Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeN/A
HomeN/A
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar chahton ke ye zamane aarzuon ke ye din chahton ke ye zamane aarzuon ke ye din kah rahe hain dhadkanen dil ki akele to na gin is bhari mahfil mein ho koi tera bhi raazdaar haai kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar hasraten bhi hain gulabi aur ummeeden bhi haseen hasraten bhi hain gulabi aur ummeeden bhi haseen saath lekin khubsurat ek saathi hi nahin ek humdam ke liye hai dil mera bekarar haaye kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar zulf ka saya na ho to is safar ka kya maza zulf ka saya na ho to is safar ka kya maza bhej de koi kahin se ae mohabbat ke khuda jiski baaton mein nasha ho aankhon mein ho khumar hoye kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se
kitni khubsoorat ye tasveer hai mausam bemisaal benazeer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai kitni khubsoorat ye tasveer hai are mausam bemisaal benazeer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai parbaton ke darmiyaan hain zannton ke darimiyaan hain aaj ke din hum yahaan hain parbaton ke darmiyaan hain zannton ke darimiyaan hain aaj ke din hum yahaan hain saathi ye humaari taqdeer hai kitni khubsoorat ye tasveer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai iss zameen se aasmaan se phoolon ke iss gulsitaan se jaana mushkil hai yahaan se iss zameen se aasmaan se phoolon ke iss gulsitaan se jaana mushkil hai yahaan se tauba ye hawaa hai yaa zanzeer hai kitni khubsoorat ye tasveer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai aye sakhi dekh wo nazaara ik akela besahaara kaun hai wo ghum kaa maara aye sakhi dekh wo nazaara ik akela besahaara kaun hai wo ghum kaa maara mujh saa koi aashique ye dilgeer hai are kitni khubsoorat ye tasveer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai
kranti meri kshama karo prabhu pathe jodi pichhiye pichhiye kabhi rahun kranti meri kshama karo prabhu pathe jodi pichhiye pichhiye kabhi rahun kranti meri kshama karo prabhu hridya mera thorothoro kaanpe aaj reh reh bedna kshama karo kshama karo kshama karo prabhu pathe mein jo pichhiye pichhiye kabhi rahun kranti meri kshama karo prabhu meri deenota kshama karo prabhu mud ke kabhi pichhe jo dekhun meri deenota kshama karo prabhu diner tapt roudrajwala pooja kiji shukaay maalaa malinota ye kshama karo kshama karo kshama karo prabhu pathe mein jo pichhiye pichhiye kabhi rahun kranti meri kshama karo prabhu pathe mein jo pichhiye pichhiye kabhi rahun kranti meri kshama karo prabhu
kadale tumi more bhalo basari ghaye kadale tumi more nibiro bedonate pulako lage gaye kadale tumi more tomaro abhisare jabo agamo pare tomaro abhisare jabo agamo pare cholite pathe pathe bajuk batha paye kadale tumi more bhalo basari ghaye kadale tumi more parane baje bashi nayone bahe dhara dukhero madhurite korilo dishahara parane baje bashi nayone bahe dhara dukhero madhurite korilo dishahara sakoli nibe kede dibena tobu chhere sakoli nibe kede dibena tobu chhere mon sare na jete felile eki daye kadale tumi more bhalo basari ghaye kadale tumi more nibiro bedonate pulako lage gaye kadale tumi more
kodagana koli nungitha nodavva thangi kodagana koli nungitha kodagana koli nungitha nodavva thangi kodagana koli nungitha aadu aneya nungi gode sunnava nungi aadu aneya nungi gode sunnava nungi adalu banda paataradavla makala nungitha thangi kodagana koli nungitha kodagana koli nungitha nodavva thangi kodagana koli nungitha ollu onikeya nungi kallu gutava nungi ollu onikeya nungi kallu gutava nungi mellalu banda mudikiyanne nellu nungitha thangi kodagana koli nungitha kodagana koli nungitha nodavva thangi kodagana koli nungitha hagga maggava nungi maggava laali nungi hagga maggava nungi maggava laali nungi magadaliruva annananne maniyu nungitha thangi kodagana koli nungitha kodagana koli nungitha nodavva thangi kodagana koli nungitha gudda gaviyanu nungi gaviyu iruveya nungi gudda gaviyanu nungi gaviyu iruveya nungi govinda guruvana pada nannane nungitha thangi kodagana koli nungitha govinda guruvana pada nannane nungitha thangi kodagana koli nungitha kodagana koli
koi aur duniyaa mein tumsaa haseen hain nahin hai nahin hai nahin hai nahin koi aur duniyaa mein tumsaa haseen hain nahin hai nahin hai nahin hai nahin adaa ye nazar ye jahaan mein kahin hai nahin hai nahin hai nahin hai nahin buraayi teri gar zamaana kare bayaan koi jhutha fasaana kare buraayi teri gar zamaana kare bayaan koi jhutha fasaana kare uthaaye ye kasmen hazaaron magar yakeen kaise tera deewana kare bhala iss zamaane ka koi yakeen hai nahin hai nahin hai nahin hai nahin judaa hai sabhi se kahani teri zara paas aa meharbaani teri judaa hai sabhi se kahani teri zara paas aa meharbaani teri tujhe dekhta hai ghataon se chaand ke hai chaandani bhi deewani teri kisi aur kaa naam kya mehjabi hai nahin hai nahin hai nahin hai nahin
aaaaa aaaaa aaaaa hoooo oooo oooo koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan jaane raat ko aankhon se neend kahaan udd jaati hai jaane raat ko aankhon se neend kahaan udd jaati hai apne ghar mein gair ko paa kar bechaari mudd jaati hai dil par aisi kya guzari ghadi ghadi ye ghabraaye dil par aisi kya guzari ghadi ghadi ye ghabraaye main to kisi ka ho baitha ye dhadak dhadak kar samjhaye koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan jab ho khalish si pehlu mein samjho pyaar ne kaam kiya aise pyaar ko kyaa kahiye ke jisne be aaraam kiya koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan
ho oooo koi deewaana tumhen chaahega kabhi tumne socha bhi na hoga ho ho koi baahon mein chala aayega kabhi tumne socha bhi na hoga hmm hmmm koi deewaana ye aankhen jheelon ki gehraai ye zulfen saawan ki angdaayi dil kyun na ho saudaai ho ho koi baahon mein chala aayega kabhi tumne socha bhi na hoga hmm hmmm koi deewaana ye behte jharne mehki waadi ye dil mein halchal ye betaabi hai pyaar bhi aur nasha bhi hmm hmmm koi deewaana tumhen chaahega kabhi tumne socha bhi na hoga ho ho hoo koi baahon mein chala aayega kabhi tumne socha bhi na hoga hmm hmmm koi deewaana aa aa aa aa aa koi deewaana aa aaaa aaaa aaaa koi deewaana aa aaaa aaaa
koi dil mein samaaya chupke chupke chupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke dabe dabe paanv mere saamne wo aa gayi dabe dabe paanv mere saamne wo aa gayi laaj ke maare more naina sharmaa gayi laaj ke maare more naina sharmaa gayi maine mukhda chhupaya chhupke chhupke chhupke maine mukhda chhupaya chhupke chhupke chhupke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke piya kehne lage gori humen tarsaao naa piya kehne lage gori humen tarsaao naa jiya beqaraar hai mukhda chhupaao naa jiya beqaraar hai mukhda chhupaao naa maine ghunghat hataaya ruk ke ruk ke ruk ke maine ghunghat hataaya ruk ke ruk ke ruk ke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke
koi haseena jab rooth jaati hai to aur bhi haseen ho jaati hai tetion se gaadi jab chhoot jaati hai to ek do teen ho jaati hai haathon mein chabuk honthon pe gaaliyaan haathon mein chabuk honthon pe gaaliyaan badi nakhre waaliyaan hoti hai taange waaliyaan koi taange waali jab ruth jaati hai to hai to hai to aur namkeen ho jaati hai koi haseena jab rooth jaati hai to aur bhi haseen ho jaati hai zulfon mein chhaiyaan mukhde pe dhoop hai zulfon mein chhaiyaan mukhde pe dhoop hai bada mazedaar goriye ye tera rang roop hai dor se patang jab toot jaati hai to hai to hai to rutt rangeen ho jaati hai koi haseena jab rooth jaati hai to aur bhi haseen ho jaati hai tetion se gaadi jab chhoot jaati hai to ek do teen ho jaati hai ek do teen ho jaati hai ek do teen ho jaati hai ek do teen ho jaati hai
koi koi aadmi deewana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai mushkil iss naadan ko samjhaana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai dil ki bezubaaniyaa kuchh aur hoti hain dil ki bezubaaniyaa kuchh aur hoti hain aankhon mein kahaaniyaan kuchh aur hoti hain honthon pe kuchh aur hi afsaana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai toofan kya hota hai saahil kis ko kehte hain toofan kya hota hai saahil kis ko kehte hain tanhaayi kya hai aur mehfil kis ko kehte hain wo inn saari baaton se begaana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai aise insaan ki kismat mein pyaar nahin hota aise insaan ki kismat mein pyaar nahin hota uske seene mein dil hi dildaar nahin hota toota sa ek sheeshe ka paimaana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai
koi ladki mujhe kal raat sapne mein mili badi pyaari si soorat thi bhala sa naam tha lal lal lala lala lala la la lala koi ladka mujhe kal raat sapne mein mila badi pyaari si soorat thi bhala sa naam tha lala la lala lala lala lala la la lala dekh leti main jo uss bairan sautan ko jaan le leti main kasam se dekh leta main jo uss tere saajan ko jaan de deta main sharm se hooo phir kyun roothe tum jo roothi lal lala are tum hi mujhe kal raat sapne mein mili are tum hi mujhe kal raat sapne mein mile mujhe tumse tumhein mujhse zaroori kaam tha lala la la lala la la lala la la la la tumhein mujhse mujhe tumse zaroori kaam tha chaandani thi raatein khoob huyi mulaaqatein pyaar bhari huyi baatein dono mein raat bhar hum jaage nain piyaa sang laage rang bhare huye waade dono mein tum jhoothi ho tum jhoothe ho la lala koi ladka koi ladki koi ladki mujhe kal raat sapne mein mili badi pyaari si soorat thi bhala sa naam tha lala lala lala lala lala lala la la lala
oo raama ohh raama ho raama oo raama ho raama koi maane ya na maane chakayi ke chak dhum chakayi ke chak dhum chakayi ke chak dhum dhum sach kah gaye hain log puraane chakayi ke chak dhum chakayi ke chak dhum chakayi ke chak dhum dhum koi maane ya na maane sach kah gaye hain log puraane bure kaam ka bura nateeja kyon bhai chaacha haan bhateeja are kyon bhai chaacha are haan bhateeja bure kaam ka bura nateeja kyon bhai chaacha haan bhateeja are kyon bhai chaacha oo haan bhateeja tote se boli maina bujurgon ka hai kahna pyaare sach hai na bol jisne ek rishta toda wo sau rishte bhi todega toone kisi ko chhoda hai tujhe bhi koi chhodega are toone kisi ko chhoda hai tujhe bhi koi chhodega jo apnon ko thukraaye aur gairon se pyaar kare apne haathon se apni wo qabr taiyaar kare wo qabr taiyaar kare isiliye to kaha hai ke uss badanaam ka bure kaam ka bura nateeja kyon bhai chaacha are haan bhateeja are kyon bhai chaacha are haan bhateeja bure kaam ka bura nateeja kyon bhai
koi na jab tera saathi ho to chal mere man tu akela ho ho ho koi na jab tera saathi ho to chal mere man tu akela kya hai bharosa kab tak rahega ye zindagi ka mela koi na jab tera saathi ho to chal mere man tu akela apni dagar par chal jhoom kar kaahe ka ghum hai kaahe ka dar apni dagar par chal jhoom kar kaahe ka ghum hai kaahe ka dar raahen badi albeli hain raahi hai tu albela koi na jab tera saathi ho to chal mere man tu akela kya hai judaai kya mel hai kya hai judaai kya mel hai bas dhoop chhanw ka khel hai jeena usi ka jeena hai jo zindagi se khela koi na jab tera saathi ho to chal mere man tu akela bas saath leke apne karam jag se akele jaayenge hum bas saath leke apne karam jag se akele jaayenge hum jeevan hai kya bas aaya gaya paani ka jaise rela koi na jab tera saathi ho to chal mere man tu akela
bus saath leke apne karam jag se akele jaayenge hum bus saath leke apne karam jag se akele jaayenge hum jeevan hai kya bus aaya gaya paani ka jaise rela koi na jab tera saathi ho to chal mere man tu akela kya hai bharosa kab tak rahega ye zindagi ka mela koi na jab tera saathi ho to chal mere man tu akela
koi na jaane koi na jaane bin tere raam kahaan din hoye kahaan shaam kahaan din hoye kahaan shaam jag mein sabhi ka pardesi naam kahaan din hoye kahaan shaam kahaan din hoye kahaan shaam man mein laga hai sapnon ka mela man mein laga hai sapnon ka mela phir bhi hai dekho ye man akela jhonka pawan ka paani ka rela ho o o ooo oo jaane le jaaye kab kis dhaam kahaan din hoye kahaan shaam kahaan din hoye kahaan shaam aage vipda ki talwaaren aage vipda ki talwaaren peechhe dukhdon ki deewaaren upar kaante neeche kataaren ho oo oo oooo jeevan hua ye ya sangraam kahaan din hoye kahaan shaam kahaan din hoye kahaan shaam koi na jaane bin tere raam kahaan din hoye kahaan shaam kahaan din hoye kahaan shaam
koi na tere pehle thi na tere baad hogi koi na tere pehle thi na tere baad hogi jab tak ye dil hai iss dil mein teri yaad hogi ho bogi bogi ho bogi bogi ho bogi bogi ho bogi bogi koi na tere pehle thi na tere baad hogi jab tak ye dil hai iss dil mein teri yaad hogi ho bogi bogi ho bogi lalal la tum mera aitbaar karo jee bhar ke mujhse pyaar karo hai yaad mujhe apne waade baas thoda sa intezaar karo tum mera aitbaar karo jee bhar ke mujhse pyaar karo mere dil ki ye duniya tujhse aabaad hogi jab tak ye dil hai iss dil mein teri yaad hogi ho bogi bogi ho bogi lalal la wo subah nahin wo shaam nahin jab lab pe tera naam nahin din raat tadapta rehta hoon aur mujhe kuchh kaam nahin bas aur mujhe kuchh kaam nahin mere honthon per har dam bas ye fariyaad hogi jab tak ye dil hai iss dil mein teri yaad hogi ho bogi bogi ho bogi bogi yeh haal rahaa to aye jaana yeh haal rahaa to aye jaana main ho jaaunga deewana deewana har ek jubaan se sun lena tu mere pyaar ka afsaana
koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein des banaaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein saari zameen se saare aasmaa se pyaar bada hai dono jahaan se saari zameen se saare aasmaa se pyaar bada hai dono jahaan se saare sandese ek sandes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein hum sab musaafir duniya safar hai iss raste mein kisko khabar hai hum sab musaafir duniya safar hai iss raste mein kisko khabar hai kon kahan mil jaaye kis bhes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein apna hai yaaron ye saara zamana begaano ko bhi na thukrana apna hai yaaron ye saara zamana begaano ko bhi na thukrana dard hazaron dil ki ek thes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein des banaaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein
koi phool na mehke koi panchhi na chehke koi phool na mehke koi panchhi na chehke sooni hai saari baharen pyaasi nigaahen tujhko pukaren aa jaa re koi phool na mehke koi panchhi na chehke nadiyan ka sunsaan kinara aur bhi gumsum ho gaya sukh dukh mein sang jaagne waale kyun tu aise so gaya o janmon ke meet bata tu bin bole kahan kho gaya teri yaad sataye din raat rulaye sooni hai saari bahaaren pyaasi nigaahen tujhko pukaren aa jaa re koi phool na mehke koi panchhi na chehke aankh se ojhal hone wale dhundhta hoon tujhe khwaabon mein tu hai kahan jis se bhi puchha chup ho gaya jawaab mein tha main kabhi tere pyaar mein dooba ab dooba hoon sharaab mein yahi ek sahaara mere ghamon ka chara sooni hai saari baharen pyaasi nigaahen tujhko pukaren aa jaa re koi phool na mehke koi panchhi na chehke koi phool na mehke koi panchhi na chehke
koi sehri baabu dil lehri baabu haaye re pag baandh gaya ghunghroo main chham chham nach di phira koi sehri baabu dil lehri baabu haaye re pag baandh gaya ghunghroo main chham chham nach di phira main to chalun haule haule phir bhi ye mann dole haaye ve mere rabba mai ki karaaaan main chham chham nach di phira koi sehri baabu dil lehri baabu haaye re pag baandh gaya ghunghroo main chham chham nach di phira panghat pe main kam jaane lagi natkhat se main sharmaane lagi panghat pe main kam jaane lagi natkhat se main sharmaane lagi dhadkan se main ghabraane lagi darpan se main katraane lagi mann khaaye hichkole aise jaise naiyya dole haaye ve mere rabba mai ki karaaaan main chham chham nach di phira koi sehri baabu dil lehri baabu haaye re pag baandh gaya ghunghroo main chham chham nach di phira sapnon mein chori se aane lagaaaa raaton ki neendiya churaane laga sapnon mein chori se aane lagaaaa raaton ki neendiya churaane laga nainon ki doli bitha ke mujhe le ke bahot
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kitni Jawaan Hai Zindagi Shehnai (1964) 04:03 35931
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Johny Walker
Duration : 04:03   Song Number : 35931   

Kitni Khubsoorat Ye Bemisal (1982) 04:40 12879
 
Poster of Bemisal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Vinod Mehra, Rakhi
Duration : 04:40   Song Number : 12879   

Klanti Mere Khama Koro Prabhu Manna Dey 03:31 39898
 
Poster of Manna Dey
 
Singer- 
Manna Dey
Duration : 03:31   Song Number : 39898   

Knadale Tumi More Bhalobashar I Ghaye Hemanta Mukherjee 02:35 14731
 
Poster of Hemanta Mukherjee
 
Duration : 02:35   Song Number : 14731   

Kodagana Koli Santha Shishunala Sharif (1990) 03:06 39636
 
Poster of Santha Shishunala Sharif (1990)
 
Category
Kannada
Year- 
1990
Lyricist
Shishunala Sharif
Music Director- 
C Ashwath
Singer- 
C Ashwath
Duration : 03:06   Song Number : 39636   

Koi Aur Duniyaa Mein Pyar Ki Kahani (1971) 03:37 14013
 
Poster of Pyar Ki Kahani (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anil Dhavan
Duration : 03:37   Song Number : 14013   

Koi Bata De Dil Hai Main Chup Rahungi (1962) 03:08 13650
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Meena Kumari
Duration : 03:08   Song Number : 13650   

Koi Deewaana Tumhen Chaahega Teri Talash Mein (1968) 39896
 
Poster of Teri Talash Mein (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Duration :    Song Number : 39896   

Koi Dil Mein Samaaya Kamal Ke Phool (1950) 02:22 13512
 
Poster of Kamal Ke Phool (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:22   Song Number : 13512   

Koi Haseena Sholay (1975) 03:59 18047
 
Poster of Sholay (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 03:59   Song Number : 18047   

Koi Koi Aadmi Deewana Hota Hai Sweetheart (1971) (Unreleased) 03:31 16327
 
Poster of Sweetheart (1971) (Unreleased)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sashi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 03:31   Song Number : 16327   

Koi Ladki Mujhe Kal Seeta Aur Geeta (1972) 04:17 14191
 
Poster of Seeta Aur Geeta (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Hema Malini
Duration : 04:17   Song Number : 14191   

Koi Maane Ya Na Maane Chacha Bhatija (1977) 04:24 36314
 
Poster of Chacha Bhatija (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Randhir Kapoor
Duration : 04:24   Song Number : 36314   

Koi Na Jab Tera Saathi Ho (Happy) Insaan (1982) 04:41 41010
 
Poster of Insaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:41   Song Number : 41010   

Koi Na Jab Tera Saathi Ho (Sad) Insaan (1982) 03:00 36727
 
Poster of Insaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 03:00   Song Number : 36727   

Koi Na Jane Bin Tere Ram Maa Aur Mamta (1970) 03:51 17654
 
Poster of Maa Aur Mamta (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:51   Song Number : 17654   

Koi Na Tere Amar Deep (1979) 05:58 11551
 
Poster of Amar Deep (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:58   Song Number : 11551   

Koi Pardesi Aaya Pardes Mein Hum Hain Lajwaab (1984) 04:53 20794
 
Poster of Hum Hain Lajwaab (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Anwar Hussain
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Kumar Gaurav
Duration : 04:53   Song Number : 20794   

Koi Phool Na Mehke Bhagya (1982) 04:21 18528
 
Poster of Bhagya (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinay Kumar, Meera
Duration : 04:21   Song Number : 18528   

Koi Sehri Babu Loafer (1973) 04:36 13613
 
Poster of Loafer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaz, Farida Jalal
Duration : 04:36   Song Number : 13613   
Karaoke Songs of n/a, Sad Songs of n/a, Love Songs of n/a, Dance Songs of n/a, Hip-hop songs of n/a, Best songs of n/a, Super hit songs of n/a, hit songs of n/a, duet songs of n/a, solo songs of n/a, old songs of n/a, famous songs of n/a, Hindi Karaoke Songs of n/a, Hindi Sad Songs of n/a, Hindi Love Songs of n/a, Hindi Dance Songs of n/a, Hindi Hip-hop songs of n/a, best Hindi songs of n/a, super hit Hindi songs of n/a, hit Hindi songs of n/a, duet Hindi songs of n/a, solo Hindi songs of n/a, old Hindi songs of n/a, famous Hindi songs of n/a, Sing Along Songs of n/a, Sing Along Sad Songs of n/a, Sing Along Love Songs of n/a, Sing Along Dance Songs of n/a, Sing Along Hip-hop songs of n/a, Sing Along Best songs of n/a, Sing Along Super hit songs of n/a, Sing Along hit songs of n/a, Sing Along duet songs of n/a, Sing Along solo songs of n/a, Sing Along old songs of n/a, Sing Along famous songs of n/a