Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apna hai tu begaana nahin maine tujhe pehchana nahin apna hai tu begaana nahin maine tujhe pehchana nahin ye sach hai afsaana nahin maine tujhe pehchana nahin aankhen naa jaaneeee dil jaanta hai rang lahoo ka lahoo pehchanta hai rang lahoo ka lahoo pehchanta hai ye parda uth jaaye shaayad yaad aa jaaye ruk jaa jara abhi jaana nahin maine tujhe pehchana nahin maine tujhe pehchana nahin jab dekhun tujhkooooo lagta hai aise tu mere dil ka koi tukda hai jaise tu mere dil ka koi tukda hai jaise baaten hain begaani nazren hain anjaani chehraa magar anjaana nahin maine tujhe pehchana nahin maine tujhe pehchana nahin bas khatam hoti hai ye kahaani main de chala hoon tujhe apni nishaani main de chala hoon tujhe apni nishaani dil ko naa tadpaanaa mujhko bhool naa jaana lekin mujhe yaad aanaa nahin tune mujhe pehchana nahin apna hoon main begaana nahin tune mujhe pehchana nahin ye sach hai afsaana nahin tune mujhe pehchana nahin tune mujhe pehchana nahin
apna jeewan rail ki patri saath rahen aur mil na payen aayen jayen kitne mausam phool ye dil ke khil na payen love marriage kar ke pyaar ko hum tarse apna jeewan rail ki patri saath rahen aur mil na payen aayen jayen kitne mausam phool ye dil ke khil na payen love marriage kar ke pyaar ko hum tarse premi to rang raliyaan manayen humse huyi kya aisi khatayen jiski mili hai humko sajayen re aa aa aa aa premi to rang raliyaan manayen humse huyi kya aisi khatayen jiski mili hai humko sajayen sabki raatein chandni raatein hum to andheron se ghabraye apna jeewan rail ki patri saath rahen aur mil na payen aayen jayen kitne mausam phool ye dil ke khil na payen love marriage kar ke pyaar ko hum tarse love marriage kar ke pyaar ko hum tarse bijali ka baadal se milan hai baadal ka sagar se milan hai leharon ka leharon se milan hai re aa aa aa aa bijali ka baadal se milan hai baadal ka sagar se milan hai leharon ka leharon se milan hai apne badan se rooh juda hai milne ki hain
aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa apna koi mileeeeee apna koi mile to gale se lagaaiyeeeee ho apna koi mile to gale se lagaaiye kya kya kahenge log use bhool jaaiye pehle nazar milaaiye phir dil milaaiyeeeeee pehle nazar milaaiye phir dil milaaiye mil jaayen dil se dil to gale se lagaaiye apna koi mile to gale se lagaaiyeeeee dil ek phool hai isse khilne bhi dijiye dil ek phool hai isse khilne bhi dijiye aaye agar hansi to zara muskuraaiye mil jaayen dil se dil to gale se lagaaiye pehle nazar milaaiye phir dil milaaiyeeeeee saawan ki rutt nahin hai to aa jaayegi abhi saawan ki rutt nahin hai to aa jaayegi abhi baahon mein aa ke aap zara jhool jaaiye kya kya kahenge log use bhool jaaiye apna koi mile to gale se lagaaiyeeeee sa re pa pa pa pa dha ni dha ma re re re ma dha ni pa ma pa dha ni sa pa dha ma pa re re re re re re re dam bhar mein paas dil ke chale aayenge magar aaaaa aaaaaaaa dam bhar mein paas dil
aaaa aaaa aaaaa bahaar aayi magar is dil ki viraani nahin jaati chala aa khaak viraanon ki ab chhani nahin jaati kasam teri tere ghum mein ye haalat ho gayi meri ke surat maut se bhi ab to pehchaani nahin jaati apna pata bata de ya mere paas aaja dil hai udaas aaja dil hai udaas aaja dum ruk gaya labon par aawaaz aakhiri hai mehmaan koi dum ki majboor zindagi hai le de ke reh gayi hai marne ki aas aaja dil hai udaas aaja dil hai udaas aaja apna pata bata de ya mere paas aaja dil hai udaas aaja dil hai udaas aaja rukne lagi hai nabzen tharra rahi hain aankhen munh fer kar jahaan se ab ja rahi hain aankhen honthon pe ilteza hai bas ek baar aaja dil hai udaas aaja dil hai udaas aaja apna pata bata de ya mere paas aaja dil hai udaas aaja dil hai udaas aaja
apna samajh ke chali aayi hoon main albeli dekho ji sanam na sataao mujhe pa ke akeli o sanam apna samajh ke chali aayi hoon main albeli dekho ji sanam na sataao mujhe pa ke akeli aaj kyun mujhko tak rahe ho ajab si nigaahon se meri kalaayi se khelte ho kabhi meri baahon se ye shararat ki baat saajan mujhe lage na bhali sanam apna samajh ke chali aayi hoon main albeli dekho ji sanam na sataao mujhe pa ke akeli o sanam apna samajh ke chali aayi hoon main albeli la la ru lag rahi hoon main tumko pyaari to baitho sang mere par mujhe door hi se dekho lago na ang mere tum to badhte hi ja rahe ho to phir ye lo main chali chali apna samajh ke chali aayi hoon main albeli dekho ji sanam na sataao mujhe pa ke akeli o sanam apna samajh ke chali aayi hoon main albeli la la la la laa la la laa la la la la la laa la main chali
apna to zamaane meinnnn bas itna fasaana hai apna to zamaane mein bas itna fasaana hai itna hi fasaana hai bas itna fasaana hai kuchh hum bhi deewane hain kuchh dil bhi deewana hai kuchh hum bhi deewane hain kuchh dil bhi deewana hai humse to koi poochhe wo mast nazar kya hai humse to koi poochhe wo mast nazar kya hai wo mast nazar kya hai jeene ka sahaara hai marne ka bahana hai marne ka bahana hai marne ka bahana hai kuchh hum bhi deewane hain kuchh dil bhi deewana hai ye raaz hai ulfat kaaa duniyaa ise kya jaane ye raaz hai ulfat kaaa duniyaa ise kya jaane ye raaz hai ulfat kaaa duniyaa ise kya jaane duniyaa ise kya jaane nazron ka churaana hi nazron ka milana hai nazron ka milana hai nazron ka milana hai kuchh hum bhi deewane hain kuchh dil bhi deewana hai inn shokh haseenon par hum aur lootayen kya inn shokh haseenon par hum aur lootayen kya hum aur lootayen kya kuchh paas nahin apne ik dil ka khazaana hai ik dil ka khazaana hai ik dil ka khazaana hai kuchh
apnapan rakhna mere ghanshyaam apnapan rakhna mere ghanshyaam ghadi ghadi pal pal naam tihaaro ghadi ghadi pal pal naam tihaaro rate meri rasna mere ghanshyam rate meri rasna mere ghanshyam apnapan rakhna mere ghanshyaam apnapan rakhna mere ghanshyaam laili laal dou de garwaahi hamaare hiye basna mere ghanshyam hamaare hiye basna mere ghanshyaam bhaav hilore daari hiye main bhaav hilore daari hiye main jhulaaun nit jhulna mere ghanshyaam jhulaaun nit jhulna mere ghanshyaam apnapan rakhna mere ghanshyaam apnapan rakhna mere ghanshyaam ghanshyaam ghanshyaam hoo oo ghanshyaam de uphaar haar asuan ko bana lun tujhe apna mere ghanshyaam bana lun tujhe apna mere ghanshyaam kaise hon kari kripaalu prabhu apnu kaise hon kari kripaalu prabhu apnu puravo mam sapna mere ghanshyaam puravo mam sapna mere ghanshyaam apnapan rakhna mere ghanshyaam apnapan rakhna mere ghanshyaam
apne aap raaton mein chilmane sarakti hain chaunkte hain darwaze seedhiyan dhadakti hain apne aap apne aaaaaap ek ajnabee aahat aa rahi hai kam kam si jaise dil ke pardon par gir rahi ho shabnam si bin kisi ki yaad aaye dil ke taar hilte hain bin kisi ke khankaaye chudiyaan khanakti hain apne aap apne aaaaaap koi pehle din jaise ghar kisi ke jaata ho jaise khud musafir ko rasta bulata ho paanv jaane kiss jaanib beuthaye uthte hain aur chham chhama chham chham paayalen chhanakti hain apne aap apne aap raaton mein jaane kaun baalon mein ungliyaan pirota hai khelta hai paani se tann badan bhigota hai jaane kiss ke haathon se gaagren chhalakti hain jaane kiss ki baahon se bijliyaan lapakti hain apne aap apne aap raaton mein chilmane sarakti hain chaunkte hain darwaze seedhiyan dhadakti hain apne aap apne aaaaaap
apne apne se lage humen apne apne se lage humen jab dekha pehli baar tumhen inn baahon mein bhar ke chaaha jee bhar ke kar len pyaar tumhen apne apne se lage humen jab dekha pehli baar tumhen chupke chupke dil hi dil mein hum karte rahe hain pyaar tumhen apne apneeeeeeee dil beqaraar hai ji yahi intezaar hai ji hum jo kahen wo maan loooo oooo oooo oooo oooo dil beqaraar hai ji yahi intezaar hai ji hum jo kahen wo maan loooo hoooo aise bandhan mein baandh liya ab kaise karen inkaar tumhen chupke chupke dil hi dil mein hum karte rahe hain pyaar tumhen apne apneeeeeeee dulhan bana do sajna maang sajaa do sajna armaan yahi hai dil kaa hoooo oooo oooo oooo dulhan bana do sajna maang sajaa do sajna armaan yahi hai dil kaa hooo hum aur kisi ke naa honge karte hain ye iqraar tumhen inn baahon mein bhar ke chaaha jee bhar ke kar len pyaar tumhen apne apneeeeeeee laaaa la lalaaaa laaaa la lalaaaa aao kahin door chalen jhoom ke jahaan pe milen dharti gagan pyaar mein oooo
apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise teri marzi ke mutabik nazar aayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise ghar sajane ka tasavvur to bahut baad ka hai ghar sajane ka tasavvur to bahut baad ka hai pehle yeh tai ho ke is ghar ko bachayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise kehkaha aankh ka bartaw badal deta hai kehkaha aankh ka bartaw badal deta hai hasne wale tujhe aansu nazar aaye kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise teri marzi ke mutabik nazar aayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise koi apni hi nazar se to hamen dekhega koi apni hi nazar se to hamen dekhega ek katre ko samandar nazar aaye kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise teri marzi ke mutabik nazar aayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise
apne dil mein jagah dijiye humko baahon mein le lijiye mere pyaar ke devta humpe itna karam kijiye apne dil mein jagah dijiye humko baahon mein le lijiye mere pyaar ke devta humpe itna karam kijiye apne dil mein jagah dijiye palkon ki chhanv mein rakhungi aapko chhupaa ke palkon ki chhanv mein rakhungi aapko chhupaa ke duniyaa ki nazron se rakhungi aapko bacha ke jaaneman dil ko mere dil mein basa lijiye apne dil mein jagah dijiye aap ke naam ka humne ye jaam liya hai aap ke naam ka humne ye jaam liya hai dekho deewane dil ne kaisa ye kaam kiya hai kitne dinon se pyaas lagi hai haan ye bhujha dijiye apne dil mein jagah dijiye humko baahon mein le lijiye mere pyaar ke devta humpe itna karam kijiye apne dil mein jagah dijiye humko sambhalo sanam dekho kadam dagmagaye humko sambhalo sanam dekho kadam dagmagaye aap ke bina ab to humse jeeya nahin jaaye aaj ki shaam kariye ye kaam doori mita dijiye apne dil mein jagah dijiye humko baahon mein le lijiye mere pyaar ke
apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki apne dil ko jalaa ke roshni ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil ko jalaa ke roshni ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki tum ne achhaa saharaa diya besaharaa mujhe kar diya kal galle se lagaaya mujhe aaj thukraa diya bewafaa aaj thukraa diya bewafaa tum ne achhee sanam dillagi ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki aasmaan ban gayi ye zameen mere humdum mere hum nashin tum ne dekhi meri berukhi bebasi meri dekhi nahin bebasi meri dekhi nahin main hoon tasveer ik bekasi ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil ko jalaa ke roshni ki kis liye maine tum se dosti ki har khushi bas paraayi huee meri dushman khudaayi huee mujhko affsos hai pyaar mein mujh se ye bewafai huee mujh se ye bewafai huee maine tum pe fida zindagi ki kis
apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko main hoon tera to naseeb apna bana le mujhko mujhse tu poochhne aaya hai wafa ke maani mujhse tu poochhne aaya hai wafa ke maani ye teri saada dili maar na daale mujhko ye teri saada dili maar na daale mujhko khud ko main baant na daalon kahin daaman daaman khud ko main baant na daalon kahin daaman daaman kar diya tune agar mere hawaale mujhko kar diya tune agar mere hawaale mujhko vaada fir vaada hai main zehar bhi pee jaaon qateel vaada fir vaada hai main zehar bhi pee jaaon qateel shart ye hai koi baahon mein sambhaale mujhko apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko main hoon tera to naseeb apna bana le mujhko
apne haathon ki lakiron mein sajaa le mujhko apne haathon ki lakiron mein sajaa le mujhko main hoon tera main hoon tera main hoon tera tu naseeb apna bana le mujhko apne haathon ki lakiron mein sajaa le mujhko apne haathon ki main jo kaantaa main jo kaantaa hoon to chal mujh se bachakar daaman main jo kaantaa main jo kaantaa hoon to chal mujh se bachakar daaman main hoon gar phool to jude mein sajaa le mujhko main hoon gar phool to jude mein sajaa le mujhko apne haathon ki main khule dar ke kisi ghar ka hoon saamaa pyaare main khule dar ke kisi ghar ka hoon saamaa pyaare tu dabe paanw kabhi aa ke chura le mujhko apne haathon ki kal ki baat aur hai kal ki baat aur hai main ab sa rahoon ya na rahoon kal ki baat aur hai main ab sa rahoon ya na rahoon kal ki baat aur hai main ab sa rahoon ya na rahoon jitna jee chaahe tera aaj sata le mujhko jitna jee chaahe tera aaj sata le mujhko apne haathon ki
hoooo hooo hoooo hooo hoooo hooo hoooooo apne honthon ki apne honthon ki bansi bana le mujhe meri saanson mein teri saans ghul jaaye aarzoo to humari bhi hai ye magar darr hai mausam kahin naa badal jaaye apne honthon ki bansi bana le mujhe meri saanson mein teri saans ghul jaaye dekha tujhe chadha ye kaisa nasha chali ye kaisi hawaa bhoole hum ghar ka pataa hooo oooo dekha tujhe chadha ye kaisa nasha chali ye kaisi hawaa bhoole hum ghar ka pataa ab to nahin humse hona juda apni baahon ka ghunghat udha de mujhe pyaar ki ye naa doli nikal jaaye aarzoo to humari bhi hai ye magar darr hai mausam kahin naa badal jaaye hoo hoo hoo hoo hooo ye to bata kahaan rakhun ye kanwal zindgani hai meri ret ka ek mehal hoo hooo ye to bata kahaan rakhun ye kanwal zindgani hai meri ret ka ek mehal yaad jaise ho koi aadhi ghazal apni raaton ka deepak bana le mujhe ye sulagti huyi shaam jal jaaye apne honthon ki bansi bana le mujhe meri saanson mein teri saans ghul jaaye paas to aa ye
apne hothon par sajaana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon aa tujhe main gungunana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon koi aansoon tere daaman par gira kar koi aansoon tere daaman par gira kar boond ko moti banana chaahta hoon boond ko moti banana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon thak gaya main karte karte yaad tujhko thak gaya main karte karte yaad tujhko ab tujhe main yaad aana chaahta hoon ab tujhe main yaad aana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon chha raha hai saari basti mein andhera chha raha hai saari basti mein andhera roshani ko ghar jalana chaahta hoon roshani ko ghar jalana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon aakhri hichki tere zano pe aaye aakhri hichki tere zano pe aaye maut bhi main shairana chaahta hoon maut bhi main shairana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon aa tujhe main gungunana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
apne apne huye paraye kismat ne kya din dikhlaye kuchh socho aur kuchh ho jaaye haye re dheeraj kaun bandhaye apne apne huye paraye kismat ne kya din dikhlaye kuchh socho aur kuchh ho jaaye haye re dheeraj kaun bandhaye apne apne huye paraye andhi jo taqdeer na hoti to itni beteer na hoti dil par itna bojh na hota pairon mein zanjeer na hoti apne apne huye paraye kismat ne kya din dikhlaye kuchh socho aur kuchh ho jaaye haye re dhiraj kaun bandhaye apne apne huye paraye jin raahon se koi na aaye baithe unpe naina bichaye din nadan kahe jata hai shayad wo shayad laut aaye apne apne huye paraye kaun hain hum kyun jane koi apna humein kyun mane koi behtar hai iss badhaali mein ab na humein pahchane koi apne apne huye paraye kismat ne kya din dikhlaye kuchh socho aur kuchh ho jaaye haye re dheeraj kaun bandhaye apne apne huye paraye
khud garz duniyaa mein yeh insaan ki pehchaan hai jo paraayi aag mein jal jaaye wo insaan hai apne liye jeeye to kya jeeye apne liye jeeye to kya jeeye tu jee aye dil zamaane ke liye apne liye jeeye to kya jeeye baazaar se zamaane ke kuchh bhi naa hum kharidenge baazaar se zamaane ke kuchh bhi naa hum kharidenge haan bech kar khushi apni logon ke ghum kharidenge bhujhte diye jalaane ke liye bhujhte diye jalaane ke liye tu jee aye dil zamaane ke liye apne liye jeeye to kya jeeye apni khudi ko jo samjha uss ne khuda ko pehchaana apni khudi ko jo samjha uss ne khuda ko pehchaana aazaad fitraten insaan andaaz kyun gulaamaana sar ye nahin jhukaane ke liye sar ye nahin jhukaane ke liye tu jee aye dil zamaane ke liye apne liye jeeye to kya jeeye himmat buland hain apni pathar si jaan rakhte hain himmat buland hain apni pathar si jaan rakhte hain kadmon tale zameen to kya hum aasmaan rakhte hain girte huon ko uthane ke liye girte huon ko uthane ke liye tu jee aye dil
apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ban jaye yaadgaar jo ban jaye yaadgaar jo aisa payam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ab tak kati ye zindagi ghum ki andheri raat mein likhe huye the ghum hi ghum kismat ne mere haath mein aaj isi haath mein koi aaj isi haath mein koi rang bhari shaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do dil mein tumhare aayega aakhir koi to khushnaseeb nazren karam jo mujh pe ho aaj aaun main zara kareeb mere naseeb mein hi tum mere naseeb mein hi tum honthon ke jaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do aashiq hazaron aur bhi aayenge iss makaam pe likhenge apne naam wo saath hamare naam ke aaj unhin aashiqon ke naam aaj unhin aashiqon ke naam mera salaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ban jaye yaadgaar jo ban jaye yaadgaar jo aisa payam likh do apne naam ke kareeb mera
apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de chain churaate hain mera ye nain tere matwaale apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de chain churaate hain mera ye nain tere matwaale apne nainon ko samjha de neend meri loot li re teri aankhon ne zamaane se main keh doongi bahaane se main keh doongi tu chakor hai mera tu chitchor hai mera hosh mere loote hain teri zulfon ne bahaaron se main keh doonga ishaaron se main keh doonga ho oo paas bulaate hain mujhko ye honth tere matwaale apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de chain churaate hain mera ye nain tere matwaale apne nainon ko samjha de laa laa la laa laa la lalalala lalalalalala khwaab tere meri raaton mein aate hain manaa kar de nadanon ko na chheden ye armaanon ko inko rok de zara tu inko tok de zara geet tere mere honthon pe aate hain manaa kar de nadanon ko na chheden ye armaanon ko aag lagaati hain dil mein har baat tere dil waale
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apna Hai Tu Mehboob Ki Mehndi (1971) 04:44 13701
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:44   Song Number : 13701   

Apna Jeevan Rail Ki Patri Love Marriage (1984) 07:59 36151
 
Poster of Love Marriage (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri
Duration : 07:59   Song Number : 36151   

Apna Koi Mile Bhupinder Singh & Mitali 07:24 18190
 
Poster of Bhupinder Singh & Mitali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Bhupinder, Mitali
Duration : 07:24   Song Number : 18190   

Apna Pata Bata De Ya Mere Shagufa (1953) 03:28 40094
 
Poster of Shagufa (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:28   Song Number : 40094   

Apna Samajh Ke Chali Aayi Hoon Shaitaan (1974) 03:16 39175
 
Poster of Shaitaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:16   Song Number : 39175   

Apna To Zamaane Mein Naya Andaz (1956) 03:26 13853
 
Poster of Naya Andaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 13853   

Apnapan Rakhna Mere Ghanshyam Manna Dey 03:05 16765
 
Poster of Manna Dey
 
Category
Devotional
Music Director- 
Shyam Sagar
Singer- 
Manna Dey
Duration : 03:05   Song Number : 16765   

Apne Aap Raaton Mein Shankar Husain (1977) 05:40 14228
 
Poster of Shankar Husain (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Kaif Bhopali
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Chanda
Raag- 
Marwa
Duration : 05:40   Song Number : 14228   

Apne Apne Se Lage Apne Apne (1987) 05:23 18431
 
Poster of Apne Apne (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:23   Song Number : 18431   

Apne Chehre Se Jo Zahir Hai Jagjit Singh 06:06 37434
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:06   Song Number : 37434   

Apne Dil Mein Jagah Hawas (1974) 06:20 13325
 
Poster of Hawas (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Anil Dhawan, Bindu Panikkar
Duration : 06:20   Song Number : 13325   

Apne Dil Se Badi Betaab (1983) 05:29 12882
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amrita Singh, Suny Deol
Duration : 05:29   Song Number : 12882   

Apne Haathon Ki Lakiron Mein Jagjit Singh 04:04 19210
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Manhar Udhas
Duration : 04:04   Song Number : 19210   

Apne Haathon Ki Lakiron Mein Manhar Udhas 06:43 18330
 
Poster of Manhar Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Manhar Udhas
Duration : 06:43   Song Number : 18330   

Apne Honthon Ki Bansi Gambler (1971) 03:50 18360
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zaheera
Duration : 03:50   Song Number : 18360   

Apne Honthon Par Sajaana Jagjit Singh 05:54 11273
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:54   Song Number : 11273   

Apne Huye Paraye Apne Huye Paraye (1964) 03:59 36893
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:59   Song Number : 36893   

Apne Liye Jiye To Kya Badal (1966) 06:17 12792
 
Poster of Badal (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Javed Anwar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 06:17   Song Number : 12792   

Apne Naam Ke Kareeb Mera Bhi Naam Raat Ke Andhere Mein (1969) 04:05 35860
 
Poster of Raat Ke Andhere Mein (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 35860   

Apne Nainon Ko Samjha De Maa Aur Mamta (1970) 04:15 32692
 
Poster of Maa Aur Mamta (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mumtaj, Jitendra
Duration : 04:15   Song Number : 32692