Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home440%20Volt
Home440%20Volt
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


I'm really close tonight And I feel like I'm moving inside her Lying in the dark I think that I'm beginning to know her Let it go I'll be there when you call Whenever I fall at your feet And you let your tears rain down on me Whenever I touch your slow turning pain You're hiding from me now There's something in the way that you're talking The words don't sound right But I hear them all moving inside you Go I'll be waiting when you call Whenever I fall at your feet And you let your tears rain down on me Whenever I touch your slow turning pain The finger of blame has turned upon itself And I'm more than willing to offer myself Do you want my presence or need my help Who knows where that might lead Whenever I fall at your feet And you let your tears rain down on me Whenever I fall Whenever I fall
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm phool tumhe bheja hai khat mein phool nahin mera dil hai phool tumhe bheja hai khat mein phool nahin mera dil hai priyatam mere mujh ko likhna kya ye tumhare kaabil hai pyaar chhupa hai khat mein itna jitne saagar mein moti choom hi leta haath tumhara paas jo tum mere hoti phool tumhe bheja hai khat mein neend tumhe to aati hogi kya dekha tum ne sapna aankh khuli to tanhaayi thi sapna ho na saka apna tanhaayi hum door karenge le aao tum shahnayee le aao tum shahnayee preet badha kar bhool na jaana preet tumhin ne sikhlaayee phool tumhe bheja hai khat mein phool nahin mera dil hai phool tumhe bheja hai khat mein khat se jee bharta hi nahin ab nain milen to chain mile chaand hamare angna utre koi to aisi rain mile milna ho to kaise milen hum milne ki soorat likh do milne ki soorat likh do nain bichaaye baithe hain hum kab aaoge khat likh do phool tumhe bheja hai khat mein phool nahin mera dil hai phool tumhe bheja hai khat mein
phoolon tumhein pata hai mann kyun khila khila hai mera bhed ye kissi se na kehna kissi se na kehna kissi se na kehna phoolon tumhein pata hai mann kyun khila khila hai mera bhed ye kissi se na kehna kissi se na kehna kissi se na kehna phoolon tumhein pata hai har shaam hai sindoori har din lage suhaana jab se dil ne maana unko to apna rangon tumhein pata hai mann kyun ranga ranga hai mera bhed ye kissi se na kehna kissi se na kehna kissi se na kehna phoolon tumhein pata hai kayi baar ye hua hai jab saamne wo aayi kuchh bhi keh na paaye jhuk gaye naina nainon tumhein pata hai manmeet wo mila hai mera bhed ye kissi se na kehna kissi se na kehna kissi se na kehna
phullan di bahar raati aayo na shava raati aayo na phull gaye kumlaah gori man payo na shava raati aayo na phullan di bahar raati aayo na shava raati aayo na aase paawaan paase paawaan vich vich paawaan kaliaan aase paawaan paase paawaan vich vich paawaan kaliaan je mera ranjan na mileya mein doondh phiran sab galiyaan ik mera ranjan aaya shava dil da chanaan aaya shava dil di masti aayi shava khid khid hasdi aayi shava kis mera laal churaya shava laal gopal churaya shava raati aayo na shava raati aayo na phullan di bahar raati aayo na shava raati aayo na phull gaye kumlaah gori man payo na shava raati aayo na phullan di bahar raati aayo na shava raati aayo na aase paawaan paase paawaan vich vich paawaan resham aase paawaan paase paawaan vich vich paawaan resham je mera ranjan na mileya mein doondh phiran sab tation ik mera ranjan aaya shava dil da chanaan aaya shava dil di masti aayi shava khid khid hasdi aayi shava kis mera laal churaya shava laal gopal churaya
wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee nazar ke samne ghata si chha gayee nazar ke samne ghata si chha gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee kahan se phir chale aaye ye kucch bhatke hue saaye ye kucch bhoole hue nagme jo mere pyaar ne gaaye ye kucch bichhdi hui yaadein ye kucch toote hue sapne paraaye ho gaye to kya kabhi ye bhi to the apne na jaane inse kyun mil kar nazar sharma gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee bade rangeen zamane the tarane hee tarane the magar ab poochhta hai dil wo din the ya fasane the fakat ik yaad hai baaki bas ik fariyaad hai baaki wo khushiyaan lut gayeen lekin dil ae barbaad hai baaki kahan thi zindagi meri kahan par aa gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee ummidon ke haseen mele tamannaon ke wo rele nigahon ne nigahon se ajab kucch khel se khele hawa mein zulf leherayee nazar pe bekhudi chayee khule the dil ke darwaaze mohobbat bhi chali aayee tamannaon ki duniya par
kahin zulf ka baadal oooo hooo kahin rangeen aanchal aaaa haaa kahin honth gulaabi oooo hooo kahin chaal sharaabi aaaa haaa kahin aankh mein jaadoo oooo hooo kahin jism ki khushboo aaaa haaa kahin narm nighaahen oooo hooo kahin gori baahen aaaa haaa haan yahaan kadam kadam par laakhon haseenayen hain hum magar ye dil ka taufaa dene use aaye hain wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai haan yahaan kadam kadam par laakhon haseenayen hain hum magar ye dil ka taufaa dene use aaye hain wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai kitne hi jalwen hain aankhon mein ghulti hai jinse chandni kitni hi hooo baaten hain kaanon mein ghulti hai jinse raagni ye chale jaise zara bal kha ke wo chale jaise zara ithlaa ke ye mile jaise zara sharmaa ke wo mile jaise zara itraa ke haan yahaan kadam kadam par laakhon haseenayen hain hum magar ye dil
hey hey hey hey hey hey aaaa haa haa haa haa haa hmm hmm hmm hmm hmm hmm kabhi mujhko hasaaye kabhi mujhko rulaaye mujhe kitna satati hai kabhi mujhko hasaaye kabhi mujhko rulaaye mujhe kitna satati hai wo ladki bahut yaad aati hai wo ladki bahut yaad aati hai wo ladki bahut yaad aati hai wo ladki bahut yaad aati hai mere sapnon mein aaye mere dil ko churaaye mujhe kitna satata hai mere sapnon mein aaye mere dil ko churaaye mujhe kitna satata hai wo ladka bahut yaad aata hai wo ladka bahut yaad aata hai dekha usse jab pehli baar ban gaya deewana main yaar karke anjaana ikraar le gayi dil ka chaen qaraar dekha usse jab pehli baar ban gaya deewana main yaar karke anjaana ikraar le gayi dil ka chaen qaraar thodi si ghabrai thi thodi si sharmai thi itna pyaara mukhda hai wo to chand ka tukda hai jaane kahan chhup jaati hai wo ladki bahut yaad aati hai wo ladki bahut yaad aati hai wo ladki bahut yaad aati hai wo ladki bahut yaad aati hai main to uspe marti hoon duniya
Would I lie to you? Oh yeah Would I lie to you, honey? Now would I say something that wasn''t true? I''m askin'' you, sugar, would I lie to you? My friends know what''s in store: I won''t be here anymore I''ve packed my bags, I''ve cleaned the floor Watch me walking, walking out the door Believe me, I''ll make it, make it Believe me, I''ll make it, make it Would I lie to you? Would I lie to you, honey? Now would I say something that wasn''t true? I''m askin'' you, sugar, would I lie to you? Tell you straight, no intervention, to your face, no deception You''re the biggest fake, that much is true Had all I can take, now I''m leaving you Wooh, ah, hey eeh yeah, ah Believe me, I''ll make it, make it Ah yes, I will, Believe me, I''ll make it, make it Would I lie to you? Would I lie to you, honey? Now would I say something that wasn''t true? I''m askin'' you, sugar, would I lie? Oh yeah! Would I lie to you? Would I lie to you, honey? Now would I say
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Fall At Your Feet In the Style of Crowded House 03:20 33138
 
Poster of Crowded House
 
Category
English
Lyricist
Neil Finn
Singer- 
Crowded House
Duration : 03:20   Song Number : 33138   

Phool Tumhe Bheja Hai Saraswatichandra (1968) 04:00 21105
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Manish Kumar, Nutan
Duration : 04:00   Song Number : 21105   

Phoolon Tumhein Pata Hai Kissi Se Na Kehna (1983) 04:19 12202
 
Poster of Kissi Se Na Kehna (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Deepti Naval
Duration : 04:19   Song Number : 12202   

Phullan Di Bahar Punjabi Folk 04:25 11287
 
Poster of Punjabi Folk
 
Category
Punjabi Folk
Duration : 04:25   Song Number : 11287   

Wo Bhooli Dastaan Lo Phir Yaad Sanjog (1961) 04:52 12150
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha, Shobha Khote
Duration : 04:52   Song Number : 12150   

Wo Ladki Jo Baadshah (1999) 07:07 18721
 
Poster of Baadshah (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Abhijeet, Chorus
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Twinkle Khanna
Duration : 07:07   Song Number : 18721   

Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Qayamat (City Under Threat) (2003) 06:29 18615
 
Poster of Qayamat (City Under Threat) (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan, Ranjeet Barot
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Neha Dhupia
Duration : 06:29   Song Number : 18615   

Would I Lie To You In the Style of Annie Lennox 04:25 10766
 
Poster of Annie Lennox
 
Category
English
Singer- 
Annie Lennox
Duration : 04:25   Song Number : 10766