MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMajrooh Sultanpuri
HomeMajrooh Sultanpuri
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane kismat se aate hain pyaar ke zamaane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane dekho saawan dole bheegi zulfen khole dekho saawan dole bheegi zulfen khole maanon re o bhole o bhole baabu o bhole o bhole bhale baabu o bhole dekho rukti nahin hai bahaar ke zamaane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane kismat se aate hain pyaar ke zamaane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane dhadkan ke ye daane chitwan ke afsaane dhadkan ke ye daane chitwan ke afsaane sun sun o deewane deewane tu kya jaane deewane deewane tu kya jaane deewane aji milte kahaan hain qaraar ke zamaane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane kismat se aate hain pyaar ke zamaane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane dil se dil jodo bhi do naina modo bhi dil se dil jodo bhi do naina modo bhi o saiyaan chhodo bhi chhodo bhi banna saiyaan chhodo bhi chhodo bhi banna saiyaan chhodo bhi kahin beete naa yunhi ye pyaar ke zamaane click here
ye daaman ab na chootegaa kabhi chaahe khafaa tum ho ye daaman ab na chootegaa kabhi chaahe khafaa tum ho kahaan jaaoon ke meri zindagi ka aasraa tum ho ye daaman ab na chootegaa kabhi chaahe khafaa tum ho kahaan jaaoon ke meri zindagi ka aasraa tum ho ye daaman ab na chootegaa usi ne dukh diya jisko pukaraa meri aahon ne usi ne dukh diya jisko pukaraa meri aahon ne unhee se zakhm paaye jinko dekha in nigaahon ne maseeha mere ab in saare zakhmon ki dawaa tum ho kahaan jaaoon ke meri zindagi ka aasraa tum ho ye daaman ab na chootegaa main sar se paon tak apne hi ashqon mein nahaayee hoon main sar se paon tak apne hi ashqon mein nahaayee hoon larazte kaampte dil se tumhaare paas aayee hoon chhupaa lo apni baahon mein mere ghum aashnaa tum ho kahaan jaaoon ke meri zindagi ka aasraa tum ho ye daaman ab na chootega kabhi chaahe khafaa tum ho kahaan jaaoon ke meri zindagi ka aasraa tum ho ye daaman ab na chootega click here
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hmmmmmm zooo zooo zooo zoooo zooo zooo zooo tirdi eee eee eee tirdi eee eee eee tirdi eee ye dil na hota bechara kadam na hote aawara jo khoobsurat koi apna humsafar hota ho ho ho ho ye dil na hota bechara kadam na hote aawara jo khoobsurat koi apna humsafar hota suna jab se zamaane hai bahaar ke hum bhi aaye hai raahi ban ke pyaar ke suna jab se zamaane hai bahaar ke hum bhi aaye hai raahi ban ke pyaar ke koi na koi bulaayega khade hai hum bhi raahon mein ye dil na hota bechara kadam na hote aawara jo khoobsurat koi apna humsafar hota are maana usko nahin main pehchantaa banda uska pata bhi nahin jaanta maana usko nahin main pehchantaa banda uska pata bhi nahin jaanta milna likha hai to aayega khade hai hum bhi raahon mein ye dil na hota bechara kadam na hote aawara jo khoobsurat koi apna humsafar hota uski dhun mein padega dukh jhelna seekha humne click here
hmm hmm mmm mmm mmm mmm mmm mmm aa aa aa aa aa aa aa aa ye dil sun raha hai tere dil ki zubaan ye dil sun raha hai tere dil ki zubaan aye mere hum nasheen main wahaan tu jahaan ye dil sun raha hai tere dil ki zubaan aaaa aaaa aaaa aaaa meri sadaa mein bole tu ye koi kya jaane meri sadaa mein bole tu ye koi kya jaane geet mein hai saaz mein hai tu hi tu nagma kahaan ye dil sun raha hai tere dil ki zubaan ye dil sun raha hai tere dil ki zubaan aye mere hum nasheen main wahaan tu jahaan ye dil sun raha hai tere dil ki zubaan dard e muhabbat ke siva main bhi kya tu bhi kya dard e muhabbat ke siva main bhi kya tu bhi kya ye zameen hum aasmaan hum ab humein jaana kahaan jaana kahaan ab humein jaana kahaan jaana kahaan aaaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaaa aaa click here
kehat kabeer suno bhayi saadho baat kahun main khari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari are kehat kabeer suno bhayi saadho baat kahun main khari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ek numbar ka haath dikhaya jab keh ke jai kaali are ek numbar ka haath dikhaya jab keh ke jai kaali itne hi se dhopi bhaari jeb ho gayi khaali do numbar hai aur niraala dekhun aur khul jaaye taala udd ke packet mein aa jaaye hare note ki bari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari numbar teen ka chamatkar dekho jab phenkun patta are numbar teen ka chamatkar dekho jab phenkun patta sab ki tabiyat karun saaf dilli ho ya calcatta chauthe mera gazab ka jhaansa aap diya dujje ko phaansa kabhi kabhi to police ko ulte dikhlaun hathkadi ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari paanchva numbar zulm ka dushman main click here
ye hawa ye mastana mausam dil ko phir karaar aaya ye hawa ye mastana mausam dil ko phir karaar aaya jhoom banke deewana ae dil tujhpe unko pyaar aaya jhoom banke deewana ae dil tujhpe unko pyaar aaya ye hawa ye mastana mausam lahra ke tera aanchal uddta hai rang ban ke lahra ke tera aanchal uddta hai rang ban ke yun hi dil me aate rahna dil ki umang ban ke sun o kali teri gali deewana baar baar aaya ye hawa ye mastana mausam dil ko phir karaar aaya jhoom banke deewana ae dil tujhpe unko pyaar aaya ye hawa ye mastana mausam kitni haseen hai duniya dekho meri nazar se kitni haseen hai duniya dekho meri nazar se ruk jati hain bahaarein chalte hain hum jidhar se khoyi huyi jannat mili aankhon ko aitbaar aaya jhoom banke deewana ae dil tujhpe unko pyaar aaya ye hawa ye mastana mausam dil ko phir karaar aaya ye hawa ye mastana mausam beete wo din ke jab hum manzil ko dhundhte the beete wo din ke jab hum manzil ko dhundhte the dil hum ko dhundhta tha hum dil ko dhundhte click here
ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa ye raat dhalne naa paaye hone naa paaye savera tu bhi utha lambi palken zulfon ko maine bikhera yun hi chanda tale meri naiyya chale teri baahon ka le ke sahaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa aise mile aaj saiyaan teri nazar meri aankhen dhadkan meri tera dil ho lab hon mere teri baaten dare kaanhe ko dil sajna khul ke mil kya karega zamaana humaara dare kaanhe ko dil sajna khul ke mil kya karega zamaana humaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa click here
ye jo nazar humari tumhari ladi hai jawaani mein ye hai pyaar ki aisi chingari bujhe nahin paani mein ye jo nazar humari tumhari ladi hai jawaani mein ye hai pyaar ki aisi chingari bujhe nahin paani mein ho ho ye jo nazar humari tumhari ladi hai jawaani mein mohabbat jawan hai suhana sama hai hansi hai hum sab par humara chale hain deewane huya hai na jane irada ab bhi idhar humara ho manzil meri tu jaane jaan tere siva jana kahaan zindagani mein zindagani mein ye jo nazar humari tumhari ladi hai jawaani mein ye hai pyaar ki aisi chingari bujhe nahin paani mein ho ho ye jo nazar humari tumhari ladi hai jawaani mein hooooooooooooooo hoye hoye pyaar bada mastana yaara chal nikale jis or chale na jis pe koi zor zamaana lakka paave shor hoo ooo hoo hoo ooo yaar to apne yaar se milna duniya se kya kaam chale dilbar hain baiyan kaam savera hove chaahe shaam tera kya karega mera kya karega zara sa jalega zamana humari dagar to alag hi dagar hai kahan tak chalega zamana click here
ye kaisa ghum sajna pyaasa din pyaasi shaam ye kaisa ghum sajna pyaasa din pyaasi shaam aa tere honthon se lag jaaun ban ke jaam ye kaisa ghum sajna haaye mere hote ruh teri pyaasi ponchh doon aanchal ban ke aa mukhde ki udaasi haaye mere hote ruh teri pyaasi ponchh doon aanchal ban ke aa mukhde ki udaasi saiyaaan sukh mein dukh mein mujhko tujh se kaam ye kaisa ghum sajna pyaasa din pyaasi shaam ye kaisa ghum sajna main jalne naa doongi tujhko ye ghum le ke paas tere aayi hoon main pyaar ki shabnam le ke main jalne naa doongi tujhko ye ghum le ke paas tere aayi hoon main pyaar ki shabnam le ke saiyaaaaan rabb ne bhejaa mujhko tere naam ye kaisa ghum sajna pyaasa din pyaasi shaam ye kaisa ghum sajna click here
ye kaun aaj aaya mera dil churaane mujhe mujhe mujhe haai mujhe mujhe loot kar meri duniyaa basaane ye kaun aaj aaya mera dil churaane ye kaun aaj aaya mera dil churaane mujhe mujhe mujhe loot kar meri duniyaa basaane ye kaun aaj aaya mera dil churaane ye kaun aaj aaya mera dil churaane mere sanam ki aane ki ada dekhna ki pichhe phire jahaan uske liye chadhta hua usi ka nasha ye aankhon mein hai mera husn hai jawaan uske liye duniya kitni rangeeli hai jaise maine kuchh peeli hai duniya kitni rangeeli hai jaise maine kuchh peeli hai giri main giri thaamna oo zamaane ye kaun aaj aaya mera dil churaane mujhe haai mujhe mujhe loot kar meri duniyaa basaane ye kaun aaj aaya mera dil churaane ye kaun aaj aaya mera dil churaane aa mere dil ke mehmaan aa machalta hai mere nas nas mein beqaraar haai tera pyaar saanson mein dekh armaan koi machaata hai ek halchal si baar baar haai tera pyaar tu kya aaya meri mehfil mein ek shola sa bhadka dil mein tu kya aaya meri mehfil mein click here
aaaa haaaa haaaaaaa ye kaun aaya roshan ho gayi mehfil kiske naam se ye kaun aaya ye kaun aaya roshan ho gayi mehfil kiske naam se mere ghar mein jaise sooraj niklaa hai shaam se ye kaun aaya hooooo yaaden hain kuchh aayi si yaa kirnen lehraayi si yaa kirnen lehraayi si dil mein soye geeton ne li hai phir angdaayi si armaanon ki madira chhalki ankhiyon ke jaam se ye kaun aaya roshan ho gayi mehfil kiske naam se mere ghar mein jaise sooraj niklaa hai shaam se ye kaun aaya aahat pe halki halki chhaati dhadke paayal ki aahat pe halki halki chhaati dhadke paayal ki harbori se naam uska lehren poochhe aanchal ki chupke chupke raadha koi poochhe apne shaam se ye kaun aaya hooooo kya kahiye iss aane ko aayaa hai tarsaane ko aayaa hai tarsaane ko dekha usne hans hans ke har apne begaane ko lekin kitna beparwaah hai mere hi salaam se ye kaun aaya roshan ho gayi mehfil kiske naam se mere ghar mein jaise sooraj niklaa hai shaam se ye kaun aaya click here
ye kis ki aankhon ka noor ho tum ye kis ke dil ka karaar ho tum ye kis ke dil ka karaar ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum ye kis ke dil ka karaar ho tum ye kis ke dil ka karaar ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum mujhe ye maaloom ho raha hai mujhe ye maaloom ho raha hai ke jaise mera hi pyaar ho tum ke jaise mera hi pyaar ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum sambhalo zulfon ki ye ghatayen kahin musafir bhatak na jaaye sambhalo zulfon ki ye ghatayen kahin musafir bhatak na jaaye behek na jaaye kahin zamaana behek na jaaye kahin zamaana ke ek nashili bahaar ho tum ke ek nashili bahaar ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum kabhi jhuki tum nigaah ban kar kabhi uthi dil se aah ban kar aah ban kar khatak rahi ho kabhi jigar mein khatak rahi ho kabhi jigar mein kabhi kaleje ke paar ho tum kabhi kaleje ke paar ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum garaz qayaamat se kam nahin ho koi bhi ho tum bohut haseen ho bohut haseen ho click here
ye ladka haaye allah kaisa hai deewana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere dil beqaraar hota hai hote hote hote pyaar hota hai hoooo ye ladka haaye allah kaisa hai deewana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere dil beqaraar hota hai hote hote hote pyaar hota hai hoooo ye ladka haaye allah kaisa hai deewana humne to itna dekha humne to itna seekha dil ka sauda hota hai sauda zindagi kaa humne to itna dekha humne to itna seekha dil ka sauda hota hai sauda zindagi kaa milte hi kaise koi hota hai deewana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere dil beqaraar hota hai hote hote hote pyaar hota hai hoooo ye ladka haaye allah kaisa hai deewana ho sakta hai dekho naa samjho mitti ko sona pal bhar ka hasna ho jaaye jeevan bhar kaa rona ho sakta hai dekho naa samjho mitti ko sona pal bhar ka hasna ho jaaye jeevan bhar kaa rona dekho jaldi mein kabhi dil ko naa lagana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere click here
ye lo main ye lo main ye lo main haari piya huyi teri jeet re kaahe ka jhagada baalam nayee nayee preet re ye lo main haari piya naye naye do nain milen hain naye naye do nain milen hain nayi mulaqaat hai milte hi tum rooth gaye ji ye bhi koi baat hai naye naye do nain milen hain nayi mulaqaat hai milte hi tum rooth gaye ji ye bhi koi baat hai jaao ji maaf kiya tu hi mera meet re kaahe ka jhagada baalam nayee nayee preet re ye lo main haari piya huyi tihari sang chalo ji huyi tihari sang chalo ji baiyaan meri thaam ke bandhi balam kismat ki dori sang tere naam ke huyi tihari sang chalo ji baiyaan meri thaam ke bandhi balam kismat ki dori sang tere naam ke ladte he ladte mausam jaaye nahin beet re kaahe ka jhagada baalam nayee nayee preet re ye lo main haari piya chale kidhar ko bolo babu chale kidhar ko bolo babu sapnon ko loot ke haaye ramji reh nahin jaaye dil mera toot ke chale kidhar ko bolo babu sapnon ko loot ke haaye ramji reh nahin jaaye dil mera toot ke ye click here
ye maana dil jise dhunde badi mushkil se milta hai ye maana dil jise dhunde badi mushkil se milta hai magar jo thokaren khaye wohi manzil se milta hai chalo baithe ho kya bekaar kismat ke doraahe par chalo baithe ho kya bekaar kismat ke doraahe par wohi rasta hai seedha jo tumhaare dil se milta hai ye maana dil jise dhunde badi mushkil se milta hai magar jo thokaren khaye wohi manzil se milta hai agar dushman koi tofaan uthaye bhi to kya parwaah agar dushman koi tofaan uthaye bhi to kya parwaah safina rond kar tufaan ko saahil se milta hai ye maana dil jise dhunde badi mushkil se milta hai magar jo thokaren khaye wohi manzil se milta hai click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye mera jeevan tere liye hai ye mera jeevan tere liye hai jeevan ka sapna tere liye hai maang le hans ke kya chaahiye tujhe maang le hans ke kya chaahiye tujhe meri to duniyaan tere liye hai ye mera jeevan hurrrrr haha daali pe baithi chhoti si chidiya kaandhe pe meri nanhi si gudiya la la la aa ha ha aa ha ha la la daali pe baithi chhoti si chidiya kaandhe pe meri nanhi si gudiya chidiya se bhi sundar meri gudiya chidiya se bhi sundar meri gudiya ye mera jeevan tere liye hai la la la la la tere liye hai jeevan ka sapna tere liye hai maang le hans ke kya chaahiye tujhe meri to duniyan tere liye hai ye mera jeevan dekha tha sapna jo zindagi ka ye bhi to waisa hi din hai khushi ka la la la aa ha ha aa ha ha aa ha dekha tha sapna jo zindagi ka ye bhi to waisa hi din hai khushi ka jeene ka dhang tujh se maine seekha jeene ka dhang tujh se maine seekha ye mera jeevan tere liye hai la la la la la click here
hey saabaa hey saabaa hey saabaa uu saabaa ye naina yaad hain piyaa ke bhool gaye ye naina yaad hain piyaa ke bhool gaye in mein dekho to kiski tasveer hai aage meri taqdeer hai aaja re aa aa aa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haan haan haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haan haan ye naina yaad hain piyaa ke bhool gaye dekho ae dilrubaa mere haathon pe aaj bhi hain nishaan tumhaare honton ke ho o o dekho ae dilrubaa mere haathon pe aaj bhi hain nishaan tumhaare honton ke haathon mein dekho to kiski ye tasveer hai aage meri taqdeer hai aaja re aa aa aa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haan haan haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haan haan hey saabaa hey saabaa hey saabaa uu saabaa ho ke tumse judaa aur kyaa hona uth raha hai dhuan badan se dekho na ho o o ho ke tumse judaa aur kyaa hona uth raha hai dhuan badan se dekho na dhuen mein dekho to kiski ye tasveer hai aage meri taqdeer hai aaja re aa aa aa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa click here
ye raat ye fizaayen phir aayen yaa naa aayen aao shamma bhujhaa ke hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen hmm hmm hmm hmm hmm phir aayen yaa naa aayen aaaa aaaa aaaa aaaa aao shamma bhujhaa ke hooo oooo ooo oooo hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen aaaa haaaa phir aayen yaa naa aayen oooo hooooo aao shamma bhujhaa ke hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ye narm si khaamoshi ye reshami andhera kehta hai zulf kholo ruk jaayega saveraa jugnu se mil ke chamke taare se jhilmilaaye aao shamma bhujhaa ke hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa aa aa bheegi huyi hawaa hai ab raat dhal rahi hai aise mein do dilon ki ik shamma jal rahi hai ye pyaar ka ujaala mil ke amar banaaye aao shamma bhujhaa ke hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen click here
Yeh Silsila Pyar Se click here
lara lara lara laa lara lara lara laa lala lala lala lala lala lala la la la la hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye to kaho kaun ho tum meri bahaar tumhin to nahin ye to kaho kaun ho tum meri bahaar tumhin to nahin pehle pahel thehra hai dil dil ka karaar tumhin to nahin yes my darling yes my darling yes my darling ho oo jane kahaan se aaya raahi anokha mere jahaan mein jaise khushboo ka jhonka jane kahaan se aaya raahi anokha mere jahaan mein jaise khushboo ka jhonka khushboo ka jhonka ban kar aaya raahi anokha bhanwre ki dhun phoolon ki hansi rut ka nikhaar tumhin to nahin meri bahaar tumhin to nahin yes my darling yes my darling yes my darling ho oo kahne ko aaya koi mehmaan banke dil mein samaya jaaye armaan ban ke kahne ko aaya koi mehmaan banke dil mein samaya jaaye armaan ban ke mehmaan banke aaye samaa gaye armaan banke bas hi gaya dil mein koi to ho dildaar tumhin to nahin meri bahaar tumhin to nahin yes my darling yes my darling yes my darling ho oo door khada tha click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Bhi Koi Ruthne Solva Saal (1958) 05:38 14273
 
Poster of Solva Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 05:38   Song Number : 14273   

Ye Daaman Ab Na Baharon Ki Manzil (1968) 04:40 21462
 
Poster of Baharon Ki Manzil (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Dharmendra
Duration : 04:40   Song Number : 21462   

Ye Dil Na Hota Bechara Jewel Thief (1967) 05:24 21464
 
Poster of Jewel Thief (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:24   Song Number : 21464   

Ye Dil Sun Raha Hai Khamoshi (The Musical) (1996) 06:06 17972
 
Poster of Khamoshi (The Musical) (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Manisha Koirala
Duration : 06:06   Song Number : 17972   

Ye Duniyaa Ek Numbari Dus Numbri (1976) 06:23 13209
 
Poster of Dus Numbri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh, Chorus
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 06:23   Song Number : 13209   

Ye Hawa Ye Mastana Akeli Mat Jaiyo (1963) 04:28 36069
 
Poster of Akeli Mat Jaiyo (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:28   Song Number : 36069   

Ye Hawaa Ye Nadi Ka Kinaraa Ghar Sansar (1958) 03:33 16242
 
Poster of Ghar Sansar (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Kumkum
Duration : 03:33   Song Number : 16242   

Ye Jo Nazar Humari Jail Yatra (1981) 05:23 36336
 
Poster of Jail Yatra (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Reena Roy
Duration : 05:23   Song Number : 36336   

Ye Kaisa Ghum Sajna Pyasi Sham (1969) 03:29 12091
 
Poster of Pyasi Sham (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Raag- 
Bhairav
Duration : 03:29   Song Number : 12091   

Ye Kaun Aaj Aaya Bandhe Hath (1973) 05:03 32959
 
Poster of Bandhe Hath (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 05:03   Song Number : 32959   

Ye Kaun Aaya Saathi (1968) 03:45 14097
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Simi
Duration : 03:45   Song Number : 14097   

Ye Kis Ki Aankhon Ka Mohd Rafi 38262
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration :    Song Number : 38262   

Ye Ladka Hai Allah Hum Kisise Kum Naheen (1977) 05:42 21474
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha, Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tariq, Kajal Kiran
Duration : 05:42   Song Number : 21474   

Ye Lo Main Haari Piya Aar Paar (1954) 03:38 21448
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Shakeela
Raag- 
Kafi
Duration : 03:38   Song Number : 21448   

Ye Maana Dil Jise Dhunde Zimbo (1958) 02:54 17212
 
Poster of Zimbo (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:54   Song Number : 17212   

Ye Mera Jeevan Babu (1985) 04:54 12775
 
Poster of Babu (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:54   Song Number : 12775   

Ye Naina Yaad Hain Manzil Manzil (1984) 07:30 13688
 
Poster of Manzil Manzil (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Dimple Kapadia
Duration : 07:30   Song Number : 13688   

Ye Raat Ye Fizayen Batwara (1961) 03:40 11899
 
Poster of Batwara (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S Madan
On Screen Actors- 
Jawahar Kaul, Zabeen
Duration : 03:40   Song Number : 11899   

Ye Silsila Pyaar Se Zehreela Insaan (1974) 04:41 40922
 
Poster of Zehreela Insaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Kapoor
Duration : 04:41   Song Number : 40922   

Ye To Kaho Kaun Ho Akeli Mat Jaiyo (1963) 04:47 36059
 
Poster of Akeli Mat Jaiyo (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:47   Song Number : 36059   
Karaoke Songs of majrooh sultanpuri, Sad Songs of majrooh sultanpuri, Love Songs of majrooh sultanpuri, Dance Songs of majrooh sultanpuri, Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, Best songs of majrooh sultanpuri, Super hit songs of majrooh sultanpuri, hit songs of majrooh sultanpuri, duet songs of majrooh sultanpuri, solo songs of majrooh sultanpuri, old songs of majrooh sultanpuri, famous songs of majrooh sultanpuri, Hindi Karaoke Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Sad Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Love Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Dance Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, best Hindi songs of majrooh sultanpuri, super hit Hindi songs of majrooh sultanpuri, hit Hindi songs of majrooh sultanpuri, duet Hindi songs of majrooh sultanpuri, solo Hindi songs of majrooh sultanpuri, old Hindi songs of majrooh sultanpuri, famous Hindi songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Sad Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Love Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Dance Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Best songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Super hit songs of majrooh sultanpuri, Sing Along hit songs of majrooh sultanpuri, Sing Along duet songs of majrooh sultanpuri, Sing Along solo songs of majrooh sultanpuri, Sing Along old songs of majrooh sultanpuri, Sing Along famous songs of majrooh sultanpuri