Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


saare zamaane pe mausam suhaane pe iss dil deewaane pe viraani si thi chhaayi aap aaye bahaar aayee ho o o o o o saare zamaane pe mausam suhaane pe iss dil deewaane pe viraani si thi chhaayi aap aaye bahaar aayee ho o o o o o aap ka hi tha sab ko intezaar aap ka hi tha sab ko intezaar aap ke liye sab thei bekaraar hawaayein ghataayein fizaayein baagon mein phoolon ne jhoolon ne li jhoom ke angdaai aap aaye bahaar aayee ho o o o o o saare zamaane pe mausam suhaane pe iss dil deewaane pe viraani si thi chhaayi aap aaye bahaar aayee ho o o o o o aap ne kiyaa aa ke ehsaan aap ne kiyaa aa ke ehsaan tha ye viraana ab hai gulistaan pukaare nazaare ye saare gulshan ki galiyon se kaliyon se suniye aawaaz ye aayee aap aaye bahaar aayee ho o o o o o saare zamaane pe mausam suhaane pe iss dil deewaane pe viraani si thi chhaayi aap aaye bahaar aayee ho o o o o o aaa aa aa oo o o o lijiye na bas ab jaane ka naam lijiye na bas ab jaane ka naam rooth jaayenge jalwe ye tamaam ye
saari duniyaa ka bojh hum uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain uthate hain bojh uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain log aate hain log jaate hain hum yahin pe khade reh jaate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain chaar ka kaam hai ek ka daam hai chaar ka kaam hai ek ka daam hai khoon mat pijiye aur kuchh dijiye ik rupaiya hai kam hum khuda ki kasam badi mehnat se roti kamaate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain thoda pani piya yaad rab ko kiya bhookh bhi mit gayi pyaas bhi bujh gayi thoda pani piya yaad rab ko kiya bhookh bhi mit gayi pyaas bhi bujh gayi kaam har haal mein naam ko saal mein id ki ek chhutti manaate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain jeena mushkil to hai apna bhi dil to hai dil mein armaan hai hum bhi insaan hai jeena mushkil to hai apna bhi dil to hai dil mein armaan hai hum bhi insaan hai
saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye maine to pyaar kiya aansoon bahaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye saari khushiyaan hain kaash ye jazbaa e dil kaam to aa jaata kabhi kaash ye jazbaa e dil kaam to aa jaata kabhi unke honthon pe mera naam to aa jaata kabhi yaad kar lete mujhe bhool hi jaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye saari khushiyaan hain khoon e dil khoon e jigar khoon e tamanna ke siwa khoon e dil khoon e jigar khoon e tamanna ke siwa saari duniyaa mein mujhe rang naa koi bhi mila apne armaanon ke tasveer banaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye maine to pyaar kiya aansoon bahaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye saari khushiyaan hain
saari saari raat teri yaad sataaye saari saari raat teri yaad sataaye preet jagaaye humen neend naa aaye re neend naa aaye saari saari raat teri yaad sataaye ik to balam teri yaad jalaaye dujje chanda aag lagaaye ik to balam teri yaad jalaaye dujje chanda aag lagaaye aag lagaaye teri preet jagaaye re neend naa aaye saari saari raat teri yaad sataaye teri lagan bani rog saanwariyaa kaise beete baali umariyaa baali umar mori bada tadpaaye re baali umar mori bada tadpaaye re neend naa aaye saari saari raat teri yaad sataaye preet lagaa ke huye tum to paraaye pyaas jiyaa ki kaun bhujhaaye preet lagaa ke huye tum to paraaye pyaas jiyaa ki kaun bhujhaaye kaun bhujhaaye koi ye samjhaaye re neend naa aaye saari saari raat teri yaad sataaye
saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam veer ki jodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam veer ki jodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho koi tujhko de aawaaz to main boloon koi tujhe pukare to main lab kholoon koi tujhko de aawaaz to main boloon koi tujhe pukare to main lab kholoon kya jeena aur kya mar jaana aisa hota hai yaarana arre chhodi yaaron ne duniyaa par yaar ki baanh na chhodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho ye ladki hai ya resham ki dor hai kitna gussa hai kitni munh zor hai ye ladki hai ya resham ki dor hai kitna gussa hai kitni munh zor hai dheela chhod na dena hans ke rakhna dost lagaamen kaske arre mushkil se kaboo mein aaye ladki ho ya ghodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam
ekti parul bon ami tomar ami sakal saanjhi shato kaajer maajhe tomaye deke deke saara ekti parul bon ami tomar ami sakal saanjhe shato kaajer maajhe tomaye deke deke saara ekti parul bon ami tomar ami sakal saanjhe shato kaajer maajhe tomaye deke deke saara
saat bhai champa jaago re jaago re ghum ghum thaake na ghumer ei ghore ekti parul bon ami tomar ami shokal sajhe shoto kajer majhe tomay deke deke shara dao shara go shara o shaat bhai chompa jaago re jaago re ghum ghum thaake na ghumer ei ghore ekti parul bon ami tomar ami shokal sajhe shoto kajer majhe tomay deke deke shara dao shara go shara o shaat bhai chompa jaago re o saat bhai champa go rajar kumar kothay pokkhi raaj ghora tomar toloar o saat bhai champa go rajar kumar kothay pokkhi raaj ghora tomar toloar aajo rajar deshe ghore chhodmobeshe daini shorbonashi rakkhoshila abar saat bhai champa jaago re jaago re ghum ghum thaake na ghumer ei ghore ekti parul bon ami tomar ami shokal sajhe shoto kajer majhe tomay deke deke shara dao shara go shara o shaat bhai chompa jaagore ar raaj bari saat raani mayer ghore fire jaabo na jaabo na jaabo na re ar raaj bari saat raani mayer ghore fire jaabo na jaabo na jaabo na re ghore khudar jwala pothe jongol jwala rajar
haayeeeee haannnnnn haaannnnn haannnn saat saheliyaaan saat saheliyaan khadi khadi fariyaad sunaaye ghadi ghadi are saat saheliyaan khadi khadi fariyaad sunaaye ghadi ghadi ek saheli kaa miyaan tha dactor hoooooo ooooo oooooo haaye haaye are sach sach main kehti hoon sun lo sabhi sun lo sabhi are doctor ki biwi naa banna kabhi naa banna kabhi raat bhar muaaa raat bhar muaa sone naa de injection lagaaye ghadi ghadi raat bhar muaa sone naa de injection lagaaye ghadi ghadi are saat saheliyaan khadi khadi fariyaad sunaaye ghadi ghadi ek saheli ka miyaan tha driverr hoo soniyeeeee hooo hooo sach sach main kehniyaa sun lo sabhi sun lo sabhi driver di biwi naa banna kabhi naa banna kabhi haan raat bhar moyaa raat bhar moyaa sone naa de bhopu bajaaye ghadi ghadi raat bhar moyaa sone naa de bhopu bajaaye ghadi ghadi are saat saheliyaan khadi khadi fariyaad sunaaye ghadi ghadi ek saheli kaa miyaan tha darji hoooo hooo ooooo ooo sach sach main kehti hoon sun lo sabhi sun lo
lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa saat samundar saat samundar paar main tere pichhe pichhe aa gayi main tere pichhe pichhe aa gayi zulmi meri jaan o zulmi meri jaan tere kadmon ke neeche aa gayi saat samundar paar main tere pichhe pichhe aa gayi main tere pichhe pichhe aa gayi naa rasta maaloom naa tera naam pata maaloom naa rasta maaloom naa tera naam pata maaloom kaise mere pyaar ne tujhko dhundhaa kya maaloom seedhi tere paas seedhi tere paas main ankhiyaan meeche meeche aa gayi saat samundar saat samundar paar main tere pichhe pichhe aa gayi main tere pichhe pichhe aa gayi zulmi meri jaan tere kadmon ke neeche aa gayi saat samundar paar main tere pichhe pichhe aa gayi main tere pichhe pichhe aa gayi lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa maine apne chaubaare se di tujhko aawaaz maine apne chaubaare se di tujhko aawaaz neeche gali mein khada raha tu aisa tha naaraz tu uppar naa aaya
saat bhaanware jisse padin wahi saath nibhaayegi par naari ki preet kaam kitne din aayegi saat bhaanware jisse padin bhool se tune samjha jisko amrit ki pyali wo to madira hai khud ko behka dene waali behka dene waali madira ganga ki paawanta kahaan se laayegi par naari ki preet kaam kitne din aayegi saat bhaanware jisse padin do pranon ka bandhan hai do din ki nahin ye baat saat bhaanwron ka matlab hai saat janam ka saath saat janam ka saath seeta jab janmegi raam ko byahi jaayegi par naari ki preet kaam kitne din aayegi saat bhaanware jisse padin sabke saamne haath thaam kar jise diya dhoka us par kya beeti hogi tune ye nahin socha tune ye nahin socha tadap kisi ki tujhe zindagi bhar tadpaayegi par naari ki preet kaam kitne din aayegi saat bhaanware jisse padin wahi saath nibhaayegi par naari ki preet kaam kitne din aayegi saat bhaanware jisse padin
saath ho tum aur raat jawaan saath ho tum aur raat jawaan neend kise ab chain kahan kuchh to samjh aye bhole sanam kehti hai kya nazron ki zubaan saath ho tum aur raat jawaan mehkati hawa chhalakti ghata humse ye dil sambhalta nahin ye minnate mana kar chuki karein kya ye ab behalta nahin dekh ke tumko behakne laga lo machalne laga hasraton ka jahan saath ho tum aur raat jawaan neend kise ab chain kahan saath ho tum aur raat jawaan aa aa aaa aaa aaa aa aa aa aaaa hum iss raah mein mile iss tarah ke ab umr bhar na honge juda mere saaz e dil ki awaaz tum main kuchh bhi nahin tumhaare bina aao chalen hum jahan pyaar se wo gale mil rahe hain zamin aasmaan saath ho tum aur raat jawaan neend kise ab chain kahan kuchh to samjh aye bhole sanam kehti hai kya nazron ki zubaan saath ho tum aur raat jawaan
saath jiyenge saath marenge saath jiyenge saath marenge hum tum donon laila marne se naiyo darna tan bhi tera mann bhi tera jaan bhi teri hai chhaila marne se naiyo darna hoo marne se naiyo darna marne se naiyo darna pyaar humaara amar rahega tan mit jaayenge tan mit jaayenge hooo jism badal jaayenge apne naam badal jaayenge naam badal jaayenge hooo naye janam mein hoga apna madhur milan phir laila marne se naiyo darna hooo marne se naiyo darna marne se naiyo darna rab se milenge to puchhenge kaisi hai teri khudayi kaisi hai teri khudayi pyaar ki kismat mein kyun likh di tune sirf judaayi tune sirf judaayi oooo rab ke likhe ko sach kar denge mar ke hum tum chhaila marne se naiyon darna saath jiyenge saath marenge hum tum donon laila marne se naiyo darna hooo marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna
saath kisi ke koi kab aata hai saath kisi ke kab jaata hai pal do pal ka saath sabhi ka pal do pal ka naata hai saath kisi ke koi kab aata hai saath kisi ke kab jaata hai jo na mile kya unka ghum jab mile huye kho jaate hai sapne nahin jis neend ke andar aisi neend so jaate hai aisi neend so jaate hai saath kisi ke koi kab aata hai saath kisi ke kab jaata hai pal do pal ka saath sabhi ka pal do pal ka naata hai saath kisi ke koi kab aata hai saath kisi ke kab jaata hai kachhe ghade jaisi yeh duniyaa paar kisi ko utare kya khud hi sahaara dhoondhne waale tujhko denge sahaare kya tujhko denge sahaare kya saath kisi ke koi kab aata hai saath kisi ke kab jaata hai pal do pal ka saath sabhi ka pal do pal ka naata hai saath kisi ke koi kab aata hai saath kisi ke kab jaata hai
saath mein pyaara saathi hai raat bhi ye madmati hai aise mein ab tum hi kaho neend kise kab aati hai saath mein pyaara saathi hai raat bhi ye madmati hai aise mein ab tum hi kaho neend kise kab aati hai saath mein pyaara saathi hai saaya bhi jinn ka kal tak rehta tha door humse kyun pass aa gaye vo poochhe na koi humse saaya bhi jinn ka kal tak rehta tha door humse kyun pass aa gaye vo poochhe na koi humse aaaah saath mein pyaara saathi hai raat bhi ye madmati hai aise mein ab tum hi kaho neend kise kab aati hai saath mein pyaara saathi hai poonam ke chaand jaisi bharpoor ye jawani uthti hai dekh jisko dil mein umang deewani poonam ke chaand jaisi bharpoor ye jawani uthti hai dekh jisko dil mein umang deewani aaaah saath mein pyaara saathi hai raat bhi ye madmati hai aise mein ab tum hi kaho neend kise kab aati hai saath mein pyaara saathi hai jee chaahe aaj tujhko seene se main laga loon ho naa juda kabhi phir saanson mein yun basa loon jee chaahe aaj tujhko
saath mere aaogi kahaan ice cream khaaogi haan haan saath mere aaogi kahaan ice cream khaaogi haan haan paas bulaate ho ice cream khilaate ho bolo iraada hai kya apna ye waada hai kya nek iraada hai waah waah tumko ghumaaunga duniyaa dikhaunga aayega tumko mazaa taram param pam param pam taram param pam taram param pam param pam taram param pam maine waada kiya poora wo kar diya kaho kaisa laga mere yaar bahot achchha laga honthon se jo suna aankhon se jo kaha kaho kaisa laga mere yaar are baba bolti hoon naa bahot achchha laga chori chori pyaar karna bahot bura hai pyaar se inkaar karna bahot bura hai dil naa karo chhota abhi tumne dekha hi kya taram param pam param pam taram param pam picture dekhogi haan haan disco mein chalogi kahaan picture dikhate ho disco mein le jaate ho bolo iraada hai kya taram param pam param pam taram param pam din mein taare dikhe bade pyaare dikhe mujhko jannat nazar aa gayi sach much dheere dheere piya dil tune liya pyaar ki ye adaa
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa saathi haath badhana saathi haath badhana ek akela thak jaayega mil kar bojh uthana saathi haath badhana saathi haath badhana ek akela thak jaayega mil kar bojh uthana saathi haath badhana hum mehnat waalon ne jab bhi mil kar kadam badhaaya saagar ne rastaa chhoda parbat ne sees jhukaaya faulaadi hai seene apne faulaadi hai baahen hum chaahen to paida kar den chattaanon mein raahen aaaaaa aaaaaaa saathi haath badhana saathi haath badhana ek akela thak jaayega mil kar bojh uthana saathi haath badhana mehnat apne lekh ki rekha mehnat se kya darna kal gairon ki khaatir ki aaj apni khaatir karna apna sukh bhi ek hai saathi apna dukh bhi ek apni manzil sach ki manzil apna rasta nek aaaaaa aaaaaaa saathi haath badhana saathi haath badhana ek akela thak jaayega mil kar bojh uthana saathi haath badhana ek
Saathi Hai Albela
oh ho oo saathi mere saathi saathi mere saathi rut aati jaati rut aati jaati kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani saathi mere saathi rut aati jaati kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani aise hum saathi jaise diya baati aise hum saathi jaise diya baati rab ki badi hai meherbaani rab ki badi hai meherbaani saathi mere saathi rut aati jaati kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm raam ji ne saari ye duniya banaayi humne ye duniya sajaayi majdoor hum hain hum kis se kam hain hum majdoor hum hain hum kis se kam hain hum mehnat ki apni kamaayi hum hi akele donon se khele kya aag hai kya paani aa aa aa aaaa kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani oh ho oh ho hoo hooo sun mere raaja sun mere raaja aa aa paas aaja o sun mere raaja aa aa paas aaja achchhi nahin itni doori hain kaam jitne saare jahaan ke hain kaam jitne saare jahaan ke hai pyaar sabse zaroori dil na lage to sau saal ji lo kis kaam ki ye zindgaani saathi
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa saathi mere saathi us duniya se is duniya tak tujhko dhundhti aayi saathi mere saathi us duniya se is duniya tak tujhko dhundhti aayi saathi re tu kahaan hai kahaan hai kahaan hai kahaan hai sach karne ko sapna tera laayi hoon main zulfon ka andhera sach karne ko sapna tera laayi hoon main zulfon ka andhera saathi re tu kahaan hai kahaan hai kahaan hai kahaan hai oo ho oo ho aa haaaa oo ho oo ho hoooo sadiyon se hoon pyaar ki main pyaasi pyaas bujha de tu aaj zara si sadiyon se hoon pyaar ki main pyaasi pyaas bujha de tu aaj zara si saathi re tu kahaan hai kahaan hai kahaan hai kahaan hai saathi mere saathi us duniya se is duniya tak tujhko dhundhti aayi saathi re tu kahaan hai kahaan hai kahaan hai kahaan hai
saathi mere o saathi mere saathi mere tum jo bane saara jahaan mere saath aa gaya aa gaya jaane jahaan o jaane jaan saara jahaan kuchh bhi nahin haathon mein jo tera haath aa gaya aa gaya pyaase pyaase mere armaan puchhen saath nibhega kab tak apna jab tak dil mein rahe ek bhi dhadkan jab tak aankhon mein rahe ek bhi sapna har dhadkan bani dulhan bani dulhan har dhadkan liye sapnon ki tu baaraat aa gaya aa gaya saathi mere saathi mere tum jo bane tum jo bane saara jahaan mere saath aa gaya aa gaya bolo bolo mere praan sanwariya rakhoge mujhko bolo tum kaise milke rahenge hum tum aise rang mil jaayen rangon mein jaise rangon ki umangon ki umangon ki tarangon ki liye saath koi barsaat aa gaya aa gaya saathi mere o saathi mere saathi mere tum jo bane saara jahaan mere saath aa gaya aa gaya jaane jaan o jaane jaan saara jahaan kuchh bhi nahin haathon mein jo tera haath aa gaya aa gaya aa gaya aa gaya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Saare Zamaane Pe Aap Aye Bahaar Ayee (1971) 05:25 20061
 
Poster of Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:25   Song Number : 20061   

Saari Duniyaa Ka Bojh Coolie (1983) 05:44 18284
 
Poster of Coolie (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Shabbir Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rati Agnihotri
Duration : 05:44   Song Number : 18284   

Saari Khushiyan Hain Suhana Safar (1970) 04:21 12506
 
Poster of Suhana Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:21   Song Number : 12506   

Saari Saari Raat Aji Bas Shukriya (1958) 03:29 21192
 
Poster of Aji Bas Shukriya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:29   Song Number : 21192   

Saat Ajoobe Iss Duniya Mein Dharam Veer (1977) 06:18 18281
 
Poster of Dharam Veer (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Jeetendra
Duration : 06:18   Song Number : 18281   

Saat Bhai Champa Jago Re Supur, Shalini & Sritama 03:01 33017
 
Poster of Supur, Shalini & Sritama
 
Singer- 
Supur, Shalini, Sritama
Duration : 03:01   Song Number : 33017   

Saat Bhai Champa Jagore Lata Mangeshkar 03:20 19336
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Lyricist
Salil Chowdhury
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:20   Song Number : 19336   

Saat Saheliyan Vidhaata (1982) 09:14 12529
 
Poster of Vidhaata (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 09:14   Song Number : 12529   

Saat Samundar Paar Vishwatma (1992) 06:33 21194
 
Poster of Vishwatma (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Viju Shah
On Screen Actors- 
Gulshan Grovar, Chanki Pandey
Duration : 06:33   Song Number : 21194   

Saath Bhaanware Jisse Padin Sanskar (1958) 03:11 17629
 
Poster of Sanskar (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Manna Dey
Duration : 03:11   Song Number : 17629   

Saath Ho Tum Aur Raat Jawan Kanch Ki Gudiya (1961) 03:25 31136
 
Poster of Kanch Ki Gudiya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Suhrid Kar
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sayeeda
Duration : 03:25   Song Number : 31136   

Saath Jiyenge Laila (1984) 05:07 14093
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 05:07   Song Number : 14093   

Saath Kisi Ke Koi Kab Aata Parmatma (1976) 03:14 31125
 
Poster of Parmatma (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
K Babu Ji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Rekha
Duration : 03:14   Song Number : 31125   

Saath Mein Pyaara Dil Daulat Duniya (1972) 04:52 12326
 
Poster of Dil Daulat Duniya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Prem Narayan Arora
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sadhna
Duration : 04:52   Song Number : 12326   

Saath Mere Aaogi Justice Chaudhury (1983) 05:39 18368
 
Poster of Justice Chaudhury (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sridevi
Duration : 05:39   Song Number : 18368   

Saathi Haath Badhana Naya Daur (1957) 05:37 21196
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 05:37   Song Number : 21196   

Saathi Hai Albela Hum Matwale Naujawan (1961) 03:17 39438
 
Poster of Hum Matwale Naujawan (1961)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sayeeda Khan, Pradeep Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 39438   

Saathi Mere Saathi Aahuti (1978) 07:53 15675
 
Poster of Aahuti (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 07:53   Song Number : 15675   

Saathi Mere Saathi Veerana (1988) 06:05 40562
 
Poster of Veerana (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Jasmine
Duration : 06:05   Song Number : 40562   

Saathi Mere Tum Jo Bane Sau Din Saas Ke (1980) 04:51 39974
 
Poster of Sau Din Saas Ke (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Reena Roy
Duration : 04:51   Song Number : 39974