Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Ae Meri Jaane Wafa
ae meri zindagi aaj raat jhoom le aasmaan ko choom le kis ko pata hai kal aaye ke na aaye ae meri zindagi aaj raat jhoom le aasmaan ko choom le kis ko pata hai kal aaye ke na aaye ae meri zindagi aaj hai duniya teri jhoom le o matwaale aaj hai duniya teri yeh anmol zamaane phir nahin aane waale dekh yeh rut kahin beet na jaaye ae meri zindagi aaj raat jhoom le aasmaan ko choom le kis ko pata hai kal aaye ke na aaye ae meri zindagi pal pal kattee jaaye saans ki naazuk dori pal pal kattee jaaye jalte kanwal bujhaaye maut ki seena zori agle hi pal jaane kya ho jaaye ae meri zindagi aaj raat jhoom le aasmaan ko choom le kis ko pata hai kal aaye ke na aaye ae meri zindagi aaj thaher hi na jaaye dhalti raat ke saaye aaj thaher hi na jaaye kal kis ne dekha hai aaye ya na aaye aaye bhi to jaane humein paaye ke na paaye ae meri zindagi aaj raat jhoom le aasmaan ko choom le kis ko pata hai kal aaye ke na aaye ae meri zindagi
ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya na lage dil mera ab kahin tere siwaa ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya aaj tak yaad ban ke sataaye beeti subah wo shaamen wo raaten oooo ek pal bhi na main bhool paaun wo suhaani mohabbat ki baaten jeena hai marna hai pyaar tujhe karna hai jeena hai marna hai pyaar tujhe karna hai saari umar ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya na lage na lage dil mera ab kahin tere siwaa ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya maine chaaha tujhe tujh ko puja apni saanson mein tujh ko basaaya ho ke tujhse juda mere humdum chain mujh ko kahin bhi na aaya jab tanha hoti thi tere liye roti thi jab tanha hoti thi tere liye roti thi meri nazar ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya ae meri zindagi tere bin jeena bhi kya
ae meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekha hai pehle kabhi ae meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekha hai pehle kabhi ae mere hamsafar mujhko pehchan le main wohi hoon wohi hoon wohi ae mere hamsafar mujhko pehchan le main wohi hoon wohi hoon wohi tu mere saath reh kar bhi kyun door hai is liye ke tujhe khud ye manjoor hai tu mere saath reh kar bhi kyun door hai is liye ke tujhe khud ye manjoor hai main tere paas hoon main tere paas thi main wohi hoon wohi hoon wohi ae meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekha hai pehle kabhi ae mere hamsafar mujhko pehchan le main wohi hoon wohi hoon wohi dil mein padti to hain teri parchhayian door hoti nahin phir bhi tanhaayian dil mein padti to hain teri parchhayian door hoti nahin phir bhi tanhaayian dil ke aayine mein jhaank kar dekh le main wohi hoon wohi hoon wohi hii ae meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekha hai pehle kabhi ae mere hamsafar mujhko pehchan le main wohi hoon wohi hoon wohi tu wohi hai jo mere
hmm hmm hmm hmm hmm hooooooo oooooooo oye oye oye oye oye oye hoooo ae meri zohra jabeen tujhe maloom nahin tu abhi tak hai haseen aur main jawaan tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan ae meri zohra jabeen tujhe maloom nahin tu abhi tak hai haseen aur main jawaan tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan ye shokhiyan ye baankpan jo tujh mein hai kahin nahin ye shokhiyan ye baankpan jo tujh mein hai kahin nahin dilon ko jeetne ka fun jo tujh mein hai kahin nahin main teri main teri aankhon mein paa gaya do jahaan main teri main teri aankhon mein paa gaya do jahaan ae meri zohra jabeen tujhe maloom nahin tu abhi tak hai haseen aur main jawaan tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan tu meethe bol jaaneman jo muskuraa ke bol de tu meethe bol jaaneman jo muskuraa ke bol de to dhadkano mein aaj bhi sharaabi rang ghol de o sanam o sanam main tera aashiq e jaawidan o sanam o sanam main tera aashiq e jaawidan ae meri zohra jabeen tujhe maloom nahin tu abhi tak hai haseen aur main jawaan
wafaa ki raah mein aashiq ki id hoti hai khushi manaao muhabbat shaheed hoti hai zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindaabaad ae muhabbat zindaabaad zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindaabaad daulat ki zanjeeron se tu daulat ki zanjeeron se tu rehti hai aazaad zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindaabaad ae muhabbat zindaabaad mandir mein masjid mein tu aur tu hi hai imaanon mein murli ki taanon mein tu aur tu hi hai aazaanon mein tere dum se deen dharam ki duniya hai aabaad zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindaabaad ae muhabbat zindaabaad pyaar ki aandhi ruk na sakegi nafrat ki deewaaron se khoon e muhabbat ho na sakega khanjar se talwaaron se marr jaate hain aashiq zinda reh jaati hai yaad zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindaabaad ae muhabbat zindaabaad aa aa aa aa aa aa ishq bagaawat kar baithe to duniya ka rukh mod de aag laga de mahalon mein aur takhte shaahi chhod de seena taane maut se khele kuch na kare fariyaad zindaabaad zindaabaad zindaabaad
ae mussavir ae mussavir mere mehboob ki tasveer bana ae mussavir mere mehboob ki tasveer bana tujhse ban jaayeee tujhse ban jaaye to bigadi huyi takdeer bana ae mussavir zulf aisi ho ki barsaat bhi paani maange zulf aisi ho ki barsaat bhi paani maange surkh honthon se surkh honthon se har ek phool jawaani maange oo oo oo oo oo dil jinhen choom ke dil jinhen choom ke jakhmon ki nishaani maange nargisi aankhon mein kaajal ke wohi teer bana ae mussavir ae mussavir mere mehboob ki tasveer banaa main tujhe husn ke andaaz dikhaaun kaise main tujhe husn ke andaaz dikhaaun kaise apni aankhen tere apni aankhen tere chehre pe lagaaun kaise oo oo oo oo oo tera dar chhod ke tera dar chhod ke ab jaaun to jaaun kaise jis mein uljha rahon din raat wo janzeer bana ae mussavir ae mussavir mere mehboob ki tasveer bana aaj ye aakhiri hasrat bhi nikal jaane de aaj ye aakhiri hasrat bhi nikal jaane de uske jalwon ki uske jalwon ki jawaan aag mein jal jaane de oo oo oo oo oo yaa mujhe
ae naujawaan hai sab kuchh yahaan ae naujawaan hai sab kuchh yahaan jo chaahe le le khushi se toone kahaan dekha jahaan tauba na kar tu abhi se aa aaaaaa ab jaam pee peele pee le pee le har rang mein tu jee le jee le jee le husn yahaan ishq yahaan husn yahaan ishq yahaan aankhen chura mat kisi se ae naujawaan hai sab kuchh yahaan jo chaahe le le khushi se toone kahaan dekha jahaan tauba na kar tu abhi se aa pehlu mein aa ja aaja aaja dil se mere na ja naa ja naa ja saare usi kaagaz ke phool saare usi kaagaz ke phool kya paayega berukhi se ae naujawaan hai sab kuchh yahaan jo chaahe le le khushi se toone kahaan dekha jahaan tauba na kar tu abhi se
ae oh aa aa oh aahaa ae oh aa aa oh aahaa zara mudke mila aakhein aaya hoon main tere liye zara mudke mila aakhein aaya hoon main tere liye tere liye tere liye ae oh aa aa oh aahaa ae oh aa aa oh aahaa aisa mauka zindagi mein pehli baar aaya hai jaaneman jab kahin dil ko pyaar aaya hai are aisa mauka zindagi mein pehli baar aaya hai jaaneman jab kahin dil ko pyaar aaya hai dil se dil jod ke phir nahin todna ae oh aa aa oh aahaa zara mudke mila aakhein aaya hoon main tere liye mere dil ka faisla jaroor hona hai marke bhi to ab na tujhse door hona hai hey mere dil ka faisla jaroor hona hai marke bhi to ab na tujhse door hona hai jaayegi tu jahan aaunga main wahan ae oh aa aa oh aahaa zara mudke mila aankhein aaya hoon main tere liye tere liye tere liye ae oh aa aa oh aahaa
ae pyase dil bezubaan tujh ko le jaon kahan ae pyase dil bezubaan tujh ko le jaon kahan aa aa aa aag ko aag mein dhaal ke kab tak jee behlaayega ae pyase dil bezubaan ghata jhuki aur hawa chali to humne kisi ko yaad kiya chaahat ke viraane ko unke ghum se aabaad kiya ghata jhuki aur hawa chali to humne kisi ko yaad kiya chaahat ke viraane ko unke ghum se aabaad kiya ae pyase dil bezubaan mausam ki ye mastiyaan aa aa aa aag ko aag mein dhaal ke kab tak jee behlaayega ae pyase dil bezubaan taare nahin angaare hain wo ab chaand bhi jaise jalta hai neend kahaan seene pe koi bhaari kadmon se chalta hai taare nahin angaare hain wo ab chaand bhi jaise jalta hai neend kahaan seene pe koi bhaari kadmon se chalta hai ae pyase dil bezubaan dard hai teri daastaan aa aa aa aag ko aag mein dhaal ke kab tak jee behlaayega ae pyase dil bezubaan kahaan wo din ab kahaan wo raatein tum roothe kismat roothi gair se bhed chhupaane ko hum hanste phirein hansi jhoothi ae pyase dil
ae qaatib e taqdeer mujhe itna bataa de ae qaatib e taqdeer mujhe itna bataa de itna bataa de kyun mujhse khafaa hai tu kyaa maine kiyaa hai auron ko khushi mujhko fakat dard o ranj o ghum duniyaa ko hansi aur mujhe rona diyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyun mujhse khafaa hai tu kyaa maine kiyaa hai hisse mein sab ke aayin hain hisse mein sab ke aayin hain rangeen bahaarein bad faqtiyaan lekin mujhe sheeshe mein utaarein peete hain peete hain rog roz o shab muzzarraton ki mai main hoon ke sadaa khoon e jigar maine piyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyaa maine kiyaa hai thaa jin ke dam kadam se ye aabaad aashiyaan wo chehchahaati wo chehchahaati bulbulein jaane gayin kahaan jugnu ki chamak hai na sitaaron ki roshni iss ghup andhere mein hai meri jaan par bani kyaa thi kyaa thi kyaa thi khataa ke jis ki sazaa toone mujhko di kyaa tha kyaa tha gunah ke jis ka badlaa mujhse liyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyun mujhse khafaa hai tu
ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi naa main jaanun aarti bandan naa pooja ki reet hai anjaani daras deewani meri paagal preet liye ri maine do nainon ke deepak liye sanjoy ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi aasha ke phoolon ki maala saanson ke sangeet inn par phooli chali rijhaane apne mann kaa meet liye ri maine nain dor mein sapne liye piroy ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi
ae ri main to prem deewaani mero dard na jaane koye ae ri main to prem deewaani mero dard na jaane koye suliyon par sej humaari suliyon par sej humaari sono kis bidh hoye sono kis bidh hoye gagan mandal par sej piya ki gagan mandal par sej piya ki milan kis bidh hoye dard na jaane koye ae ri main to prem deewaani mero dard na jaane koye ae ri main to prem deewaani mero dard na jaane koye ghaayal ki gat ghaayal jaane ghaayal ki gat ghaayal jaane aur na jaane koye aur na jaane koye meera ke prabhu seer mite jab meera ke prabhu seer mite jab vaid saanwariya hoye dard na jaane koye ae ri main to prem deewaani mero dard na jaane koye ae ri main to prem deewaani mero dard na jaane koye
ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte baanwari si tu phire kaun hai tera sajan ooooo ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte baadal se tera kya hai kuchh naata oooo baadal se tera kya hai kuchh naata kaahe jhoome naache gaaye kaahe jhoome naache gaaye aaye jab saawan baanwari si tu phire kaun hai tera sajan ooooo ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte mann ke dwaare se chori chupke se oooo mann ke dwaare se chori chupke se sapnon ki tu paayal baandhe sapnon ki tu paayal baandhe guzre chhana nan chhan baanwari si tu phire kaun hai tera sajan ooooo ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte ek akeli tu meri saheli tu oooo ek akeli tu meri saheli tu jiss ka koi saathi naahin jiss ka koi saathi naahin uska kya jeevan baanwari si tu phire kaun hai tera sajan hooooo ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte ae ri pawan
aaaaa aaaa aaaa ae sakhi radhike banwari ho gayi ae sakhi radhike banwari ho gayi shyaam ko dhundhate aap hi kho gayi aa aa ae sakhi radhike banwari ho gayi ae sakhi radhike banwari ho gayi shyaam ko dhundhate aap hi kho gayi aa aa ae sakhi radhike banwari ho gayi gali gali mein gokul ki yeh naam pukaare shyaam pukaare gali gali mein gokul ki yeh naam pukaare baithi hai jamunaa kinaare kabhi mere kabhi tere ghar ko gayee shyaam ko dhundhate aap hi kho gayi aa aa ae sakhi radhike banwari ho gayi gali gali mein gokul ki yeh naam pukaare baithi hai jamunaa kinaare gali gali mein gokul ki yeh naam pukaare baithi hai jamunaa kinaare kabhi mere kabhi tere ghar ko gayee shyaam ko dhundhate aap hi kho gayi aa aa ae sakhi radhike banwari ho gayi kabhi kahin pe mil bhi gaya mohan pyaara bansi bajee pee ne pukaara bansi mein aise khoyi wo so gayi shyaam ko dhundhate aap hi kho gayi aa aa ae sakhi radhike banwari ho gayi ae sakhi radhike banwari ho gayi
ae shahar e lucknow tujhe mera salaam hai ae shahar e lucknow tujhe mera salaam hai tera hi naam doosra jannat ka naam hai ae shahar e lucknow mere liye bahaar bhi tu gulbadan bhi tu parwana aur shamma bhi tu anjuman bhi tu zulfon ki tarah mehki huyi teri shaam hai ae shahar e lucknow kaisa nikhar tujh mein hai kya kya hai bankpan ghazalen gali gali hain to nagmen chaman chaman shayar ke dil se poochh tera kya makaam hai ae shahar e lucknow tujhe mera salaam hai tera hi naam doosara jannat ka naam hai ae shahar e lucknow tu wo hai log shahere nikara kahen jise phirdon ke husn e rush ke bahara kaahe jise teri har ek aada mein wafa ka payam hai ae shahar e lucknow tujhe mera salaam hai tera hi naam doosra jannat ka naam hai ae shahar e lucknow
ae vatan dildaram tera har koi deewana hai laishyaa ae vatan dildaram tera har koi deewana hai gulbadan gulzaram tera har koi deewana hai walay kurbaaaaan walay kurbaaaan walay kurbaan ae vatan dildaram tera har koi deewana hai ooo ooo ooo ooo ooo ooo ooo ooo rab di hum par daya hui hai hum aangan vich nache oye hindu muslim sikh isai hain sab bhai sache ooo oooo ooooo bharat ke bharat ke hum tum hain sub laaj ae bharat ke matwalo jee bhar ke jhumlo gaalo aaj tum masti mein oo bas phir jhapiyaan pa lo aazadi ke gun ga lo desh mein ab naya kanoon bana hai khushawai indra gandhi ne kaha jo wo sula hai khushawai oye kalabazari na rishwat ka kahin naam chale maikada band karo ab na kabhi jaam chale mulq bhar mein ye khabar faila hai taaza dekho sood khori ka utha aaj janaza dekho hum batate hain tumhein desh mein kya kya hoga jhopde mehlon ko sharmayenge aisa hoga hosh mein aao diya waqt ne aisa jhatka khatm juaa bhi hua khatam pada hai matka haan tum ho hindu tumhen
aye watan pyaare watan aye watan pyaare watan paak watan paak watan aye mere pyaare watan aye watan paak watan paak watan paak watan aye mere pyaare watan aye watan pyaare watan tujhse meri hai tamannaon ki duniyaa pur noor tujhse meri hai tamannaon ki duniyaa pur noor azm mera kabhi mere iraade hain ghayoor meri hasti mein aana hai meri masti mein shaoor jaan fizaa mera takhayal hai to shirin hai sukhan aye watan pyaare watan aye watan pyaare watan paak watan paak watan aye mere pyaare watan aye watan pyaare watan tu dil afroz bahaaron kaa taro taaza chaman tu dil afroz bahaaron kaa taro taaza chaman tu mehakte huye phoolon ka suhaana gulshan tu nawaarej anadil ka bahaari maskan rang o ahang se maa moor tere koh o daman aye watan pyaare watan aye watan pyaare watan paak watan paak watan aye mere pyaare watan aye watan pyaare watan mera dil teri muhabbat ka hai jaan bakhsh dayaar mera dil teri muhabbat ka hai jaan bakhsh dayaar mera seena teri hurmat ka hai sangeen
ae zindagi gale laga le ae zindagi gale laga le humne bhi tere har ik ghum ko gale se lagaya hai hai na ae zindagi gale laga le ae zindagi humne bahaane se chhup ke zamaane se palkon ke parde mein ghar bhar liya tera sahara mil gaya hai zindagi la la la la la la la la la la la la tera sahara mil gaya hai zindagi ae zindagi gale laga le ae zindagi gale laga le humne bhi tere har ik ghum ko gale se lagaya hai hai na ae zindagi gale laga le ae zindagi ae zindagi gale laga le gale laga le hooo gale laga le ae zindagi gale laga le gale laga le hooo gale laga le
ae zindagi ke raahi himmat na haar jaana himmat na haar jaana ae zindagi ke raahii ae zindagi ke raahi himmat na haar jaana bitegi raat ghum ki badlega ye zamaana ae zindagi ke raahi wo raat ki siyahi tujh ko dara rahi hai wo raat ki siyahi tujh ko dara rahi hai haare huye musafir manzil bula rahi hai haare huye musafir manzil bula rahi hai bas jaayega kisi din ujda jo aashiyana bitegi raat ghum ki badlega ye zamaana ae zindagi ke raahi haathon se tere daaman umeed ka naa toote haathon se tere daaman umeed ka naa toote dum toot jaaye lekin himmat kabhi na toote dum toot jaaye lekin himmat kabhi na toote marne mein kya dhara hai jeene ka kar bahana bitegi raat ghum ki badlega ye zamana ae zindagi ke raahii
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Meri Jaane Wafa Neeli Aankhen (1962) 04:52 38535
 
Poster of Neeli Aankhen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Dattaram Wadkar
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ajit, Shakeela
Duration : 04:52   Song Number : 38535   

Ae Meri Zindagi Taxi Driver (1954) 03:16 40076
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:16   Song Number : 40076   

Ae Meri Zindagi Zakhmi Dil (1994) 06:00 18751
 
Poster of Zakhmi Dil (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sameer Ganguli
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Ashwani Bhave, Others
Duration : 06:00   Song Number : 18751   

Ae Meri Zindagi Tu Nahin Ajnabi Pyar Ka Sapna (1969) 05:58 33006
 
Poster of Pyar Ka Sapna (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Mala Sinha
Duration : 05:58   Song Number : 33006   

Ae Meri Zohra Jabeen Waqt (1965) 03:58 20110
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Achala Sachadev
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:58   Song Number : 20110   

Ae Mohabbat Zindabad Mughal-E-Azam (1960) 05:05 20112
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
M Kumar
Duration : 05:05   Song Number : 20112   

Ae Mussavir Mere Mehboob Ki Tasveer Insaan Aur Insaan (Unreleased) (1970) 06:06 16576
 
Poster of Insaan Aur Insaan (Unreleased) (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Tajdar Taj
Music Director- 
Ratan Deep - Hemraj
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 06:06   Song Number : 16576   

Ae Naujawaan Hai Sab Kuchh Apradh (1972) 03:15 40032
 
Poster of Apradh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:15   Song Number : 40032   

Ae Oh Aa Zara Mudke Disco Dancer (1982) 06:06 32320
 
Poster of Disco Dancer (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Others
Duration : 06:06   Song Number : 32320   

Ae Pyaase Dil Bezubaan Tujhko Le Jaaun Kahaan Begunah (1957) 03:25 31109
 
Poster of Begunah (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:25   Song Number : 31109   

Ae Qaatib E Taqdeer Meri Behen (1944) 03:40 12195
 
Poster of Meri Behen (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Pt Bhushan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal, Chandravati
Duration : 03:40   Song Number : 12195   

Ae Ri Main To Prem Nau bahar (1952) 02:19 13838
 
Poster of Nau bahar (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Satyendra Athaiya
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant, Ashok Kumar
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 02:19   Song Number : 13838   

Ae Ri Main To Prem Deewaani Jogan (1950) 02:39 14361
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Meera Bai
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 02:39   Song Number : 14361   

Ae Ri Pawan Bemisal (1982) 05:37 12878
 
Poster of Bemisal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi, Amitabh Bachchan, Vinod Mehra
Duration : 05:37   Song Number : 12878   

Ae Sakhi Radhike Banwari Jurmana (1979) 06:12 13475
 
Poster of Jurmana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rakhi, Amitabh Bachchan, Vinod Mehra
Duration : 06:12   Song Number : 13475   

Ae Shahar E Lucknow Palki (1967) 03:22 36058
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:22   Song Number : 36058   

Ae Vatan Dildaram Do Dilwale (1977) 03:21 36026
 
Poster of Do Dilwale (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Aish Kanwal
Music Director- 
B N Bali
Singer- 
Johny Babu, Omi
On Screen Actors- 
Som Dutt, Sunita Sen
Duration : 03:21   Song Number : 36026   

Ae Watan Pyaare Watan Ustad Amanat Ali 04:14 11429
 
Poster of Ustad Amanat Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 04:14   Song Number : 11429   

Ae Zindagi Gale Laga Le Dear Zindagi (2016) 02:49 38587
 
Poster of Dear Zindagi (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Amit Trivedi
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Alia Bhatt
Duration : 02:49   Song Number : 38587   

Ae Zindagi Ke Raahi Bahar (1951) 03:18 15553
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pandhari Bai
Duration : 03:18   Song Number : 15553   
Karaoke Songs of , Sad Songs of , Love Songs of , Dance Songs of , Hip-hop songs of , Best songs of , Super hit songs of , hit songs of , duet songs of , solo songs of , old songs of , famous songs of , Hindi Karaoke Songs of , Hindi Sad Songs of , Hindi Love Songs of , Hindi Dance Songs of , Hindi Hip-hop songs of , best Hindi songs of , super hit Hindi songs of , hit Hindi songs of , duet Hindi songs of , solo Hindi songs of , old Hindi songs of , famous Hindi songs of , Sing Along Songs of , Sing Along Sad Songs of , Sing Along Love Songs of , Sing Along Dance Songs of , Sing Along Hip-hop songs of , Sing Along Best songs of , Sing Along Super hit songs of , Sing Along hit songs of , Sing Along duet songs of , Sing Along solo songs of , Sing Along old songs of , Sing Along famous songs of