Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSharma
HomeSharma
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


patthar ki tarah ho dil jiska usse dil mein basa kar kya karen usse dil mein basa kar kya karen patthar ki tarah ho dil jiska usse dil mein basa kar kya karen usse dil mein basa kar kya karen patthar ki tarah jiske dil mein ulfat hi na ho apnon ki jise chahat hi na ho jiske dil mein ulfat hi na ho apnon ki jise chahat hi na ho jo kabhi hamara ho na sake jo kabhi hamara ho na sake usse apna bana kar kya karen usse dil mein basa kar kya karen patthar ki tarah wo wafaa ke badle jafaa karen jo pyaar jata kar dagaa karen wo wafaa ke badle jafaa karen jo pyaar jata kar dagaa karen phir uske liye apne dil ka phir uske liye apne dil ka sukh chain luta kar kya karen usse dil mein basa kar kya karen patthar ki tarah ho dil jiska usse dil mein basa kar kya karen usse dil mein basa kar kya karen patthar ki tarah
piya basanti re kaahe sataaye aaja piya basanti re kaahe sataaye aaja jaane kya jaado kiya pyaar hi ki dhun chhede jeeya ho o o kaahe sataaye aaja piya basnti re kaahe sataaye aaja o o baadal ne angdaayi li jo kabhi lehraaya dharti ka aanchal o o o o hoo o baadal ne angdaayi li jo kabhi lehraaya dharti ka aanchal ye patta patta ye boota boota chhede hai kaisi ye hulchal manwa ye dole jaane kya bole manwa ye dole jaane kya bole maanega na mera jiya tere hain hum tere piya ho o o kaahe sataaye aaja piya basnti re kaahe sataaye aaja palkon ke sirhaane bhaithe khaab wahi jo aane waale dil ki girhaa girhaa khole mann mein pyaar jagaane waale haan aa aa palkon ke sirhaane bhaithe khaab wahi jo aane waale dil ki girhaa girhaa khole mann mein pyaar jagaane waale satrangi sapne ye bole re kaahe sataaye aaja ho o o piya basnti re kaahe sataaye aaja piya basnti re kaahe sataaye aaja jaane kya jaado kiya pyaar hi ki dhun chhede jeeya ho o o kaahe sataaye aaja piya basnti re
raaam hain swanaam dhanye ram dhanye naam ram ko pranaam ram naam ko pranam ram bhajan kar mann ram bhajan kar mann ram bhajan kar mann ram bhajan kar mann o mann re kar tu o mann re kar tu ram bhajan ram bhajan kar man ram bhajan kar man sab mein ram ram mein hain sab sab mein ram ram sab mein ram ram sab mein ram ram mein hain sab tulsi ke prabhu naanat ke rab tulsi ke prabhu naanat ke rab ram ramiyan ghat ghat vaasi ram ramiyan ghat ghat vaasi satya kabir vachan ram bhajan kar mann ram bhajan kar mann ram naam mein paawat paawan ram naam mein raaaam ram naam mein raaam ram naam mein paawat paawan ravite jo maya chandr sudhadhan ravite jo maya chandr sudhadhan ram bhajan bin jyoti na jaage ram bhajan bin jyoti na jaage jaayan ji ki jaran ram bhajan kar mann ram bhajan kar mann naam bhajan mein jyoti aseemit naam bhajan mein jyoti aseemit mangal deepak karman deepit mangal deepak karman deepit sakal amangal haran bhajan hai sakal amangal haran bhajan hai sakal
raaton ki neend chheen li aankhon ke intezaar ne aankhon ke intezaar ne taaron kaaa taaron ka dil khila diya iss dil e beqaraar ne iss dil e beqaraar ne sehmi huyiiiii aaaa sehmi huyiiiii chali hansi kehne lagi ye khaar se kehne lagi ye khaar se jiss ke liye khili diyaaaa dhoka usi bahaar ne dhoka usi bahaar ne dil pe to naaz tha humen dil pe to naaz tha humen ghoont lahoo ke pee gaya ghoont lahoo ke pee gaya kiss e ghum suna diya deeda e ashq baar ne deeda e ashq baar ne raaton ki neend chheen li aankhon ke intezaar ne aankhon ke intezaar ne
Ram Naam Ghanashyam
rut hai suhani rut hai suhani rut hai suhani rut hai suhani baadal chhaye re hum to sajan pardesh se aaye re aaye re aaye re rut hai suhani rut hai suhani rut hai suhani rut hai suhani chham chham chham chham barsat paani bheeg ke chand teri hai jawani chham chham chham chham barsat paani bheeg ke chand teri hai jawani mast pawan ye raag sunaye re hum to sajan pardesh se aaye re aaye re aaye re rut hai suhani rut hai suhani rut hai suhani rut hai suhani payal soye geet jagaye tohre nainan maa ka janam sikhaye payal soye geet jagaye tohre nainan maa ka janam sikhaye dil ki dhadkan ye samjhaye re hum to sajan pardesh se aaye re aaye re aaye re rut hai suhani rut hai suhani rut hai suhani rut hai suhani dil ki baat chhupane wale dekh ke yun sharmane wale dil ki baat chhupane wale dekh ke yun sharmane wale chitwan dete hain batlaye re hum to sajan pardesh se aaye re aaye re aaye re rut hai suhani rut hai suhani
teri akhiyaan kamaal gori baiyaan kamaal teri akhiyaan kamaal gori baiyaan kamaal tera roop hai kamaal tera nakhra kamaal teri akhiyaan kamaal gori baiyaan kamaal tera roop hai kamaal tera nakhra kamaal ooo tu cheez yaara kamaal saawariya re o saawariya le gayi dil tu o saawariya saawariya re o saawariya le gayi dil tu o saawariya teri akhiyaan kamaal teri batiyaan kamaal tera chehra kamaal yeh jawaani kamaal ooo tu cheez yaara kamaal saawariya re o saawariya le gaya dil tu o saawariya saawariya re o saawariya le gaya dil tu o saawariya tera jalwa yaar huwa aar paar chhaaya khumaar oh saawariya tera jalwa yaar huwa aar paar chhaaya khumaar oh saawariya toone mere yaar aaj pehli baar chhede dil ke taar oh saawariya teri nazar kamaal teri kamar kamaal tera roop hai kamaal tera nakhra kamaal oooo tu cheez yaara kamaal saawariya re o saawariya le gayi dil tu o saawariya saawariya re o saawariya le gayi dil tu o saawariya hoo oooo oooo la la la yei oooo oooo la la la
tum ho tum ho tumhi ho sanam mere humraaz sanam mere humraaz hey hey aa ha ha ha ha eh hey aa ha ha ha ha la la la la la la bhool na jaana door na jaana o jaane jaana pyaar nibhaana bhool na jaana door na jaana o jaane jaana pyaar nibhaana tum ho tum ho tumhi ho tum ho tum ho tumhi ho sanam mere humraaz sanam mere humraaz bhool na jaana door na jaana o jaane jaana pyaar nibhaana tum ho tum ho tumhi ho sanam mere humraaz sanam mere humraaz dil ki gali ye bada tadpaati hai ehde wafa mein daga de jaati hai o dil ki gali ye bada tadpaati hai ehde wafa mein daga de jaati hai daga nahin dena sazaa nahin dena saahil pe laake dooba nahin dena tum ho tum ho tumhi ho sanam mere humraaz sanam mere humraaz hai kachche dhaage se naazuk mohabbat ye toot jaaye na karna hifaazat ho hai kachche dhaage se naazuk mohabbat ye toot jaaye na karna hifaazat doraahe pe laake chhod nahin dena vada ye wafa ka tod nahin dena tum ho tum ho tumhi ho sanam mere humraaz sanam mere humraaz bhool
ishwar satya hai satya hi shiv hai shiv hi sundar hai jaago uth kar dekho jeevan jyot ujaagar hai satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram sundaram aa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram sundaram sundaram aa aa aa aa aa satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram raama avadh mein raama avadh mein kaashi mein shiv kanhaa vrindaavan mein dayaa karo prabhu dekhoon inko dayaa karo prabhu dekhoon inko har ghar ke aangan mein radha mohan sharnam satyam shivam sundaram aa aa aa satyam shivam sundaram aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa o o o o o aa aa aa aa aa aa aa aa aa ek soorya hai ek soorya hai ek gagan hai ek hi dharti mata dayaa karo prabhu ek banne sab dayaa karo prabhu ek banne sab sab ka ek senaata radha mohan sharnam satyam shivam sundaram aa aa aa ishwar satya hai satya hi shiv hai shiv hi sundar hai aa aa aa aa aa satyam shivam sundaram aa aa aa satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram aa
so jaa so jaa so jaa rajkumari so jaa so jaa rajkumari so jaa so jaa main balhaari so jaa so jaa rajkumari so jaa so jaa meethe sapne aaye sapnon mein bhi daras dhikhaye so jaa meethe sapne aaye sapnon mein bhi daras dhikhaye udkar roop nagar mein jaayen udkar roop nagar mein jaayen roop nagar ki sakhiyaan aaye roop nagar ki sakhiyaan aaye raja ji maala pehnaaye chume mata tihaari so jaa so jaa rajkumari so jaa so jaa rajkumari so jaa
sochta hoon ye kya ye kya kiya maine sochta hoon ye kya ye kya kiya maine kya ye sar dard le liya maine kya ye sar dard le liya maine sochti hoon ye kya ye kya kiya maine kyun ye sar dard le liya maine kyun ye sar dard le liya maine sochti hoon kaun hai ye kahaan se aayi hai ye to apni nahin praayi hai aisi chanchal shareer aur jhoothi phir bhi dil ko ye aisi bhaayi hai haath haathon mein le liya maine dil e naadaan ye kya kiya maine sochta hoon dekh kar yun wo muskuraaya kyun dekh kar yun wo muskuraaya kyun muskuraaya tha paas aaya kyun naa to itni si aap itna saa phir bhi meri nazar ko bhaaya kyun isko arpan kiya hiya maine dil e naada ye kya kiya maine sochti hoon raat din ishq kaa jo rona tha lijiye ho gaya jo hona tha lijiye ho gaya jo hona tha ye jo kaafir dhadak raha hai yahaan isne ek din mujhe doobona tha dil e naada ye kya kiya maine jo kiya thik hi kiya maine dil ka roshan kiya diya maine sochta hoon ye kya ye kya kiya maine kya ye sar dard le liya maine
sulag uthi dil ki lagi jalte hain parwaane roti hain taqdeeren hanste hain afsaane sulag uthi dil ki lagi jalte hain parwaane ik aandhi aisi bhi is dil par chhaai hai ik aandhi aisi bhi is dil par chhaai hai apnon kaa zikr hi kya jarche hain begaane sulag uthi dil ki lagi jalte hain parwaane shaam bhi hai jazbe bhi dil bhi hai masti bhi shaam bhi hai jazbe bhi dil bhi hai masti bhi aa bhi jaa teri raah takte hain veeraane sulag uthi dil ki lagi jalte hain parwaane roti hain taqdeeren hanste hain afsaane sulag uthi dil ki lagi jalte hain parwaane
sumati seeta raam aatmaram seetaraam sumati seeta raam aatmaram seetaraam sumati seeta raam taran taaran charan chaaron taran taaran charan chaaro dham seeta raam seeta raam sumati seeta raam aatmaram seetaraam sumati seeta raam shashwati sree kripa seeta raam shree karuna ratan shashwati sree kripa seeta seetaa aa aaa aaa aaa aaa shashwati sree kripa seeta raam shree karuna ratan bharat laxman shatrusudan sahit shree panchayatan bharat laxman shatrusudan sahit shree panchayatan sarvada sammukh viraaje sarvada sammukh viraaje aanjaneya pranaam seeta raam seeta raam sumati seeta raam aatmaram seetaraam sumati seeta raam dhanya jisne dhyandhar bhumadhya mein dekha dhanya jisne dhyandhar bhumadhya mein dekha dekha aaaa aaaa aaaa aa aa aa aa dhanya jisne dhyandhar bhumadhya mein dekha ayodhya hai bhakt ki mastak tilak rekha ayodhya hai bhakt ki mastak tilak rekha navdwara puri jiska patitpavan naam seeta raam seeta raam sumati seeta raam aatmaraam seetaraam sumati
sun bairi balam sach bol re ib kyaa hoga sun bairi balam sach bol re ib kyaa hoga main khoyi tu khone laga haan mere dil mein yun yun hone laga haan main khoyi tu khone laga haan mere dil mein yun yun hone laga haan main rone lagi tu rone lagaa re ib kyaa hogaa sun bairi balam sach bol re ib kyaa hoga sun bairii balam sach bol re ib kyaa hoga baithe baithe aah bharne lage he hum ik dooje par marne lage he baithe baithe aah bharne lage he hum ik dooje par marne lage he hum ye kyaa nakhre karne lage re ib kyaa hogaa sun bairii balam sach bol re ib kyaa hoga sun bairii balam sach bol re ib kyaa hoga ab din ko sapne aane lage he taaron se aankh churaane lage he ab din ko sapne aane lage he taaron se aankh churaane lage he hum apne se sharmaane lage re ib kyaa hogaa sun bairii balam sach bol re ib kyaa hoga sun bairii balam sach bol re ib kyaa hoga
aaa aaa aaa aaa aaaaa suni jo unke aane ki aahat gareeb khanaa sajayaa hamne qadam mubarak hamaare dar pe naseeb apnaa jagayaa hamne huyi hai aamad khushamadidam ye kehnaa dil ko sikhayaa hamne khile hain aashaa ke phool mann mein ye raaz unse chhupayaa hamne wo apne neta hum unki jantaa hameshaa naata nibhayaa hamne ye teri rehmat ae mere maalik gumaan nahin tha wo payaa hamne unhen jo dekhaa jhukaa li aankhe adab se ehsaan uthayaa hamne suni jo unke aane ki aahat gareeb khaanaa sajayaa hamne
soyi kaliyaan aaaaaaaaaa hans padi jhuki laaj seeeee nain beena ki jhankaaaar mein tarpan laage bain supna ban saajan aaye supna ban saajan aaye hum dekh dekh muskaaye hum dekh dekh muskaaye ye naina bhar aaye sharmaaye supna ban saajan bichh gaye baadal ban kar saagar bichh gaye baadal ban kar saagar inderdhanush par humne jaa kar jhoole khoob jhulaaye jhoole khoob jhulaaye ye naina bhar aaye sharmaaye supna ban saajan neel gagan ke sunder taare neel gagan ke sunder taare chun liye phool samajh atinyaare jholi mein bhar laaye jholi mein bhar laaye ye naina bhar aaye sharmaaye supna ban saajan mast pawan thi hum the akele mast pawan thi hum the akele hil mil kar barkha sang khele phoole nahin samaaye ye naina bhar aaye sharmaaye supna ban saajan aaye
tere mere pyaar ki bandh gayi jab ye door macha dunga shor zamaana chaahe jo kahe so kahe oo oo oo oooo tere mere pyaar ki bandh gayi jab ye door macha dunga shor zamaana chaahe jo kahe so kahe oo oo oo oooo dheere dheere bol piya hai ye aapas ki baat mila tera saath zamaana kahin ye sahe naa sahe baahon mein teri ye baahen rahengi are baahon mein teri ye baahen rahengi to thokar mein hoga zamaana haa aaan thokar mein hoga zamaana dil ki ye baatein rehne do dil mein kya hai zaroori jataana kya hai zaroori jataana main naa kahunga to duniya kahegi main naa kahunga to duniya kahegi ye baat ek din to khulke rahegi dheere dheere are dheere dheere bol piya hai ye aapas ki baat mila tera saath zamaana kahin ye sahe naa sahe oo oo oo oooo tere mere pyaar ki bandh gayi jab ye door macha dunga shor zamaana chaahe jo kahe so kahe aaiyooo aayiiiii dekho humaare dil mil gaye hain dekho humaare dil mil gaye hain dil ke sahaare chalenge dil ke sahaare chalenge hum jo chalenge
teri duniyaan mein dil lagta nahin waapas bula le main sajde mein gira hoon mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin bahaar aayee thee kismat ne magar ye gul khilaaya bahaar aayee thee kismat ne magar ye gul khilaaya jalaaya aashiyaan sayyaad ne par noch daale mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin bhanwar ka sar na chakaraye na dil lehron ka doobe bhanwar ka sar na chakaraye na dil lehron ka doobe le kashtee aap kar dee maine toofaan ke hawaale mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin waapas bula le main sajde mein gira hoon mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin
toone teri nazar ne to kaafir banaa diya mujhe kaafir banaa diya hans kar rula diya kabhi ro kar hansa diya kabhi ro kar hansa diya toone teri nazar ne kadmon ki aahten hain bahaaron ke baadshah bahaaron ke baadshah kadmon ki aahten hain bahaaron ke baadshah bahaaron ke baadshah veeraan ghar ko aapne jannat banaa diya inhe jannat banaa diya toone teri nazar ne dil tha bujha bujha badi bekaif thi haya badi bekaif thi haya dil tha bujha bujha badi bekaif thi haya badi bekaif thi haya laila tera karam mujhe majnu banaa diya mujhe majnu banaa diya toone teri nazar ne main bhi zamin bhi arsh bhi sab jhoomne lage sab jhoomne lage main bhi zamin bhi arsh bhi sab jhoomne lage sab jhoomne lage masti bhari nazar se kaho kya sila diya kaho kya sila diya toone teri nazar ne
teri tasveer bhi tujh jaisi haseen hai lekin iss pe qurbaan meri jaan e hazin hai lekin ye meri zakhmin umangon ka madaawaa to nahin haal e dil iss bute kaafir ko sunaaun kaise iske rukhsaaron ke shaadaabi ko chhedun kyun kar iss ke honthon ke tabasuum ko jagaaun kaise teri tasveer bhi tujh jaisi haseen hai lekin zabt kitaab naa kehne ka salikaa mujhko uss pe ye zulm ke khaamosh hai tasveer teri ghutt ke marr jaaun magar iss ko khabar tak bhi naa ho kaisi chattaan se takraayi hai taqdeer meri ye hi tasveer tasavvur mein utar jaane par chaand ki kirnon se go bad ke nikhar jaati hai dard palkon se lipat jaata hai aansoo ban kar mere ehsaas ke duniyaa hi bikhar jaati hai isliye tere tasavvur se nahin khud tujh se iltezaa karta hoon bas itna bata de mujhko kya mere dil ki tadap ka tujhe ehsaas bhi hai kya mere dil ki tadap ka tujhe ehsaaaaaas bhi hai warna phir meri hi vehshat mein sula de mujhko teri tasveer bhi tujh jaisi haseen hai lekin iss pe qurbaan meri jaan e
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Patthar Ki Tarha Ho Dil Jiska Hemanta Mukherjee 03:19 32090
 
Poster of Hemanta Mukherjee
 
Category
Ghazal
Duration : 03:19   Song Number : 32090   

Piya Basanti Ustad Sultan Khan & K S Chitra 04:33 16817
 
Poster of Ustad Sultan Khan & K S Chitra
 
Category
Indipop
Lyricist
Khilesh Sharma
Music Director- 
Sandesh Shandilya
On Screen Actors- 
Kunal Khemu, Neetu Chandra
Duration : 04:33   Song Number : 16817   

Raam Bhajan Kar Mann Sanskar (1952) 06:14 15529
 
Poster of Sanskar (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Narendra Sharma
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaz Shanti
Duration : 06:14   Song Number : 15529   

Raaton Ki Neend Chheen Li Shokhiyan (1951) 03:32 15671
 
Poster of Shokhiyan (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Jamal Sen
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suriya
Duration : 03:32   Song Number : 15671   

Ram Naam Ghanashyam Yatrik (1952) 02:50 40343
 
Poster of Yatrik (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
B M Sharma
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Biren Bal
Duration : 02:50   Song Number : 40343   

Rut Hai Suhani Baadal Chhaye Re Thes (1949) 02:42 36220
 
Poster of Thes (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Mukesh, Chorus
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Shashikala
Duration : 02:42   Song Number : 36220   

Saawariya Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (2000) 05:12 39837
 
Poster of Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sudhakar Sharma
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Duration : 05:12   Song Number : 39837   

Sanam Mere Humraaz Humraaz (2002) 05:28 18632
 
Poster of Humraaz (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sudhakar Sharma
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Bobby Deol, Amisha Patel, Akshay Khanna
Duration : 05:28   Song Number : 18632   

Satyam Shivam Sundarm Satyam Shivam Sundaram (1978) 06:11 21224
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Padmini Kolhapure
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:11   Song Number : 21224   

So Jaa Rajkumari Zindagi (1940) 02:52 11226
 
Poster of Zindagi (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:52   Song Number : 11226   

Sochta Hoon Ye Kya Kiya Maine Hamari Yaad Aayegi (1961) 05:27 31065
 
Poster of Hamari Yaad Aayegi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
On Screen Actors- 
Tanuja, Anant Kumar
Duration : 05:27   Song Number : 31065   

Sulag Uthi Dil Ki Lagi Jalte Hain Parwaane Kinare Kinare (1963) 03:08 40628
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:08   Song Number : 40628   

Sumati Seeta Raam Pt Bhimsen Joshi 04:59 38922
 
Poster of Pt Bhimsen Joshi
 
Category
Devotional
Lyricist
Pt Narendra Sharma
Music Director- 
Shrinivas Khale
Singer- 
Bhimsen Joshi
Duration : 04:59   Song Number : 38922   

Sun Bairi Balam Sach Bawre Nain (1950) 03:01 40709
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Rajkumari
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Geeta Bali
Duration : 03:01   Song Number : 40709   

Suni Jo Unke Aane Ki Satyam Shivam Sundaram (1978) 03:22 32550
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Shashi Kapoor
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:22   Song Number : 32550   

Supna Ban Saajan Aaye Shokhiyan (1951) 03:25 12497
 
Poster of Shokhiyan (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Jamal Sen
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suraiya
Raag- 
Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:25   Song Number : 12497   

Tere Mere Pyaar Ki Paap Aur Punya (1974) 05:33 17663
 
Poster of Paap Aur Punya (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Vishweshwar Sharma
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kanchan, Mukesh
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shashi Kapoor
Duration : 05:33   Song Number : 17663   

Teri Duniyaan Mein Dil Bawre Nain (1950) 03:23 12864
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Geeta Bali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:23   Song Number : 12864   

Teri Nazar Ne to Kafir Bana Diya Fariyad (1964) 03:19 39915
 
Poster of Fariyad (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Zeb Rahman
Duration : 03:19   Song Number : 39915   

Teri Tasveer Bhi Tujh Jaisi Haseen Kinare Kinare (1963) 04:18 16263
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:18   Song Number : 16263   
Karaoke Songs of sharma, Sad Songs of sharma, Love Songs of sharma, Dance Songs of sharma, Hip-hop songs of sharma, Best songs of sharma, Super hit songs of sharma, hit songs of sharma, duet songs of sharma, solo songs of sharma, old songs of sharma, famous songs of sharma, Hindi Karaoke Songs of sharma, Hindi Sad Songs of sharma, Hindi Love Songs of sharma, Hindi Dance Songs of sharma, Hindi Hip-hop songs of sharma, best Hindi songs of sharma, super hit Hindi songs of sharma, hit Hindi songs of sharma, duet Hindi songs of sharma, solo Hindi songs of sharma, old Hindi songs of sharma, famous Hindi songs of sharma, Sing Along Songs of sharma, Sing Along Sad Songs of sharma, Sing Along Love Songs of sharma, Sing Along Dance Songs of sharma, Sing Along Hip-hop songs of sharma, Sing Along Best songs of sharma, Sing Along Super hit songs of sharma, Sing Along hit songs of sharma, Sing Along duet songs of sharma, Sing Along solo songs of sharma, Sing Along old songs of sharma, Sing Along famous songs of sharma