Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeFaasle%20Hain%20Bahut
HomeFaasle%20Hain%20Bahut
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


faasila to hai magar koi faasila nahin faasila to hai magar koi faasila nahin mujhse tum juda sahi dil se to juda nahin faasila to hai magar koi faasila nahin aasmaan ki fiqr kya aasmaan khafa sahi hooo aasmaan ki fiqr kya aasmaan khafa sahi aap ye bataiye aap to khafa nahin aap ye bataiye aap to khafa nahin kashtiyaan nahin to kya hausle to paas hain kashtiyaan nahin to kya hausle to paas hain keh do na khudaaon se tum koi khuda nahin keh do na khudaaon se tum koi khuda nahin leejiye bula liya aapko khayaalon mein hooo leejiye bula liya aapko khayaalon mein ab to dekhiye hamen koi dekhta nahin ab to dekhiye hamen koi dekhta nahin aaiye charaag e dil aaj hi jalayen hum aaiye charaag e dil aaj hi jalayen hum kaisi kal hawa chali koi jaanta nahin faasila to hai magar koi faasila nahin mujhse tum juda sahi dil se to juda nahin
hmmmmmm mmmm hmm hmm hmmm hmmm faasla rahe na aaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen faasla rahe na aaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen maine teri dhadkanon ko sun liya jaanam maine teri dhadkanon ko sun liya jaanam maine tujhko meet apna chun liya jaanam kuchh bhi soche ye samaaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen waqt jo guzra abhi tak bojh sa guzra waqt jo guzra abhi tak bojh sa guzra mil ke tujhse zindagi ka karz to utra aaj se apne mizaaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen dhoop mein saaya banu saaye mein humsaya dhoop mein saaya banu saaye mein humsaya shukriya tera mere zakhmo ko sehlaya kyun rahe thodi bhi laaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen faasla rahe na aaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen aaaaaaa aaaaaaa hmmmmmmmm aaaaaaa aaaaaaa hmmmmmmmm
faasle aise bhi honge ye kabhi socha naa tha faasle aise bhi honge ye kabhi socha naa tha saamne baitha tha mere aur wo mera na tha faasle aise bhi honge hoke khushboo ki tarha faila tha mere chaarsu hoke khushboo ki tarha faila tha mere chaarsu main usse mehsoos kar sakta tha chhoo sakta na tha main usse mehsoos kar sakta tha chhoo sakta na tha faasle aise bhi honge raat bhar pichhali si aahat kaan mein aati rahi raat bhar pichhali si aahat kaan mein aati rahi jhank kar dekha gali mein koi bhi aaya na tha jhank kar dekha gali mein koi bhi aaya na tha faasle aise bhi honge khud chadha rakhe the tan par ajnabiyat ke gilaaf khud chadha rakhe the tan par ajnabiyat ke gilaaf warna kab ik doosre ko humne phehchana na tha warna kab ik doosre ko humne phehchana na tha saamne baitha tha mere aur wo mera na tha faasle aise bhi honge
hmmm hmmm hmmm hmmmm aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa yun to milne ko hum mile hain bahut darmiyaan phir bhi faasle hain bahut yun to milne ko hum mile hain bahut darmiyaan phir bhi faasle hain bahut yun to milne ko hum mile tu mili bhi to chand pal ke liye tu mili bhi to chand pal ke liye aaaa aaaaa aaaaaaaa tu mili bhi to chand pal ke liye tujhse aye zindagi gile hain bahut yun to milne ko hum mile ek do yaadein aur tanhaai ek do yaadein aur tanhaai ek do yaadein aur tanhaai pyaar karne ke ye sile hain bahut yun to milne ko hum mile aankh ke aaine mein dekho to aankh ke aaine mein dekho to aaaa aaaaaaa aaaaaaaa aankh ke aaine mein dekho to door tak phool se khile hain bahut yun to milne ko hum mile hain bahut darmiyaan phir bhi faasle hain bahut yun to milne ko hum mile hain bahut darmiyaan phir bhi faasle hain bahut
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Faasila To Hai Magar Jagjit Singh & Chitra Singh 06:44 37995
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 06:44   Song Number : 37995   

Faasla Rahe Na Aaj Akarshan (1988) 03:45 16535
 
Poster of Akarshan (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Ajeet Singh, Bappi Lahiri
Duration : 03:45   Song Number : 16535   

Faasle Aise Bhi Honge Anup Jalota 04:58 32457
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 04:58   Song Number : 32457   

Faasle Hain Bahut Faasle (1985) 04:36 36813
 
Poster of Faasle (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Shiv Hari
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:36   Song Number : 36813