Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBoondon%20Se%20Baatein
HomeBoondon%20Se%20Baatein
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


oooooo ho ho oooo ho ooo ho ooo ho oooo ho ooo ho ooo ho oooo ho ooo aashiq hoon main kaatil bhi hoon sabke dilon mein shaamil bhi hoon aashiq hoon main kaatil bhi hoon sabke dilon mein shaamil bhi hoon aashiq hoon main kaatil bhi hoon sabke dilon mein shaamil bhi hoon dil ko churaana neendein udaana dil ko churaana neendein udaana bas yehi mera kusoor waadon se apne mukarta nahin marne se main kabhi darta nahin aashiq hoon main kaatil bhi hoon sabke dilon mein shaamil bhi hoon dil ko churaana neendein udaana bas yehi mera kusoor waadon se apne mukarta nahin marne se main kabhi darta nahin chaaron taraf hai mere hi charche honthon pe hai bas mera naam rangon bhari subah meri masti mein doobi hai meri shaam jhoothi kahaani sacchi lage aawargi mujhe achchhi lage naghme sunaana sabko nachaana bas yehi mera kusoor waadon se apne mukarta nahin marne se main kabhi darta nahin hai ye mohabbat kamzori meri chaahat ki duniya pe mera raaj bas rab ke aage jhukta mera sar
bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon bada hai dhoka teri nazar mein main kis tarah aitbaar kar loon bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon yeh bheeni bheeni hawa ki khushboo mehek hai tere hi tan badan ki ye bheeni bheeni hawa ki khushboo mehek hai tere hi tan badan ki sambhal ke bolo chatak na jaaye koi naveli kali chaman ki meri kali tum meri kali tum agar kaho to main zindagi ko bahaar kar loon bada hai dhoka teri nazar main main kis tarah aitbaar kar loon hazaar baatein hain aisi dil mein jo ruk gayi hain jabaan pe aa ke hazaar baatein hain aisi dil mein jo ruk gayi hain jabaan pe aa ke jo baat lab pe machal rahi hai wo aaj keh doon nazar mila ke kisi ki ho ke kisi ki ho ke ye chain kho ke main dil ko kyun bekraar kar loon bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon gino na ab dhadkane humari na aur lo imtihaan humara gino na ab dhadkane humari na aur lo imtihaan humara ise na
bahut haseen ho bahut jawan ho haseen raho tum jawan raho tum humein na bhoolo jahaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho haseen raho tum jawan raho tum humein na bhoolo jahaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho zamane mein aftaab banke tumhara husn o shabaab chamke hooo oooo zamane mein aftaab banke tumhara husn o shabaab chamke sitare choomein kadam tumhare baharon ke darmiyaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho haseen raho tum jawan raho tum humein na bhoolo jahaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho labon pe bikhra hua tabassum udasiyon mein kabhi na ho gum hooo oooo labon pe bikhra hua tabassum udasiyon mein kabhi na ho gum jo tumko dekhe yahi dua de ki umar bhar shaadma raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho haseen raho tum jawan raho tum humein na bhoolo jahaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho khuda kare waqt ka farishta na tode ye do dilon ka rishtaa hooo oooo khuda kare waqt ka farishta na tode ye do dilon ka rishtaa kabhi vo
bahut sataane laga daur e intezaar mujhe bahut sataane laga daur e intezaar mujhe zara thappak ke sula de khayal e yaar mujhe bahut sataane laga daur e intezaar mujhe ajeeb haal hai phir aaj dil ki dhadkan ka ajeeb haal hai phir aaj dil ki dhadkan ka pukaarta hai koi jaise baar baar mujhe zara thappak ke sula de khayal e yaar mujhe bahut sataane laga daur e intezaar mujhe tamaam raat kya ab yun hi jaagna hoga tamaam raat kya ab yun hi jaagna hoga wo chhup gaye hain kahaan kar ke beqaraar mujhe zara thappak ke sula de khayal e yaar mujhe bahut sataane laga daur e intezaar mujhe
ra rara ra ra ra ra ra ra ra rara ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra haan aa aa bheegi bheegi bheegi jaadu bhari lamhon ki ye raatein bheegi bheegi bheegi jaadu bhari lamhon ki ye raatein dekho karne lagi hoon main boondon se baatein boondon se baatein boondon se baatein main boondon se baatein boondon se baatein main boondon se baatein bheegi bheegi bheegi jaadu bhari lamhon ki ye raatein dekho karne lagi hoon main boondon se baatein hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm haan aa aa maine poochha boondon se maine poochha boondon se sach sach bolo hai raaz kya yun barse ghata kis ghum mein kehne lagi ye to aas hai kis ki chaah mein khushiyon ke parwat ki deewani wo barse ghata mastaani wo mujh pe bhi hai deewanapan kiska dekho karne lagi hoon main boondon se baatein boondon se baatein boondon se baatein main boondon se baatein bheegi bheegi bheegi jaadu bhari lamhon ki ye raatein dekho karne lagi hoon main boondon se baatein saundhi saundhi
hooo jattpure ki jatti jo fashion ki hai patti hai aage peechhe aage peechhe mere o jaan e jaan tu dola mere dil mein chaahe cola hai aage peechhe aage peechhe mere haaa aaaa dil hi dil mein dekh raha hai jaane kiska sapna aish kare woh maine socha kya jaata hai apna kyun dekhe hai sapna o chhore tu kyun dekhe hai jhootha sapna lo humko lo humko banaane hai chali aayi hai mohalle mein koi manchali ha saji hai yeh dulhan se badh ke zara chai se hai zyada garam ketli uff dhuaan dhuan hua yahan pe kaun jalaa hai itna ye bhi kya kanoon banega kaun sajega kitna kaleja tu le ja tu le ja gori le ja kaleja meri jaan yeh ladka yeh ladka jahaan se hai padha main bhi jaldi rakhti thi usko khada ye dekho ye dekho shakal se lage jaise ki karela ho neem pe chadha aah kadwa bhi hoon meetha bhi hoon chakh le jo hai chakhna khuli chhoot hai maujein karle dil ki dil mein rakh naa
daastan e ghum e dil unko sunaayi naa gayi baat bigdi kuchh aisi ke banaayi naa gayi daastan eeeee sabko hum bhool gaye josh e junoon mein lekin sabko hum bhool gaye josh e junoon mein lekin ik teri yaad thi aisi ke bhoolaayi naa gayi baat bigdi kuchh aisi ke banaayi naa gayi daastan eeeee ishq par kuchh naa chala deeda e tar ka kaaboo ishq par kuchh naa chala deeda e tar ka kaaboo usne jo aag lagaa di wo bhujaayi naa gayi daastan e ghum e dil unko sunaayi naa gayi
oo oooo oooo oooo oooo oooo ooooo ooo oo raani dhuan sa utha dekho charon or re kahin kho na jaaye mera chitchor re mera chitchor dhuan sa utha dekho charon or re kahin kho na jaaye mera chit chor re mera chit chor dhuan sa utha dekho charon or re ghirne lage hain mann pe andhere ghirne lage hain mann pe andhere phoolon ke roop mein baithe lutere dil to hai komal duniya kathor re oo oooo dhuan sa utha dekho charon or re jeena safal ho tujhko jo paa lun jeena safal ho tujhko jo paa lun parde mein dil ke tujhko chhipa lun dekh le na roop tera koi bhi chakor re oo oooo dhuan sa utha dekho charon or re husn o wafa ka aisa tu sangam husn o wafa ka aisa tu sangam tujhko jo dekhun mitta hai har ghum tod de na koi teri meri dor re oo oooo dhuan sa utha dekho charon or re kahin kho na jaaye mera chit chor re mera chit chor dhuan sa utha dekho charon or re
do sadiyon ke sangam par milne aaye hain do sadiyon ke sangam par milne aaye hain do sadiyon ke sangam par milne aaye hain ek sadi ki shaam jahan par ek sadi ka wahin savera samay na dale kahin bhi dera ek samay lekin do sadiyaan do sadiyaan ek samay lekin do sadiyaan do sadiyaan do sadiyon ke beech uthi do sadiyon ke beech uthi ehsas ki ik deewaar ehsas ki ik deewaar is deewar ke pichhe ja ke is deewar ke pichhe ja ke bhes badalta ye samay bhes badalta ye samay yaad karta hai shringar do sadiyon ke sangam par milne aaye hain do sadiyon ke sangam par milne aaye hain ek sadi ki shaam jahan par ek sadi ka wahin savera samay na dale kahi bhi dera ek samay lekin do sadiyaan do sadiyaan ek samay lekin do sadiyaan do sadiyaan neele rang ke iss daman mein kitne sukoon bhare lamhe hain neele neele rang mein rooh ke saare geet ghule hain surkhi jaise garam lahu hai jhalak sharab hai surkhi surkhi taza zakhm jaise khilta gulaab hai surkhi ho jism mein behti sari surkhi rooh
do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat muskuraata hai umeedon kaa chaman aaj ki raat aaaaaa rang laayi hai mere dil ki lagan aaj ki raat saari duniyaa nazar aathi hai dulhan aaj ki raat do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat aaj ki raat husn waale teri duniyaa mein koi aaya hai tere deedar ki hasrat bhi koi laaya hai tod de tod de parde ka chalan aaj ki raat muskuraata hai umeedon kaa chaman aaj ki raat do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat aaj ki raat jinse milne ki tamnna thi wohi aate hain chaand taare meri raahon mein bichhe jaate hain chumtaa hai mere kadamon ko gagan aaj ki raat saari duniyaa nazar aathi hai dulhan aaj ki raat do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat aaj ki raat
dost ban ban ke mile mujhko mitaane waale maine dekhe hain kai rang badalne waale dost ban ban ke mile mujhko mitaane waale tumne chup reh ke sitam aur bhi dhaaya mujh par tumse achchhe hain mere haal pe hansne waale tumse achchhe hain mere haal pe hansne waale main to ikhlaak ke haathon hi bika karta hoon main to ikhlaak ke haathon hi bika karta hoon aur honge tere baazar mein bikne waale aakhiri baar salaam e dil e mustar le lo phir naa lautenge shab e hijr ke rone waale dost ban ban ke mile mujhko mitaane waale
dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho tum kiran nnnnn tum kiran sawere ki tum chiraag manzil ka jab se tum ko dekha hai khil uthha hai chaman dil ka dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho tum ho mera aaaaa tum ho mera aaina main tumhaari soorat hoon tum mera muqaddar ho main tumhaari kismat hoon dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho umar bhar naa aaa umar bhar na aana tum dil jalon ki baaton mein saath hum ko chalna hai haath leke haathon mein dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho
dost dost naa raha pyaar pyaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha dost dost naa raha pyaar pyaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha amaanaten main pyaar ki gaya tha jisko saunp kar wo mere dost tum hi the tum hi to the jo zindagi ki raah mein bane the mere humsafar wo mere dost tum hi the tum hi to the saare bhed khul gaye raazdaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha gale lagi seham seham bhare gale se boltin wo tum naa thi to kaun tha tumhin to thi safar ke waqt mein falak pe motiyon ko tolti wo tum naa thi to kaun tha tumhin to thi nashe ki raat dhal gayi ab khumaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha wafaa ka le ke naam jo dhadak rahe the har ghadi wo mere nek nek din tumhin to ho jo muskuraa ke reh gaye zehar ki jab suyi gadi wo mere nek nek din tumhin to ho ab kisi ka mere din intezaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha dost dost
dost kahaan koi tumsa tumsa nahin koi mister kabhi tum darling kabhi mehbooba kabhi tum bholi bhali sister ohh sister dost kahaan koi tumsa tumsa nahin koi sister chali gayi jaane do ek ghoont mein paarvati tum ek ghoont mein chandramukhi ek ghoont mein paarvati tum ek ghoont mein chandramukhi ek baar lag jaao gale se devdaas hain bade dukhi ek boond mein charchil ho gaye ek boond mein hitlar ae ae ae ae ae dost kahaan koi tumsa tumsa nahin koi mister rum chadhe to ghum utrenge whiskey se dukh khiske rum chadhe to ghum utrenge whiskey se dukh khiske jin se bhaage bhoot nigoda tum kiske hum kiske raat ko pee ke boriya dhundhe din ko dhundhe bistar hmm mister wah ha dost kahaan koi tumsa tumsa nahin koi mister kiski aankh ka aansoo hai ye tair raha hai pyaale mein kiski aankh ka aansoo hai ye tair raha hai pyaale mein doob naa jaaye andhere mein phenko ise ujaale mein ye kiske sindoor se maine ye kiske sindoor se maine daag liya hai dil par dost kahaan koi tumsaa
dosti haaye humne to ki hai rain se dosti haaye humne to ki hai rain se jaage yaar ki yaadon mein hum jaage yaar ki yaadon mein hum wo jaage subah ke liye re dosti haaye humne to ki hai rain se jaage yaar ki yaadon mein hum jaage yaar ki yaadon mein hum wo jaage subah ke liye re dosti haaye humne to ki hai rain se palken jhapakne paati nahin hain yaad tihaari jaati nahin hain aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa palken jhapakne paati nahin hain yaad tihaari jaati nahin hain chaandni dil ko lubhaati nahin hain mast pawan bhi sulaati nahin hai baatein raat se teri karein hum baatein raat se teri karein hum wo os ke aansu roye re dosti haaye humne to ki hai rain se man ka panchhi dhundhe basera mann ka andhera chaahe savera aa aa aa aa aa aaaaa aa aa aa aaaaa mann ka panchhi dhundhe basera man ka andhera chaahe savera aaja basa le hum apna dera ye jag tera hai na mera dheeme dheeme chali hai rain bhi dheeme dheeme chali hai rain bhi aaja ik nayi subah liye re dosti haaye
dosti jab kisi se ki jaaye dosti jab kisi se ki jaaye dushmanon ki bhi raye li jaaye dosti jab kisi se ki jaaye maut ka zehar hai fizaaon mein maut ka zehar hai fizaaon mein ab kahan ja ke saans li jaaye ab kahan ja ke saans li jaaye dushmanon ki bhi raye li jaaye bas isi soch mein hoon dooba hua bas isi soch mein hoon dooba hua ye nadi kaise paar ki jaaye ye nadi kaise paar ki jaaye dushmanon ki bhi raye li jaaye mere maazhi ke zakhm bharne lage mere maazhi ke zakhm bharne lage aaj phir koi bhool ki jaaye aaj phir koi bhool ki jaaye dushmanon ki bhi raye li jaaye botalen khol ke to pee barson botalen khol ke to pee barson aaj dil khol ke bhi pee jaaye aaj dil khol ke bhi pee jaaye dosti jab kisi se ki jaaye dushmanon ki bhi raye li jaaye dosti jab kisi se ki jaaye
doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil dekhiye rooth kar yaar jaane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga bewaafai haseenon ka dastoor hai tod kar mera dil kitne magroor hain oooo ye jo badle to hum bhi badal jayenge chahne wale humko bhi mil jayenge inke harjai pan ka chalan dekh kar dushmanon pe hamein pyaar aane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga kal talak to wafa ki ye tasveer thee haye meri mohabbat ki takdeer thee hooo bewafai ki ab jinda tasveer hai julm karte hai zalim hai bepeer hain inke harjai pan ka chalan dekh kar dushmanon pe hamein pyaar aane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil
dil ki gehraaiyon tak nazar jaati hai teer ban kar jigar mein utar jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai dosti dushmani mein badal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai dosti dushmani mein badal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai raaz e dil ab chhupaane se kya faayda raaz e dil ab chhupaane se kya faayda iss lagi ko bhujhaane se kya faayda kya faayda aag bhujh jaati hai cheez jal jaati hai aag bhujh jaati hai cheez jal jaati hai dosti dushmani mein badal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai kya hua gar shikaayat ka mauka diya kya hua gar shikaayat ka mauka diya sab ne achchha kiya humko dhoka diya humko dhoka diya zindagi ladkhada kar sambhal jaati hai zindagi ladkhada kar sambhal jaati hai dosti dushmani mein badal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal
hoo parapa viruru tarara viru tiru tiru ta tirutu ra tiruru ra doston se pyaar kiya dushmanon se badla liya jo bhi kiya humne kiya shaan se shaan se doston se pyaar kiya dushmanon se badla liya jo bhi kiya humne kiya shaan se shaan se doston se pyaar kiya dushmanon se badla liya jo bhi kiya humne kiya shaan se shaan se shaan se shaan se
doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston doston hoo aise log roz kaahaan milte hain aise phool saalon mein khilte hain haan aise log roz kaahaan milte hain aise phool saalon mein khilte hain aare tum jaisa kaun hai koi nahin hothon ko hothon ko hothon ko hothon ka paigaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho hay doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston doston kya jaane kab ye dil kho jaaye deewaana ye kis ka ho jaaye ho kya jaane kab ye dil kho jaaye deewaana ye kis ka ho jaaye iss dil ka aitbaar koi nahin dil waalon dil waalon dil waalon ye dile badla mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston doston ho baaton se bante hain afsaane thode se hum sab hain deewaane haan baaton se bante hain
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baadshah O Baadshah Baadshah (1999) 06:41 18718
 
Poster of Baadshah (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Abhijeet, Chorus
Duration : 06:41   Song Number : 18718   

Bahut Haseen Hain Tumhari Aankhein Aadhi Raat Ke Baad (1965) 04:08 36993
 
Poster of Aadhi Raat Ke Baad (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Ragini, Sailesh Kumar
Duration : 04:08   Song Number : 36993   

Bahut Haseen Ho Bahut Jawaan Main Wohi Hoon (1966) 05:30 36918
 
Poster of Main Wohi Hoon (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 05:30   Song Number : 36918   

Bahut Sataane Laga Daur E Intezaar Aag (1967) 03:19 37571
 
Poster of Aag (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 03:19   Song Number : 37571   

Boondon Se Baatein Thakshak (1999) 05:26 20236
 
Poster of Thakshak (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Sujata Trivedi
On Screen Actors- 
Tabu
Duration : 05:26   Song Number : 20236   

D Se Dance Humpty Sharma Ki Dulhania (2014) 03:23 36166
 
Poster of Humpty Sharma Ki Dulhania (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Sachin, Jigar
On Screen Actors- 
Varun Dhawan, Alia Bhatt
Duration : 03:23   Song Number : 36166   

Daastan E Ghum E Dil Unko Sunaayi Na Gayi Jagjit Singh 03:20 15954
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:20   Song Number : 15954   

Dhuan Sa Utha Dekho Bhayaanak (1979) 06:39 40197
 
Poster of Bhayaanak (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suresh Wadkar
Duration : 06:39   Song Number : 40197   

Do Sadiyon Ke Sangam Gaja Gamini (2000) 05:21 37027
 
Poster of Gaja Gamini (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Bhupen Hazarika
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Madhuri Dixit
Duration : 05:21   Song Number : 37027   

Do Sitaaron Ka Zameen Kohinoor (1960) 03:32 13557
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 13557   

Dost Ban Ban Ke Mile Mujhko Mitaane Wale Jagjit Singh 04:22 16020
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:22   Song Number : 16020   

Dost Ban Ke Aaye Ho Bin Phere Hum Tere (1979) 05:19 32724
 
Poster of Bin Phere Hum Tere (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Sarika
Duration : 05:19   Song Number : 32724   

Dost Dost Naa Raha Sangam (1964) 05:47 20403
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:47   Song Number : 20403   

Dost Kahaan Koi Tumsa Khamoshi (1969) 03:55 37721
 
Poster of Khamoshi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Deven Verma
Duration : 03:55   Song Number : 37721   

Dosti Humne To Ki Hai K J Yesudas 06:03 40826
 
Poster of K J Yesudas
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
Lalit Sen
Singer- 
K J Yesudas
Duration : 06:03   Song Number : 40826   

Dosti Jab Kisi Se Ki Jaye Jagjit Singh 05:45 37308
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:45   Song Number : 37308   

Doston Ki Haqeeqat Laila (1984) 04:56 37343
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 04:56   Song Number : 37343   

Doston Mein Koi Baat Prem Kahani (1975) 03:56 20405
 
Poster of Prem Kahani (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:56   Song Number : 20405   

Doston Se Pyaar Kiya Shaan (1980) 03:29 18227
 
Poster of Shaan (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Parveen Babi, Amitabh Bachchan
Duration : 03:29   Song Number : 18227   

Doston Tum Sabko Yudh (1985) 05:31 18397
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Anil Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:31   Song Number : 18397