Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kahin kahin se har chehraaaaa kahin kahin se har chehra tum jaisa lagta hai tumko bhool naa paayenge hum aisa lagta hai aisa lagta hai oooo hoooooo oooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo ooooo oooo oooo oooo ooo oo oo ooooooooo aisa bhi ik rang hai hmmm hmmm hmmmm hoooo ooooo ooooooo aisa bhi ik rang hai jo karta hai baaten bhi jo dil iss ko pehan le wo apna saa lagta hai tumko bhool naa paayenge hum aisa lagta hai kahin kahin se har chehra tum jaisa lagta hai tumko bhool naa paayenge hum aisa lagta hai aisa lagta hai sa sa sa ga ga ga ga pa pa pa pa aaaaaaaaaa sa sa sa ga ga ga ga pa pa pa pa aaaaaaaaaa de re re re re ma ma pa ga ga ma re re ga sa aur to sab kuchh thik hai lekin aur to sab kuchh thik hai lekin kabhi kabhi yunhi chalta phirta shehar achaanak achaanak tanhaa lagta hai tumko bhool naa paayenge hum aisa lagta hai kahin kahin se har chehra tum jaisa lagta hai tumko bhool naa paayenge hum aisa lagta hai aisa lagta hai ab bhi yun milte hain hum se phool
kahin karaar na ho aur kahin khushi na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho siya naseeb koi unse badh ke kya hoga siya naseeb koi unse badh ke kya hoga jo apna ghar bhi jala de to roshni na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho yahi sulook hai gar aadmi se duniya ka yahi sulook hai gar aadmi se duniya ka to kuchh ajab nahin duniya mein aadmi na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho ye bebasi bhi kisi baddua se kam to nahin ye bebasi bhi kisi baddua se kam to nahin ke khul ke jee na sake aur mout bhi na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho
kahin karti hogi woh mera intezaar jiski tamanna mein phirta hoon beqaraar kahin karti hogi woh mera intezaar jiski tamanna mein phirta hoon beqaraar door zulfon ki chhaanv se kehta hoon ye hawaaon se usi boot ki addaon ke afsaane hazaar wo jo baahon mein machal jaati hasrat hi nikal jaati meri duniyaa badal jaati mil jaata qaraar kahin karti hogi woh mera intezaar jiski tamanna mein phirta hoon beqaraar aa aa aa aa aa aa hai armaan hai koi paas aaye in haathon mein wo haath aaye phir khaabon ki ghata chhaye barsaayen khumaar phir unhi din raaton pe matwaali mulaqaaton pe ulfat bhari baaton pe hum hote nisaar kahin karti hogi woh mera intezaar jiski tamanna mein phirti hoon beqaraar
kahin pe nigaahen kahin pe nishaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana jeene do zaalim banaao na deewana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana koi na jaane iraade hain kidhar ke koi na jaane iraade hain kidhar ke maar na dena teer nazar ka kisi ke jigar pe maar na dena teer nazar ka kisi ke jigar pe naazuk ye dil hai bachana o bachaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana tauba ji tauba nigaahon ka machalna tauba ji tauba nigaahon ka machalna dekh bhaal ke ae dil waalo pehlu badalna dekh bhaal ke ae dil waalo pehlu badalna kaafir ada ki ada hai mastaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana zakhmi hain tere jaayen to kahaan jaayen zakhmi hain tere jaayen to kahaan jaayen tere teer ke maare huye dete hain sadaayen tere teer ke maare huye dete hain sadaayen kar do ji ghaayal tumhara hai zamaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana
angdayian le lekar tanhaiyon mein aksar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil angdayian le lekar tanhaiyon mein aksar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil sulge rang roop mera paani mein aag jaisa chandan se is badan se lipte koyi naag jaisa ruswaaiyon se dar kar parchhaiyon se chhupkar kuchh dhundhti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil sapnon mein ho gayi hai saajan se baat jaise lagta hai aa rahi hai meri baraat jaise shehnayian yoon sunkar shehnaiyon ki dhun par main jhoomti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil jaane wo preet apni jaane paraayi ho kya ho jo meet ban ja thoda harjaayi ho harjaiyon se milkar gehraiyon mein kho kar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil angdayian le lekar tanhaiyon mein aksar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na
kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye pyaar na ho jaaye ae dil bataa yeh tujhe kya hua tu hai kyun beqaraar itnaa ae dil bataa yeh tujhe kya hua tu hai kyun beqaraar itnaa kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye ae dil bataa yeh tujhe kya hua tu hai kyun beqaraar itnaa ae dil bataa yeh tujhe kya hua tu hai kyun beqaraar itnaa kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye jee chaahe jee bhar ke chaahoon usse main chaahat ka mausam na beete kabhi uske khayaalon mein khoya rahoon main manzil mujhe to milegi wahi yeh hai aitbaar dil ki pukar sun mere yaar hoo ooo ooo kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye ae dil bataa yeh tujhe kya hua tu hai kyun beqaraar itnaa sapnon mein jo mere aane lagaa hai apna woh lagne lagaa hai mujhe harpal jo aankhon mein rehne lagaa hai pyaara woh lagne lagaa hai mujhe
kaanton pe chal ke panwo ke chhalon se kya gila maangi thi khud hi raat ujaalon se kya gila kahin se maut ko laao ke ghum ki raat kate kahin se maut ko laao ke ghum ki raat kate mera hi sokh manaao ke ghum ki raat kate kahin se maut ko laao ke ghum ki raat kate kare na peechha mera zindagi ko samjha do kare na peechha mera zindagi ko samjha do zindagi ko samjha do ye raah usko bhulaao ke ghum ki raat kate kahin se maut ko laao ke ghum ki raat kate kaho bahaaron se ab shakh e dil naa hogi hari kaho bahaaron se ab shakh e dil naa hogi hari shakh e dil naa hogi hari khizaan ke geet sunaao ke ghum ki raat kate kahin se maut ko laao ke ghum ki raat kate na chaaragar ki zarurat na kuchh dawa ki hai na chaaragar ki zarurat na kuchh dawa ki hai na kuchh dawa ki hai dua ko haath uthaao ke ghum ki raat kate kahin se maut ko laao ke ghum ki raat kate
kahin se shaam hote hi sitaare aa hi jaate hain kahin se shaam hote hi sitaare aa hi jaate hain sahara dhundhne mein besahare aa hi jaa te hain na jane tum ko tanhayi mein roti hoon kahaan ja ke na jane tum ko tanhayi mein roti hoon kahaan ja ke mager raaton ko ye saathi humare aa hi jate hain kahin se shaam hote hi sitaare aa hi jaate hain ye sunte hain mohabbat mein kabhi aisa bhi hota hai ye sunte hain mohabbat mein kabhi aisa bhi hota hai ke khud lehron talak chal kar kinaare aa hi jaate hain kahin se shaam hote hi sitaare aa hi jaate hain
kahin sher o naghma ban ke kahin aansuon mein dhal ke kahin sher o naghma ban ke kahin aansuon mein dhal ke wo mujhe mile to lekin mile sooraten badal ke wo mujhe mile to lekin mile sooraten badal ke ye wafa ki sakht raahen ye tumhare paaye naazuk ye wafa ki sakht raahen ye tumhare paaye naazuk ye tumhare paaye naazuk na lo inteqaam mujhse na lo inteqaam mujhse mere saath saath chal ke kahin sher o naghma ban ke kahin aansuon mein dhal ke ye charaag e anjuman to hain bas ek shab ke mehmaan ye charaag e anjuman to hain bas ek shab ke mehmaan hain bas ek shab ke mehmaan tu jala wo shamma aye dil tu jala wo shamma aye dil jo bujhe kabhi na jal ke kahin sher o naghma ban ke kahin aansuon mein dhal ke na to hosh se taaruf na junoon se aashnaayi na to hosh se taaruf na junoon se aashnaayi na junoon se aashnaayi yeh kahaan pahuch gaye hum yeh kahaan pahuch gaye hum teri bazm se nikal ke kahin sher o naghma ban ke kahin aansuon mein dhal ke wo mujhe mile to lekin mile
kahin to milegi mohabbat ki manzil ye dil ka musaafir chala jaa raha hai kahin to milegi mohabbat ki manzil ye dil ka musaafir chala jaa raha hai nazar mein saji hai khayaalon ki mehfil ummedon ka sooraj dhala jaa raha hai jal ke bujhe zindagi ki shamma kho jaaye din kya pata kab kahaan jal ke bujhe zindagi ki shamma kho jaaye din kya pata kab kahaan hai ye kaisi dagar hai ye kaisa safar na kisi ko pata na kisi ko khabar hai toofaan mein kashti badi door saahil ye dil ka musaafir chala jaa raha hai pal na ruke ek pal ke liye jeeta rahe pyaar kal ke liye pal na ruke ek pal ke liye jeeta rahe pyaar kal ke liye kare koi sitam mile koi sazaa dil bhoole nahin kabhi pehli wafaa jo haare na himmat kare sab wo haasil ye dil ka musaafir chala jaa raha hai kahin to milegi mohabbat ki manzil ye dil ka musaafir chala jaa raha hai
kahne ka raaz hai na bataane ki baat hai aye dil sambhal ke pyaar chhupane ki baat hai kahne ka raaz hai na bataane ki baat hai aye dil sambhal ke pyaar chhupane ki baat hai aye dil sambhal aye dil sambhal dekhi thi uski ek jhalak sapnon ki raah mein sapnon ki raah mein jab se haya ka rang hai meri nigaah mein meri nigaah mein ye aaj ki nahin hai zamaane ki baat hai kahne ka raaz hai na bataane ki baat hai aye dil sambhal ke pyaar chhupane ki baat hai aye dil sambhal aye dil sambhal jhonka hawa ka jhoom ke aanchal uda gaya aanchal uda gaya mehsoos ye huaa ki wo chupke se aa gaya chupke se aa gaya tanhayiyon mein jisko bhulane ki baat hai kahne ka raaz hai na bataane ki baat hai aye dil sambhal ke pyaar chhupane ki baat hai aye dil sambhal aye dil sambhal chahe zubaam se main usse kuchh bhi na keh sakun kuchh bhi na keh sakun wo aaye mere saamne main dekhti rahun main dekhti rahun aankhon se dil ki pyaas bujhane ki baat hai kahne ka raaz hai na bataane ki baat hai
hooooo kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hooooo chunun phool hazaar karun tujh pe nisaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila aankhon mein khushi naache honthon pe hansi gaaye keh do ghum e duniya se chup ke se guzar jaaye suno dil ki pukaar kahe dil baar baar mujhe pyaar mila ho dildaar mila ohhh aaaa chunun phool hazaar karun tujh pe nisaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila ye mast faza dil ko deewaana banaati hai ye mast faza dil ko deewaana banaati hai ek shokh nazar teri sau bhed bataati hai tumhi mera karaar tumhi mera nikhar mujhe pyaar mila ho dildaar mila aaaaa kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hayyyy bedard zamaane ko hum pyaar sikha denge dil kho hi chuke pehle ab jaan bhi ganwa denge ye hai aisa khumaar nahin jiska utaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hooooo kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hoooooo
kaho kahan chalen jahan tum le chalo kaho kahan chalen jahan tum le chalo phir bhi manzil kahan jahan hum se milo kaho kahan chalen jahan tum le chalo phir bhi manzil kahan jahan hum se milo kaho kahan chalen jahan tum le chalo pyaar ka safar to deewana aaa aaaa aaaa aaaa khabar nahin kahan liye jaaye mastana kahan liye jaaye mastana pyaar ka safar to deewana la lala laaa khabar nahin kahan liye jaaye mastana kahan liye jaaye mastana mod aaye jahan wahan mil ke chalo phir bhi manzil kahan jahan hum se milo kaho kahan chalen jahan tum le chalo kaash ye ghata zara barse hmm hmmm hmm hmmm lipte rahun saajan se jee bhar ke saajan se jee bhar ke kaash ye ghata zara barse hey hey hey hey lipte rahun saajan se jee bhar ke saajan se jee bhar ke rang uthe saman aaj aise milo phir bhi manzil kahan jahan hum se milo kaho kahan chalen jahan tum le chalo barkha ki dekho rang raliyaan laah la la boonden nahin tum pe loota rahin kaliyaan tum pe loota rahin kaliyaan dil to kahe
kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan aawaron ki kya poochh rahe apni kaho dilbar jaan kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan aawaron ki kya poochh rahe apni kaho dilbar jaan kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan humpe kya kya guzri tum kya sunn paaoge naazuk sa dil rakhte ho rone lag jaaoge humpe kya kya guzri tum kya sunn paaoge naazuk sa dil rakhte ho rone lag jaaoge kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan aawaron ki kya poochh rahe apni kaho dilbar jaan kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan raste ruk jaate hain jab kaante boti hai jaane jaan tum kya jaanon duniyaa kya hoti hai raste ruk jaate hain jab kaante boti hai jaane jaan tum kya jaanon duniyaa kya hoti hai kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan aawaron ki kya poochh rahe apni kaho dilbar jaan kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan banjaare kiss
kaho na kaho ye aankhen bolti hain o sanam o sanam o mere sanam mohabbat ke safar mein ye sahaara hai wafa ke saahilon ka ye kanaara hai kaho na kaho ye aankhen bolti hain o sanam o sanam o mere sanam mohabbat ke safar mein ye sahaara hai wafa ke saahilon ka ye kanaara hai baadalon se oonchi udan unki sab se alag pehchaan unki unse hai pyaar ki kahaani mansoob aati jaati saanson ki rawaani mansoob baadalon se oonchi udan unki sab se alag pehchaan unki unse hai pyaar ki kahaani mansoob aati jaati saanson ki rawaani mansoob tamally maaak wallaw haata baaeed aani fe alby hawak tamally maaak tamally fe bali wi albi wala bansaak tamally waheshni law haata bakoon wayaak kaho na kaho ye aankhen bolti hain o sanam o sanam o mere sanam mohabbat ke safar mein tu hamaara hai andhere raaston ka tu sitaara hai tamally habibi mehtaglak iiaya alaya men badlak we law hawalaya kol el doon sadeqni habibi mehtagillak tu hi jeene ka sahaara hai meri maujon ka kinaara hai mere liye ye
dil mera har baar ye sunne ko beqaraar hai kaho naa pyaar hai kaho naa pyaar hai haan tum se pyaar hai ke tum se pyaar hai inn pyaari baaton mein anjana iqraar hai kaho naa pyaar hai kaho naa pyaar hai kaha naa pyaar hai kaha naa pyaar hai pyaar jahan mein hota nahin phir bolo kya hota pyaar jahan mein hota nahin phir bolo kya hota duniya mein dil koi kabhi na dhadka hota dhadka hai dil aa yaar mil ye pyaar ka izhaar hai kaho naa pyaar hai kaho naa pyaar hai kaha naa pyaar hai kaha naa pyaar hai do premi do pagal kya karte hain bolo do premi do pagal kya karte hain bolo mujhse kya poochhate ho apne dil ko tatolo maloom hai humko tumhen kiss baat ka intezaar hai kaho naa pyaar hai kaho naa pyaar hai kaha naa pyaar hai kaha naa pyaar hai milte nahin hum tum to phir bolo kya hota milte nahin hum tum to phir bolo kya hota sach bolun phir apna khwaab na poora hota kehta hai mann apna milan duniya mein yaadgaar hai kaho naa pyaar hai kaho naa pyaar hai kaha naa pyaar hai
kahuchu jawani ne paachi wadi jaa aa aa aa aaa kahuchu jawani ne paachi wadi ja ke ghadpan nu ghar maru aavi gayu chee manne na gamtu manne na gamtu manne na gamtu ghadpan daahapan pan tan taru sagpan bhulavi rahivu chee kahuchu jawani ne man ni sthiti hamesha aashiq rahe chee man ni sthiti hamesha aashiq rahe chee kalez main kohine mashuk kahi chee kalez main kohine mashuk kahi chee fari paacha madsu paagal thava ne hamda to daahapan bhai satavi rahiyu chee kahuchu jawani ne mohabaat to maro haak chee janamno mohabaat to maro haak chee janamno ne sakhi hato ne rahiyo chu sanamno sakhi hato ne rahiyo chu sanamno ghadpan ne kahu chu ke mafi daide mohabaat thi mujne bhai favigayu chee kahuchu jawani ne paachi wadi ja ke ghadpan nu ghar maru aavi gayu chee
kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan bichhdi nazar nazar se to bechain ho gayi bichhdi nazar nazar se to bechain ho gayi aise laga ke jaise koi cheez kho gayi ab unn ke bina hoon aise jaise naina bin kaajal kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan aayi jo unki yaad to saansen mehak gayin aayi jo unki yaad to saansen mehak gayin aankhon mein bijliyan si hazaaron chamak gayi jiss or uthi ye nazren lehraaye pyaar ke baadal kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan aati hai unke pyaar ki maujen machal machal aati hai unke pyaar ki maujen machal machal kab tak kahungi dil se main apne sambhal sambhal jaa des piya ke udd jaa aye mann ke panchhi ghayal
kai sadiyon se kai janmon se kai sadiyon se kai janmon se tere pyaar ko tarse mera mann aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se raahon mein kahin nazar aaya apne hi khyaalon ka saaya raahon mein kahin nazar aaya apne hi khyaalon ka saaya kuchh der mera mann lehraaya hoo ooo phir doob gayi aasha ki kiran aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se sapnon se mujhe na yun behlaa paayal ke soye geet jaga sapnon se mujhe na yun behlaa paayal ke soye geet jaga sunsaan hai jeevan ki baghiyaa hoo oooo suna hai bahaaron ka aangan aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se
kai viralil pirandhathu naadham en kuralil valarnthathu geetham kai viralil pirandhathu naadham en kuralil valarnthathu geetham isaiyin mazhaiyil nanainthu ithayam muzhuthum kulirndhu isaiyin mazhaiyil nanainthu ithayam muzhuthum kulirndhu en aasaikal niraiverum naal vandhath en aasaikal niraiverum naal vandhath kai viralil pirandhathu naadham en kuralil valarnthathu geetham ithuvaraiyil ilai uthir kaalam ilavenil ini ethirkaalam ulakamellaam en isai ketkkum ulakamellaam en isai ketkkum nalla ullamellaam athai varavelkkum kai viralil pirandhathu naadham en kuralil valarnthathu geetham kallum isaiyaal kaniyaakum mullum athanaal malaraakum ullam urukum panpaadum ullam urukum panpaadum antha osayile naakam ninraadum antha osaiyile naakam nindraadum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kahin Kahin Se Har Chehra Lata Mangeshkar, Asha Bhosle & Jagjit Singh 06:19 17860
 
Poster of Lata Mangeshkar, Asha Bhosle & Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:19   Song Number : 17860   

Kahin Karaar Na Ho Chandi Ki Deewar (1964) 03:34 38240
 
Poster of Chandi Ki Deewar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:34   Song Number : 38240   

Kahin Karti Hogi Woh Phir Kab Milogi (1974) 03:14 20719
 
Poster of Phir Kab Milogi (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Mala Sinha
Duration : 03:14   Song Number : 20719   

Kahin Pe Nigaahen Kahin C I D (1956) 04:38 20723
 
Poster of C I D (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kalpesh Patel
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:38   Song Number : 20723   

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye Sweekar (1973) 04:37 11293
 
Poster of Sweekar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Hansa Maker
Duration : 04:37   Song Number : 11293   

Kahin Pyaar Na Ho Jaaye Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (2000) 05:17 31506
 
Poster of Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sudhakar Sharma
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Salman Khan, Rani Mukherjee
Duration : 05:17   Song Number : 31506   

Kahin Se Maut Ko Lao Mera Qasoor Kya Hai (1964) 03:57 17658
 
Poster of Mera Qasoor Kya Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:57   Song Number : 17658   

Kahin Se Shaam Hote Hi Shatranj (1956) 03:01 37405
 
Poster of Shatranj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:01   Song Number : 37405   

Kahin Sher O Naghma Ban Ke Talat Mahmood 04:14 16016
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 04:14   Song Number : 16016   

Kahin To Milegi Milan (1995) 06:28 18764
 
Poster of Milan (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Jackie Shroff
Duration : 06:28   Song Number : 18764   

Kahne Ka Raaz Hai Milap (1972) 04:50 39048
 
Poster of Milap (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Brij Bhushan Sahni
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Reena Roy
Duration : 04:50   Song Number : 39048   

Kaho Aake Bahar 40 Days (1959) 03:42 15030
 
Poster of 40 Days (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Shakila, Prem Nath
Duration : 03:42   Song Number : 15030   

Kaho Kahan Chalen Bulundi (1980) 04:57 20724
 
Poster of Bulundi (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa
Duration : 04:57   Song Number : 20724   

Kaho Kaise Rasta Bade Dil Wala (1984) 05:15 20725
 
Poster of Bade Dil Wala (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:15   Song Number : 20725   

Kaho Na Kaho Murder (2004) 04:59 20726
 
Poster of Murder (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Amir Jamal
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 04:59   Song Number : 20726   

Kaho Naa Pyaar Hai Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 07:04 20727
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Amisha Patel
Duration : 07:04   Song Number : 20727   

Kahun Chhun Jawani Ne Paachhi Vali Ja Mohd Rafi 03:20 14668
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Gujarati
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:20   Song Number : 14668   

Kai Din Se Jee Hai Dulhan Ek Raat Ki (1966) 06:01 11820
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 06:01   Song Number : 11820   

Kai Sadiyon Se Milap (1972) 03:34 13743
 
Poster of Milap (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Brij Bhushan Sahni
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:34   Song Number : 13743   

Kai Viralil Piranthathu Naadham Kallum Kaniyagum (1968) 03:37 40115
 
Poster of Kallum Kaniyagum (1968)
 
Category
Tamil
Year- 
1968
Lyricist
Vaali
Music Director- 
M S Viswanathan
Duration : 03:37   Song Number : 40115