Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAasma
HomeAasma
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chalti hai rukti hai tham jaati hai ye zindagi kehti hai sunti hai samjhati hai ye zindagi chalti hai rukti hai tham jaati hai ye zindagi kehti hai sunti hai samjhati hai ye zindagi lamha lamha iska har pal ye kehta hai jag jaa re jag jaa re bandeeee chhoo le aasmaa chhoo le aasmaa chhoo le aasmaa woooo ooooo ooooo oooo oooo chhoo le aasmaa chhoo le aasmaa chhoo le aasmaa rukh apna mod le jab hum chale lehren sabhi kadmon pe aa gire sajda kare har ek khushi rukh apna mod le jab hum chale lehren sabhi kadmon pe aa gire sajda kare har ek khushi phir nayi khaab kuchh khil gaye aankhon mein din naya shab nayi rang naye baaton mein saagar ki baahon mein ab likhni hai nayi ibaarat aana hai to chal mere sang aa chhoo le aasmaa chhoo le aasmaa chhoo le aasmaa woooo ooooo ooooo oooo oooo chhoo le aasmaa chhoo le aasmaa chhoo le aasmaa anjaane raaste hum paar ho pal bhar mein hi faslen ummeed ki kaantenge hum koshish se hi anjaane raaste hum paar ho pal bhar mein hi faslen
aasmaan ke neeche hum aaj apne peechhe pyaar kaa jahaan basaa ke challe kadam ke nishaan banaa ke challe aasmaan ke neeche hum aaj apne peechhe pyaar kaa jahaan basaa ke challe kadam ke nishaan banaa ke challe tum chale to phool jaise aanchal ke rang se saj gayee raahen saj gayee raahen paas aao main pinah doon chaahat kaa haar ye khulee khulee baahein khulee khulee baahein jiskaa ho aanchal khud hee chaman kaheeye wo kyun haar baahon ke daale arre aasmaan ke neeche hum aaj apne peechhe pyaar kaa jahaan basaa ke challe kadam ke nishaan banaa ke challe boltee hain aaj aankhen kuchh bhi naa aaj tum kehne do hum ko kehne do hum ko bekhudee badhtee chalee hai ab to khaamosh hee rehne do hum ko rehne do hum ko ik baar ek baar mere liye keh do khanke laal honthon ke pyaale aasmaan ke neeche hum aaj apne peechhe pyaar kaa jahaan basaa ke challe kadam ke nishaan banaa ke challe saath mere chal ke dekho aayee hain dhoom se ab ki bahaarein ab ki bahaarein har galee har mod
aasmaan ke paar shaayad aur koi aasmaan hogaa ho aasmaan ke paar shaayad aur koi aasmaan hogaa baadlon ke parbaton par koi baarish ka makaan hoga main hawa ke paron pe kahaan ja raha hoon kahaan kabhi udta hua kabhi mudta hua mera raasta chala ho hoo hooo main hawa ke paron pe kahaan ja raha hoon kahaan ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho mere paanv ke tale ki ye zameen chal rahi hai kahin dhoop thandi thandi kahin chaanv jal rahi hai is zameen ka aur koi aasmaan hoga hogaaa aasmaan ho aasmaan hogaa main hawa ke paron pe kahaan ja raha hoon kahaan in lambe raaston par sab tez chalte honge hoooo oo in lambe raaston par sab tez chalte honge copy ke pannon jaise yahaan din palatte honge shaam ko bhi subah jaisa kya samaan hoga hogaaaa kyaaaa samaan kya samaan hoga main hawa ke paron pe kahaan ja raha hoon kahaan aasmaan ke paar shaayad aur koi aasmaan hoga baadlon ke parbaton par koi baarish ka makaan hoga hoo oo main hawa ke paron pe kahaan ja raha hoon kahaan kabhi
aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal wo iss taraf dekhta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal kisi ko woh tokta nahin chahe kuchh bhi kijiye rokta nahin ho rahi hai lootmaar phat rahe hain bam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal wo iss taraf dekhta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum kiss ko bheje wo yahaan khaak chhanne iss tamaam bheed ka haal jaanne aadmi hai angeenat devta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal wo iss taraf dekhta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum jo bhi hai wo thik hai zikr kyun kare hum hi sab jahaan ki fikr kyun kare jo bhi hai wo thik hai zikr kyun kare hum hi sab jahaan ki fikr kyun kare jab usse hi ghum nahin kyun humein ho ghum aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal wo iss taraf dekhta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum
dil chaahe dil chaahe aasmaan pe likh doon naam tera iss zameen pe likh doon naam tera pedon pe likh doon naam tera phoolon se likh doon naam tera aur tere naam ke saath jod doon kya naam mera ho naam mera dil chaahe asmaan pe likh doon naam tera iss zameen pe likh doon naam tera zameen na aasmaan tere dil mein mera naam ho kahin bhi main rahun mere dil mein tera naam ho ho tera mera naam ye saari duniya jaan le tera mera naam ye saari duniya jaan le jaaneman dil ke dil mein kyun rahein khul ke dil kyun na kahe suni hai meri sanam dil chaahe aasmaan pe likh doon naam tera iss zameen pe likh doon naam tera hawa ye kya chali jaane hum ko ye kya ho gaya samaa badal gaya dil na jane kahan kho gaya hoo tera saaya choom ke badala mausam jhoom ke tera saaya choom ke badala mausam jhoom ke jaane ja aare ja aare ja aare ja ja jab tak tera saath hai phir din hai ya raat hai ke hosh ham ko kahan dil chaahe aasmaan pe likh doon naam tera iss zameen pe likh doon naam tera mile
o jaaneman dilaraa ek nazar idhar bhi aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane dil mein hai tasveer yaar ki laaya hoon wo dikhlaane aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane dil mein hai tasveer yaar ki laaya hoon wo dikhlaane kaho pyar hai tumse o jana kaho pyar hai tumse seekho zara seekho andaaz pyaar ka hum se tum kar lo aji kar lo iqraar pyaar ka hum se tum seekho zara seekho andaaz pyaar ka hum se tum kar lo aji kar lo iqraar pyaar ka hum se tum aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane dil mein hai tasveer yaar ki laaya hoon wo dikhlaane kaho pyar hai tumse o jana kaho pyar hai tumse dilbar teri khaatir main chaand chhod kar aaya hoon dene nazrana main apne pyaar ko laaya hoon dilbar teri khaatir main chaand chhod kar aaya hoon dene nazrana main apne pyaar ko laaya hoon aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane dil mein hai tasveer yaar ki laaya hoon wo dikhlaane kaho pyar hai tumse o jana kaho pyar hai tumse saaya hoon main
aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya chaar din ki chaandani mein ghum kaa baadal chhaa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya jal gaya dil soz e ghum se jab koi yaad aa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya aag mein phoolon ki duniyaa mein mera tann rakh diyaa ek murde ko sajaa kar naam dulhan rakh diya bol maalik ye tamaasha tujh se kyun dekha gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya kiss kadar naashad hoon barbaad hoon veeran hoon reham kar mujh par khudaaya reham kar mujh par khudaaya main bhi ik insaan hoon maut hi de de ke ab shikwaa jubaan par aa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya chaar din ki chaandani mein ghum kaa baadal chhaa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya
aasmaan ke hai saare taare hai mera chaand kahaan aankhen hain nam dil mein hai ghum ho kuchh to reham khuda hooo uuuuooooouuuuuooooo mere pyaar se mila hooo uuuuooooouuuuuooooo sun le meri duaa hai chaar din zindagi ghum hai bepanaah ye dil mera kho gaya darde bedawaa berang hai mera jahaan kismat meri sajaa zaraa aasmaan ke hai saare taare hai mera chaand kahaan aankhen hain nam dil mein hai ghum ho kuchh to reham khuda hooo uuuuooooouuuuuooooo mere pyaar se mila hooo uuuuooooouuuuuooooo sun le meri duaa chaahat ki rasmon ko hum nibhaye jaate hain ishq ke dard ko sahte hai aahon mein ashqon mein raate guzren sanam imtehaan sab de chuke ab to de de silaaa hooo uuuuooooouuuuuooooo mere pyaar se mila hooo uuuuooooouuuuuooooo sun le meri duaa dil e naadaan maane ab naa ye zid pe hai yahaan chaahton ki de nishaani yaa mitaa mere nishaan berang hai mera jahaan kismat meri sajaa zaraa hooo uuuuooooouuuuuooooo mere pyaar se mila hooo uuuuooooouuuuuooooo sun le meri duaa
aasman kehta hai rab se tune chaand do kyun banaaye aasman kehta hai rab se tune chaand do kyun banaaye ek meraa tha hai daag doosra hai saaf saaf sab ki nazar uspe jaaye haay wohi toh hai meri hai wohi toh ke jisko dekh dekh chaand jalta hai wohi toh hai meri hai wohi toh ke jisko dekh dekh chaand jalta hai rab ne kaha ae aasman use bhej kar zameen pe hum bhi pachhtaye haay wohi toh hai meri hai wohi toh ke jisko dekh dekh chaand jalta hai wohi toh hai meri hai wohi toh ke jisko dekh dekh chaand jalta hai usko dekh phoolon ko hoti hai jalan kyun ki uski khushbu mein hai sabhi magan woh guzre door se hawa ke shor se uske aane ka pata chale yahan sabhi yeh jaane aasman kehta hai rab se tune chaand do kyun banaaye aasman kehta hai rab se tune chaand do kyun banaaye saat rang duniya mein hote hain magar aathvan kahan hai kise hai kya khabar jo usko dekh le woh pal mein jaan le rang kyun kare hai koshishen rang ek banaane aasman kehta hai rab se tune chaand do kyun
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aasma Aasma (2009) 04:49 17599
 
Poster of Aasma (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Shahab Allahabadi
Music Director- 
Afsar- Sajid
Duration : 04:49   Song Number : 17599   

Aasmaan Ke Neeche Jewel Thief (1967) 03:55 20076
 
Poster of Jewel Thief (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Vyjayanthimala
Duration : 03:55   Song Number : 20076   

Aasmaan Ke Paar Rockford (1999) 06:06 16881
 
Poster of Rockford (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
On Screen Actors- 
Sohail, Shankar Mahadevan
Duration : 06:06   Song Number : 16881   

Aasmaan Pe Hai Khuda Phir Subha Hogi (1958) 02:36 13952
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 02:36   Song Number : 13952   

Aasmaan Pe Likh Doon Ek Jaan Hain Hum (1983) 05:43 10661
 
Poster of Ek Jaan Hain Hum (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Rajeev Kapoor, Divya Rana
Duration : 05:43   Song Number : 10661   

Aasmaan Se Aaya Farishta An Evening In Paris (1967) 05:20 20075
 
Poster of An Evening In Paris (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 05:20   Song Number : 20075   

Aasmaan Waale Teri Duniyaan Laila Majnu (1953) 03:43 13580
 
Poster of Laila Majnu (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Nutan
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 03:43   Song Number : 13580   

Aasman Ke K K 04:16 16957
 
Poster of K K
 
Category
Indipop
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
Kalyan Barua
Duration : 04:16   Song Number : 16957   

Aasman Kehta Hai Rab Se Mast (1999) 05:10 36753
 
Poster of Mast (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Nitin Raikwar
Music Director- 
Sandeep Chowta
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Aftab Shivdasani, Urmila Matondkar
Duration : 05:10   Song Number : 36753