Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBhaiya%20Mere%20Rakhi%20Ke
HomeBhaiya%20Mere%20Rakhi%20Ke
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhaiya mere rakhi ke bandhan ko nibhana bhaiya mere chhoti behan ko na bhulana dekho ye naata nibhana nibhana bhaiya mere rakhi ke bandhan ko nibhana bhaiya mere chhoti behan ko na bhulana bhaiya mere ye din ye tyohaar khushi ka paawan jaise neer nadi ka bhai ke ujle maathe pe behan lagaaye mangal tika jhoome ye saawan suhaana suhaana bhaiya mere bhaiya mere rakhi ke bandhan ko nibhana bhaiya mere chhoti behan ko na bhulana bhaiya mere aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa baandh ke humne resham dori tumse wo ummeed hai jodi naazuk hai jo saans ke jaisi par jeevan bhar jaaye na todi jaane ye saara zamana zamana bhaiya mere bhaiya mere rakhi ke bandhan ko nibhana bhaiya mere chhoti behan ko na bhulana bhaiya mere shayad wo saawan bhi aaye jo pehla sa rang naa laaye behan praaye desh basi ho agar wo tum tak pahunch naa paaye yaad ka deepak jalana jalana bhaiya mere bhaiya mere rakhi ke bandhan ko nibhana bhaiya mere chhoti behan ko na bhulana bhaiya mere
na na na na na na meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega aise jhatke se daar mat chhodo aise jhatke se daar mat chhodo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega baabul ne ye ped lagaaya veera ne ki rakhwaali mere veera ne ki rakhwaali hoooo maiyyaa ne isko aise seencha phoolon ko jaise maali are phoolon ko jaise maali tum pardesi aaye kahaan se are tum pardesi aaye kahaan se kaise pakad li daali are re re meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega khatte phenke meethe raakhe shabri badi sayaani are shabri badi sayaani hoooo jhoothe ber mein preet hai kitni lakshman ne kab jaani are lakshman ne kab jaani raam hi pehchaanege mujhko are raam hi pehchaanege mujhko raam ki main deewani are re re meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta uiee kaanta chubh jaayega aise jhatke se daar mat chhodo aise jhatke se daar mat chhodo koi kaanta haaye kaanta chubh
meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh jaise hirni paani ke naloon ko tarasti hai meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh hmm raat aur din aansoo bahte hain duniya wale sab kahte hain hai kaun kahan hai tera khuda kyun hai itna bechain ye dil kyun jaan ye girti jati hai hoga kis din deedar tera kab hoga milna rubaroo meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh yerdaan ki zameen se gaoonga kohe mizgaar se gaoonga gaharaon se geharaon tak raat aur din hoga tera karam main geet dua ke gaoonga wo mujh pe kare apni rahmat hai meri bus ye aarzoo meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh dushman ki malamat teer si hai kyun us ke zulm ka saug karoon chattan hai meri mera khuda wo mujh se yeh har dam kehte hain hai kaun kahan hai tera khuda hoga kis din deedar tera mere toote dil ki aas hai tu meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bhaiya Mere Rakhi Ke Chhoti Bahen (1959) 03:39 20216
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 03:39   Song Number : 20216   

Meri Beri Ke Ber Mat Anokhi Raat (1968) 03:13 20940
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Aruna Irani
Duration : 03:13   Song Number : 20940   

Meri Rooh Khuda Ki Christian Devotional 06:46 11386
 
Poster of Christian Devotional
 
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:46   Song Number : 11386