Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se jo dil ki dhadkanein samjhe na aankhon ki zubaan samjhe jo dil ki dhadkanein samjhe na aankhon ki zubaan samjhe nazar ki guftagu samjhe na jazbon ka bayaan samjhe nazar ki guftagu samjhe na jazbon ka bayaan samjhe usi ke saamne uski shikaayat ka iraada hai usi ke saamne uski shikaayat ka iraada hai kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se suna hai har jawaan patthar ke dil mein aag hoti hai suna hai har jawaan patthar ke dil mein aag hoti hai magar jab tak na chhedo sharmgi parde mein soti hai ye socha hai ki dil ki baat uske rubaru keh de nateeja kuch bhi nikle aaj apni aarzu keh de har ik bejaan taqalluf se bagaavat ka iraada hai har ik bejaan taqalluf se bagaavat ka iraada
kisi pe dil agar aa jaaye to kya hota hai kisi pe dil agar aa jaaye to kya hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai koi dil pe agar chhaa jaaye to kya hota hai koi dil pe agar chhaa jaaye to kya hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai mujhko zulfon ke saaye mein so jaane do sanam mujhko zulfon ke saaye mein so jaane do sanam ho raha hai jo dil mein ho jaane do sanam ho raha hai jo dil mein ho jaane do sanam baat dil ki dil mein reh jaaye to phir kya hota hai baat dil ki dil mein reh jaaye to phir kya hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai kisi pe dil agar aa jaaye to kya hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai kya manzur hai khuda ko bataao to zara kya manzur hai khuda ko bataao to zara jaan jaaogi baahon mein aa jaao to zara jaan jaaogi baahon mein aa jaao to zara
kisi raah mein kisi mod par kisi raah mein kisi mod par kahin chal na dena tu chhod kar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar kisi haal mein kisi baat par kahin chal na dena tu chhod kar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mera dil kahe kahin ye na ho mera dil kahe kahin ye na ho nahin ye na ho nahin ye na ho kisi roz tujhse bichhad ke main tujhe dhoondhati phiroon dar badar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar tera rang saaya bahaar ka tera rang saaya bahaar ka tera roop aaina pyaar ka tujhe aa nazar mein chhupa loon main tujhe lag na jaaye kahin nazar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar tera saath hai to hai zindagi tera saath hai to hai zindagi tera pyaar hai to hai roshani tera pyaar hai to hai roshani kahan din ye dhal jaaye kya pata kahan raat ho jaaye kya khabar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar kisi raah mein kisi mod par kahin chal na dena tu chhod kar mere
kisi ranjish ko hawa do ke main zinda hoon abhi kisi ranjish ko hawa do ke main zinda hoon abhi mujhko ehsaas dila do ke main zinda hoon abhi mere rukne se meri saansen bhi ruk jaayengi mere rukne se meri saansen bhi ruk jaayengi faasle aur badha do ke main zinda hoon abhi mujhko ehsaas dila do ke main zinda hoon abhi zehar peene ki to aadat thi zamaane waalon zehar peene ki to aadat thi zamaane waalon ab koi aur dawaa do ke main zinda hoon abhi chalti raahon mein yunhin aankh lagi hai faakir chalti raahon mein yunhin aankh lagi hai faakir bheed logon ki hataa do ke main zinda hoon abhi kisi ranjish ko hawa do ke main zinda hoon abhi mujhko ehsaas dila do ke main zinda hoon abhi
hey hey hmmmm hmmmm hey hey hmmmm hmmmm kisi se dosti kar lo karoge pyaar tum humse kisi se dillagi kar lo karoge pyaar tum humse aaaaaaa kaun mehfil mein aawara aa gayaa are doston mein dushman humara aa gaya ab kya karen hum apni taarif thode se badmaash hain hum thode se shareef haan isliye kisliye lsliye kisliye khafa khafa kyun lagate ho sarkaaaar tum humse haan na humse dushmani kar lo bacho sarkaar tum humse kisi se dosti kar lo karoge pyaar tum humse aaaaaaa aap ka ye kya deewana naam hai are mujhko nahin pasand ye purana naam hai bhai naam naa dekho tum dekho kaam ko fursat ho to kal akele milna shaam ko kya kaha kya hua kya kaha kya hua ulajh gaye ho kyun aa kar bekaar tum humse hmmm kisi se dosti kar lo karoge pyaar tum humse haan na humse dushmani kar lo bacho sarkaar tum humse karoge pyaar tum humse bacho sarkaar tum humse karoge pyaar tum humse
dhadke dhadke haaye dhadke dhadke dhadke dhadke mera dil deewaana kisi se mujhe pyaar ho gaya haaye kisi se mujhe pyaar ho gaya jo bhi chaahe haan jo bhi chaahe jo bhi chaahe kar le zamaana kisi se mujhe pyaar ho gaya haaye kisi se mujhe pyaar ho gaya dhadke dhadke haaye dhadke dhadke mera dil deewaana kisi se mujhe pyaar ho gaya haaye kisi se mujhe pyaar ho gaya jo bhi chaahe haan jo bhi chaahe jo bhi chaahe kar le zamaana kisi se mujhe pyaar ho gaya haaye kisi se mujhe pyaar ho gaya sunaaun tumhen baat ek shaam ki ke wo shaam thi pyaar ke naam ki padi ek ladki par meri nazar kiya usne chori mera dil jigar wo kaajal bhari jaaduyi do nigahein jinhone bhula di mujhe apni raahen usse dekh kar dil deewana hua main uski taraf phir ravaana hua kaha maine jhuk kar ae naazni na dekha kabhi tere jaisa hasin izazat ho to tujh ko dil mein rakhun main tujh se kuchh itni mohabbat karun tu chaahat ki aisi devi bane har aashiq teri aake pooja kare aam kar doon haaye aam kar doon
kiska mahal hai kiska ye ghar hai lagta hai ye koi sapna sapnaa kiska mahal hai kiska ye ghar hai prem nagar hai ye apna o ratnaa kiska mahal hai kiska ye ghar hai lagta hai ye koi sapna o ratnaa kiska mahal hai kiska ye ghar hai prem nagar hai ye apna jaaneman jaane jaan main kahaaaan tum kahaan jaaneman jaane jaan main kahaaaan tum kahaan meri nazar hairaan hai ye aapka ehsaan hai maine maine banaaya tumne sajaaya prem nagar hai ye apna o sajna kiska mahal hai kiska ye ghar hai lagta hai ye koi sapna kya kahoon kya nahin taaj saa hai ye haseen kya kahoon kya nahin taaj saa hai ye haseen taaj mahal to veeran hai iss mahal mein tu mehmaan hai mujhko mujhko yakeen hai ye sach nahin hai lagta hai ye koi sapna o ratnaa kiska mahal hai kiska ye ghar hai prem nagar hai ye apna prem nagar hai ye apna prem nagar hai ye apna
kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi milon hai khamoshi barson hai tanhaayi bhooli duniyaan kabhi ki tujhe bhi mujhe bhi phir kyun aankh bhar aayi kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi koi bhi saaya nahin raahon mein koi bhi aayegaa na baahon mein tere liye mere liye koi nahin rone waala hoo jhooti bhi naata nahin chaahon mein tu hi kyun dooba rahen aahoon mein koi kisi sang mare aisa nahin hone waala koi nahin jo yunhi jahaan mein baante peer paraayi kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi tujhe kya beeti huyi raaton se mujhe kya khoyi huyi baaton se sej nahin cheeta sahi jo bhi milen sona hoga hooo gayi jo dori chhuti haanthon se lena kya toote huye saathon se khushi jahaan maangi tune wahin mujhe rona hoga na koi tera na koi mera phir kis ki yaad aayi kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
gaafil tujhe ghadiyaal ye deta hai manaadi gardoon ne ghadi umar ki ik aur ghata di kiske liye rukaa hai kiske liye rukegaa karna hai jo bhi kar le ye waqt jaa rahaa hai ye waqt jaa rahaa hai kiske liye rukaa hai kiske liye rukegaa karna hai jo bhi kar le ye waqt jaa rahaa hai ye waqt jaa rahaa hai kiske liye rukaa hai paani ka bulbula hai insaan ki zindgaani dam bhar ka ye fasaanaa pal bhar ki ye kahaani har saans saath apne paighaam laa rahaa hai har saans saath apne paighaam laa rahaa hai karna hai jo bhi kar le ye waqt jaa rahaa hai ye waqt jaa rahaa hai kiske liye rukaa hai
kiske pyaar mein khoye huye ho kya wo main hoon sach kaho chup na raho kiske pyaar mein khoye huye ho kya wo main hoon sach kaho chup na raho kiske pyaar mein mujhe bhi batao zara badal gaye ho tum kaise kiske khayalon mein bhatak rahe ho tum aise mujhe bhi batao zara badal gaye ho tum kaise kiske khayalon mein bhatak rahe ho tum aise keh do ab to dil mein hua hai jo kiske pyaar mein khoye huye ho kya wo main hoon sach kaho chup na raho kiske pyaar mein jaagi jaagi aankhon mein sajaaye ho ye kiske sapne mujhse chhupao nahin bhed ye man ke apne jaagi jaagi aankhon mein sajaaye ho ye kiske sapne mujhse chhupao nahin bhed ye man ke apne mujhko bhi wo jaanne do kiske pyaar mein khoye huye ho kya wo main hoon sach kaho chup na raho kiske pyaar mein ek chhoti si mulaakaat ka lo na bahaana dil jaata hai ek pal mein ek chhoti si mulaakaat ka lo na bahaana dil jaata hai ek pal mein agar ho jaana mujhse aise bhole tum na bano kiske pyaar mein khoye huye ho kya wo main hoon
hooo kiski chali hai kiski chalegi kiski chali hai keh gaye baat ye saanchi jhulelalan jaag zara soch zara lagega sab ka number dhama dham mast kalandar aaj hai koi bahaar to kal wo hoga ander hooo kiski chali hai kiski chalegi ghumega jab waqt ka pahiya ho ghumega jab waqt ka pahiya karte phiroge tum ta ta thaiya baat pate ki baat pate ki baat pate ki kaisi keh gaye pyaare jhulelalan phoolon ka kaanton ka badalta rahe calender dhama dham mast kalandar aaj hai koi bahaar to kal wo hoga ander hooo kiski chali hai kiski chalegi aaj lagi hai jo ye hathkadiyan hoo aaj lagi hai jo ye hathkadiyan kal wo banegi shehar ki ladiyan taaj bhi phani taaj bhi phani taaj bhi phani keh gaye baat ye bhole jhulelalan jaan bachao khair manaao banega jo bhi sikandar wo hoga ek din ander banega jo bhi sikandar wo hoga ek din ander dhama dham mast kalandar aaj hai koi bahaar to kal wo hoga ander hooo kiski chali hai kiski chalegi kiski chali hai keh gaye baat ye saanchi jhulelalan jaag
kisko aati hai masihai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon bol aye khunkhar tanhai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon chup rahun to har nafas dasta hai nagan ki tarah chup rahun to har nafas dasta hai nagan ki tarah aah bharne mein hai ruswai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon uff khamoshi ki ye aahen dil ko barmati huyi uff khamoshi ki ye aahen dil ko barmati huyi uff ye sannate ki shehnai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon bol aye khunkhar tanhai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon
Kisko Khabar Thi Kisko
kisko qaatil main kahoon kisko maseeha samjhoon kisko qaatil main kahoon kisko maseeha samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon wo bhi kya din the ke har vaham yakeen hota tha wo bhi kya din the ke har vaham yakeen hota tha ab haqeeqat nazar aaye to use kya samjhoon ab haqeeqat nazar aaye to use kya samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon dil jo toota to kayi haath dua ko utthe dil jo toota to kayi haath dua ko utthe aise mahaul mein ab kis ko paraaya samjhoon aise mahaul mein ab kis ko paraaya samjhoon zulm ye hai ke hai yaqtaa teri begaanaravee zulm ye hai ke hai yaqtaa teri begaanaravee lutf ye hai ke main ab tak tujhe apna samjhoon lutf ye hai ke main ab tak tujhe apna samjhoon kisko qaatil main kahoon kisko maseeha samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon
Kya Kismat Pyaar Mein, Dekha Yeh Akhbaar Mein Likha Sitaron Mein, Ladki Hogi Saath Mein
kismat bigdi duniyaa badli kismat bigdi duniyaa badli phir kaun kisi ka hota hai aye duniyaa waalon sach mein kaho kya pyaar bhi jhoota hota hai kismat bigdi duniyaa badli jab bura zamaana aata hai saaya bhi judaa ho jata hai wo dil par chot lagata hai jo dil ko pyaara hota hai kismat bigdi duniyaa badli duniyaa mein wafaa ka naam nahin duniyaa ko wafaa se kaam nahin sab jisko muhabbat kehte hain naadaan wo dhoka hota hai kismat bigdi duniyaa badli toofan se kashti bach nikli saahil pe pahunch kar doob gayi bhagwaan tumhari duniyaa mein andher ye kaisa hota hai kismat bigdi duniyaa badli phir kaun kisi ka hota hai aye duniyaa waalon sach mein kaho kya pyaar bhi jhoota hota hai kismat bigdi duniyaa badli
kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ka likha kaun taale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke haath mein duniya ki dor hai kismat ke aage tera koi na jor hai sab kuchh hain usi ke hawale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat mein likha hain jo sukh ka savera kab tak rahega yeh ghum ka andhera ek din to milenge ujale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya yeh sacha teerat uncha himalay yeh mann ka mandir sukh ka shivalay dhuni yahi pe tu rama le mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya duniya mein prani kya kya sapne sajaye kismat ki aandhi unhe pal mein mitaye bigdi ko kaun sambhale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere bhaiyya kismat ka likha kaun taale mere bhaiyya kismat ke khel nirale mere
kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai jisko jise milna hai har haal mein milta hai duniya mein mohabbat hi kismat ko badalti hai duniya mein mohabbat hi kismat ko badalti hai ye shamma havaaon mein bujhti nahin jalti hai kismat ki a ha ha baazi ka a ha ha faisla to o ho ho ho gaya hai a ha ha faasla bhi a ha ha kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai kudrat hi banaati hai har rishta mohabbat ka yun bhi kabhi hota hai anjaan si raahon mein yun bhi kabhi hota hai anjaan si raahon mein kismat jise kehte hain aa jaati hai baahon mein kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai har roz nahin banti tasveer mohabbat ki jo saanson mein rehta hai jo palkon mein sota hai jo saanson mein rehta hai jo palkon mein sota hai wo pyaar javaani mein ik baar hi hota hai aaa kismat ki a ha
kabhi kaali ratiyaan kabhi din suhaane kismat ki baaten to kismat hi jaane ooooooo beta ji o beta ji are o babu ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji badi akad se beta nikle ghar se actor hone waah ri kismat waah ri kismat kismat mein the likhe bartan dhone are bhai likhe bartan dhone o beta ji jeene ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji are o babu ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji duniyaa ke iss chidiyaa ghar mein tarah tarah ka jalwa mile kisi ko sookhi roti kisi ko poori halwa are bhai kisi ko poori halwa o beta ji khichdi ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram
kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re na rooth ke mujhse jaa ke mera dil nahin mere haath re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re tu kaun hai ye maloom nahin tu kaun hai ye maloom nahin phir dil kyun tujhe bulata hai taqdeer ne chhoda saath magar tu chhod na mera saath re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re main apna sab kuchh kho baitha main apna sab kuchh kho baitha kya pyaar mein tera bigada hai tu aa ke dekh ek baar hai meri aankhon mein barsaat re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re yaad aa ke na rasta rok mera yaad aa ke na rasta rok mera mujhe jane de mujhe jane de ek baar laut ke aa thaam le aa kar mera haath re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kisi Patthar Ki Murat Hamraaz (1967) 04:32 13309
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi, Raj Kumar, Mumtaz, Balraj Sahni
Duration : 04:32   Song Number : 13309   

Kisi Pe Dil Agar Aa Jaaye Rafoo Chakkar (1975) 03:54 14034
 
Poster of Rafoo Chakkar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 03:54   Song Number : 14034   

Kisi Raah Mein Mere Humsafar (1970) 06:34 20782
 
Poster of Mere Humsafar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Jitendra
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 06:34   Song Number : 20782   

Kisi Ranjish Ko Hawa Do Ke Main Zinda Hoon Abhi Chitra Singh 04:18 15697
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:18   Song Number : 15697   

Kisi Se Dosti Kar Lo Dil Diwana (1974) 04:14 18230
 
Poster of Dil Diwana (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Others
Duration : 04:14   Song Number : 18230   

Kisi Se Mujhe Pyaar Ho Gaya (Dhadke Dhadke) Gundaraj (1995) 06:12 40335
 
Poster of Gundaraj (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Zameer Kazmi
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Kajol
Duration : 06:12   Song Number : 40335   

Kiska Mahal Hai Prem Nagar (1974) 03:40 13988
 
Poster of Prem Nagar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Hema Malini
Duration : 03:40   Song Number : 13988   

Kiska Rasta Dekhe Joshila (1973) 03:30 17967
 
Poster of Joshila (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:30   Song Number : 17967   

Kiske liye Ruka Hai Ek Saal (1958) 02:26 32321
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 02:26   Song Number : 32321   

Kiske Pyaar Mein Khoye Huye Ho Pasand Apni Apni (1983) 05:19 39101
 
Poster of Pasand Apni Apni (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Rati Agnihotri
Duration : 05:19   Song Number : 39101   

Kiski Chali Hai Nasbandi (1978) 03:39 18552
 
Poster of Nasbandi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Amit Kumar, Nitin
On Screen Actors- 
I S Johar, Rajendra Nath
Duration : 03:39   Song Number : 18552   

Kisko Aati Hai Masihai Jagjit Singh 03:25 37298
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Josh Malihabadi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:25   Song Number : 37298   

Kisko Khabar Thi Kisko Devdas (1955) 03:30 40348
 
Poster of Devdas (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dilip Kumar
Duration : 03:30   Song Number : 40348   

Kisko Qaatil Main Kahoon Jagjit Singh 06:58 37303
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ahmed Nadeem Qasmi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:58   Song Number : 37303   

Kismat Sonu Nigam 04:33 11660
 
Poster of Sonu Nigam
 
Category
Indipop
Music Director- 
Sonu Nigam
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Sonu Nigam, Bipasha Basu
Duration : 04:33   Song Number : 11660   

Kismat Bigdi Afsana (1951) 02:52 16428
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Tilang
Duration : 02:52   Song Number : 16428   

Kismat Ke Khel Nirale Ek Phool Do Mali (1969) 03:58 13229
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 03:58   Song Number : 13229   

Kismat Ki Baazi Ka Aap To Aise Na The (1980) 06:16 14693
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Nida Fazli
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 06:16   Song Number : 14693   

Kismat Ki Hawaa Kabhi Albela (1951) 04:39 20785
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Chitalkar
On Screen Actors- 
Bhagwan
Duration : 04:39   Song Number : 20785   

Kismat Mein Bichhadna Tha Shabnam (1949) 02:40 16317
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Haroon Khan
Duration : 02:40   Song Number : 16317