Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aawara hain galiyon mein main aur meri tanhai jaayen to kahaan jaayen jaayen to kahaan jaayen har mod pe ruswai main aur meri tanhai main aur meri tanhai ye phool se chehre hain hanste hue guldaste koi bhi nahin apna begaane hain sab raste raahein bhi tamashai raahein bhi tamashai main aur meri tanhai main aur meri tanhai armaan sulagate hain seene mein chita jaise qaatil nazar aati hai duniya ki hawa jaise roti hai mere dil par bajti hui shehnai main aur meri tanhai main aur meri tanhai aakash ke maathe par taaron ka charagam hai pehlu mein magar mere zakhmon ka gulistan hai aankhon se lahu tapka daaman mein bahaar aayi main aur meri tanhai main aur meri tanhai main aur meri tanhai main aur meri tanhai
main babu chhaila babu chhaila main babu chhaila babu chhaila ye naam tha mera pehla aaj se main ban gaya re majnu dekh ke tujhko laila hey main babu chhaila babu chhaila main babu chhaila babu chhaila ye naam tha mera pehla aaj se main ban gaya re majnu dekh ke tujhko laila o chhaila main babu chhaila babu chhaila main babu chhaila babu chhaila sun le dil ka ye afsaana tera mera pyaar puraana sun le dil ka ye afsaana tera mera pyaar puraana maana ik behrupiyaa hoon main lekin tera hoon deewana aadat meri buri sahi par dil ka main nahin maila aaj se main ban gaya re majnu dekh ke tujhko laila haa haa haa haa main babu chhaila babu chhaila main babu chhaila babu chhaila ye jo apne peechhe daude beemari peechha naa chhode ye jo apne peechhe daude beemari peechha naa chhode aise premi aise paagal duniyaa mein milte hain thode jaane ye hai paan ka chhakka yaa chidiyaa ka nehlaa aaj se main ban gaya re majnu dekh ke tujhko laila main babu chhaila babu chhaila main babu
are suno re suno ek baat sunaun oye suno re suno ek baat sunaun jhuth hai ya sach hai ye tum jaano are jhuth hai ya sach hai ye tum jaano main bairaagi main bairaagi naachun gaaun main bairaagi naachun gaaun are suno re suno ek baat sunaun are suno re suno ek baat sunaun jhuth hai ya sach hai ye tum jaano jhuth hai ya sach hai ye tum jaano main bairaagan main bairaagan naachun gaaun main bairaagan naachun gaaun hoooo oooo hoooo oooo hooo oooo hoooo oooo hooo ooo ooo oooo hooo dekho in bedardon ko chhod ke laaj ke pardon ko gali gali mein aurten chhedti phirti hain hum mardon ko aapne sach farmaaya hai sachcha shor machaya hai mardon ke din beet gaye aurat ka zamaana aaya hai main na maanun tum na maano main kya jaanun tum kya jaano main to sabka dil behlaaun main bairaagi main bairaagi naachun gaaun main bairaagi naachun gaaun hooooo likhne waala likhta hai ek aisa chashma bikta hai jis chashme ke andar se bhai andhon ko bhi dikhta hai jag mein aise bande hain
main bambai ka babu naam mera anjaana english dhun mein gaaun main hindustaani gaana hey main bambai ka babu naam mera anjaana english dhun mein gaaun main hindustaani gaana main bambai ka babu ye duniyaan hai uski jo duniyaan se khele sakhti ho ya narmi are hanste hanste jhele ye duniyaan hai uski jo duniyaan se khele sakhti ho ya narmi are hanste hanste jhele sun lo aji sun lo ye jaadoo ka taraana main bambai ka babu naam mera anjaana english dhun mein gaaun main hindustaani gaana main bambai ka babu kuchh hain daulat waale kuchh hain taakat waale asli waalen wo hai are jo hain himmat waale kuchh hain daulat waale kuchh hain taakat waale asli waalen wo hai are jo hain himmat waale sun lo aji sun lo ye jaadoo ka taraana main bambai ka babu naam mera anjaana english dhun mein gaaun main hindustaani gaana hey main bambai ka babu aaya hoon main bandhu rus aur cheen mein jaa ke kaam ki baat bata di are comdey gaana ga ke aaya hoon main bandhu rus aur cheen mein jaa ke
main ban ki chidiya ban ke ban ban bolun re main ban ki chidiya ban ke ban ban bolun re main ban ka panchhi ban ke sang sang dolun re main ban ka panchhi ban ke sang sang dolun re main ban ki chidiya ban ke ban ban bolun re main ban ka panchhi ban ke sang sang dolun re main daal daal udd jaaun nahin pakdaayi main aaun main daal daal udd jaaun nahin pakdaayi main aaun tum daal daal main paat paat bin pakde kabhi naa chhodun sang sang dolun re tum daal daal main paat paat bin pakde kabhi naa chhodun sang sang dolun re main ban ki chidiya ban ke ban ban bolun re main ban ka panchhi ban ke sang sang dolun re
hooooo ooooooo ooooooo oooooooo yaaraa o yaaraa yaaraa o yaaraa ishq ne maara kho gaya main to tujh mein tamaam de rahen sab mujhe tera naam main benaam ho gayaaa main benaam ho gayaaa yaaraa o yaaraa ishq ne maara kho gaya main to tujh mein tamaam de rahen sab mujhe tera naam main benaam ho gayaaaaaaaaa main benaam ho gayaaa teri adaayen tera hi jalwaa kaisi ye kaliyaan kaisi bahaar ab dil to mera tera nagar hai ye meri ankhiyaan hain tere dwaar ab main kahaan hoon sab tu hi tu hai mera mann mera tann mera naaaaaaaam main benaam ho gayaaaaaa ho gayaa main benaam ho gayaa yaaraa o yaaraa ishq ne maara kho gaya main to tujh mein tamaam de rahen sab mujhe tera naam main benaam ho gayaaaaaaaaa main benaam ho gayaaa kaajal dhul jaaye aansun se aur rang dhule paani seee rang chadayaa maine mil kar uss dilbar jaani se soorat meri roop hai uska ban gaya ban gaya mera kaam main benaam ho gayaaaaaa ho gayaa main benaam ho gayaa yaaraa o yaaraa ishq ne maara kho gaya main to
main bengaali chhokraa korun pyaar ko nomoshkaaram main madraasi chhokkari mujhe tum se pyaaram main bengaali chhokraa korun pyaar ko nomoshkaaram main madraasi chhokkari mujhe tum se pyaaram hamre baanglaa desh mein har gori ke lambe baal luchir upor pore daal lokhi naache taale taale khaaye sudhu machchhi jhaal khaaye go sudhu khaaye go hamre baanglaa desh mein har gori ke lambe baal aan aan aan aaan aaj to har baazaar mein sainyaa miltaa nakli maal karungi tere waaste solaa singaaram mur jaayi mur jaayi main madraasi chhokkari mujhe tum se pyaaram main bengaali chhokraa korun pyaar ko nomoshkaaram main madraasi chhokkari mujhe tum se pyaaram tum jo shono bangaali gaana monovaa jaaye jhoom shokhi goooooooooo tomaay kyamun kore paabo tum jo shono bangaali gaana monovaa jaaye jhoom de re naa de re naa dhin tar dere naa mere baanke naach ki sainyaa machi roos mein dhoom ore baabaa main hoon paayal saajna aur tu jhankaaram main madraasi chhokkari mujhe tum se pyaaram
main bewafaa nahin hoon tere pyaar ki kasam main bewafaa nahin hoon tere pyaar ki kasam iqraar jo kiya ussi iqraar ki kasam iqraar jo kiya ussi iqraar ki kasam main bewafaa nahin hoon tere pyaar ki kasam maana humare pyaar ka aalam badal gayaa maana humare pyaar ka aalam badal gayaa apne hi dil ki aag se kaashana jal gaya dil phir bhi hai wohi tere deedar ki kasam main bewafaa nahin hoon tere pyaar ki kasam ulfat ke phool gir gaye kismat ki dhool mein ulfat ke phool gir gaye kismat ki dhool mein khushboo hai tere saans ki har ek phool mein iss pyaar ke loote huye gulzaar ki kasam main bewafaa nahin hoon tere pyaar ki kasam iqraar jo kiya ussi iqraar ki kasam main bewafaa nahin hoon tere pyaar ki kasam
main bhanwra tu hai phool ye din mat bhool jawaani laut ke aaye naa mann gaaye tere geet basa kar preet mohe kuchh tujh bin bhaye naa ooooooooooo tu sooraj tu sooraj main ujiyaara ooooo oooooo oooooo tu sooraj main ujiyaara hai ab jeevan bhar ka meil hai ab jeevan bhar ka meil suno ji preet nahin hai khel suno ji preet nahin hai khel oooooo oooooo oooooo ye jeevan ye jeevan mujhko pyaara ooooooo oooo ooooo oooo ye jeevan mujhko pyaara jiyun main duniyaa ke dukh jhel jiyun main duniyaa ke dukh jhel o preetam aag se khelun khel iss dil ki hai dil se laag khule hain bhaag ye duniyaa humko sataaye naa main bhanwra tu hai phool ye din mat bhool jawaani laut ke aaye naa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa tu mera hai tu mera hai main teri hooooo ooooo ooooo tu mera hai main teri saajan main raadha tu shyaam saajan main raadha tu shyaam japun main har dam tera naam japun main har dam tera naam ooooooo oooooo ooooo oooo main tera hoon main tera hoon tu meri hoooooo ooooo oooo main
main bhool jaaun tumhen main bhool jaaun tumhen ab yahi munaasib hai main bhool jaaun tumhen ab yahi munaasib hai magar bhulaana bhi chaahun to kiss tarah bhulun magar bhulaana bhi chaahun to kiss tarah bhulun ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khaab nahin yahaan to dil ka ye aalam hai kya kahun bhula saka naa ye wo silsila jo tha hi nahin bhula saka naa ye wo silsila jo tha hi nahin wo ik khayaal jo aawaaz tak gaya hi nahin wo ek baat jo main keh nahin saka tum se wo ek rapt jo humne kabhi raha hi nahin mujhe hai yaad wo sab jo kabhi hua hi nahin agar ye haal hai dil ka to koi samjhaaye agar ye haal hai dil ka to koi samjhaaye tumhen bhulaana bhi chaahun to kiss tarah bhulun ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khaab nahin ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khaab nahin ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khaab nahin
aaja mm hmm aaja aaja nahin nahin nahin main bijli hoon titli hoon hirni hoon main bijli hoon titli hoon hirni hoon tere haath na aaungi din raat sataaungi main chhup chhup jaaungi are are main baadal hoon bhanwra hoon jharna hoon main baadal hoon bhanwra hoon jharna hoon main shor machaaunga ga ga ke bulaaunga peechha na chhodunga are are main bijli hoon titli hoon hirni hoon main jo patang banun tum kya karoge main jo patang banun tum kya karoge baadal ke paar udun phir kya karoge bolo bolo bolo bolo phir kya karoge aye he oo ho aa haaa dhaaga ban jaaunga tujhe kheench ke laaunga peechha na chhodunga are are main bijli hoon titli hoon hirni hoon main jo gulaab banun tum kya karogi main jo gulaab banun tum kya karogi auron ka khwaab banun tum kya karogi kaho kaho kaho kaho phir kya karogi aye hey oo ho aa haa kaanta ban jaaungi gairon se bachaaungi joode mein sajaaungi are are main baadal hoon bhanwra hoon jharna hoon ulfat ki raah mein jo tufaan aaye ulfat ki
main hazaaron haseenon ka mehboob hoon husn se pyaar karna mera kaam hai log deewane itna nahin jaante zindagi pyaar ka dusra naam hai main buddha hoon to kya hua main buddha hoon to kya hua pyaar mohabbat aur jawani dil se hoti hai pyaar mohabbat aur jawani dil se hoti hai arre be mausam barsaat badi mushkil se hoti hai main buddha hoon to kya hua jaam se jaam takraate subah se shaam takraate waqt ki meharbani se badla loonga jawani se badla loonga jawani se chahat ki pehchan isi manzil se hoti hai chahat ki pehchan isi manzil se hoti hai arre be mausam barsaat badi mushkil se hoti hai main buddha hoon to kya hua kis liye mujh pe hasti ho tum mujhe kya samjhti ho main hazaaron se behater hoon naujawanon se badhkar hoon naujawanon se badhkar hoon toofanon ki izzat to sahil se hoti hai toofanon ki izzat to sahil se hoti hai arre be mausam barsaat badi mushkil se hoti hai main buddha hoon to kya hua
aeeeee aaaa aaa yeeee aaa aaaaa aaaa yeeeeee yeeeee yeeaa aa eeee yeeee reee eeeeee yeee ree eeeee ee reee reeee main chahtaa bhi yahi tha wo bewafa nikle main chahtaa bhi yahi tha wo bewafa nikle use samjhne ka koi to use samjhne ka koi to silsila nikle main chahtaa bhi yahi tha wo bewafa nikle kitaab e maazi ke panne ulat ke dekh zara kitaab e maazi ke panne ulat ke dekh zara na jaane kaun sa panna muda hua nikle na jaane kaun sa panna muda hua nikle jo dekhne mein bahut hi kareeb lagta hai jo dekhne mein bahut hi kareeb lagta hai usi ke baare mein socho to faasla nikle usi ke baare mein socho to faasla nikle use samjhne ka koi to silsila nikle use samjhne ka koi to silsila nikle main chahtaa bhi yahi tha wo bewafa nikle
lal lala la la lala la la la lala la la lala lala la la la lal lal la la la la la la la la la la lala lala lala lal lala la la lala la la la lala la la lala lala la la la la lal lal la la la la la la la la main chali main chali dekho pyaar ki gali mujhe roke na koi main chali main chali na na na meri jaan dekho jaana na wahaan koi pyaar ka looteraa loote na meri jaan ye fiza ye hawaa ye nazaare ye sama ab pyaar na hua to phir kab hoga koi khel to nahin ye hai pyaar meri jaan tujhe pata bhi na chalega ye jab hoga main chali main chali dekho pyaar ki gali mujhe roke na koi main chali main chali hai deewani ye jawaani koi samjhaye kya kab rokne se rukte hain deewane tu hai abhi naadaan zara soch meri jaan roz aate nahin din aise mastaane ho na na na meri jaan dekho jaana na wahaan koi pyaar ka looteraa loote na meri jaan kahin aankh na mili kahin dil na laga to yeh pyaar ka zamaana kis kaam aaya to ye rutt ye ghata bolo sochegi kya jo kisi ka na honthon pe naam aaya
main chali main chali peechhe peechhe jahaan ye naa poochho kidhar ye naa poochho kahaan sajde mein husn ke jhuk gayaa aasmaan lo shuru ho gayee pyaar ki daastaan sajde mein husn ke jaao jahaan kahin aankhon se door dil se naa jaaoge mere huzoor jaadoo fizaaon ka chhaayaa soorur aise mein bahake to kiss kaa kusoor sajde mein husn ke jhuk gayaa aasmaan lo shuru ho gayee pyaar ki daastaan main chali main chali peechhe peechhe jahaan ye naa poochho kidhar ye naa poochho kahaan main chali main chali behke kadam chaahe behke nazar jaayenge dil le ke jaayen jidhar pyaar ki raahon mein pyaaraa safar hum kho bhi jaayen to kya hain fikar main chali main chali peechhe peechhe jahaan ye naa poochho kidhar ye naa poochho kahaan sajde mein husn ke jhuk gayaa aasmaan lo shuru ho gayee pyaar ki daastaan main chali main chali peechhe peechhe jahaan ye naa poochho kidhar ye naa poochho kahaan main chali main chali
Mai Chali Thi Bazaar
main chhappan chhuri matwaari main tez dhaar waari ki dil ko cheer daalungi main chhappan chhuri matwaari main tez dhaar waari ki dil ko cheer daalungi main bijli si ek naari meri baatein hain meethi pyaari ki tujhpe dil luta dungi main chhappan chhuri matwaari main tez dhaar waari ki dil ko cheer daalungi udiyapur ka lehenga har dil mein dhoom machaaye haan haan udiyapur ka lehenga har dil mein dhoom machaaye jaipur shehar ki choli hulchal si hai kar jaaye re jaipur shehar ki choli hulchal si hai kar jaaye re mera satrangi leheriya re ae ho leher leher lehraaye o ho leher leher lehraaye re dilbar jaani main ho gayi mast diwaani naagin ban kar main naachun chanchal hirni si bhaagun re dilbar jaani ho gayi mast diwaani ki dil ko cheer daalungi main chhappan chhuri matwaari main tez dhaar waari ki dil ko cheer daalungi aankhon ka ye kaajal tere prem mein ghul ghul jaaye haaye aankhon ka ye kaajal tere prem mein ghul ghul jaaye re haathon ki ye mehendi bhadkeela rang
chup pare hatt soniye mujhe gaane de hmm sa ma ga pa ma pa hmmm pa ma ma ga hahahaha are bichu ban kar dank mar dunga main dariya hoon main dariya hoon main dariya hoon katra nahin ae main dariya hoon katra nahin mujhe koi mujhe koi khatra nahin haan mujhe koi khatra nahin main dariya hoon main dariya hoon main dariya hoon main dariya hoon katra nahin mujhe koi khatra nahin haaaan mujhe koi khatra nahin na darrrr allah ke naam pe na dar na darr naaaaaaa na dar tera aashiq hoon main koi jeb katra nahin koi jeb katra nahin teri umar hai nazani ari madam lipstick powder lagane se umar thodi kam ho jati hai teri umar hai nazani zyada hai zyada hai satrah nahin zyada hai satrah nahin main dariya hoon katra nahin mujhe koi khatra nahin haaaan mujhe koi khatra nahin chale rao chale rao sa re ga ma pa dha ni sa chale rao chale rao sa ni dha pa ma ga re sa chale rao hi hi pakad ke aha oh ho aha oh ho mahal to ye rangeen hai goa ki garmi ki shiddat hai muzzath e bangal
main deewana dil deewana tu deewani ya ya maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan har mod pe dil se dil kaise takra gaya samjho to qismat ka aakhir ishaara hai kya har mod pe dil se dil kaise takra gaya samjho to qismat ka aakhir ishaara hai kya do dilon ki dosti ye do dilon ki dosti ye hai puraani ya ya maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan soorat yeh aankhon se dil mein utarti gayi baaton hi baaton mein yeh baat badhti gayi aji soorat yeh aankhon se dil mein utarti gayi baaton hi baaton mein yeh baat badhti gayi be iraada ban gayi hai be iraada ban gayi hai kya kahani ya ya maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan jaan e tamanna mere dil ko
main deewana mastaana ho mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana main deewana mastaana mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana duniyaa meri thokar mein toofan qaid mere saagar mein toofan qaid mere saagar mein saara zamaana mera nishaana saara zamaana mera nishaana khel nahin mujhse takraana mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana charche mere panghat par roke raah machal ke dilbar mast jawaani meri deewani mast jawaani meri deewani husn mujhe de dil nazraana mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana dushman jhoote yaaron ka sachchaa yaar wafaadaron ka yaaron sachchaa yaar wafaadaron ka tod de pathar josh mein aa kar tod de pathar josh mein aa kar ye dil ka naazuk paimaana mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana main deewana mastaana ho mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Aur Meri Tanhai (Male) Jagjit Singh 04:58 17869
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:58   Song Number : 17869   

Main Babu Chhailla Chhailla Babu (1977) 06:17 18411
 
Poster of Chhailla Babu (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 06:17   Song Number : 18411   

Main Bairaagi Nachoon Bairaag (1976) 06:35 40675
 
Poster of Bairaag (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Saira Banu
Duration : 06:35   Song Number : 40675   

Main Bambai Ka Babu Naya Daur (1957) 03:05 13856
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:05   Song Number : 13856   

Main Ban Ki Chidiya Achhut Kanya (1936) 03:15 19204
 
Poster of Achhut Kanya (1936)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1936
Lyricist
J S Kashyap
Music Director- 
Sraswati Devi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Devika Rani
Raag- 
Pilu
Duration : 03:15   Song Number : 19204   

Main Benaam Ho Gaya Benaam (1974) 04:37 12880
 
Poster of Benaam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Narendra Chanchal
Duration : 04:37   Song Number : 12880   

Main Bengali Chhokra Raagini (1958) 03:40 16466
 
Poster of Raagini (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Padmini
Duration : 03:40   Song Number : 16466   

Main Bewafa Nahin Hoon Preet Na Jane Reet (1966) 03:36 13977
 
Poster of Preet Na Jane Reet (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:36   Song Number : 13977   

Main Bhanwra Tu Hai Mela (1948) 03:56 13712
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Dileep Kumar
Duration : 03:56   Song Number : 13712   

Main Bhool Jaoon Jagjit Singh 03:58 16013
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 03:58   Song Number : 16013   

Main Bijli Hoon Titli Hoon Do Jasoos (1975) 04:35 39886
 
Poster of Do Jasoos (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Music Director- 
Ravindra Jain
Duration : 04:35   Song Number : 39886   

Main Buddha Hoon To Kya Night In Calcutta (1970) 03:25 16548
 
Poster of Night In Calcutta (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:25   Song Number : 16548   

Main Chahtaa Bhi Yahi Tha Jagjit Singh 05:55 32809
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:55   Song Number : 32809   

Main Chali Main Chali Padosan (1968) 05:17 20849
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 05:17   Song Number : 20849   

Main Chali Main Chali Professor (1962) 03:43 11867
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Kalpana
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:43   Song Number : 11867   

Main Chali Thi Baazaar Nursery Rhymes (Hindi) 02:01 39568
 
Poster of Nursery Rhymes (Hindi)
 
Duration : 02:01   Song Number : 39568   

Main Chhappan Chhuri Matwari Ila Arun 06:54 19478
 
Poster of Ila Arun
 
Category
Indipop
Year- 
1960
Lyricist
Ila Arun
Music Director- 
Lalit Sen, Ila Arun
Singer- 
Ila Arun
Duration : 06:54   Song Number : 19478   

Main Dariya Hoon Hum Hain Lajwaab (1984) 07:41 36305
 
Poster of Hum Hain Lajwaab (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav, Kalpana Iyer
Duration : 07:41   Song Number : 36305   

Main Deewana Zameen Aasman (1984) 04:37 37444
 
Poster of Zameen Aasman (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Anita Raj
Duration : 04:37   Song Number : 37444   

Main Deewana Mastaana 40 Days (1959) 03:30 16193
 
Poster of 40 Days (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prem Nath
Duration : 03:30   Song Number : 16193