Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


lara lala lara lala lara lala lara lala lara lala lara lala main gaaun tum so jaao main gaaun tum so jaao sukh sapnon mein kho jaao main gaaun tum so jaao main gaaun tum so jaao sukh sapnon mein kho jaao main gaaun tum so jaao main gaaun tum so jaao maana aaj ki raat hai lambi maana din tha bhaari maana aaj ki raat hai lambi maana din tha bhaari par jag badla badlegi ek din taqdir hamari uss din ke khwaab sajaao main gaaun tum so jaao sukh sapnon mein kho jaao main gaaun tum so jaao main gaaun tum so jaao kal tum jab aankhen khologe jab hoga ujiyaaraa kal tum jab aankhen khologe jab hoga ujiyaaraa khushiyon ka sandesa lekar aayega samay har taara mat aas ke deep bujhao main gaaun tum so jaao sukh sapnon mein kho jaao main gaaun tum so jaao main gaaun tum so jaao naa ji karta hai jeete ji main yunhi gaata jaaun ji karta hai jeete ji main yunhi gaata jaaun gardish mein thake haaron ka maatha sahlata jaaun phir ik din tum doharaao phir ik din tum doharaao sukh sapnon
apni nigaah e shauq ke qaabil banaa diyaa humko duwaayein do tumhen qaatil banaa diyaa are maine tujhko chaaha ye hai meri meharbaani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani are maine tujhko chaaha ye hai meri meharbaani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani maine badal daala teri taqdeer ko rangon se bhar daala khaali tasveer ko maine badal daala teri taqdeer ko rangon se bhar daala khaali tasveer ko bana daali maine teri zindgaani are maine tujhko chaaha ye hai meri meharbaani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani tu khubsoorat hai tera khyaal hai ja meri aankhon ka ye sab kamaal hai tu khubsoorat hai tera khyaal hai ja meri aankhon ka ye sab kamaal hai mere pyaar ne di hai tujhko jawaani are maine tujhko chaaha ye hai meri meharbaani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani main galiyon ka rajaa tu mehlon ki raani mehlon mein hogi
main gaon ki bholi naar main gaon ki bholi naar ye maati mera roop singaar piya mere shehri ho gaye main gaon ki bholi naar ye maati mera roop singaar piya mere shehri ho gaye sakhi wo angreji bole sakhi wo angreji bole main thehri anpadh aur ganwaar piya mere shehri ho gaye main gaon ki bholi naar na jaane unhen hua kya hai na jaane unhen hua kya hai wo jab se kalkatte se aaye nahin karte seedhe munh baat main kehna chahun jee ka haal main kehna chahun jee ka haal wo padhte rehte hain akhbaar piya mere shehri ho gaye main gaon ki bholi naar na kachchi mitti bhali lage na phaili phaili angnai na kachchi mitti bhali lage na phaili phaili angnai masehri maange sone ko buri lagti hai chaarpaai na bajre ki roti man bhaaye na bajre ki roti man bhaaye na ghar ka amras aur achaar piya mere shehri ho gaye main gaon ki bholi naar sakhi kuchh sochte rehte hain sakhi kuchh sochte rehte hain wo saari raat nahin sote main unke paas to hoti hoon wo mere paas nahin hote jo parvat
haaaaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaa haaa haaaaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaa haaa main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan bekason ke liye pyaar ka aasmaan bekason ke liye pyaar ka aasmaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main jo gaata chalun saath mehfil chale main jo badhta chalun saath manzil chale saath manzil chale mujhe raahen dikhaati chale bijliyaan mujhe raahen dikhaati chale bijliyaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan husn bhi dekh kar mujhko hairaan hai ishq ko mujhse milne ka armaan hai dekho armaan hai apni duniyaa ka hoon main haseen naujawaan apni duniyaa ka hoon main haseen naujawaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan carvaan zindgaani ka rukta nahin baadshahon ke aage main jhukta nahin main to jhukta nahin chaand taaron se aage mera aashiyaan chaand taaron se aage mera aashiyaan main gareebon ka dil
diya jalaoon diya jalaoon main ghee ka diya jalaon re ghar aao main ghee ka diya jalaon re ghar aao chain na din bhar rainan nindiya chain na din bhar rainan nindiya bikhar gayi bisar gayi maathe ki bindiya nainan neer bahaun re ghar aao ghar aao main ghee ka diya jalaon re ghar aao badi der se khadi suhagan badi der se khadi suhagan raah takat hai bihaari aao mann ke meet ab aao aao mann ke meet ab aao pooja karun tehaari ghar aao main ghee ka diya jalaon re ghar aao
main gunehgaar hoon jo chaahe saza do mujhko maine sapne mein tumhen chhed diya umr bhar qaid e mohabbat ki saza di tumko tumne sapne mein humein chhed diya pyaar se jisne giraftaar kiya dil mera usko dua deta hai humne dekha ye ajab deewaana qaid hoke bhi maza leta hai main gunehgaar hoon jo chaahe saza do mujhko maine sapne mein tumhen chhed diya umr bhar kaid e mohabbat ki saza di tumko tumne sapne mein humein chhed diya sakhtiyaan qaid ki tum kya jaano chaahte ho to rihaayi le lo ab kapas hi mein pada rehne do chaahe badle mein khudaayi le lo umr bhar kaid e mohabbat ki saza di tumko tumne sapne mein humein chhed diya main gunehgaar hoon jo chaahe saza do mujhko maine sapne mein tumhen chhed diya maine khwabon ka sahaara leke do ghadi tumse mohabbat ki hai tum ise laakh mohabbat kehlo hum to samjhenge shararat ki hai main gunehgaar hoon jo chaahe saza do mujhko maine sapne mein tumhen chhed diya umr bhar kaid e mohabbat ki saza di tumko tumne sapne mein humein
main gwalo rakhwalo maiya main gwalo rakhwalo maiya maakhan naahi churaayo maakhan naahi churaayo kaun kami maakhan ki apne jo main par ghar jaaun raaz mein tere chaahe jitno khaaun aur khilaaun chor naa hove laal tihaaro kaahe mann bharmaayo kaahe mann bharmaayo main gwalo rakhwalo maiya maakhan naahi churaayo maakhan naahi churaayo tu maiya hai sneh ki jyoti hum sab teri kirne tere aanchal ki chhaya mein behte sukh ke jharne tere charnon ki dhuli mein maiya swarg samaayo maiya swarg samaayo main gwalo rakhwalo maiya maakhan naahi churaayo maakhan naahi churaayo brij ko maakhan mero maakhan naahi ye bharjori ye adhikaar janam ko mero kaun kahe ye chori wo murakh agyaani jisne mohe chor bataayo mohe chor bataayo main gwalo rakhwalo maiya maakhan naahi churaayo maakhan naahi churaayo
main har dam kisi ko dhoondhta hoon mujhe kisi ki khoj hai main har dam kisi ko dhoondhta hoon mujhe kisi ki khoj hai ye mujhko bahaye liye jaa rahi hai jawaani samundar ki mauj hai main har dam kisi ko dhoondhti hoon mujhe kisi ki khoj hai main har dam kisi ko dhoondhti hoon mujhe kisi ki khoj hai ye mujhko bahaye liye jaa rahi hai jawaani samundar ki mauj hai main har dam kisi ko dhoondhti hoon mujhe kisi ki khoj hai mujhe kisi ki khoj hai koi aeb mujh mein nahin aye zamane mere dil mein koi kharabi nahin koi aeb mujh mein nahin aye zamane mere dil mein koi kharabi nahin kadam dagmagate hain masti mein mere magar main kasam se sharabi nahin main uske khayalon mein jhoomta hoon main har dam kisi ko dhoondhta hoon mujhe kisi ki khoj hai mujhe kisi ki khoj hai hooo hoooo hoooo hoooo hooo hoooo guzarti hoon gulshan se to raaste mein nahin baat karti baharon se main guzarti hoon gulshan se to raaste mein nahin baat karti baharon se main jo kuchh puchhti hoon to bas
main har ek pal ka shaayar hoon har ek pal meri kahaani hai har ek pal meri hasti hai har ek pal meri jawaani hai main har ek pal ka shaayar hoon rishton ka roop badalta hai buniyaden khatam nahin hoti hmmm khwabon ki aur umangon ki miyaden khatam nahin hoti ek phool mein tera roop basa ek phool mein meri jawaani hai ek chehra teri nishani hai ek chehra meri nishani hai main har ek pal ka shaayar hoon har ek pal meri kahaani hai har ek pal meri hasti hai har ek pal meri jawaani hai main har ek pal ka shaayar hoon tujhko mujhko jeevan amrit ab in haathon se peena hai inki dhadkan mein basna hai inke saanson mein jeena hai tu apni adayen baksh inhen main apni wafayen deta hoon jo apne liye sochi thi kabhi wo saari duwayen deta hoon main har ek pal ka shaayar hoon har ek pal meri kahaani hai har ek pal meri hasti hai har ek pal meri jawaani hai main har ek pal ka shaayar hoon har ek pal meri kahaani hai har ek pal meri hasti hai har ek pal meri jawaani hai main har ek
main har raat jaagi ki is baar shayad mohabbat tumhen is taraf kheench laaye tumhaari kasam tum bahut yaad aaye tumhaari kasam tum bahut yaad aaye na puchho ye din humne kaise bitaaye tumhaari kasam tum bahut yaad aaye barasne lage shab to kya neend aaye barasne lage shab to kya neend aaye udhar kadke bijli idhar jaan jaaye udhar kadke bijli idhar jaan jaaye na puchho ye din humne kaise bitaaye tumhaari kasam tum bahut yaad aaye zara ek nazar is taraf ab to dekho zara ek nazar is taraf ab to dekho zamaana hua hai humein muskuraaye zamaana hua hai humein muskuraaye tumhaari kasam tum bahut yaad aaye na puchho ye din humne kaise bitaaye tumhaari kasam tum bahut yaad aaye
Main Haseen Too Jawan
aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa ab kahan hoon kahan nahin hoon main ab kahan hoon kahan nahin hoon main jiss jagah hoon wahan nahin hoon main kaun awaaz de raha hai mujhe koi keh de yahan nahin hoon main main hawa hoon kahan watan mera main hawa hoon kahan watan mera dasht mera na ye chaman mera main hawa hoon kahan watan mera mai ke har chand mai ke har chand ek khaana nashin mai ke har chand ek khaana nashin anjuman anjuman sukhan mera anjuman anjuman sukhan mera dasht mera na ye chaman mera main hawa hoon kahan watan mera barg e gul parrrrrrrrr barg e gul par charaag sa kya hai barg e gul parrrrr barg e gul parrrrr barg e gul par charaag sa kya hai chhu gaya tha usse dahan mera chhu gaya tha usse dahan mera dasht mera na ye chaman mera main hawa hoon kahan watan mera main ek tootaaaaaa main ek toota hua sitaraa hoon main ek toota hua sitaraa hoon kya bigaadegi anjuman mera kya bigaadegi anjuman mera dasht mera na ye chaman mera main hawa hoon
ooooo hoooo hoooo hooooo hooooo ooooo hoooo hoooo hooooo ooooo hoooooo hooooo hoooo hoooooo hooooo hooooooooooo hooooo hooooooooooo hooooo hooooooooooo o ho o ho o ho o ho o ho mujhko dekhoge jahaan tak mujhko paaoge wahaan tak raaston se carwaan tak iss zameen se aasmaan tak main hi main hoon main hi main hoon doosra koi nahin mujhko dekhoge jahaan tak mujhko paaoge wahaan tak raaston se carwaan tak iss zameen se aasmaan tak main hi main hoon main hi main hoon doosra koi nahin teri muhabbat ne rakha hai mere sar par taaj teri muhabbat ne rakha hai mere sar par taaj iss dharti par tera mera milan hua hai aaj mil gaya sab kuchh mujhe lab par dua koi nahin hoo main hi main hoon main hi main hoon doosra koi nahin mujhko dekhoge jahaan tak mujhko paaoge wahaan tak raaston se carwaan tak iss zameen se aasmaan tak main hi main hoon main hi main hoon doosra koi nahin tu jo chala hai daal ke mere haath mein apna haath tu jo chala hai daal ke mere haath mein apna haath
dil hai aawaara to aitraaz kya hai kya lena jahaan se yeh meri adaa hai kitne jaadu hain mujh mein dikha doon zara koi shaq hai toh tujhko bata doon zara main hoon bas yahaan main hoon mere jaisa koi hai kahaan main hoon aage aage main hoon mere peechhe saara hai jahaan main hoon main hoon aage aage main hoon aage aage har ek dil mein main to dhadakta rahoon dhun pe dhadkan ki har pal thirakta rahoon mere to naachne mein hai chingaariyaan meri raftaaron se hi to hain yaariyaan inn hawaaon ko main toh jhuka doon zara koi shaq hai to tujhko bata doon zaraa main hoon bas yahan main hoon mere jaisa koi hai kahaan main hoon aage aage main hoon mere peechhe saara hai jahaan main hoon main hoon aage aage main hoon aage aage meri har baat mein haan koi baat hai jise kehte hain kismat mere haath hai tum chaho to rakh lo yeh saari zameen par woh aasmaan to mere saath hai hosh mein hai to hosh udaa doon zara koi shaq hai toh tujhko bata doon zara main hoon bas yahaan main
main hoon akeli kis kis ko samjhaun haay rabba main hoon akeli kis kis ko samjhaun haay rabba ek roop ke do chor hain kit jaaun haay rabba ek roop ke do chor hain kit jaaun haay rabba main hoon akeli kis kis ko samjhaun haay rabba ek roop ke do chor hain kit jaaun haay rabba koi to thaame haule haule dil koi pukaare kabhi to gori mil koi to thaame haule haule dil koi pukaare kabhi to gori mil main rukti jhukti ghunghat mein sharmaun haay rabba main hoon akeli kis kis ko samjhaun haay rabba ek roop ke do chor hain kit jaaun haay rabba chaandni mere gaalon mein base raat nasheele nayan mein hanse chaandni mere gaalon mein base raat nasheele nayan mein hanse ye jalwe lekar kis bill mein chhup jaaun haay rabba main hoon akeli kis kis ko samjhaun haay rabba ek roop ke do chor hain kit jaaun haay rabba chham chham pag main rakhti huyi champayi ki daal lachakti huyi chham chham pag main rakhti huyi champayi ki daal lachakti huyi main kajrawaali mud mud takdi jaaun haay
main hoon badnaam juaari main hoon naakaam juaari har daanw zamaana jita har baazi maine haari main hoon badnaam juaari main hoon naakaam juaari aye dost ye jaan le tu bhi jo kuchh maine jaana hai aye dost ye jaan le tu bhi jo kuchh maine jaana hai ye zindagi ek juaa hai ye duniyaa juakhana hai ye to hai juaa ye kiska hua jo tujh se karega yaari main hoon badnaam juaari main hoon naakaam juaari main jeet saka naa tumko iss baat ka itnaa ghum hai main jeet saka naa tumko iss baat ka itnaa ghum hai iss ghum se agar ghabraa ke marr jaaun bhi main to kam hai main shaam o shahar roya hoon magar bhujhati nahin ye chingaari main hoon badnaam juaari main hoon naakaam juaari har daanw zamaana jita har baazi maine haari main hoon badnaam juaari main hoon naakaam juaari
main hoon bhaarat ki naar main hoon bhaarat ki naar ladne marne ko taiyaar mujhe samjho na kamzor logo samjho na kamzor us desh ki hoon santaan us desh ki hoon santaan ke jiska naam hai hindustaan sah zor badi sah zor logo samjho na kamzor oho hooo oho hoooo aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa main bijli ban kar damkun main bhala ban kar chamkun koi hai jo hare mera cheer marun kheench ke aisa teer jo lage kalejwa paar jo lage kalejwa paar ladne marne ko taiyaar mujhe samjho na kamzor logo samjho na kamzor oho hooo oho hoooo aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa main hoon jhansi ki sham sheer main hoon arjun ka teer main seeta ka vardaan de sakti hoon balidaan main bheem ki hoon jhankaar main bheem ki hoon jhankaar ladne marne ko taiyaar mujhe samjho na kamzor logo samjho na kamzor aa ha haa aa ha haa aaaa aaa aaa aaa la la la la la la la la la la la la la laaaaaaaaa
chhuo naa mar jaaun sharma ke uii main hoon chhui mui aankhon se dekho lekin chhuo na mar jaaun sharma ke uii main hoon chhui mui aankhon se dekho lekin chhuo na mar jaaun sharma ke ui khilte baagon ki main komal daali uiii ghar mein laa kar rakha tumne chaaha dil se phir bhi murjhaaun mar jaaun mar jaaun sharma ke uii main hoon chhui mui aankhon se dekho lekin chhuo na mar jaaun sharma ke uii madira ki hoon pyali lekin chhoti si pyase ho tum kuwen jaise thar thar kaanpun main dar jaaaun mar jaaun mar jaaun sharma ke uii main hoon chhui mui aankhon se dekho lekin chhuo na mar jaaun sharma ke uii main hoon chhui mui aankhon se dekho lekin chhuo na
main hoon deewaana bada mastaana duniya mujhe kuchh bhi kahe gaata chala dil ka taraana main hoon deewaana roop nagar ka raahi hoon main pyaar mera sarmaaya hai roop nagar ka raahi hoon main pyaar mera sarmaaya hai mere lambe safar ka saathi ek mera hi saaya hai mere lambe safar ka saathi ek mera hi saaya hai main hoon deewaana bada mastaana duniya mujhe kuchh bhi kahe gaata chala dil ka taraana main hoon deewaana udate udate pyaare panchhi iss duniya se door chale udate udate pyaare panchhi iss duniya se door chale main bhi inke sang chala hoon chaand nagar mein shaam dhale main bhi inke sang chala hoon chaand nagar mein shaam dhale main hoon deewaana bada mastaana duniya mujhe kuchh bhi kahe gaata chala dil ka taraana main hoon deewaana
ho ho ooo main hoon deewaana mujhko sambhaalo arre mujhko sambhaalo apna bana lo ho ho ooo main hoon deewaana mujhko sambhaalo arre mujhko sambhaalo apna bana lo beghar begaana dil mein basa lo arre dil mein basa lo apna bana lo ho ho ooo main hoon deewaana mujhko sambhaalo arre mujhko sambhaalo apna bana lo kya hai bharosa jeevan ka pyaare main mar gaya to rowoge saare kya hai bharosa jeevan ka pyaare main mar gaya to rowoge saare jeene do mujhko peene do mujhko jeene do mujhko peene do mujhko ho ho ooo chhodo bahaana bottal nikaalo bottal nikaalo apna bana lo ho ho ooo main hoon deewaana mujhko sambhaalo arre mujhko sambhaalo apna bana lo baaton ka jaadu aankhon ka sapna iss apne pan ke bin kya hai apna baaton ka jaadu aankhon ka sapna iss apne pan ke bin kya hai apna sab ek rab ka rab ek sab ka ho ho ooo hans ke gale se sab ko laga lo arre sab ko laga lo apna bana lo ho ho ooo main hoon deewaana mujhko sambhaalo arre mujhko sambhaalo apna bana lo wo aaj hain kya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Gaaun Tum So Jaao Brahmachari (1968) 04:52 20851
 
Poster of Brahmachari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:52   Song Number : 20851   

Main Galiyon Ka Rajaa Dharam Veer (1977) 05:00 18092
 
Poster of Dharam Veer (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:00   Song Number : 18092   

Main Gaon Ki Bholi Naar Pankaj Udhas 06:27 16965
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:27   Song Number : 16965   

Main Garibon Ka Abe-Hayat (1955) 04:29 20845
 
Poster of Abe-Hayat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Prem Nath
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:29   Song Number : 20845   

Main Ghee Ka Diya Jaloon (Geet) C H Atma 02:46 16531
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
C H Atma
Duration : 02:46   Song Number : 16531   

Main Gunehgar Hoon Nai Roshni (1967) 05:39 13069
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Mala Sinha
Duration : 05:39   Song Number : 13069   

Main Gwalo Rakhwalo Maiya Mohd Rafi 03:28 16165
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Devotional
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:28   Song Number : 16165   

Main Har Dam Raaste Ka Patthar (1972) 05:18 37738
 
Poster of Raaste Ka Patthar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Laxmi Chhaya
Duration : 05:18   Song Number : 37738   

Main Har Ek Pal Ka Kabhi Kabhie (1976) 03:04 39904
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:04   Song Number : 39904   

Main Har Raat Jaagi Gaban (1966) 03:33 41013
 
Poster of Gaban (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Sadhana
Duration : 03:33   Song Number : 41013   

Main Haseen Tu Jawaan Kamagni (1987) 04:33 39169
 
Poster of Kamagni (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Ram Bharadwaj
Music Director- 
Ilaiyaraaja
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tina Munim
Duration : 04:33   Song Number : 39169   

Main Hawa Hoon Kahan Watan Mera Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 07:27 18178
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 07:27   Song Number : 18178   

Main Hi Main Hoon Ram Teri Ganga Maili (1985) 04:59 20988
 
Poster of Ram Teri Ganga Maili (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Amir Qazalbash
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Rajeev Kapoor
Duration : 04:59   Song Number : 20988   

Main Hoon Munna Michael (2017) 03:51 38613
 
Poster of Munna Michael (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Kumaar
Music Director- 
Tanishk Bagchi
On Screen Actors- 
Tiger Shroff
Duration : 03:51   Song Number : 38613   

Main Hoon Akeli Main Shadi Karne Chala (1962) 03:29 38631
 
Poster of Main Shadi Karne Chala (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 03:29   Song Number : 38631   

Main Hoon Badnaam Juari (1968) 03:32 13461
 
Poster of Juari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Tanuja
Duration : 03:32   Song Number : 13461   

Main Hoon Bharat Ki Naar Ladki (1953) 03:20 40506
 
Poster of Ladki (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
R Sudarshanam, Dhani Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:20   Song Number : 40506   

Main Hoon Chhui Mui Chhupa Rustam (1973) 03:21 17175
 
Poster of Chhupa Rustam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Vijay Anand
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 03:21   Song Number : 17175   

Main Hoon Deewaana Bada Mastaana Haqdaar (1964) 03:15 32097
 
Poster of Haqdaar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Varbartani
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Babu Raje
Duration : 03:15   Song Number : 32097   

Main Hoon Deewana Mujhko Sambhalo Apna Bana Lo (1982) 06:27 40337
 
Poster of Apna Bana Lo (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 06:27   Song Number : 40337