Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBaadal
HomeBaadal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ayi ayi ayi roz roz cho zara ayi ayi ayi mere yaara baadal wo aaye aaye garmi badhaye haaye paani bhi laaye laaye uski marzi haan rasta jo haaye aaye wohi pe jaaye jaaye kahin mud jaaye jaaye uski marzi suno suno ye fasana socho zara mere yaara suno suno ye fasana socho zara mere yaara suno suno ye fasana socho zara mere yaara uski marzi uski marzi uski marzi uski marzi pathar pooje bhi jaaye in raahon mein bhi wo mil jaayen ye dhaaga hai nazuk nazuk bandhan phir bhi to bandha jaaye khayaalon se duniya chale ishaare samjh le ye zara aa mane wo dil ki hai jo karen phir koi tera mera yahaan kya suno suno ye fasana socho zara mere yaara suno suno ye fasana socho zara mere yaara baadal wo aaye aaye garmi badhaye haaye paani bhi laaye laaye uski marzi han rasta jo haaye aaye wohi pe jaaye jaaye kahin mud jaaye jaaye uski marzi saagar mein doobe nadi juda hai naam rang wahi phoolon se aaye mehak kab se hai unmein pata nahi zameen pe thehar jaate hain kisi ke kadmo ke bhi
baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge un madbhari aankhon ko bhi sharma ke peeyenge un madbhari aankhon ko bhi sharma ke peeyenge paimaane ko paimaane se takraa ke peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge baadal bhi hai waada bhi hai meena bhi hai tum bhi baadal bhi hai waada bhi hai meena bhi hai tum bhi baadal bhi hai waada bhi hai meena bhi hai tum bhi itraane ka mousam hai itraa ke peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge dekhenge ke aata hai kidhar se ghum e duniya dekhenge ke aata hai kidhar se ghum e duniya dekhenge ke aata hai kidhar se ghum e duniya saaqi tujhe hum saamne bithlaa ke peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge
baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa aa saanson se meri nikal ke aa baahon mein meri machal ke aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa saanson se meri nikal ke aa baahon mein meri machal ke aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa aaaa aa aa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaaaaaa shaamon pe lehraayein mausam hare hare chaandi si barsayen baadal bhare bhare hooo shaakhon pe lehrayein mausam hare hare chaandi si barsayen baadal bhare bhare bheegi huyi in fizaaon mein aankhon se dil mein sambhal ke aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa main hoon teri zameen tu mera aasman tu meri aarzoo main teri jaan e jaan tootti hai bhanak ban ke angdaaiyan aao bahon mein bhar lein ye tanhaaiyaan main hoon teri zameen tu mera aasman tu meri aarzoo main teri jaan e jaan aanchal ki chanchal hawaaon mein honton pe geeton sa dhal ke aa baadal
baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye tum zindagi mein kyon meri aa kar goom ho gaye ho aise mujhko bhula kar main pyar tera dil mein saja kar baithi hoon kab se aas laga kar dukh mere dil ke honthon pe aaye o aane wale par tum to na aaye aawaz meri aa jaao sun ke todo na sapne haye mere nayan ke is baar tumse kisi bhi jatan se main raaz apne saare kah dungi man ke khamosh rah ke ye dard paaye o aane waale par tum to na aaye baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye tum to na aaye
baadal yun garajta hai darr kuchh aisa lagta hai baadal yun garajta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi baadal yun garajta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi baahar bhi tufaan andar bhi tufaan beech mein do tufaanon ke ye sheeshe ka makaan baahar bhi tufaan andar bhi tufaan beech mein do tufaanon ke ye sheeshe ka makaan aise dil dhadakta hai aise dil dhadakta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi ye deewaani shaam ye tufaani shaam aag barsti hain saawan mein paani ka hai naam ye deewaani shaam ye tufaani shaam aag barsti hain saawan mein paani ka hai naam bas kuchh bhi ho sakta hai bas kuchh bhi ho sakta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi tauba husn e yaar badle rang hazaar sharm kabhi aati hai aur kabhi aata hai pyaar tauba husn e yaar badle rang hazaar sharm kabhi aati hai
jo mammy ki aankhon ke taare the hum tum to daddy ke dil ke sahaare the hum tum aye bada lutf tha jab o kunware the hum tum suno ji bada lutf tha jab kunware the hum tum suno ji bhare shahar mein sabko pyaare the hum tum muhalle mein sabke dulaare the hum tum bada lutf tha jab aye kunware the hum tum suno ji bada lutf tha jab kunware the hum tum suno ji main hero tha kitno ka shaadi se pahle tha hangama fitno ka shaadi se pahle badi beautiful thi jawani ki raatein haseeno se hoti thi rangeen baatein mujhe yaad hai aaj tak wo zamana haseeno ke jamghat mein picnic manana magar ban gayi jab se tu meri dulhan meri jindagi ban gayi ek uljhan jo shaadi huyi to baje mere barah meri har khushi ho gayi nau do gayarah teri budi maa ne kabhi mujh ko daanta kabhi ban gaya tera baap dil mein kaanta kabhi jaan ko aa gaye tere bhaayi kabhi teri bahano ne ki haathapayi aur uss par sitam har baras ek bachcha chalo abb mujhi ko chaba jaao kachcha huaa har maja kirkira aashiqi ka
baadol diner prothom kadom phul korechho daan aami dite esechhi sraboner gaan baadol diner prothom kadom phul korechho daan megher chhaayay aandhokare rekhechhi dheke taare ei je aamar surer kheter prothom sonaar dhaan baadol diner prothom kadom phul korechho daan aaj ene dile hoyto dibe na kaal rikto hobe je tomar phuler daal aaj ene dile hoyto dibe na kaal rikto hobe je tomar phuler daal e gaan aamar shrabone shrabone tobo bishritishroter plabone e gaan aamar shrabone shrabone tobo bishritishroter plabone phiria phiria aasibe toroni phiria phiria aasibe toroni bohi tabo sammaan baadol diner prothom kadom phul korechho daan
badal jaaye agar maali chaman hota nahin khaali bahaaren phir bhi aati hai bahaaren phir bhi aayengi badal jaaye agar maali chaman hota nahin khaali bahaaren phir bhi aati hai bahaaren phir bhi aayengi badal jaaye agar maali chaman hota nahin khaali thakan kaisi ghutan kaisi chal apni dhun mein deewane thakan kaisi ghutan kaisi chal apni dhun mein deewane khilaa le phool kaanton mein sajaa le apne veerane khilaa le phool kaanton mein sajaa le apne veerane hawaayen aag bhadkaayen fazaayen zehar barsaayen bahaaren phir bhi aati hai bahaaren phir bhi aayengi badal jaaye agar maali chaman hota nahin khaali andhere kya ujaale kya naa ye apne naa wo apne andhere kya ujaale kya naa ye apne naa wo apne tere kaam aayenge pyaare tere armaan tere sapne tere kaam aayenge pyaare tere armaan tere sapne zamaana tujhse ho barham naa aaye raah par mausam bahaaren phir bhi aati hai bahaaren phir bhi aayengi badal jaaye agar maali chaman hota nahin khaali bahaaren phir bhi aati hai
badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam tumhare hain jab tak ke dum mein hai dum tumhari kasam kaho naam ulfat ka badnaam kyun hai humaari wafaon pe ilzaam kyun hai kaho naam ulfat ka badnaam kyun hai humaari wafaon pe ilzaam kyun hai batao to hoga tumhara karam tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam ye mana hai mushkil mohabbat ki raahen agar daal di tumne baahon mein baahen ye mana hai mushkil mohabbat ki raahen agar daal di tumne baahon mein baahen khushi se sahenge tumhare sitam tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam jahan tak jahan ke nazaare rahenge tumhare rahe hain tumhare rahenge jahan tak jahan ke nazaare rahenge tumhare rahe hain tumhare rahenge na dolenge ulfat mein apne kadam tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam
badalo badalo barso nayan ki kor se bijliyaan kadkoundh gayi ki or se ooooo badalo barso nayan ki kor se aye ghatao garjana ko tham lo aye ghatao garjana ko tham lo aaj mere karun swar se kaam lo ooooo oooo ooooo aaj mere aaj mere karun swar se kaam lo bandh gaya saawan nayan ki dor se badalo badalo barso nayan ki kor se zeher ko amrit samajh kar pee rahi zeher ko amrit samajh kar pee rahi neen jal bin deen ho kar jee rahi praan tadpe bhagya ke jhakjor se badalo badalo barso nayan ki kor se bijliyaan kadkoundh gayi ki or se ooooo badalo barso nayan ki kor se
baadlon se kaat kaat ke kaagzon pe naam jodna baadlon se kaat kaat ke kaagzon pe naam jodna ye mujhe kya ho gaya are ye mujhe kya ho gaya doriyon se baandh baandh ke raat bhar chaand todna ye mujhe kya ho gaya ye mujhe kya ho gaya ek baar tumko jab baraste paaniyon ke paar dekha tha yun laga tha jaise gungunata ek aab shaar dekha tha ek baar tumko jab baraste paaniyon ke paar dekha tha yun laga tha jaise gungunata ek aab shaar dekha tha tab se meri neend mein barasti rehti ho bolti bahot ho aur hansti rehti ho jo tujhe jaantaa na hoo usse tera naam poochhana ye mujhe kya ho gaya ye mujhe kya ho gaya ye mujhe kya ho gaya dekho yun khule badan tum dekho yun khule badan gulaabi saahilon pe aaya na karo tum namak bhare samandron mein iss tarah nahaaya naa karo saara din chaandani si chhayi rehti hai aur gulaabi dhoop baukhlaayi rehti hai jaamunon ki narm daal pe naakhunon se naam khodna ye mujhe kya ho gaya ye mujhe kya ho gaya baadlon se kaat kaat ke kaagzon pe naam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baadal Yuva (2004) 05:21 18626
 
Poster of Yuva (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Esha Deol
Duration : 05:21   Song Number : 18626   

Baadal Ki Tarah Jhoom Ke Jagjit Singh 05:46 35959
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:46   Song Number : 35959   

Baadal Pe Chal Ke Aa Vijay (1988) 06:02 19155
 
Poster of Vijay (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Nida
Music Director- 
Shiv, Hari
Duration : 06:02   Song Number : 19155   

Baadal To Aaye Dillagi (1978) 03:56 16426
 
Poster of Dillagi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:56   Song Number : 16426   

Baadal Yun Garajta Hai Betaab (1983) 05:43 20172
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amrita Singh, Suny Deol
Duration : 05:43   Song Number : 20172   

Bada Lutf Tha Jab Kunware The Hum Noor E Elahi (1976) 09:45 18535
 
Poster of Noor E Elahi (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Bablu O Heeraj
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 09:45   Song Number : 18535   

Badal Diner Pratham Kadom Phul Hemanta Mukherjee 03:44 32250
 
Poster of Hemanta Mukherjee
 
Duration : 03:44   Song Number : 32250   

Badal Jaaye Agar Maali Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 04:04 12798
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha, Tanuja
Duration : 04:04   Song Number : 12798   

Badal Jaaye Duniya Na Badlenge Hum Captain Kishore (1957) 03:16 15564
 
Poster of Captain Kishore (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Suresh
Duration : 03:16   Song Number : 15564   

Badalo Barso Nayan Ki Kor Se Sampoorn Ramayan (1961) 03:20 37622
 
Poster of Sampoorn Ramayan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha
Raag- 
Malhar
Duration : 03:20   Song Number : 37622   

Badalon Se Satya (1998) 06:03 18746
 
Poster of Satya (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Vishal
Music Director- 
Vishal
Singer- 
Bhupendra
On Screen Actors- 
Urmila Matondkar, J D Chakravarthy
Duration : 06:03   Song Number : 18746