Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBhushan
HomeBhushan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


yahaan wahaan jahaan tahaan mat puchho kahaan kahaan hai santoshi maa apni santoshi maa apni santoshi maa jal mein bhi thal mein bhi chal mein achal mein bhi atal vital mein bhi maa apni santoshi maa apni santoshi maa badi anokhi chamatkaarni ye apni maayi raai ko parvat kar sakti parvat ko raai dwaar khula darbaar khula hai aao behan bhaai iske dar par kabhi daya ki kami nahin aayi pal mein nihaal kare dukh ka nikaal kare pal mein nihaal kare dukh ka nikaal kare turat kamaal kare maa apni santoshi maa apni santoshi maa is amba mein jagdamba mein gajab ki hai shakti chinta mein doobe huye logo kar lo iski bhakti apna jeevan sounp do isko paa lo re mukti sukh sampati ki daata ye maa kya nahin kar sakti bigdi banaane waali dukhde mitaane waali bigdi banaane waali dukhde mitaane waali kast hataane waali maa apni santoshi maa apni santoshi maa gauri sut ganpati ki beti ye hai badi bholi dekh dekh kar iska mukhda har ik disha doli aao re bhakto ye maata hai sabki
ho ho hoooooo ho ho haaaa hoooo hoooo uuuuuuuu aaaa aaaa aaaaaa yamma yamma yamma yamma ye khoobsurat samaa yamma yamma yamma yamma ye khoobsurat samaa bas aaj ki raat hai zindagi kal hum kahaan tum kahaan bas aaj ki raat hai zindagi kal hum kahaan tum kahaan yamma yamma yamma yamma ye khoobsurat samaa yamma yamma yamma yamma ye khoobsurat samaa bas aaj ki raat hai zindagi kal hum kahaan tum kahaan bas aaj ki raat hai zindagi kal hum kahaan tum kahaan kab kya ho jaaye kisko khabar aa naach le jhoom kar haaa kab kya ho jaaye kisko khabar aa naach le jhoom kar ye zindagi ik lamba safar pal bhar ke sab humsafar are ik raat ke mehmaan sab yahaan kal hum kahaan tum kahaan ik raat ke mehmaan sab yahaan kal hum kahaan tum kahaan yamma yamma yamma yamma ye khoobsurat samaa bas aaj ki raat hai zindagi kal hum kahaan tum kahaan hanste huye aisi shaan se deewane jal jayenge hanste huye aisi shaan se deewane jal jayenge are jalti shamma se mil ke gale parwaane jal jayenge reh
jaansoz ki haalat ko jaansoz ki haalat ko jaansoz hi samjhega main shamma se kehta hoon mehfil se nahin kehta kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq sehar tak sabka hai anjaam jal kar khaakh ho jaana sehar tak sabka hai anjaam jal kar khaakh ho jaana bane mehfil mein koi shamma yaa parwaana ho jaaye kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq aaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa hoooooo re naaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa vaishte dil vaisno daar se roki naa gayi kisi khanjar kisi talwaar se roki naa gayi ishq majnu ki wo aawaaz hai jiske aage koi laila kisi deewar se roki naa gayi kyunke wo hans ke agar maange to hum jaan bhi de den wo hans ke agar maange to hum jaan bhi de den haan ye jaan to kya cheez hai imaan bhi de den kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq naazon andaaz se kehte hain ke jeena hoga
yeh sach hai ae jahaan waalo humein jeena nahin aaya yeh sach hai ae jahaan waalo humein jeena nahin aaya mare sau baar jeete jee magar marna nahin aaya ye sach hai ae jahaan waalo badi asaan thi rahein na manzil bhi koi mushkil badi asaan thi rahein na manzil bhi koi mushkil magar aasaan raahon par hume chalna nahin aaya humein chalna nahin aaya ye sach hai ae jahaan walo humein jeena nahin aaya ye sach hai ae jahaan waalo sisakti raat ke sayon mein jab kho jayenge hum bhi sisakti raat ke sayon mein jab kho jayenge hum bhi sama jal jal ke puchhegi wo parwana nahin aaya wo parwana nahin aaya ye sach hai ae jahaan waalo humein jeena nahin aaya ye sach hai ae jahaan waalo
yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar yeh sama hai mera dil jawaan baadal se barse nasha chhaane lagi bekhudi jaane humein kis jagah leke chali zindagi chalte chale hum koi nahin ghum mauj karen hum matwale chalte chale hum koi nahin ghum mauj udaayen hum yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar paani pe kirnen nahin roop ki yeh aag hai lehron ke sangeet mein chahat ka ek raag hai main bhi yahaan hoon tum bhi yahaan ho jhoom ke ab toh lehra le main bhi yahaan hoon tum bhi yahaan ho jhoomte jayen hum yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar hmm hmmmm hmmm aa aaaa aa hmm hmmmm hmmm aa aaaa aa
yehi armaan lekar aaj apne ghar se hum nikale jahaan hai zindagi apni ussi kooche mein dum nikale sitaaron jagmagaao tum bahaaron muskuraao tum meri ujadi mohabbat ki hansi mil kar udaao tum hansi mil kar udaao tum jinhen sajde kiye humne jinhen sajde kiye humne wo pathar ke sanam nikale wo pathar ke sanam nikale jahaan hai zindagi apni ussi kooche mein dum nikale tamanna hai yahi ab to mera sar ho tera dar ho naa aansoon koi aankhon mein naa shikwaa koi lab par ho naa shikwaa koi lab par ho agar yun maut aa jaaye agar yun maut aa jaaye to apne dil se ghum nikale to apne dil se ghum nikale yehi armaan lekar aaj apne ghar se hum nikale
zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan musaafir se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haai jis raat mere dil ne dhadkana seekha shokh jazbaat ne seene mein bhadkana seekha meri taqadeer se nikli wahi meri taqadeer se nikli wahi sadmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dil ne jab pyaar ke rangeen fasaane chhede aankhon aankhon ne wafaaon ke taraane chhede sog mein doob gai aaj wo sog mein doob gai aaj wo naghmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi roothnewali roothnewali meri baat se maayus na ho behke behke se khayalaat se maayus na ho khatm hogi na kabhi tere mere khatm hogi na kabhi tere mere saath ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi
hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani phool se gaalon pe rukne ko tarastaa paani dil mein toofaan uthaate huye dil mein toofaan uthaate huye jazbaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dar ke bijli se achanak wo lipatnaa uska aur phir sharm se bal khaa ke simatna uska kabhi dekhi naa suni aisi ho kabhi dekhi naa suni aisi tilismaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne dil pe jaltaa hua ik teer sa chhoda uss ne aag paani mein lagaate huye aag paani mein lagaate huye haalat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi mere naghmon mein jo basti hai wo tasveer thi wo naujawaani ke haseen khawaab ki taabeer thi wo aasmaanon se utar aayi hooo aasmaanon se utar aayi thi jo raat ki raat zindagi bhar nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yahaan Wahaan Jahaan Jai Santoshi Maa (1975) 05:34 40172
 
Poster of Jai Santoshi Maa (1975)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 05:34   Song Number : 40172   

Yamma Yamma Shaan (1980) 05:47 18065
 
Poster of Shaan (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:47   Song Number : 18065   

Yeh Ishq Ishq Hai Barsaat Ki Raat (1960) 07:11 12851
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 07:11   Song Number : 12851   

Yeh Sach Hai Ae Jahaan Waalo Kal Hamara Hai (1959) 03:16 37103
 
Poster of Kal Hamara Hai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Gajanan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 03:16   Song Number : 37103   

Yeh Sama Hai Mera Samrat Chandragupta (1958) 03:15 37793
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nirupa Roy
Duration : 03:15   Song Number : 37793   

Yehi Armaan Lekar Shabab (1954) 03:11 14202
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Tilang
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:11   Song Number : 14202   

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Duet) Barsaat Ki Raat (1960) 03:25 36009
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:25   Song Number : 36009   

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Male) Barsaat Ki Raat (1960) 04:28 12073
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 12073   
Karaoke Songs of bhushan, Sad Songs of bhushan, Love Songs of bhushan, Dance Songs of bhushan, Hip-hop songs of bhushan, Best songs of bhushan, Super hit songs of bhushan, hit songs of bhushan, duet songs of bhushan, solo songs of bhushan, old songs of bhushan, famous songs of bhushan, Hindi Karaoke Songs of bhushan, Hindi Sad Songs of bhushan, Hindi Love Songs of bhushan, Hindi Dance Songs of bhushan, Hindi Hip-hop songs of bhushan, best Hindi songs of bhushan, super hit Hindi songs of bhushan, hit Hindi songs of bhushan, duet Hindi songs of bhushan, solo Hindi songs of bhushan, old Hindi songs of bhushan, famous Hindi songs of bhushan, Sing Along Songs of bhushan, Sing Along Sad Songs of bhushan, Sing Along Love Songs of bhushan, Sing Along Dance Songs of bhushan, Sing Along Hip-hop songs of bhushan, Sing Along Best songs of bhushan, Sing Along Super hit songs of bhushan, Sing Along hit songs of bhushan, Sing Along duet songs of bhushan, Sing Along solo songs of bhushan, Sing Along old songs of bhushan, Sing Along famous songs of bhushan