Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRekha
HomeRekha
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


yaar ko apne dhokha de kar bhool na kar nadaan yaar ki yaari rab ki pooja donon ek samaan yaar di chokhat kaaba kaashi raam rahima yaar hai mitra yaar di chokhat kaaba kaashi raam rahima yaar hai mitra wo hain sachche peer payamber wo hain sachche peer payamber karm jinhaan da pyaar hai mitra karm jinhaan da pyaar hai mitra yaar di chokhat kaaba kaashi ashik banda rab nu pyara dhushman ho sansaar to kya ashik banda rab nu pyara dhushman ho sansaar to kya ishq ne parvat paani kite chandi ki deewaar to kya yaar ki khatir sooli chadhke ishq gul e gulzaar hai mitra yaar di chokhat kaaba kaashi raam rahima yaar hai mitra wo hain sachche peer payamber wo hain sachche peer payamber karm jinhaan da pyaar hai mitra karm jinhaan da pyaar hai mitra yaar di chokhat kaaba kaashi
ru ruru ruru ru ruru ru ru ru ru ru ruru ruru ru ru ru ru aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ye kahaan aa gaye hum yuhin saath saath chalte teri baahon mein hai jaanam mere jismo jaan pighalte teri baahon mein hai jaanam mere jismo jaan pighalte ye kahaan aa gaye hum yuhin saath saath chalte ho tu badan hai main hoon chhaaya tu na ho to main kahaan hoon mujhe pyaar karne waale tu jahaan hai main wahaan hoon humein milna hi tha humdum kisi raah bhi nikal ke ho humein milna hi tha humdum kisi raah bhi nikal ke ye kahaan aa gaye hum yunhin saath saath chalte aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ummm meri saans saans mehke koi bheena bheena chandan tera pyaar chaandani hai mera dil hai jaise aagan huyi aur bhi mulaayam meri shaam dhalte dhalte o huyi aur bhi mulaayam meri shaam dhalte dhalte ye kahaan aa gaye hum yunhin saath saath chalte ye kahaan aa gaye hum yunhin saath saath chalte ye kahaan aa gaye hum ye kahaan aa gaye hum ru ru ruru ruru ru ru
ye kya jagah hai doston ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai had e nigaah tak jahaan had e nigaah tak jahaan gubaar hi gubaar hai gubaar hi gubaar hai ye kya jagah hai doston ye kis maqaam par hayaat ye kis maqaam par hayaat mujhko le ke aa gayi mujhko le ke aa gayi naa bas khushi pe hain jahaan naa bas khushi pe hain jahaan naa ghum pe ikhtiyaar hai naa ghum pe ikhtiyaar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai tamaam umr ka hisaab tamaam umr ka hisaab maangti hai zindagi maangti hai zindagi ye mera dil kahe to kya ye mera dil kahe to kya ke khud se sharmsaar hai ke khud se sharmsaar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai bulaa raha hai kaun bulaa raha hai kaun mujhko chilmano ke uss taraf mere liye bhi kya koi mere liye bhi kya koi udaas beqaraar hai udaas beqaraar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai had e nigaah tak jahaan gubaar hi
aa haa haa ho ho aa haa haa ye mausam aaya hai kitne saalon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein ye mausam aaya hai kitne saalon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein kaliyon ke chehre nikhar gaye hain kaliyon ke chehre nikhar gaye hain phoolon ke sehre bikhar gaye hain sab khushboo bas gayi hai in reshami shabnami dhaagon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein aankhon ka milna khoob rahaa hai aankhon ka milna khoob rahaa hai ye dil deewana doob rahaa hai matwaale nainon ke in sharbati nargisi khayaalon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein ye mausam aaya hai kitne saalon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein aa aa aa aaaaaa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa kehna nahin tha kehna pada hai kehna nahin tha kehna pada
zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai humein zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein surk phoolon se mehak uthati hain dil ki raahein surk phoolon se mehak uthati hain dil ki raahein din dhale yun teri aawaaz bulaati hai humein din dhale yun teri aawaaz bulaati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein yaad teri kabhi dastak kabhi sargoshi se yaad teri kabhi dastak kabhi sargoshi se raat ke pichhale pehar roz jagaati hai humein raat ke pichhale pehar roz jagaati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein har mulaakat ka anjaam judaayi kyun hai har mulaakat ka anjaam judaayi kyun hai ab to har waqt yahi baat sataati hai humein ab to har waqt yahi baat sataati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai humein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yaar Ko Apne Dhokha Dekar Ram Bharose (1977) 02:51 40329
 
Poster of Ram Bharose (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Tajdar Taj
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Rekha
Duration : 02:51   Song Number : 40329   

Ye Kahaan Aa Gaye Hum Silsila (1981) 07:23 21443
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Shiv, Hari
Duration : 07:23   Song Number : 21443   

Ye Kya Jagah Hai Umrao Jaan (1981) 06:17 14380
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:17   Song Number : 14380   

Ye Mausam Aaya Hai Aakraman (1975) 07:55 11877
 
Poster of Aakraman (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Rajesh Khanna, Rekha
Duration : 07:55   Song Number : 11877   

Zindagi Jab Bhi Umrao Jaan (1981) 05:04 14381
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Talat Aziz
On Screen Actors- 
Rekha, Naseeruddin Shah
Duration : 05:04   Song Number : 14381   
Karaoke Songs of rekha, Sad Songs of rekha, Love Songs of rekha, Dance Songs of rekha, Hip-hop songs of rekha, Best songs of rekha, Super hit songs of rekha, hit songs of rekha, duet songs of rekha, solo songs of rekha, old songs of rekha, famous songs of rekha, Hindi Karaoke Songs of rekha, Hindi Sad Songs of rekha, Hindi Love Songs of rekha, Hindi Dance Songs of rekha, Hindi Hip-hop songs of rekha, best Hindi songs of rekha, super hit Hindi songs of rekha, hit Hindi songs of rekha, duet Hindi songs of rekha, solo Hindi songs of rekha, old Hindi songs of rekha, famous Hindi songs of rekha, Sing Along Songs of rekha, Sing Along Sad Songs of rekha, Sing Along Love Songs of rekha, Sing Along Dance Songs of rekha, Sing Along Hip-hop songs of rekha, Sing Along Best songs of rekha, Sing Along Super hit songs of rekha, Sing Along hit songs of rekha, Sing Along duet songs of rekha, Sing Along solo songs of rekha, Sing Along old songs of rekha, Sing Along famous songs of rekha