Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Nazaron Mein Ho Tum
nazar aati nahin manzil tadapne se bhi kya haasil taqdeer mein aye mere dil andhere hi andhere hain nazar aati nahin manzil majboori ne jisko maara uska kaun sahaaraaaaa maajhi to mil jaate hain lekin milta nahin kinaraa taqdeer mein aye mere dil andhere hi andhere hain nazar aati nahin manzil nainon se yun chheen gayi jyoti seep se jaise motiiiii ek jaan aur sau dushman hai kaash ye jaan naa hoti taqdeer mein aye mere dil andhere hi andhere hain nazar aati nahin manzil tadapne se bhi kya haasil taqdeer mein aye mere dil andhere hi andhere hain nazar aati nahin manziiiil
nazar bacha kar chale gaye wo warna ghayal kar deta dil se dil takra jata to dil mein agni bhar deta warna ghayal kar deta nazar bacha kar chale gaye wo warna ghayal kar deta dil se dil takra jata to dil mein agni bhar deta warna ghayal kar deta milti aankh to wo bhi dekhte mere pyaar ka jadoo apne rang mein hum bhi kam na the kar dete bekaboo milti aankh to wo bhi dekhte mere pyaar ka jadoo apne rang mein hum bhi kam na the kar dete bekaboo nazar bacha kar chale gaye wo warna ghayal kar deta dil se dil takra jata to dil mein agni bhar deta warna ghayal kar deta gar wo thehrte mere saamne dil pe teer chal jate wo haseen hain main jawan hoon sare bhed khul jate gar wo thehrte mere saamne dil pe teer chal jate wo haseen hain main jawan hoon sare bhed khul jate nazar bacha kar chale gaye wo warna ghayal kar deta dil se dil takra jata to dil mein agni bhar deta warna ghayal kar deta hum se kab talak yun chupenge wo apni shaan dikhla ke ek roz to aa hi jayenge mere paas
wo aaj aa gaye hain aur bhi kareeb mere mujhe mubarak de ab to naseeb mere nazar ka mil ke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai naye hote hain afsaane ada chaahe puraani hai puraani hai nazar ka mil ke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai chhupaane se nahin chhupta kabhi ye raaz ulfat ka chhupaane se nahin chhupta kabhi ye raaz ulfat ka kabhi ye raaz ulfat ka padhi jaaye jo aankhon se mohabbat wo kahani hai kahani hai nazar ka mil ke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai kaatne ko hai ik lambi umar aur kat bhi jaayegi kaatne ko hai ik lambi umar aur kat bhi jaayegi aji ye kat bhi jaayegi jo tere sath kat jaye ghdi wo hi suhaani hai suhaani hai nazar ka mil ke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai naye hote hain afsaane ada chaahe puraani hai puraani hai nazar ka mil ke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai
aa aa aa aa aa aa aa aaa aa aa nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai aa haa aa haa aa aa aa aa aa aa aa nazar ki khata hai na dil ki khata hai nazar ki khata hai na dil ki khata hai humen bhi pata hai tumhen bhi pata hai ye jaadu sa ulfat ka jo chal gaya hai jo hona tha aakhir wohi ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai aa aa aa aa badhi ja rahi hai meri beqaraari badhi ja rahi hai meri beqaraari na thi dil pe aisi to beikhtiyaari diya dard jo bhi nazar mein tumhari wohi dard badh ke dawa ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai aa haa aa haa aa aa aa aa aa muhabbat ki shamma to jalti rahegi muhabbat ki shamma to jalti rahegi dilon ki tamanna machalti rahegi ye wo daasta hai jo chalti rahegi zamaana to yun hi khafa ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai
aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa nazar laagi raaja tore bangle par nazar laagi raaja tore bangle par nazar laagi raaja tore bangle par jo main hoti raaja ban ki koyaliyaa jo main hoti raaja ban ki koyaliyaa kuhuk rehti raaja tore bangle par kuhuk rehti raaja tore bangle par nazar laagi raaja tore bangle par jo main hoti raaja kaari badariyaa jo main hoti raaja kaari badariyaa jo main hoti raaja kaari badariyaa baras rehti raaja tore bangle par baras rehti raaja tore bangle par nazar laagi raaja tore bangle par jo main hoti raaja bela chameliyaa jo main hoti raaja bela chameliyaa jo main hoti raaja bela chameliyaa lipat rehti raaja tore bangle par lipat rehti raaja tore bangle par nazar laagi raaja tore bangle par jo main hoti raaja tumhri dulhaniyaa jo main hoti raaja tumhri dulhaniyaa jo main hoti raaja tumhri dulhaniyaa matak rehti raaja tore bangle par matak rehti raaja tore bangle par nazar laagi raaja tore bangle par
are nazar lage naa saathiyon are hoooo hooo hooo hooo hooo hoooo aaj bhari mehfil mere kahin dol naa jaaye dil inn gori gori memon kaaa aaaa bababababababababababa are nazar lage naa saathiyon are hoooo hooo hooo hooo hooo hoooo aaj bhari mehfil mere kahin dol naa jaaye dil inn gori gori memon kaaa aaaa bababababababababababababababa wahaan mile the theke mein are hum tum kuchh din pehle yahaan mile inn vish maikhaane mein phir desi chhaile are hukka bidi peete the wahaan baandh ke reshmi pagdi are kas ke boot pehan ke suit aa baat kare koi tagdi yaaden waaden sapne iraade bhooli baaten yaad kara den hoye hatke bhatke are yunhi atke rehten hain aji latke latke are ulta chor kotwaal ko daante ye dastoor puraana humne maana aaj bhari mehfil mere kahin dol naa jaaye dil inn gori gori memon kaaa aaaa bababababababababababababababa soch samjh ke aage badhna aag ka ye ek dariya dil waalon se milna ho to banda hi ik zariya hooo wahaan wo jeevan saathi hai yahaan roz naya
nazar mein bijli adaa mein shole janaab e aali main sadke jaavaan zaraa palat ke idhar to dekho zaraa palat ke idhar to dekho o gusse waali main sadke jaavaan nazar mein bijli adaa mein shole janaab e aali main sadke jaavaan zaraa palat ke idhar to dekho zaraa palat ke idhar to dekho o gusse waali main sadke jaavaan kabhi to humko salaam kar lo kabhi to poochho ke haal kyaa hai kabhi to humko salaam kar lo kabhi to poochho ke haal kyaa hai ye husn tumko diyaa khudaa ne tumhaara iss mein kamaal kyaa hai nazar mein bijli adaa mein shole janaab e aali main sadke jaavaan zaraa palat ke idhar to dekho zaraa palat ke idhar to dekho o gusse waali main sadke jaavaan tera ye aashiq tera deewaana zamaane bhar se judaa hai pyaare tera ye aashiq tera deewaana zamaane bhar se judaa hai pyaare labon pe mere jo aa gayi hai wo tere dil ki sadaa hai pyaare nazar mein bijli adaa mein shole janaab e aali main sadke jaavaan zaraa palat ke idhar to dekho zaraa palat ke idhar to dekho o
nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki dhuwaan dhuwaan ye fizaayen humen bulaati hain dhuwaan dhuwaan ye fizaayen humen bulaati hain ye thandi thandi hawaayen humen bulaati hain ye thandi thandi hawaayen humen bulaati hain sabhi ko bhaa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki diya paiyaam humen mad bhare nazaaron ne diya paiyaam humen mad bhare nazaaron ne kiya salaam humen jhoomti bahaaron ne kiya salaam humen jhoomti bahaaron ne diye jalaa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo
nazar mujhse milati ho to tum sharma si jaati ho issi ko pyaar kehate hain issi ko pyaar kehate hain nazar mujhse milati ho to tum sharma si jaati ho issi ko pyaar kehate hain issi ko pyaar kehate hain zabaan khaamosh hain lekin nigaahen baat karti hain zabaan khaamosh hain lekin nigaahen baat karti hain adaayen laakh bhi roko adaayen baat karti hain nazar neechi kiye daaton mein ungali ko dabaati ho issi ko pyaar kehate hain issi ko pyaar kehate hain chhupaane se meri jaanam kahin kya pyaar chhupta hai chhupaane se meri jaanam kahin kya pyaar chhupta hai ye aisa mushaq hai khushboo hamesha deta rehata hai tum to sab jaanti ho phir bhi kyun mujhko satati ho issi ko pyaar kehate hain issi ko pyaar kehate hain tumhare pyaar ka aise humen izhaar milta hai tumhare pyaar ka aise humen izhaar milta hai humaara naam sunte hi tumhara rang khilta hai aur phir saaz e dil par tum humare geet gaati ho issi ko pyaar kehate hain issi ko pyaar kehate hain tumahare ghar main jab
nazar na nazar na jaam chalkavi ne chaliya kiya tame nazar na jaam chalkavi ne chaliya kiya tame jigaar ne aam tarsavi ne chaliya kiya tame nazar na jaam chalkavi ne chaliya kiya tame tamne bolave pyaar tame ubha raho tamne bolave pyaar tame ubha raho dilna khula che dvaar tame ubha raho jara ubha raho jara ubha raho jivan ne jivan ne aagane aavine chaliya kiya tame nazar na jaam chalkavi ne chaliya kiya tame mari thai gai che bhul mane maaf karo mari thai gai che bhul mane maaf karo mai to aapya che phool mane maaf karo mane maaf karo mane maaf karo pranay na pranay na phool karmavi ne chaliya kiya tame nazar na jaam chalkavi ne chaliya kiya tame thai ne poonam ni raat tame aaviya hata thai ne poonam ni raat tame aaviya hata thai ne jivan prabhat tame aaviya hata tame aaviya hata tame aaviya hata virha ne virha ne aag salgavi ne chaliya kiya tame nazar na jaam chalkavi ne chaliya kiya tame jigaar ne aam tarsavi ne chaliya kiya tame nazar na jaam chalkavi ne
o my love nazar na lag jaaye kisi ki raahon mein chhupa ke rakh loon aa tujhe nighahon mein tu kho na jaaye o my love nazar na lag jaaye kisi ki raahon mein chhupa ke rakh loon aa tujhe nighahon mein tu kho na jaaye o my love dekh kar teri taraf bahaar aaj ho rahi hai beqaraar dekh kar teri taraf bahaar aaj ho rahi hai beqaraar chhoo rahe hain phool yun tujhe jaise ho inhen bhi tujh se pyaar ye ho na jaaye o my love nazar na lag jaaye kisi ki raahon mein chhupa ke rakh loon aa tujhe nighahon mein tu kho na jaaye o my love aye meri haseen dilruba mere dil mein chhup ke baith jaa aye meri haseen dilruba mere dil mein chhup ke baith jaa tujh mein mujh mein fark na rahe aa karib aa karib aa tu kho na jaaye o my love nazar na lag jaaye kisi ki raahon mein chhupa ke rakh loon aa tujhe nighahon mein tu kho na jaaye o my love saamne jo ek tu na ho dil mein koi aarzoo na ho saamne jo ek tu na ho dil mein koi aarzoo na ho manzilen hazaar ho magar manzilon ki justzoo na ho ye
nazar nawaaz nazaaron mein jee nahin lagtaa aa wo kyaa gaye ke bahaaron mein jee nahin lagtaa na poochh mujh se tere ghum mein kyaa guzarti hai na poochh mujh se tere ghum mein kyaa guzarti hai yahi kahoongaa hazaaron mein jee nahin lagtaa nazar nawaaz nazaaron mein jee nahin lagtaa aa kuchh iss qadar hai ghum e zindagi se dil e maanoos aa aaaa aa aa aaa aa aa kuchh iss qadar hai ghum e zindagi se dil e maanoos fizaan gayi to bahaaron mein jee nahin lagtaa aa nazar nawaaz nazaaron mein jee nahin lagtaa aa fasaana e shab e ghum khatm hone waala hai ae fasaana e shab e ghum khatm hone waala hai shakeel chaand sitaaron mein jee nahin lagtaa aa wo kyaa gaye ke bahaaron mein jee nahin lagtaa aaaaaaaaaaaa
nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hai nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hai aap humpe hain fida saaf pata chalta hai nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hai aap humpe hain fida saaf pata chalta hai yeh baat sach hai dil pe zor kahan chalta hai yeh baat sach hai dil pe zor kahan chalta hai yeh baat sach hai dil pe zor kahan chalta hai aap humpe hain fida saaf pata chalta hai dil sainkdon hain jin mein dil ek hai nishana tera bhi dil deewana mera bhi dil deewana dil sainkdon hain jin mein dil ek hai nishana tera bhi dil deewana mera bhi dil deewana yeh teer hai nazar ka jaane kahan lagega rab jaane aaj kiska naseeba jagega shama se bachke yeh parwana kahan jalta hai aap humpe hain fida saaf pata chalta hai shama se bachke yeh parwana kahan jalta hai aap humpe hain fida saaf pata chalta hai tumko bhi yeh pata hai humko bhi yeh pata hai yeh pyar ki umar hai yeh pyar ka nasha hai tumko bhi yeh pata hai humko bhi yeh pata hai yeh pyar ki umar hai
nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki ghadi nahin ye sabr ki naa intezaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki ghadi nahin ye sabr ki naa intezaar ki behak chale lehak chale dil ke ye armaan idhar bhi hai udhar bhi hai ek se toofan behak chale lehak chale dil ke ye armaan idhar bhi hai udhar bhi hai ek se toofan ye raat pyaar ki dilon ke haar ki ye raat pyaar ki dilon ke haar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki hole hole dheere dheere khulne lage dil hichak hati jhijhak miti ab hai kya mushkil hole hole dheere dheere khulne lage dil hichak hati jhijhak miti ab hai kya mushkil ye raat pyaar ki dilon ke haar ki ye raat pyaar ki dilon ke haar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki jaate kahaan ruke
laaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa nazar nazar se milao to koi baat bane nazar nazar se milao to koi baat bane kareeb dil ke jo aao to koi baat bane nazar nazar se milao la lala laaaa lala lala laaaa lara lala laaaaa lala lala lala laaa ye baat aisi nahin hai jo door door se ho kareeb aaiye kareeb aaiye mumkin agar huzur se ho kareeb aa ke naa jaao to koi baat bane nazar nazar se milao to koi baat bane nazar nazar se milao fizaa bahaar ki jab rang le ke aati hai fizaa bahaar ki jab rang le ke aati hai fizaa bahaar ki jab rang le ke aati hai nazar ki pyaas nazaaron se bhujh to jaati hai dilon ki pyaas bhujhao to koi baat bane kareeb dil ke jo aao to koi baat bane nazar nazar se milao
nazar phero naa humse hum hain tum par marne waalon mein nazar phero naa humse nazar phero naa humse hum hain tum par marne waalon mein humaara naam bhi likh lo mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein jahaan nazren milin bole ke hum hain marne waalon mein jahaan nazren milin bole jahaan nazren milin bole ke hum hain marne waalon mein banaawat hi banaawat hai mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein oooo tumhari shokhiyon ko dil meraa nakaam kar dega aaaaa suna kar pyaar ke naghmen tumhen badnaam kar dega haaaan aji yeh dil nahin chhip chhip ke aahen bharne waalon mein humaara naam bhi likh lo mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein wohi dil hai jo iss duniyaa mein apna naam kar jaaye mohabbat kya karega wo jo badnaami se dar jaaye haaann nahin hum aapki in dhamkiyon se darne waalon mein banaawat hi banaawat hai mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein
nazar se phool chunti hai nazar nazar se phool chunti hai nazar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista aahista aahista aahista duwaaen de rahen hain ped mausam jogiyaa sa hai tumhaara saath hai jab se har ek manzar naya sa hai duwaaen de rahen hain ped mausam jogiyaa sa hai tumhaara saath hai jab se har ek manzar naya sa hai hasin lagne lagi har rehguzar hasin lagne lagi har rehguzar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista aahista aahista aahista bahot achchhe ho tum bahot achchhe ho tum phir bhi humen tum se haya kyun hai tumhin bolo humare darmiyaan ye faaslaa kyun hain bahot achchhe ho tum phir bhi humen tum se haya kyun hai tumhin bolo humare darmiyaan ye faaslaa kyun hain mazaa jab hai ke tai ho ye safar mazaa jab hai ke tai ho ye safar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista
nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe kareeb aake ye mausam jawaan rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe kareeb aao to kambakt dil dhadakta hai kareeb aao kareeb aao to kambakt dil dhadakta hai kadam kadam pe koi jaise mujhko takta hai ye raaz tere mere darmiya rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe aaaaa aaa aaaaaa dilon mein rang nigahon mein roshni bharle dilon mein rang nigahon mein roshni bharle zara se der to bahon mein zindagi bhar le zara se der to bahon mein zindagi bhar le kise khabar hai ke hum kal yahan rahen na rahen zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe kareeb aake ye mausam jawaan rahe na rahe khile hain phool dilon ke khule hawaon mein khile hain phool khile hain phool dilon ke khule hawaon mein basi rahegi ye khushboo sada fizaon mein zameen rahe na rahe aasma rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe
nazrana bheja kisi ne pyar ka hai deewana jo bas tere deedar ka nazrana bheja kisi ne pyar ka hai deewana jo bas tere deedar ka ho nazrana rahenge jo roothe roothe rahenge jo roothe roothe jhoothe muthe karke nakhre to hum bolenge nahin yun aapse arre dekho ab na roko toko na hasin ko jo aane wali hai hothon pe chup chaap se muskurana aayaa hai tohfa dildar ka nazrana bheja kisi ne pyar ka ho hai deewana kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi doori bhi zaroori hai premiyon mein pyar badhaane ke waaste arre hote hi hain oonche neeche tedhe medhe jaane anjaane dekho pyar ke raaste na ghabrana tal gaya sama intezaar ka nazrana bheja kisi ne pyar ka ho hai deewana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Nazaaron Mein Ho Tum Manna Dey 03:21 40223
 
Poster of Manna Dey
 
Category
Hindi Non Film
Singer- 
Manna Dey
Duration : 03:21   Song Number : 40223   

Nazar Aati Nahin Manzil Kaanch Aur Heera (1972) 03:15 16260
 
Poster of Kaanch Aur Heera (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pankaj
Duration : 03:15   Song Number : 16260   

Nazar Bacha Kar Chale Dil Tera Deewana (1962) 05:15 13118
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:15   Song Number : 13118   

Nazar Ka Mil Ke Jhuk Jana Neeli Aankhen (1962) 03:27 36814
 
Poster of Neeli Aankhen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Shakeela, Helen
Duration : 03:27   Song Number : 36814   

Nazar Ko Sambhalo Ye Kya Ho Raha Hai Cobra Girl (1963) 03:30 37537
 
Poster of Cobra Girl (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
S N Tripathi
On Screen Actors- 
Mahipal, Ragini
Duration : 03:30   Song Number : 37537   

Nazar Laagi Raaja Kala Pani (1958) 03:22 13506
 
Poster of Kala Pani (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Hinch, Dadra Tal
Duration : 03:22   Song Number : 13506   

Nazar Lage Naa Saathiyon Des Pardes (1978) 04:23 13051
 
Poster of Des Pardes (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Amjad Khan, Mahmood, Pran
Duration : 04:23   Song Number : 13051   

Nazar Mein Bijli Adaa Mein Shole Prince (1969) 04:27 21034
 
Poster of Prince (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:27   Song Number : 21034   

Nazar Mein Rang Jawan Mohabbat (1971) 04:25 13431
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:25   Song Number : 13431   

Nazar Mujhse Milati Ho Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 07:33 18310
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 07:33   Song Number : 18310   

Nazar Na Jaam Chalkavi Akhand Saubhagyavati (1963) 03:23 31501
 
Poster of Akhand Saubhagyavati (1963)
 
Category
Gujarati
Year- 
1963
Lyricist
Barkat Virani
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Soli Kapadia
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Mahesh Kumar
Duration : 03:23   Song Number : 31501   

Nazar Na Lag Jaaye Night In London (1967) 05:16 21035
 
Poster of Night In London (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 05:16   Song Number : 21035   

Nazar Nawaaz Nazaaron Shanti Hiranand 03:19 40488
 
Poster of Shanti Hiranand
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Shanti Hiranand
Singer- 
Shanti Hiranand
Duration : 03:19   Song Number : 40488   

Nazar Nazar Hathyar (Face To Face With Reality) (2002) 04:43 32303
 
Poster of Hathyar (Face To Face With Reality) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Praveen Bhardwaj
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Shilpa Shetty
Duration : 04:43   Song Number : 32303   

Nazar Nazar Main Nashe Mein Hoon (1959) 04:48 31155
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 04:48   Song Number : 31155   

Nazar Nazar Se Milao Mohabbat Zindagi Hai (1966) 03:45 13764
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dharmendra, Raj Shri
Duration : 03:45   Song Number : 13764   

Nazar Phero Na Humse Deedar (1951) 03:50 12836
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Ashok Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 12836   

Nazar Se Phool Chunti Hai Ahista Ahista (1981) 05:46 18410
 
Poster of Ahista Ahista (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Suresh Chatwal
Duration : 05:46   Song Number : 18410   

Nazar Utha Ke Yeh Rangeen Sama Ek Saal Pehle (1965) 03:38 32678
 
Poster of Ek Saal Pehle (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
Asit Sen, Saida Khan
Duration : 03:38   Song Number : 32678   

Nazrana Bheja Kisi Ne Des Pardes (1978) 03:57 21036
 
Poster of Des Pardes (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:57   Song Number : 21036