Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDilli
HomeDilli
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmmm aaaa aa aaa aaa aaaa dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki dil ye is qaabil kahaan hai kadardaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki kapkapaate honth jisko keh na paaye sharm se kapkapaate honth jisko keh na paaye sharm se jhukti aankhon ne suna di jhukti aankhon ne suna di wo kahaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki aur is duniya mein kya hai deed ke qaabil bhala ek mera deewaanapan hai ek mera deewaanapan hai ek jawaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki apne dil ko kyun na chaahun jisne chaaha aapko apne dil ko kyun na chaahun jisne chaaha aapko ab to mera dil bhi hai ab to mera dil bhi hai jaise nishaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki dil ye is qaabil kahaan hai kadardaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki
dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun jab paas tum nahin to bahaaron ko kya karun dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun jalwon se jiske chaand sitaaron mein thi ziyaa jalwon se jiske chaand sitaaron mein thi ziyaa ab wo haseen nahin to sitaaron ko kya karun jab paas tum nahin to bahaaron ko kya karun dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun tasveer aur tasavur e jaana ye sab fareb tasveer aur tasavur e jaana ye sab fareb main unse door unke nazaaron ko kya karun jab paas tum nahin to bahaaron ko kya karun dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun wo jannat e nigaah wo firdaus e rang o boo wo jannat e nigaah wo firdaus e rang o boo guzri huyi haseen bahaaron ko kya karun jab paas tum nahin to bahaaron ko kya karun dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun khawaabon se noor chheen liya aye khayaal e yaar khawaabon se noor chheen liya aye khayaal e yaar tere bagair tere ishaaron ko kya karun jab paas
hmmm hmmm hmmm hmmm dil hi to hai na sang o khisht dard se bhar na aaye kyun dil hi to hai na sang o khisht dard se bhar na aaye kyun royenge hum hazaar baar koi humen sataaye kyun dil hi to hai na sang o khisht dard se bhar na aaye kyun qaid e hayaat o band e ghum asl mein donon ek hain qaid e hayaat o band e ghum asl mein donon ek hain maut se pahle aadmi ghum se nijaat paaye kyun dil hi to hai na sang o khisht dard se bhar na aaye kyun dair nahin haram nahin darr nahin aastaan nahin dair nahin haram nahin darr nahin aastaan nahin baithe hain rehguzar pe hum gair humen uthaaye kyun royenge hum hazaar baar koi humen sataaye kyun ghalib e khastaa ke bagair kaun se kaam band hain ghalib e khastaa ke bagair kaun se kaam band hain roiye zaar zaar kyaa kijiye haaye haaye kyun dil hi to hai na sang o khisht dard se bhar na aaye kyun royenge hum hazaar baar koi humen sataaye kyun
dil ibaadat kar raha hai dhadkanen meri sun tujh ko main kar loon haansil lagi hai yahi dhun zindagi ki shaakh se loon kuchh haseen pal main chun tujh ko main kar loon haansil lagi hai yahi dhun dil ibaadat kar raha hai dhadkanen meri sun tujh ko main kar loon haansil lagi hai yahi dhun zindagi ki shaakh se loon kuchh haseen pal main chun tujh ko main kar loon haansil lagi hai yahi dhun jo bhi jitne pal jiyun unhen tere sang jiyun jo bhi kal ho ab mera use tere sang jiyun jo bhi saansen main bharun unhen tere sang bharun chaahe jo ho raasta use tere sang chalun dil ibaadat kar raha hai dhadkanen meri sun tujh ko main kar loon haansil lagi hai yahi dhun la la la la lala la lala lala la lala la laa la la la la lala la lala lala la lala la laa mujhko de tu mitt jaane ab khud se dil mil jaane kyun hai ye itna faasla lamhen ye phir naa aane inko tu naa de jaane tu mujhpe khud ko de loota tujhe tujhse tod loon kahin khud se jod loon mere jismon jaan pe aaj teri khushboo
da da da da da da dilli dilli dilli dilli dilli da da da da da da dilli dilli dilli dilli da da da da da da dilli dilli dilli dilli dilli da da da da da da dilli dilli dil dil dil dil dilli mera kaat kalejaa dilli mera kaat kalejaa dilli lai gayi kaat kalejaa dilli mui dilli lai gayi mera kaat kalejaa dilli mera kaat kalejaa dilli lai gayi kaat kalejaa dilli mui dilli lai gayi yaaaa mera kaat kalejaa dilli mera kaat kalejaa dilli lai gayi kaat kalejaa dilli mui dilli lai gayi meri jaan bhi jaa dilli phir jaan bhi lai jaa dilli susri kaat kalejaa dilli mui dilli lai gayi susri dilli dilli dilli dilli mui dilli dilli dilli dilli mui zulmi seenajor dikhlaayi aisa jor haaye lai gayi lai gayi lai gayi lai gayi dilliiiiiiiii mori jaan pe jhapti ban ke ban ke kaali billi jhapti kaat kalejaa lai gayi mui dilli lai gayi rabbaa da da da da da da dilli dilli dilli dilli dilli da da da da da da dilli dilli dilli dilli da da da da da da dilli dilli dilli dilli dilli da da da da
dilli hai dil hindustaan ka ye to tirath hai saare jahaan ka kehne ko chhota sa ik naam hai yeh socho to iske hain matlab hazaar kehne ko chhota sa ik naam hai yeh socho to iske hain matlab hazaar dil se bana hai dilli jabhi to karta hai dil se sabhi ko yeh pyaar pyaara hai roos inglistaan ka bikhra hai itihaas galiyon mein iski sadiyon ke baaki yahaan par nishaan bikhra hai itihaas galiyon mein iski sadiyon ke baaki yahaan par nishaan hogi kashish kuchh maati mein iski baapu ne tyaage yahin par to praan kya kehna hai iski shaan ka charcha hai iska saare jahaan mein beshaq yahi to hai bhaarat ka taaj charcha hai iska saare jahaan mein beshaq yahi to hai bhaarat ka taaj shobha hai is taaj ki wo jawahar jiska humaare dilon par hai raaj rakshak wo bhaarat ki aan ka ye to tirath hai saare jahaan ka dilli hai dil hindustaan ka ye to tirath hai saare jahaan ka dilli hai dil hindustaan ka
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Hi Dil Mein Le Liya Dil Aaj Ki Awaz (1984) 04:44 35907
 
Poster of Aaj Ki Awaz (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Smita Patil
Duration : 04:44   Song Number : 35907   

Dil Hi Nahin To Dil Ke Anup Jalota 06:31 18328
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Anup Jalota
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 06:31   Song Number : 18328   

Dil Hi To Hai Jagjit Singh 06:24 15693
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:24   Song Number : 15693   

Dil Ibaadat Tum Mile (2009) 05:27 17013
 
Poster of Tum Mile (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 05:27   Song Number : 17013   

Dilli No One Killed Jessica (2011) 03:49 20383
 
Poster of No One Killed Jessica (2011)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2011
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Rani Mukherjee, Vidya Balan, Others
Duration : 03:49   Song Number : 20383   

Dilli Hai Dil Hindustan Patang (1960) 04:04 18469
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:04   Song Number : 18469