Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePankaj
HomePankaj
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye intezaar galat hai ke shaam ho jaaye jo ho sake to abhi daur e jaam ho jaaye mujh jaise rind ko bhi tune hashar mein yaa rab bulaa liya hai to kuchh intejaam ho jaaye huyi mehngi bahut hi sharaab ke thodi thodi piya karo piyo lekin rakho hisaab ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo huyi mehngi bahut hi sharaab ke thodi thodi piya karo ghum ka daur ho yaa ho khushi samaa baandhati hai sharaab ghum ka daur ho yaa ho khushi samaa baandhati hai sharaab ghum ka daur ho yaa ho khushi samaa baandhati hai sharaab ik mashwaraa hai janaab ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo huyi mehngi bahut hi sharaab ke thodi thodi piya karo dil ke zakhmon ko seena kya peene ke liye jeena kya dil ke zakhmon ko seena kya peene ke liye jeena kya dil ke zakhmon ko seena kya peene ke liye jeena kya phoonk daale jigar ko sharaab ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo ke thodi thodi piya karo huyi mehngi
phanoos banke jiski hifazat hawa kare woh shamma kya bujhe jise roshan khuda kare toote huye dilon ki duaa mere saath hai toote huye dilon ki duaa mere saath hai duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai khuda mere saath hai khuda mere saath hai toote huye dilon ki duaa mere saath hai duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai khuda mere saath hai khuda mere saath hai awaaz ghunghruon ki nahin hai to kya hua awaaz ghunghruon ki nahin hai to kya hua awaaz ghunghruon ki nahin hai to kya hua saagar ke tootne ki sada mere saath hai saagar ke tootne ki sada mere saath hai duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai khuda mere saath hai khuda mere saath hai tanhai kis ko kehte hain mujhko pata nahin tanhai kis ko kehte hain mujhko pata nahin tanhai kis ko kehte hain mujhko pata nahin kya jaane kis haseen ki duaa mere saath hai kya jaane kis haseen ki duaa mere saath hai duniya teri taraf hai duniya teri taraf hai khuda mere saath hai khuda mere saath hai paimana
sab dekhen mukh chaand ka main to dekhun tohe tum hi hamare chaand ho mukh dekhe sukh hoye tu paas hai to dil ka ajab haal sa lage tu paas hai to dil ka ajab haal sa lage dekhun jo koi phool tere hont sa lage tu paas hai to dil ka ajab haal sa lage tu mil gaya to chaandni raaton ko kya karen tu mil gaya to chaandni raaton ko kya karen tu mil gaya to chaandni raaton ko kya karen ye chaand tere saamne kuchh saanwla lage ye chaand tere saamne kuchh saanwla lage dekhun jo koi phool tere hont sa lage tu paas hai to dil ka ajab haal sa lage dekhen to kitna paas hai sochen to kitni door dekhen to kitna paas hai sochen to kitni door dekhen to kitna paas hai sochen to kitni door wo kaisa aadmi hai jo hamko khuda lage wo kaisa aadmi hai jo hamko khuda lage dekhun jo koi phool tere hont sa lage tu paas hai to dil ka ajab haal sa lage mere nahin to apne hi baare mein baat kar mere nahin to apne hi baare mein baat kar mere nahin to apne hi baare mein baat kar khaamosh tu rahe
tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah baatein rahin adhoori bichadna pada humein baatein rahin adhuri bichadna pada humein tha yeh bhi ittfaak mulaaqaat ki tarah tha yeh bhi ittfaak mulaaqaat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah shehnaai ke suron mein tha maatam ka shor kyun shehnaai ke suron mein tha maatam ka shor kyun sapne to aaye neend mein baaraat ki tarah sapne to aaye neend mein baaraat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah hum bhi to muntzir hain ke kuchh zindagi mile hum bhi to muntzir hain ke kuchh zindagi mile aao hamare dil mein bhi jazbaat ki tarah aao hamare dil mein bhi jazbaat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah ye to kaho ke ahad kiya tha rahenge
waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai usne dekha mujhe usne chaha mujhe usne thukra diya waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai koi mushkil padi koi kaam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya koi mushkil padi koi kaam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya baad muddat ke woh doston ki tarah humse hans kar mila waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi koi chahat na thi bas murravat thi woh khud ko samjha liya waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai apna
yaara teri galiyon mein yaadein huyin aawaara yaara teri galiyon mein yaadein huyin aawaara rag rag behti aankhein dar dar behki yaadein rag rag behti aankhein dar dar behki yaadein soyi soyi har gali se uth rahi hain sard saansein bheegi raatein yaara inhi raahon pe tha dil kisi ne haara yaara teri galiyon mein yaadein huyin aawaara teri gali mein yaara kab se bhatak raha hoon tu chilmanon ke peechhe main bepard jal raha hoon hai dar badar fakeeri hai dar badar fakeeri tera hoon bas tera hoon le ke yahi tamanna jee jee ke mar raha hoon chhuti chhuti jaayen raahen roothi roothi si sadaayein chhuti chhuti jaayen raahen roothi roothi si sadaayein uss atariya tera manzar ek leher si uth rahi hai dil ke andar yaara tere kooche mein toota hai koyi taara yaara teri galiyon mein yaadein huyin aawaara ho tere noora da dil vich ho gaya dera ho tere noora da dil vich ho gaya dera ve main kamliyaan ve main kamliyaan ve main kamliyaan ve main kamliyaan hoya saara door hanera
jab chala hai to mere saqiya yun jaam chale jab chala hai to mere saqiya yun jaam chale din chale raat chale subha chale shaam chale kaarobaar e maikhana to band hai saqi tu nighahon se pila de to mera kaam chale ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin hosh itna haiii ke main tujhse faramosh nahin ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin hosh itna haiii ke main tujhse faramosh nahin ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin main teri mast nigaahi ka bharam rakh lungaa main teri mast nigaahi ka bharam rakh lungaa hosh aaye bhi to keh dunga mujhe hosh nahin hosh aaye bhi to keh dunga mujhe hosh nahin hosh itna haiii ke main tujhse faramosh nahin ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin yaad itna hai ke pahucha dar e maikhaane tak yaad itna hai ke pahucha dar e maikhaane tak yaad itna hai ke pahucha dar e maikhaane tak kya kahun aage ki aage ka mujhe hosh nahin kya kahun aage ki aage ka mujhe hosh nahin hosh itna haiii ke
ye kaun aaj aaya savere savere ye kaun aaj aaya savere savere ke dil chaunk uttha savere savere kaha roop ne chaand hai chaudhavin ka kaha roop ne chaand hai chaudhavin ka magar chaand kaisa savere savere gaya mann ka dheeraj badhi bekali bhi gaya mann ka dheeraj badhi bekali bhi ye mujha ko hua kya ye mujha ko hua kya savere savere aate hi ek tarahaadaar ne dil chheen liya aaaaa aate hi ek tarahaadaar ne dil chheen liya dilruba ban ke dilaadaar ne dil chheen liya baaki chitawan ke pichhe yaar ne dil chheen liya de ke dhokha kisi aiyaar ne dil chheen liya aankhon mein jaaduu baaton mein shola aankhon mein jaaduu baaton mein shola diya kaisa charaka savere savere diya kaisa charaka savere savere ye kaun aaj aaya savere savere
dard ki baarish sahi madhham zara aahista chal dard ki baarish sahi madhham zara aahista chal dil ki mitti hai abhi tak nam zara aahista chal dard ki baarish sahi madhham zara aahista chal tere milne aur phir tere bichhad jaane ke beech tere milne aur phir tere bichhad jaane ke beech tere milne aur phir tere bichhad jaane ke beech faasla ruswaai ka hai kam zara aahista chal apne dil hi mein nahin hai uski mehroomi ki aag apne dil hi mein nahin hai uski mehroomi ki aag apne dil hi mein nahin hai uski mehroomi ki aag uski aankhon mein bhi hai shabanam zara aahista chal koi bhi ho humsafar raashid na ho khush is kadar koi bhi ho humsafar raashid na ho khush is kadar koi bhi ho humsafar raashid na ho khush is kadar ab ke logon mein wafa hai kam zara aahista chal dard ki baarish sahi madhham zara aahista chal dard ki baarish sahi madhham zara aahista chal ho zara aahista chal zara aahista chal
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Thodi Thodi Piya Karo Pankaj Udhas 06:18 18385
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:18   Song Number : 18385   

Toote Huye Dilon Ki Duaa Pankaj Udhas 08:06 36466
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:06   Song Number : 36466   

Tu Paas Hai Pankaj Udhas 07:16 18014
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:16   Song Number : 18014   

Tum Aaye Zindagi Mein Pankaj Udhas 08:20 33035
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:20   Song Number : 33035   

Waqt Ki Baat Hai Pankaj Udhas 06:31 38966
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:31   Song Number : 38966   

Yaara (Full Version) Pankaj Udhas 06:45 19357
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Ustad Amjad Ali Khan
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:45   Song Number : 19357   

Ye Alag Baat Hai Pankaj Udhas 08:33 18017
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:33   Song Number : 18017   

Ye Kaun Aaj Aaya Nartaki (1940) 03:32 13835
 
Poster of Nartaki (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Munshi Arzu
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Jagdish Sethi
Raag- 
Lalit
Duration : 03:32   Song Number : 13835   

Zara Aahista Chal Pankaj Udhas 04:13 18010
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:13   Song Number : 18010   
Karaoke Songs of pankaj, Sad Songs of pankaj, Love Songs of pankaj, Dance Songs of pankaj, Hip-hop songs of pankaj, Best songs of pankaj, Super hit songs of pankaj, hit songs of pankaj, duet songs of pankaj, solo songs of pankaj, old songs of pankaj, famous songs of pankaj, Hindi Karaoke Songs of pankaj, Hindi Sad Songs of pankaj, Hindi Love Songs of pankaj, Hindi Dance Songs of pankaj, Hindi Hip-hop songs of pankaj, best Hindi songs of pankaj, super hit Hindi songs of pankaj, hit Hindi songs of pankaj, duet Hindi songs of pankaj, solo Hindi songs of pankaj, old Hindi songs of pankaj, famous Hindi songs of pankaj, Sing Along Songs of pankaj, Sing Along Sad Songs of pankaj, Sing Along Love Songs of pankaj, Sing Along Dance Songs of pankaj, Sing Along Hip-hop songs of pankaj, Sing Along Best songs of pankaj, Sing Along Super hit songs of pankaj, Sing Along hit songs of pankaj, Sing Along duet songs of pankaj, Sing Along solo songs of pankaj, Sing Along old songs of pankaj, Sing Along famous songs of pankaj