Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYaman
HomeYaman
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


namaami brahm namaami vishnu namaami maheshwra tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse bheege ghunghat bheege aanchal bheege naina bheege kaajal pran pran tarsee tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse ga re sa ni ni re ma ga pa ma ma re dha pa ga ma pa ma re ga sa ga re ni dha pa ni re pa ma ma re pa ma dha pa ni dha ma re sa ude gandh swar disha disha mein bhed rahe na usha nisha mein bhuwan bhuwan sar se tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse ghungroo thirke aangan aangan ran ran ni ne nupur dhun gun gun swar mridang garje aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa swar mridang garje tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse
wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe bekaar hi ulfat kaa izhaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe aisi to naa thi kismat apna bhi koi hota aisi to naa thi kismat apna bhi koi hota apna bhi koi hota kyun khud ko mohabbat ka haqdaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe royen to bhala kaise khole to jabaan kyun kar royen to bhala kaise khole to jabaan kyun kar khole to jabaan kyun kar darten hai ke jaane kya sansaar samajh baithe bekaar hi ulfat kaa izhaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe
wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye ghame zindagi ke andhere mein humne charage mohabbat jalaaye bujhaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye aahtein jaag uthin raaste hans diye thaamkar dil uthe hum kissi ke liye kai baar aisa bhi dhoka hua hai chale aa rahe hain wo nazaarein jhukaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye ghame zindagi ke andhere mein humne charage mohabbat jalaaye bujhaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye dil sulagne lagaa aaskh behene lage jaane kya kya humein log kehne lage magar rote rote hasin aa gayi hai khayalon mein aaake wo jab muskuraaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo juda kya hue zindagi kho gayi shamma jalti rahi roshni kho gayi bahot koshishein ki magar dil na behla kayi saaz chede kayi geet gaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye
wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi jhuki huyi nigaah mein kahin mera khayaal tha dabi dabi hansi mein ik haseen saa gulaal tha main sochta tha mera naam gunguna rahi hai wo main sochta tha mera naam gunguna rahi hai wo naa jaane kyun laga mujhe ke muskura rahi hai wo wo shaam kuchh ajeeb thi mera khayaal hai abhi jhuki huyi nigaah mein khili huyi hansi bhi hai dabi huyi si chaah mein main jaanta hoon mera naam gunguna rahi hai wo main jaanta hoon mera naam gunguna rahi hai wo yahi khayaal hai mujhe ke saath aa rahi hai wo wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi
ye mahalon ye takhton ye taajon ki duniyaa ye insaan ke dushman samaajon ki duniyaa ye mahalon ye takhton ye taajon ki duniyaa ye insaan ke dushman samaajon ki duniyaa ye daulat ke bhookhe ravaajon ki duniyaa ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai har ek jism ghaayal har ek ruh pyaasi nigaahon mein uljhan dilon mein udaasi ye duniyaa hai yaa aalam e badhawaasi ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai jahaan ek khilauna hai insaan ki hasti ye basti hai murda paraston ki basti yahaan par to jeevan se hai maut sasti ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai jawaani bhatakti hai badkaar bankar jawaan jism sajte hai baazaar bankar jahaan pyaar hotaa hai vyaapaar bankar ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa jahaan aadami kuchh nahin hai wafaa kuchh nahin dosti kuchh nahin hai ye duniyaa
dil se tujhko bedili hai mujhko hai dil ka ghuroor tu ye maane ke na maane log maanein-ge zuroor ye mera deewanapan hai ya mohobbat ka suroor ye mera deewanapan hai ya mohobbat ka suroor tu na pehchaane to hai ye teri nazron ka kusoor ye mera deewanapan hai dil ko teri hi tamanna dil ko hai tujhse hi pyaar dil ko teri hi tamanna dil ko hai tujhse hi pyaar chaahe tu aaye na aaye hum karenge intezaar ye mera deewanapan hai ya mohobbat ka suroor tu na pehchaane to hai ye teri nazron ka kusoor ye mera deewanapan hai aise veeraane mein ik din ghut ke mar jayenge hum aise veeraane mein ik din ghut ke mar jayenge hum jitna ji chahe pukaro phir nahin aayenge hum ye mera deewanapan hai ya mohobbat ka suroor tu na pehchaane to hai ye teri nazron ka kusoor ye mera deewanapan hai ye mera deewanapan hai
yehi hai tamanna tere dar ke saamne meri jaan jaaye meri jaan jaaye haai yehi hai tamanna tere dar ke saamne meri jaan jaaye meri jaan jaaye haai tere dar pe aaya to bas aa gaya main na peechhe hatoonga zamaane ke darr se abhi aa raha hoon abhi kaise jaaon mila kya hai mujhko abhi tere dar se zara dekh loon main ye rukh ki bahaaren ye qad pyaara pyaara ye zulfon ke saaye haai yehi hai tamanna tere dar ke saamne meri jaan jaaye meri jaan jaaye haai mohabbat mein teri agar maut aaye to wo maut kitni hasin maut hogi kisi roz main tera daaman pakad kar jo mar jaaon kya dil nashin maut hogi agar koi aisi ghadi aa rahi hai to meri dua hai wo jaldi se aaye haai yehi hai tamanna tere dar ke saamne meri jaan jaaye meri jaan jaaye haai yehi hai tamanna tere dar ke saamne meri jaan jaaye meri jaan jaaye haai
yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag ghar se chale thei hum to khushi ki talash mein ghar se chale thei hum to khushi ki talash mein khushi ki talash mein ghum raah mein khade thei wohi saath ho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag murjhaa chuka hai phir bhi ye dil phool hi to hai murjhaa chuka hai phir bhi ye dil phool hi to hai haan phool hi to hai ab aap ki khushi isse kaanton mein toliye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag honton ko si chhuke to zamaane ne ye kaha honton ko si chhuke to zamaane ne ye kaha zamaane ne ye kaha ye chup si kyun lagi hai aji kuch to boliye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag
hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm yun shabnami pehle nahin thi chaandani chaand wo bharmaa gaya tujhko dekha to sharmaa gaya wo churane laga hai nazar yun shabnami pehle nahin thi chaandani hooooo yun shabnami pehle nahin thi chaandani chaand wo bharmaa gaya tujhko dekha to sharmaa gaya wo churane laga hai nazar yun shabnami dekho chaand aaya chaand nazar aayaa dheere dheere aa ke hawaa gungunaa ke har khabar de tumhari kaisa ye nasha hai nazer mein ghula hai har ghadi hai khumari nashen mein kadam mere udhar kabhi idhar gumsum nazar jaayen kidhar kho gaye tujh mein hum iss kadar yun shabnami pehle nahin thi chaandani hooooo yun shabnami pehle nahin thi chaandani chaand wo bharmaa gaya tujhko dekha to sharmaa gaya wo churane laga hai nazar yun shabnami hoooooo pariyaaaaa tuuu aaaaaaa jaaaa saaaanwaariyaaaaaa
zara si aahat hoti hai to dil sochta hai kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin zara si aahat hoti hai to dil sochta hai kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin chhupke seene mein aa aa aa aa aa chhupke seene mein koi jaise sadaa deta hai shaam se pehle diya dil ka jala deta hai hai usi ki ye sadaa hai usi ki ye adaa kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin shaql phirti hai haan aa aa aa shaql phirti hai nigaahon mein wahi pyaari si meri nas nas mein machalne lagi chingaari si chhoo gayi jism mera kiske daaman ki hawa kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin zara si aahat hoti hai to dil sochta hai kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin
zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan musaafir se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haai jis raat mere dil ne dhadkana seekha shokh jazbaat ne seene mein bhadkana seekha meri taqadeer se nikli wahi meri taqadeer se nikli wahi sadmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dil ne jab pyaar ke rangeen fasaane chhede aankhon aankhon ne wafaaon ke taraane chhede sog mein doob gai aaj wo sog mein doob gai aaj wo naghmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi roothnewali roothnewali meri baat se maayus na ho behke behke se khayalaat se maayus na ho khatm hogi na kabhi tere mere khatm hogi na kabhi tere mere saath ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi
hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani phool se gaalon pe rukne ko tarastaa paani dil mein toofaan uthaate huye dil mein toofaan uthaate huye jazbaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dar ke bijli se achanak wo lipatnaa uska aur phir sharm se bal khaa ke simatna uska kabhi dekhi naa suni aisi ho kabhi dekhi naa suni aisi tilismaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne dil pe jaltaa hua ik teer sa chhoda uss ne aag paani mein lagaate huye aag paani mein lagaate huye haalat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi mere naghmon mein jo basti hai wo tasveer thi wo naujawaani ke haseen khawaab ki taabeer thi wo aasmaanon se utar aayi hooo aasmaanon se utar aayi thi jo raat ki raat zindagi bhar nahin
zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin koi jaana nahin zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin koi jaana nahin hai ye kaisi dagar chalte hain sab magar koi samjha nahin koi jaana nahin zindagi ko bahut pyaar humne diya aa aa maut se bhi muhabbat nibhaayenge hum rote rote zamaane mein aaye magar hanste hanste zamaane se jaayenge hum jaayenge par kidhar hai kise ye khabar koi samjha nahin koi jaana nahin aise jeevan bhi hai jo jiye hi nahin jinko jeene se pehle hi maut aa gayi phool aise bhi hain jo khile hi nahin jinko khilne se pehle khizaa kha gayi hai pareshaan nazar thak gaye chaar agar koi samjha nahin koi jaana nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Naacho Ras Barse Sati Naari (1965) 03:27 32342
 
Poster of Sati Naari (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Pt Shiv Ram
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Aneeta Guha, Various
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:27   Song Number : 32342   

Wo Hans Ke Mile Hum Se Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 04:16 11908
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Tanuja, Dharmendra
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:16   Song Number : 11908   

Wo Jab Yaad Aaye Bahot Yaad Aaye Parasmani (1963) 04:30 21410
 
Poster of Parasmani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahipal, Geetanjali
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:30   Song Number : 21410   

Wo Shaam Kuchh Ajeeb Thi Khamoshi (1969) 04:59 21414
 
Poster of Khamoshi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:59   Song Number : 21414   

Ye Duniyaa Agar Mil Bhi Pyaasa (1957) 05:05 21465
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 05:05   Song Number : 21465   

Ye Mera Deewanapan Hai Yahudi (1958) 03:47 21450
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Yaman
Duration : 03:47   Song Number : 21450   

Yehi Hai Tamanna Aap Ki Parchhaiyan (1964) 04:00 21427
 
Poster of Aap Ki Parchhaiyan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Raag- 
Yaman
Duration : 04:00   Song Number : 21427   

Yun Hasraton Ke Daag Adalat (1958) 04:30 21489
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Yaman
Duration : 04:30   Song Number : 21489   

Yun Shabnami Saawariya (2007) 05:14 16953
 
Poster of Saawariya (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sandeep Nath
Music Director- 
Monty
Singer- 
Parthiv Gohil
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor
Raag- 
Yaman
Duration : 05:14   Song Number : 16953   

Zara Si Aahat Hoti Haqeeqat (1964) 03:37 13317
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:37   Song Number : 13317   

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Duet) Barsaat Ki Raat (1960) 03:25 36009
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:25   Song Number : 36009   

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Male) Barsaat Ki Raat (1960) 04:28 12073
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 12073   

Zindagi Ka Safar Safar (1970) 04:08 21503
 
Poster of Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:08   Song Number : 21503