyaa Ab To Yeh Nishaan (1983) 06:50 32413
 
Poster of Nishaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 06:50   Song Number : 32413   

Bhole O Bhole Yaarana (1981) 04:06 18071
 
Poster of Yaarana (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:06   Song Number : 18071   

Bhool Gaya Sab Kuchh Julie (1975) 05:00 17906
 
Poster of Julie (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Laxmi, Vikram
Duration : 05:00   Song Number : 17906   

Bhoole Se Muhabbat Dil Hi To Hai (1963) 03:02 13099
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 03:02   Song Number : 13099   

Bishan Chacha Yaarana (1981) 04:45 33036
 
Poster of Yaarana (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Amzad Khan
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:45   Song Number : 33036   

Brij Ke Nandlala Radha Ke Sanwariya Taksaal (1956) 03:30 40120
 
Poster of Taksaal (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:30   Song Number : 40120   

Carwaan Guzar Gaya Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 06:17 15654
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajeev
Duration : 06:17   Song Number : 15654   

Chaahe To Mora Mamta (1966) 03:55 14300
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:55   Song Number : 14300   

Chaahiye Milne Kaa Karobaar (The Business Of Love ) (2000) 06:07 18593
 
Poster of Karobaar (The Business Of Love ) (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Anil Kapoor
Duration : 06:07   Song Number : 18593   

Chaandi Ka Badan Taj Mahal (1963) 09:29 39903
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Duration : 09:29   Song Number : 39903   

Chal Kahin Door Doosara Aadmi (1977) 07:12 13178
 
Poster of Doosara Aadmi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Rakhi, Shashi Kapoor
Duration : 07:12   Song Number : 13178   

Chali Jaa Chhod Ke Hum Log (1951) 03:29 13358
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Udhav Kumar
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:29   Song Number : 13358   

Chand Sitare Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 06:34 20247
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kumar Sanu, Chorus
On Screen Actors- 
Amisha Patel, Hrithik Roshan
Duration : 06:34   Song Number : 20247   

Chand Takta Hai Dooj Ka Chaand (1964) 03:29 13161
 
Poster of Dooj Ka Chaand (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, B Saroja Devi
Duration : 03:29   Song Number : 13161   

Chha Gaye Badal Chitralekha (1964) 04:07 13002
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Khamaj
Duration : 04:07   Song Number : 13002   

Chham Chham Barse Priyatama (1977) 05:34 40511
 
Poster of Priyatama (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Neetu Singh
Duration : 05:34   Song Number : 40511   

Chhodo Ye Nigaahon Ka Inkaar (1977) 03:25 13371
 
Poster of Inkaar (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Vidya Sinha
Duration : 03:25   Song Number : 13371   
Karaoke Songs of roshan, Sad Songs of roshan, Love Songs of roshan, Dance Songs of roshan, Hip-hop songs of roshan, Best songs of roshan, Super hit songs of roshan, hit songs of roshan, duet songs of roshan, solo songs of roshan, old songs of roshan, famous songs of roshan, Hindi Karaoke Songs of roshan, Hindi Sad Songs of roshan, Hindi Love Songs of roshan, Hindi Dance Songs of roshan, Hindi Hip-hop songs of roshan, best Hindi songs of roshan, super hit Hindi songs of roshan, hit Hindi songs of roshan, duet Hindi songs of roshan, solo Hindi songs of roshan, old Hindi songs of roshan, famous Hindi songs of roshan, Sing Along Songs of roshan, Sing Along Sad Songs of roshan, Sing Along Love Songs of roshan, Sing Along Dance Songs of roshan, Sing Along Hip-hop songs of roshan, Sing Along Best songs of roshan, Sing Along Super hit songs of roshan, Sing Along hit songs of roshan, Sing Along duet songs of roshan, Sing Along solo songs of roshan, Sing Along old songs of roshan, Sing Along famous songs of roshan