Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey hey hey heyyyyy hoooo hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hmmm hmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm ban ke nazar dil ki zubaan kehne lagi ik daastaan ban ke nazar dil ki zubaan kehne lagi ik daastaan jaane kaisa hai ye afsaana jaane kaisa aaya ye zamaana jaane kaisa hai ye afsaana jaane kaisa aaya ye zamaana are tu bhi to anjaan hai main bhi to anjaan hoon tu bhi kuchh hairaan hai main bhi kuchh hairaan hoon naa jaane kya baaten huyi tere mere darmiyaan ban ke nazar dil ki zubaan kehne lagi ik daastaan ban ke nazar dil ki zubaan kehne lagi ik daastaan aisa lagta hai ye sitaare jaise karte hain kuchh ishaare aisa lagta hai ye sitaare jaise karte hain kuchh ishaare are naa aankhon mein neend hai naa dil mein qaqaar hai kya ho jaaye kya pata koi aitbaar hai ik ye umr dooje ye raat uss pe sitam ye samaa ban ke nazar dil ki zubaan kehne lagi ik daastaan ban ke nazar dil ki zubaan kehne lagi ik daastaan aye hey ik daastaan ho ho ik daastaan hmm hmm ik daastaan
ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona rooth jaayen jahaan hum se tum na kabhi khafaa hona ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona ye hamaari zindgaani pyaar ki hai ek kahaani is jahan ka har nazaara pyaar ka hai ik ishaara bhool na jaana o sanam ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona ye tamanna hai hamaari saath guzre umr saari pyaar ka daaman hum na chhoden tum na bhoolo hum na tode koi waada ya kasam ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona
ban ke ye panchhi gaaye pyaar kaa taraana ban ke ye panchhi gaaye pyaar kaa taraana mil jaaye agar aaj koi saathi mastaana mil jaaye agar aaj koi saathi mastaana to jhoome ye dharti aur jhoome aasmaan hooooo aayi haseenon ki toliyaan aayi haseenon ki toliyaan boli piya milan ki boliyaan manzil pe aaye koi naina milaaye koi bhar de ye ulfat ki jholiyaan ban ke ye panchhi gaaye pyaar kaa taraana kheton pe chhaayin jawaaniyaa kheton pe chhaayin jawaaniyaa patton pe likhi kahaaniyaan phoolon ke daal jaise rangeen rumaal koi de de humen bhi nishaaniyaan ban ke ye panchhi gaaye pyaar kaa taraana
pairon mein tere ghunghroo ki bijuriya chhan chhan chhan chhan chhankaati re ban than chali bolo ae jaati re jaati re ban than chali bolo ae jaati re jo hona hai aaj ho jaaye are ghunghroo chahe toot hi jaaye aandhi aaye tufan aaye ya ambar jhuk jaye ee ho oo oo are ban than chali dekho ae jaati re jaati re ban than chali dekho ae jaati re yeh maana gajab ki hai teri jawaani sambhal ho na jaaye kahin paani paani yeh maana gajab ki hai teri jawaani sambhal ho na jaaye kahin paani paani kyun bharta hai aahen aa lada le yeh nigahen main aisi nadiya hoon jo saagar ki pyaas bujhaye eeeeee ban than chali bolo ae jaati re jaati re ban than chali bolo ae jaati re pairon mein tere ghunghroo ki bijuriya chhan chhan chhan chhan chhankaati re nasheeli nasheeli hai teri adaayen jo dekhe woh apni dagar bhool jaaye nasheeli nasheeli hai teri adaayen jo dekhe woh apni dagar bhool jaaye mujhe aaj chhoo kar bana le muqaddar jo meri aankhon mein doobe paar woh hi lag jaye eee are ban
bana ke kyun bigaada reeee bana ke kyun bigaada re bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada re bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada re jo tujhko manzoor nahin tha phool khile iss pyaar ke phir kyun tune inn aankhon ko rang dikhaaye bahaar ke aas bandha ke pyaar jata ke bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada reee paap karen insaan agar to wo paapi kehlaata hai tune bhi ye paap kiya phir kaise kahun tu daata hai raah dikha ke raah pe laa ke bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada re bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada reeee
baanam veshade poovulu baanam veshade nenu virishane volle nenu marichane kovalalo chikki ninu thadisha kadalai pongi poralithine susswaraala veenanu meetina madhanudu baanam veshade aasha thelisinde kanne aasha thelisinde aasha thelisinde kanne aasha thelisinde nee kanulai virise kanuvalalo punnami vennela kurisinde ambaralu vidichina chinukulu chilikenu nedu jadi vaane sooridosthe naa kanulanu therachi chooinchedi nee mukhame kunuke theesina kanule choosinavi swapnala merise nee mukhame nanu patti naalo theliyandi thelipi nee adugu jaadala nadiche nee kunna saradalo naa kannu thelipe avi theeru vayanam nannu kudipe veekolu palike vidaleni manase ninu cheru naa kanti velugai nannodili nuvvelli ne thalladille vaakilla nanu choosi navvuthavu vaakilla nanu choosi navvuthavu navvenemo kanne kanna kalalo sirulicchi konalenu cheliya nuvve yeduruga niliche kshanallo kalavocche nanukunnane sakhiya yekanthala vodi nee gunde gudilo siri malle alli podarillu komma remma
haaaa aaaa oye oye oye oye bana rasiya haaye banarasiya haaa aaaa aaaa aaa bana rasiya haaye banarasiya rang mein bhang ya bhang mein rang banarasiya haaye banarasiya sang mein jang ya jang mein sang banarasiya haaye banarasiya haaa haaa haaa haaye banarasiya haaye banarasiya aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aa banarasiya chaal chala ke har hushiyaari jaanat yoon tu sab nar naari chaal chala ke har hushiyaari jaanat yoon tu sab nar naari man ke par bhole bhandaari man ke par bhole bhandaari ghaat kinaare umar gujaare ghaat banarasiya haaye ghaat banarasiya ghaat banarasiya aaaa aaaaa thaton mein thaat banarasiya haaye haaye thaat banarasiya thaaton mein thaat banarasiya thaaton mein thaat banarasiya thaat banarasiya haaye haaye thaat banarasiya rang mein bhang ya bhang mein rang banarasiya haaye banarasiya sang mein jang ya jang mein sang banarasiya haaye banarasiya rang mein bhang ya bhang mein rang ho sang mein jang ya jang mein sang rang mein bhang ya bhang mein rang
Banatal Phooley Phooley
allah aaaa hoo akbar banaye jaa bigade jaa bigade jaa banaye jaa banaye jaa bigade jaa bigade jaa banaye jaa ke hum tere chirag hain jalaye jaa bhujaye jaa hum tere chirag hain jalaye jaa bhujaye jaa har kadam pe saath hain andhere bhi ujhale bhi har kadam pe saath hain andhere bhi ujhale bhi kaisi teri shaan hai giraye bhi sambhale bhi jo na kabhi dekhe wo tamashe tu dhikhaye jaa ke hum tere chirag hain jalaye jaa bhujaye jaa hum tere chirag hain jalaye jaa bhujaye jaa banaye jaa bigade jaa bigade jaa banaye jaa sar pe saya maut ka hai aur hum ko jeena hai sar pe saya maut ka hai aur hum ko jeena hai apne hathon apne hi dil ke jakhm seena hai jo tujhe manzoor hai wo kaam tu karaaye jaa ke hum tere chirag hain jalaye jaa bhujaye jaa hum tere chirag hain jalaye jaa bhujaye jaa mana ye sab khel hai kismat ki lakeeron kaa mana ye sab khel hai kismat ki lakeeron kaa phir bhi tere haath hai faisla taqdeeron kaa duniya ki taqdeeron ko jagaye jaa sulaye jaa ke hum tere
banayi hai itni badi jisne duniya use toote dil ka banana na aaya banana na aaya juda to kiya usne hum ko mila kar juda kar diya to milana na aaya milana na aaya sunna hai ke usne sitaare banaye sunna hai ke usne sitaare banaye diye saikdon aasman par jalaye aasman par jalaye bujha do humara charag e tamanna use ye diya to jalana na aaya jalana na aaya ye aahon ke shole ashkon ki ladiyan ye aahon ke shole ye ashkon ki ladiyan ye roti thi aankhon mein sawan ki jhadiya sawan ki jhadiya jigar mein laga di hai ye aag kisne ke daman bhi hum ko bachana na aaya bachana na aaya banayi hai itni badi jisne duniya use toote dil ka banana na aaya banana na aaya
band band boaz lain choro khande chue ne chai graw tai chande choan bazar dramut mande chit bayi aaw tai chat kadhit soundra che dramech charkhe yendres war divan chat kadhit soundra che dramech charkhe yendres war divan shah tosas yuth ne meli patsanech weath daw tai band band boaz lain choro rhande chue ne chai graw tai chande choan bazar dramut mande chit bayi aaw tai band band boaz lain choro khande chue ne chai graw tai band band boaz lain choro khande chue ne chai graw tai chande choan bazar dramut mande chit bayi aaw tai band band boaz lain choro khande chue ne chai graw tai chat kadhit soundra che dramech charkhe yendres war divan chat kadhit soundra che dramech charkhe yendres war divan chat kadhit soundra che dramech charkhe yendres war divan chat kadhit soundra che dramech charkhe yendres war divan shah tosas yuth ne meli patsanech weath daw tai band band boaz lain choro khande chue ne chai graw tai shah tosas yuth ne meli patsanech weath daw tai band
band hoton se jo ek baat kahi thi maine tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se jo ek baat kahi thi maine tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se mere zazbaat ka tu saaz nahin sun saktaa mere zazbaat ka tu saaz nahin sun saktaa kyun mere pyaar ki aawaaz nahin sun saktaa kyun mere pyaar ki aawaaz nahin sun saktaa aisa lagtaa hai aisa lagtaa hai koi dil hi tere paas nahin tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se jo ek baat kahi thi maine tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se gunjti hai meri dhadkan ki sadaa tere liye gunjti hai meri dhadkan ki sadaa tere liye meri aankhon mein abhi tak hai nashaa tere liye meri aankhon mein abhi tak hai nashaa tere liye main banoon jaam main banoon jaam magar tujhko meri pyaas nahin tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se jo ek baat kahi thi maine tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se
band mutthi laakh ki khuli to pyaare khaak ki band mutthi laakh ki khuli to pyaare khaak ki haan band mutthi laakh ki khuli to pyaare khaak ki mehnat se tum jee na churana khoon paseena karke dikhana mehnat se tum aye jee na churana khoon paseena karke dikhana hooo khwabon ki na khichdi banana karna hai jo karke batana are haldi mirchi haan garm masale hoooo utne teekhe jitne daale o pyaare baat ko pahle tu tol lab pe o bhaiyaa baad mein pyaar se tu bol jag se bom bom bom band mutthi laakh ki khuli to pyaare khaak ki band mutthi laakh ki laakh ki khuli to pyaare khaak ki sa re ga ma pa dha ni sa sa ni dha pa ma ga re sa saat suron ki jeevan dhaara sa se sa tak khel hai saara saat suron ki jeevan dhaara sa se sa tak khel hai saara hooo saans hai jab tak sab hai pyaara saans ruke to sab kuchh haara are jeene wale aaa baat samajh le oooo jeevan ka ye raag samajh le oye chandu door ke dhol suhane lagte o bandhu paas baje to darane lagte bom bom bom band mutthi laakh ki
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein humne bhi thak haar ke dera daal diya maikhaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein peene se ehsaas ki shiddat aur siwa ho jaati hai peene se ehsaas ki shiddat aur siwa ho jaati hai behtar hoga ghol de saaqi zehar mere paimaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein ik benaam sa meethapan in honthon mein rehta hai ik benaam sa meethapan in honthon mein rehta hai choom liya tha humne unka haath kabhi anjaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein wo kaagaz ki naav tumhaari kaho zafar kaise doobi wo kaagaz ki naav tumhaari kaho zafar kaise doobi tum to yaar bahut maahir the aisi naav chalaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein humne bhi thak haar ke dera daal diya maikhaane mein band thi masjid ki sab
banda parwar banda parwar thaam lo jigar ban ke pyaar phir aaya hoon khidmat mein aap ki huzoor phir wohi dil laaya hoon banda parwar thaam lo jigar ban ke pyaar phir aaya hoon khidmat mein aap ki huzoor phir wohi dil laaya hoon ho ho ho ho ho ho ho ho jis ki tadap se rukh pe tumhaare aaya nikhaar gazab ka jis ki tadap se rukh pe tumhaare aaya nikhaar gazab ka jis ke lahoon se aur bhi chamka rang tumhaare lab ka gesun khule zanjeer bane aur bhi tum tasveer bane aaina dildaar ka nazraana pyaar ka phir wohi dil laaya hoon banda parwar banda parwar thaam lo jigar ban ke pyaar phir aaya hoon khidmat mein aap ki huzoor phir wohi dil laaya hoon ho ho ho ho ho ho ho ho meri nighaah e shokh se bach kar yaar kahan jaaoge meri nighaah e shokh se bach kar yaar kahan jaaoge paanv jahaan rakh doge ada se dil ko wahin paaoge rahoon juda yeh majaal kahan jaaun kahin yeh khayaal kahan banda dildaar ka nazraana pyaar ka phir wohi dil laaya hoon banda parwar banda parwar thaam lo
banda parwar main kahaan ye aapki mehfil kahaan banda parwar main kahaan ye aapki mehfil kahaan aapki banda nawaaji hai main is qaabil kahaan banda parwar main kahaan ye aapki mehfil kahaan aapki banda nawaaji hai main is qaabil kahaan banda parwar main kahaan ye aapki mehfil kahaan aapki nazren sunaati hain kahaani aapki iss muhabbat mein iss muhabbat mein hai shaamil meharbaani aapki khubsoorat aapki nazron sa meera dil kahaan banda parwar main kahaan ye aapki mehfil kahaan aapki banda nawaaji hai main is qaabil kahaan banda parwar main kahaan ye aapki mehfil kahaan meri raahon mein bahaaron ke gulistaan khil gaye jaa raha tha main jaa raha tha main akela aap mujhse mil gaye aap na milte to phir milti mujhe manzil kahaan banda parwar main kahaan ye aapki mehfil kahaan aapki banda nawaaji hai main is qaabil kahaan banda parwar main kahaan ye aapki mehfil kahaaan
ras pine ki pyaas hai banda ye bindaas hai ras pine ki pyaas hai banda ye bindaas hai ras pine ki pyaas hai banda ye bindaas hai ras pine ki pyaas hai banda ye bindaas hai hmmmm hmm hmm hmm hmm nana nana na na na na na nana nana na na na na na banda hai ye bindaas hai ye banda hai ye bindaas hai ye bhanwra hai bhanwra hai ye lobhi hai hushyaar hai do do maukhote iske do dhaari talwaar hai bhanwra hai bhanwra hai ye lobhi hai hushyaar hai do do maukhote iske do dhaari talwaar hai champa chameli gainda sab raas hai ras pine ki pyaas hai banda ye bindaas hai ras pine ki pyaas hai banda ye bindaas hai kya bura aur kya kharaab hai sirf jeene ka hisaab hai jaadoo hai sar chedegaa aur jo utregi sharaab hai kya bura aur kya kharaab hai sirf jeene ka hisaab hai jaadoo hai sar chedegaa aur jo utregi sharaab hai champa chameli gainda sab raas hai ras pine ki pyaas hai banda ye bindaas hai ras pine ki pyaas hai banda ye bindaas hai ras pine ki pyaas hai
hoooooo moko kahaan dhundhe re bande main to tere paas mein na teerath mein na moorat mein na ekant niwas mein oooooo na mandir mein na masjid mein na kaabe kailash mein mein to tere paas mein bande mein to tere paas mein hoooo ooooo khoji hoye turat mil jaoon ik pal ki talash mein kahet kabir suno bhai sadho mein to hoon vishwas mein o bandaa reeeee main to tere paas mein o bandaa reeeee main to tere paas mein hooooo na mein jap mein na mein tap mein na bharat upaas mein na mein kriya karm mein rehta na hi jog sanyaas mein nahin pran mein nahin pind mein na brahmand akash mein na mein prakariti prawar gufa mein nahin swasan ki sans mein hooooo ooooo khoji hoye turat mil jaoon ik pal ki talash mein kahet kabir suno bhai sadho mein to hun vishwas mein o bandaa reeeee main to tere paas mein o bandaa reeeee main to tere paas mein o bandaa reeeee main to tere paas mein o bandaa reeeee main to tere paas mein o bandaa reeeee main to tere paas mein o bandaa reeeee main to
Bandar Aaya
Bandar Ka Sasural
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ban Ke Nazar (Part I) Aasmaan (1984) 05:42 18390
 
Poster of Aasmaan (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajeev Kapoor
Duration : 05:42   Song Number : 18390   

Ban Ke Saathi Pyaar Ki Raahon Mein Sweetheart (1971) (Unreleased) 03:14 16326
 
Poster of Sweetheart (1971) (Unreleased)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sashi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 03:14   Song Number : 16326   

Ban Ke Ye Panchhi Gaaye Anari (1959) 03:35 12669
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:35   Song Number : 12669   

Ban Than Kurukshetra (2000) 04:48 38621
 
Poster of Kurukshetra (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sudhakar Sharma
Music Director- 
Sukhwinder Singh
On Screen Actors- 
Kashmira Shah, Sukhvinder Singh
Duration : 04:48   Song Number : 38621   

Bana Ke Kyun Bigaada Re Zanjeer (1973) 03:33 20197
 
Poster of Zanjeer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:33   Song Number : 20197   

Banam Raghavan (2007) 06:04 10437
 
Poster of Raghavan (2007)
 
Category
Telugu
Year- 
2007
Lyricist
Veturi
Music Director- 
Harris Jayaraj
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Jyotika
Duration : 06:04   Song Number : 10437   

Banarasiya Raanjhanaa (2013) 04:50 40450
 
Poster of Raanjhanaa (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Dhanush, Sonam Kapoor
Duration : 04:50   Song Number : 40450   

banatal phule phule Hemanta Mukherjee 03:01 38832
 
Poster of Hemanta Mukherjee
 
Duration : 03:01   Song Number : 38832   

Banaye Jaa Bigade Jaa Alibaba & 40 Thieves (1966) 04:04 36199
 
Poster of Alibaba & 40 Thieves (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
David Abraham, Laxmi Chhaya
Duration : 04:04   Song Number : 36199   

Banayi Hai Itni Badi Shisham (1952) 03:26 14250
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:26   Song Number : 14250   

Band Band Boz Kashmiri Folk Song 11:22 16558
 
Poster of Kashmiri Folk Song
 
Category
Kashmiri
Lyricist
Samad Mniam
Music Director- 
Abhay Rustum Sopori
Duration : 11:22   Song Number : 16558   

Band Honton Se Jo Ek Baat Kahi Thi Sir (1993) 06:07 31525
 
Poster of Sir (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik
Duration : 06:07   Song Number : 31525   

Band Mutthi Laakh Ki Chalti Ka Naam Zindagi (1982) 06:28 19157
 
Poster of Chalti Ka Naam Zindagi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Anoop Kumar, Kishore Kumar
Duration : 06:28   Song Number : 19157   

Band Thi Masjid Ki Sab Ashok Khosla 05:16 17621
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 05:16   Song Number : 17621   

Banda Parwar Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 03:53 20198
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:53   Song Number : 20198   

Banda Parwar Main Kahan Pocket Maar (1974) 04:08 18216
 
Poster of Pocket Maar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:08   Song Number : 18216   

Banda Ye Bindaas Aks (2001) 03:34 20199
 
Poster of Aks (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:34   Song Number : 20199   

Bandaa Re Raaz (The Mystery Continues) (2009) 05:08 16993
 
Poster of Raaz (The Mystery Continues) (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Raju Singh
Singer- 
Krishna
On Screen Actors- 
Jackie Shroff
Duration : 05:08   Song Number : 16993   

Bandar Aaya Nursery Rhymes (Hindi) 02:04 39547
 
Poster of Nursery Rhymes (Hindi)
 
Duration : 02:04   Song Number : 39547   

Bandar Ka Sasural Nursery Rhymes (Hindi) 01:40 39548
 
Poster of Nursery Rhymes (Hindi)
 
Duration : 01:40   Song Number : 39548