MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShankar Jaikishan
HomeShankar Jaikishan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum sang preet lagayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi bedardi tere pyaar mein tum sang preet lagayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi bedardi tere pyaar mein gori gori raat ke gore gore chand ki tujhko kasam raaja laut ke aaja oye pehle milan ki rang bhari shaam ko kaise bhulaun sainya tu hi bata ja oye mausam ne li angdaayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi oo soniya tere pyaar mein tum sang preet lagayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi bedardi tere pyaar mein jhilmil taare karen jab ishare aadhi raat ko jaage jaage sajna yaad karun teri har baat ko tab se neend na aayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi oo chan ve tere pyaar mein tum sang preet lagayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi bedardi tere pyaar mein click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar chaand ke tale jalenge hum aye sanam raat bhar tum to dil ke taar chhed kar tum ko neend aayegi tum to so hi jaaoge tum ko neend aayegi tum to so hi jaaoge kiska le liya hai dil ye bhi bhool jaaoge ye to keh do ek baar khawaab mein to aaoge ye to keh do ek baar khawaab mein to aaoge khawaab mein to aaoge tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar tum to dil ke taar chhed kar apni ek aur raat uljhanon mein jaayegi apni ek aur raat uljhanon mein jaayegi shokh shokh wo adaa humko yaad aayegi mast mast har nazar dard ban ke chhayegi mast mast har nazar dard ban ke chhayegi dard ban ke chhayegi tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar tum to dil ke taar chhed kar aaj sabr ka bhi haath humse chhotne laga aaj sabr ka bhi haath humse chhotne laga ab to baat baat par dil bhi ruthne laga kya gazab hai har koi humko lootne laga kya gazab hai har koi humko lootne laga humko lootne laga click here
tumhaare hain tumse daya maangte hain tumhaare hain tumse daya maangte hain tere laadlon ki dua maangte hain tere laadlon ki dua maangte hain yateemon ki duniya mein hardam andhera yateemon ki duniya mein hardam andhera idhar bhool kar bhi na aaya savera idhar bhool kar bhi na aaya savera kisi shaam ko ek pal bhar jale jo kisi shaam ko ek pal bhar jale jo hum aasha ka aisa diya maangte hain tere laadlon ki dua maangte hain thei hum jinki aankhon ke chanchal sitaare thei hum jinki aankhon ke chanchal sitaare humein chhod wo iss jahaan se sidhaare humein chhod wo iss jahaan se sidhaare kisi ki na ho jaisi qismat hai apni kisi ki na ho jaisi qismat hai apni dukhi dil sabhi ka bhala maangte hain tere laadlon ki dua maangte hain bacha ho jo roti ka tukda dila do bacha ho jo roti ka tukda dila do jo utra ho tan se wo kapda dila do jo utra ho tan se wo kapda dila do tumhaare hain tumse daya maangte hain tere laadlon ki dua maangte hain click here
tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge jo dil mein aa gayi hai aaj hum woh kar hi guzarenge khabar kya thi ke apne bhi sitaare aise bigadenge khabar kya thi ke apne bhi sitaare aise bigadenge ke jo pooja ke qaabil hai wohi yun rang badalenge tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge tumhari ek na manenge karenge aaj manmaani bahot tarsaaya hai tumne nahin ab aur tarsenge sataaya to nahin karate kabhi qismat ke maaron ko kisi ki jaan jaayegi kisi ke armaan nikalenge tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge jo dil mein aa gayi hai aaj hum woh kar hi guzarenge tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa manaya tumko kitni baar lekin tum nahin maane to ab majboor ho kar hum shararat par bhi utrenge haqeeqat kya hai yeh pahle bata dete to achha tha khud apne jaal se hi hum na jaane kaise nikalenge tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge kayi din baad click here
jai jai tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai na tum haare na hum haare safar saath jitna tha ho hi gaya tai na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai yaad ke phool ko hum to apne dil se rahenge lagaaye yaad ke phool ko hum to apne dil se rahenge lagaaye aur tum bhi hans lena jab ye deewana yaad aaye milenge jo phir se mila de sitaare na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai waqt kahan rukta hai to phir tum kaise ruk jaate waqt kahan rukta hai to phir tum kaise ruk jaate aakhir kisne chaand chooaa hai hum kyun haath badhaate jo us paar ho tum to hum is kinaare na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai tha to bahut kehne ko lekin ab to chup behtar hai tha to bahut kehne ko lekin ab to chup behtar hai ye duniyaan hai ek saraaye jeevan ek safar hai ruka bhi hai koi kisi ke pukaare na tum haare na hum haare safar saath jitna click here
tumhen yaad karte karte jaayegi rain saari tum le gaye ho apne sang neend bhi humari tumhen yaad karte karte jaayegi rain saari tum le gaye ho apne sang neend bhi humari tumhen yaad karte karte mann hai ke jaa basaa hai anjaan ik nagar mein kuchh khojta hai pagal khoyi huyi dagar mein itne bade mahal mein ghabraon main bechari tum le gaye ho apne sang neend bhi humari tumhen yaad karte karte birha ki iss chita se tumhi mujhe nikalo jo tum na aa sako to mujhe swapn mein bula lo mujhe aise mat jalao meri preet hai kunwari tum le gaye ho apne sang neend bhi humari tumhen yaad karte karte jaayegi rain saari tum le gaye ho apne sang neend bhi humari tumhen yaad karte karte tumhen yaad karte karte tumhen yaad karte karte click here
Tumko Sanam Pukar Ke click here
hoooooooooo tumse achchha kaun hai dil lo jigar lo jaan lo hum tumhare hai sanam tum humen pehchaan lo ho tumse achchha kaun hai dil lo jigar lo jaan lo hum tumhare hai sanam tum humen pehchaan lo main hoon wo jhonka mast hawaa ka sang tumhaare chalta rahunga jab se huyi hai tumse muhabbat milta raha hoon milta rahunga main hoon wo jhonka mast hawaa ka sang tumhaare chalta rahunga jab se huyi hai tumse muhabbat milta raha hoon milta rahunga hoooooo ooooo hoooo hooo hoooo tumse achchha kaun hai dil lo jigar lo jaan lo hum tumhare hai sanam tum humen pehchaan lo ho tumse achchha kaun hai dil lo jigar lo jaan lo hum tumhare hai sanam tum humen pehchaan lo seene mein dil hai dil mein tumhin ho tum mein humari chhoti si jaan hai tum ho salamat hum ko nahin ghum tumse humari duniyaa jawaan hai seene mein dil hai dil mein tumhin ho tum mein humari chhoti si jaan hai tum ho salamat hum ko nahin ghum tumse humari duniyaa jawaan hai hoooooo ooooo hoooo hooo hoooo tumse click here
kabhi humne nahin socha tha aisa din bhi aayega paani mein aag lagegi pathar bhi pighal jaayega dekhooooo tumse achchha kaun hai kabhi humne nahin socha tha aisa din bhi aayega paani mein aag lagegi pathar bhi pighal jaayega dekhooooo tumse achchha kaun hai hargiz naa yakin tha humko anhoni baat hogiiiiii tum jaan ho do aalam ki aur jaan humin par dogiiiiii tum jaan ho do aalam ki aur jaan humin par dogi tum jaan ho do aalam ki aur jaan humin par dogi kabhi humne nahin socha tha aisa din bhi aayega paani mein aag lagegi pathar bhi pighal jaayega dekhooooo tumse achchha kaun hai ik husn ki behti ganga taqdeer bhi ban jaayeeeeeee pyaase ke paas nadi bhi khud pyaas bhujhaane aayeeeee pyaase ke paas nadi bhi khud pyaas bhujhaane aaye pyaase ke paas nadi bhi khud pyaas bhujhaane aaye kabhi humne nahin socha tha aisa din bhi aayega paani mein aag lagegi pathar bhi pighal jaayega dekhooooo tumse achchha kaun hai kab humko khabar thi aye dil rangeen sehar bhi hogiiiiii jo click here
tuneeeeee hoooooo oooooooo tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya door hoon main teri duniyaa se door hoon main teri duniyaa se kyun chhuaa tha mann mera tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneeeeee hoooooo oooooooo main pyaar ki chandani raat hoon main pyaar ki chandani raat hoon uljhi huyi dard ki baat hoon uljhi huyi dard ki baat hoon tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneeeeee hoooooo oooooooo soona tha ghar koi rehne laga soona tha ghar koi rehne laga darr ke magar dil ye kehne laga darr ke magar dil ye kehne laga tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneeeeee hoooooo oooooooo tuneeeeee hoooooo oooooooo tuneeeeee hoooooo oooooooo click here
unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil nazaare kar gaye jaadu nigaahen de gayin dhokha nigaahen de gayin dhokha nazaare kar gaye jaadu nigaahen de gayin dhokha nigaahen de gayin dhokha uthe toofaan kuchh aise ke doobe pyaar ke saahil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil hazaaron aarzuon se basaaya jis ko pehlu mein hazaaron aarzuon se basaaya jis ko pehlu mein jise samajhe the hum dilbar woh nikla sangdil qaatil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil na jaane kaisi raahon par chali hai zindagi meri chali hai zindagi meri na jaane kaisi raahon par chali hai zindagi meri chali hai zindagi meri ke jeenaa hi nahin ab to mera marna bhi hai mushkil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil click here
unke khayaal aaye to aate chale gaye unke khayaal aaye to aate chale gaye deewana zindagi ko banaate chale gaye unke khayaal jo saans aa raha hai kisi ka payam hai jo saans aa raha hai kisi ka payam hai betabiyon ko aur badhate chale gaye unke khayaal iss dil se aa rahi hai kisi yaar ki sada iss dil se aa rahi hai kisi yaar ki sada veeran mera dil tha basaate chale gaye unke khayaal hosh o havaas pe mere bijli si gir padi hosh o havaas pe mere bijli si gir padi masti bhari nazar se pila ke chale gaye unke khayaal aaye to aate chale gaye deewana zindagi ko banaate chale gaye unke khayaal click here
unki pehli nazar kya asar kar gayi mujhko kya ho gaya hai khuda jaane unki pehli nazar kya asar kar gayi mujhko kya ho gaya hai khuda jaane ek bijli giri aur main marr gayi mujhko kya ho gaya hai khuda jaane unki pehli nazar kya asar kar gayi mujhko kya ho gaya hai khuda jaane ek bijli giri aur main marr gayi mujhko kya ho gaya hai khuda jaane unki pehli nazar kya asar kar gayi din mein sau baar main aainaa dekh loon jaane kis ke liye roz sajne lagoon din mein sau baar main aainaa dekh loon jaane kis ke liye roz sajne lagoon aisa chhaya kisi ki nazar ka nasha aisa chhaya kisi ki nazar ka nasha do kadam bhi chalun to behkne lagun dil gaya to gaya zindagi har gayi mujhko kya ho gaya hai khuda jaane ek bijli giri aur main marr gayi mujhko kya ho gaya hai khuda jaane unki pehli nazar kya asar kar gayi jee ye chaahta hai baahon mein loon aasmaan dil ye kehta hai phoolon mein ho aashiaan jee ye chaahta hai baahon mein loon aasmaan dil ye kehta hai phoolon mein ho click here
unse mili nazar ke mere hosh udd gaye unse mili nazar ke mere hosh udd gaye aisa hua asar aisa hua asar aisa hua asar ke mere hosh udd gaye unse mili nazar ke mere hosh udd gaye jab wo mile mujhe pehli baar unse ho gayin aankhen chaar jab wo mile mujhe pehli baar unse ho gayin aankhen chaar paas naa baithe pal bhar wo phir bhi ho gaya unse pyaar phir bhi ho gaya unse pyaar itni thi bas khabar itni thi bas khabar itni thi bas khabar ke mere hosh udd gaye unse mili nazar ke mere hosh udd gaye unn ki taraf dil khichne laga badd ke kadam phir rukne laga unn ki taraf dil khichne laga badd ke kadam phir rukne laga kaanp gayi main jaane kyun apne aap dam ghutne laga apne aap dam ghutne laga chhaye wo iss kadar chhaye wo iss kadar chhaye wo iss kadar ke mere hosh udd gaye unse mili nazar ke mere hosh udd gaye ghar mere aaya wo mehmaan dil mein jagaaye sau toofaan ghar mere aaya wo mehmaan dil mein jagaaye sau toofaan dekh ke unki soorat ko haaye reh gayi main hairaan haaye click here
unse pyaar ho gaya unse pyaar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyaar ho gaya unse pyaar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyaar ho gaya dard mitaye tune teer chubha ke dard mitaye tune teer chubha ke aag bhujaayi ek aag laga ke aag bhujaayi ek aag laga ke unse pyaar ho gaya unse pyaar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyaar ho gaya nainon se nain mile badle zamaane nainon se nain mile badle zamaane samjhe samjhane waale aur naa jaane samjhe samjhane waale aur naa jaane aur naa jaane koi aur naa jaane aur naa jaane koi aur naa jaane unse pyaar ho gaya unse pyaar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyaar ho gaya ulfat ki dekho kaisi ajab kahaani ulfat ki dekho kaisi ajab kahaani aaye naa baadal phir bhi barsa hai paani aaye naa baadal phir bhi barsa hai paani unse pyaar ho gaya unse pyaar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho click here
vaasta hi na jab raha tumse phir jafaaon ka kya gila tumse vaasta hi na jab raha tumse phir jafaaon ka kya gila tumse tum kisi gair ki amanat ho kaisa shikwa gila bhala tumse vaasta hi na jab raha dard de ke paraye ho baithe kaise maangun main ab dawa tumse dard de ke paraye ho baithe kaise maangun main ab dawa tumse kam se kam jhoothi tasalli dete haaye ye bhi naa ho saka tumse vaasta hi na jab raha chand roti huyi yaadon ke sivaa dekh lo kuchh nahin liya tumse chand roti huyi yaadon ke sivaa dekh lo kuchh nahin liya tumse yaaron hanste ho mujh pe khoob hanson aur ho bhi sakega kya tumse vaasta hi na jab raha uss ki kismat pe rashq aata hai jiske dil ka jahaan basa tumse uss ki kismat pe rashq aata hai jiske dil ka jahaan basa tumse achchhi kismat hi nahin thi apni kaise keh doon bura hua tumse vaasta hi na jab raha tumse phir jafaaon ka kya gila tumse vaasta hi na jab raha click here
waqt thoda sa abhi kuchh aur guzar jaane de dil mein uthtaa huaa tufaan thehar jaane de aur thodi der dekh lene de ye cheharaa zindagi bhar ki thakan dil se utar jaane de waqt thoda sa abhi kuchh aur guzar jaane de dil mein uthtaa huaa tufaan thehar jaane de aur thodi der dekh lene de ye cheharaa zindagi bhar ki thakan dil se utar jaane de waqt thoda sa abhi kuchh aur guzar jaane de teri masoom jawaani kaa hai ehsaas mujhe phir bhi baithaa le ghadi bhar ke liye paas mujhe raani teri masoom jawaani kaa hai ehsaas mujhe phir bhi baithaa le ghadi bhar ke liye paas mujhe raani tan ki doori na rahe mann ka milan ho sachaa pyaar ki is aag mein tan manko nikhar jaane de waqt thoda sa abhi kuchh aur guzar jaane de dil mein uthtaa huaa tufaan thehar jaane de aur thodi der dekh lene de ye cheharaa zindagi bhar ki thakan dil se utar jaane de waqt thoda sa abhi kuchh aur guzar jaane de teri aankhon ki kamal choom lun to chain mile teri baahon mein zara jhoom lun to chain mile click here
wo chale haan wo chale haayeee wo chale jhatak ke daaaman meri aarzooo mita ke mita ke wo chale haan wo chale haayeee wo chale jhatak ke daaaman meri aarzooo mita ke mita ke mera dil wo le gaye hain mujhe raah mein bitha ke bitha ke wo chale koi unse itna keh do main unhin ka ho chuka hoon main unhin ka ho chuka hoon koi unse itna keh do main unhin ka ho chuka hoon main unhin ka ho chuka hoon unhen kya milega aaaaakhir mujhe iss tarah jala ke jala ke wo chale haan wo chale haayeee wo chale jhatak ke daaaman meri aarzooo mita ke mita ke mera dil wo le gaye hain mujhe raah mein bitha ke bitha ke wo chale naa bhujhegi baadlon se naa bhujhegi aasuon se naa bhujhegi aasuon se naa bhujhegi baadlon se naa bhujhegi aasuon se naa bhujhegi aasuon se mere dil ki dhadkanon mein gaye aag jo laga ke laga ke wo chale haan wo chale haayeee wo chale jhatak ke daaaman meri aarzooo mita ke mita ke mera dil wo le gaye hain mujhe raah mein bitha ke bitha ke wo chale click here
wo din yaad karo wo din yaad karo wo chhup chhup ke milna wo hasnaa hasaanaa wo din yaad karo wo din yaad karo wo din yaad karo wo phoolon ki chhaiyaan wo mausam suhana wo din yaad karo phirte the aazaad hum to chaman mein chaand aur sooraj hai jaise gagan mein phirte the aazaad hum to chaman mein chaand aur sooraj hai jaise gagan mein ab to ye jeewan hai uljhan ki seema dhadake meraa dil ab dheemaa dheemaa wo din yaad karo wo din yaad karo wo din yaad karo wo phoolon ki chhaiyaan wo mausam suhana wo din yaad karo jab main kali thi tab hi bhali thi tab hi bhali thi koi naa ghum tha main mannchali thi main mannchali thi meri gali se tera gujarnaa nainon ke raste dil mein utarnaa wo din yaad karo wo din yaad karo haai wo din yaad karo wo chhup chhup ke milna wo hasnaa hasaanaa wo din yaad karo wo din yaad karo wo din yaad karo wo phoolon ki chhaiyaan wo mausam suhana wo din yaad karo wo din yaad karo click here
woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai samjhane waale samjh gaye hai naa samjhe naa samjhe woh anadi hai woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai samjhane waale samjh gaye hai naa samjhe naa samjhe woh anadi hai woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai chaandi ki chamakati raahen woh dekho jhoom jhoom ke bulayen chaandi ki chamakati raahen woh dekho jhoom jhoom ke bulayen kirnon ne pasaari baahen ke armaan naach naach lehraayen baaje dil ke taar gaaye ye bahaar ubhare hai pyaar jeevan mein baaje dil ke taar gaaye ye bahaar ubhare hai pyaar jeevan mein woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai samjhane waale samjh gaye hai naa samjhe naa samjhe woh anadi hai woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai kirnon ne chunariya taani bahaaren kis pe aaj hai deewani kirnon ne chunariya taani bahaaren kis pe aaj hai deewani chanda click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Sang Preet Lagayi Rasiya New Delhi (1956) 03:54 13656
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:54   Song Number : 13656   

Tum To Dil Ke Taar Chhed Kar Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1961) 03:25 14081
 
Poster of Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:25   Song Number : 14081   

Tumhaare Hain Tumse Daya Maangte Hein Boot Polish (1953) 05:19 12935
 
Poster of Boot Polish (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Ratan Kumar, Master Nisaar
Duration : 05:19   Song Number : 12935   

Tumhare Bin Guzaare Atma Ram (1979) 06:32 12748
 
Poster of Atma Ram (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Vidya Sinha
Duration : 06:32   Song Number : 12748   

Tumhari Bhi Jai Jai Diwana (1967) 04:35 13040
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 04:35   Song Number : 13040   

Tumhen Yaad Karte Karte Amrapali (1966) 03:38 21377
 
Poster of Amrapali (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:38   Song Number : 21377   

Tumko Sanam Pukaar Ke Diwana (1967) 04:29 37626
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
Duration : 04:29   Song Number : 37626   

Tumse Achchha Kaun Hai Janwar (1965) 03:44 13426
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:44   Song Number : 13426   

Tumse Achchha Kaun Hai Tumse Achha Kaun Hai (1969) 04:09 21368
 
Poster of Tumse Achha Kaun Hai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:09   Song Number : 21368   

Tune Haaye Mere Zakhm E Jigar Ko Nagina (1951) 03:46 15638
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Asavari
Duration : 03:46   Song Number : 15638   

Unhen Tu Bhool Jaa Ae Dil Naya Ghar (1953) 03:53 15641
 
Poster of Naya Ghar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shekhar
Duration : 03:53   Song Number : 15641   

Unke Khayaal Aaye To Lal Patthar (1971) 03:18 13593
 
Poster of Lal Patthar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
G M Durrani
Raag- 
Gara
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:18   Song Number : 13593   

Unki Pehli Nazar Kya April Fool (1964) 05:35 12733
 
Poster of April Fool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 05:35   Song Number : 12733   

Unse Mili Nazar Jhuk Gaya Aasman (1968) 04:10 21395
 
Poster of Jhuk Gaya Aasman (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 04:10   Song Number : 21395   

Unse Pyaar Ho Gaya Badal (1951) 02:53 12789
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 02:53   Song Number : 12789   

Vaasta Hi Na Jab Raha Chori Chori (1972) 04:44 13008
 
Poster of Chori Chori (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Tuntun (Uma Devi)
Duration : 04:44   Song Number : 13008   

Waqt Thoda Sa Abhi Seema (1971) 04:04 14188
 
Poster of Seema (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kabir Bedi, Simi Garewal
Duration : 04:04   Song Number : 14188   

Wo Chale Jhatak Ke Hamrahi (1963) 03:22 13315
 
Poster of Hamrahi (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 13315   

Wo Din Yaad Karo Hamrahi (1963) 03:31 13313
 
Poster of Hamrahi (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahamood, Shubha Khote
Duration : 03:31   Song Number : 13313   

Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse Anari (1959) 03:54 21408
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:54   Song Number : 21408   
Karaoke Songs of shankar jaikishan, Sad Songs of shankar jaikishan, Love Songs of shankar jaikishan, Dance Songs of shankar jaikishan, Hip-hop songs of shankar jaikishan, Best songs of shankar jaikishan, Super hit songs of shankar jaikishan, hit songs of shankar jaikishan, duet songs of shankar jaikishan, solo songs of shankar jaikishan, old songs of shankar jaikishan, famous songs of shankar jaikishan, Hindi Karaoke Songs of shankar jaikishan, Hindi Sad Songs of shankar jaikishan, Hindi Love Songs of shankar jaikishan, Hindi Dance Songs of shankar jaikishan, Hindi Hip-hop songs of shankar jaikishan, best Hindi songs of shankar jaikishan, super hit Hindi songs of shankar jaikishan, hit Hindi songs of shankar jaikishan, duet Hindi songs of shankar jaikishan, solo Hindi songs of shankar jaikishan, old Hindi songs of shankar jaikishan, famous Hindi songs of shankar jaikishan, Sing Along Songs of shankar jaikishan, Sing Along Sad Songs of shankar jaikishan, Sing Along Love Songs of shankar jaikishan, Sing Along Dance Songs of shankar jaikishan, Sing Along Hip-hop songs of shankar jaikishan, Sing Along Best songs of shankar jaikishan, Sing Along Super hit songs of shankar jaikishan, Sing Along hit songs of shankar jaikishan, Sing Along duet songs of shankar jaikishan, Sing Along solo songs of shankar jaikishan, Sing Along old songs of shankar jaikishan, Sing Along famous songs of shankar jaikishan